Upar ka design bnakr aapne aastin ke fande alag kr Dene h upar ke design main button patti mat bnana jab design pora ho jaye agle part ke fande ek jagah bunna fande usi main bdate jana jitna aapko ghoom rakhna ho
Koi baat nahi Top down open hi bnana hai Yahi pattren M knitting work hi krti hoon Bss thodi confusion hai Upr ka pattren bilkul same bnana hai ji Sry mam aapka koi contact no mil skta hai ji ? Meney cardigan ki pic bhejni hai ji 🤔
Very nice 🎉🎉❤❤
❤❤❤
❤ nice ❤
so beautiful baby sweater 💞🎉
Bahut sunder
Nice 🎉🎉🎉
So beautiful so elegant just looking like a Wow ❤
Buhat. Acha he. Dejain. Ap. Or. Dejain. Dako
Tarunam Zia u r great ❤
Thank you so much
👍
nice🎉🎉🎉🎉
Madam bilkul yahi pattren ,lady cardigan ki meauremnt bta do
Kitney fndey sey shuru krein
Thanx
Kanha ji ki dresses btao isi design me kitne fande dalenge
3 sal ke bachi ke liye kitna fandha lena ho ga
Aap 88 fande daal Lena ok baqi same video
🎉 बहन बड़े बच्चों के कितने फंदे डाले जरा बताइए
Kitne bade bacche ka aap ye batao
Mam aap button Patti Aaj Patti lekar 48 bande account kiye Hain
48 fande button patti ke milakar hi honge dono agle part ke
ring banane ke bad kitni silai banakar ring banani hai
@RituYadav-2611 ye aap ke upar h aap kitna gape doge aap 12 salai ka de sakte ho
Mam Agar yah hand gloves per design dalna hoga to Kaise dalne aaega
Hand gloves par bohut Kam design aa payega ye cardigan cap pajami main hi theek se set ho pata h
2 साल की बच्ची का बनाने के लिए कितने फंदे डाले
Aap ye uper wale 4 design bana lena ok baqi same
Mam 2 years beby boy ke liye kitne fande lu
80 fande dalna design 4 bna Lena lambai badha lena aasteen aur cardigan ki
Bahut payara sweater Hai
3 daghy vali unn h kitny fandy daly
2 year baby k liy
4 design jali Wale bana lambai baby ke hisaab se ok
Mam 2 years baby boy ke liye kitni kitni pasham lgegi
Pura set 400 g
White kitni,red or parrot kitni
Mm 7 year boy ke liye kitne fande daine hoge
88 fande daal Lena uper wale 4 design bana lena ok lambai baby ke hisaab se
Please reply jarur kar Dena
Mam is desing ki frok kaise bnaye ples jrur btana
Upar wala design banakar neeche fande badhate jaiyega ok
Mam upar ka design bna ke fir fande kha se badhenge aur ye khula rhegi Puri frok kya mam @@TARANNUMZIA
Upar ka design bnakr aapne aastin ke fande alag kr Dene h upar ke design main button patti mat bnana jab design pora ho jaye agle part ke fande ek jagah bunna fande usi main bdate jana jitna aapko ghoom rakhna ho
Agr mam batn Patti nhi banayenge to beech me silna padega aur goom ke liye fande ak hi salai me bdana hai ya dheere dheere badhenge
Ya aage pichhe ke palle alg rahenge
Mam please reaply
Aap ko reply kar diya hai dekho
Pls reply jroor krein
Aap gale se hi bunege ye cardigan ya open ye bataiye gale se to bohut sare fande ho jayenge
Koi baat nahi
Top down open hi bnana hai
Yahi pattren
M knitting work hi krti hoon
Bss thodi confusion hai
Upr ka pattren bilkul same bnana hai ji
Sry mam aapka koi contact no mil skta hai ji ? Meney cardigan ki pic bhejni hai ji 🤔
Kya confusion hai ye bataiye aap
Aap knitting work krti h channel h aap TH-cam pr
@@TARANNUMZIA 8+14+1+15+1+35+1+15+1+14+8
Fndey rkhey hain ,medium size ke,ispey pattren set krna hai
Mera koi chnl nahi hai.
Yey divison theek hai ?ya kuj change krna padega
Main thoda acche se bata dijiye mujhe samajh mein nahin a raha hai please mam
Kya samajh mein nhi aa rha ye bataiye
Button Patti ke side mein dusri design mein jali nahin ban rahi hai please bata dijiye mam
Doosre design main bhi jali banegi
Jab aap 6 fande patti ke bun logi wool ko apne samne hi rakh kr seedha fanda bun lena jali aa jayegi ok
Very nice 🎉🎉
New born baby k liye kiyne fande le didi please reply please please please please 🙏
th-cam.com/video/cFkihVcR89Y/w-d-xo.html
Is link ke measurement se bna Lena ye new born baby ke liye h ok design koi bhi bna sakte ho
@@TARANNUMZIA thankyou didi☺️
Yahi design main new born baby ke liye banaye to kitne fande dale