Dress kya? First year ke liye Full sleeves ka long apron hoga. Woh wohin pata chal jayega kuch logo lagana hai ya nhi. Aur 1st year mein books india ke sab college mein same chalti hai Anatomy - BD Chaurasia Physiology - English author mein Guyton and indian author mein A.K. Jain Biochemistry - Satyanarayan
Altu faltu books kharidna bhi mat. Paisa barbaad hoga. Last mein yehi books padke 1st prof nikaloge. Hi fi books padhna ho toh uska pdf download kar lena. Paisa nhi kharab karna
❤❤
Zabardast ❤
Thank you ❤️
isme hospital kb se start hoga
December se
Yha s district hospital kitni duri pr h? And Gorakhpur s bus facility available h ky yha k liye?
Yh hospital hi hai yha se 4 kilometres dur college hai
Aur han gorkhpur se bus aata hai Padrauna ke liye kiraya 111 rupaye hai I think
Clg ke bhar s transport available h ky like auto, bus, etc.?
Yess
Its nearby railway station?
I live far so any raiilway station and transportation facilities available?
Yes, Padrauna railway station is nearby.
railway station se 5 kilometer dur hai college
Bhai deoria medical college ke dress aur books ke regarding ku6 bata skte aap....
Bhai mai oha se nhi hoo aur mujhe koi idea bhi nhi hai
Best medical college in purvanchal
Ims bhu laughing in corner😂
Aree kabhi hamare kg aaiye
BHU the Best Medical College in whole North India after AIIMS Delhi 😂😂
@@Indian_Rajput bhi abhi gonda bhi khula hai isse badhiya hoga wo
@@prakhyatsingh263 achha hai seats badhega but 50 saal baad bhi wo BHU se aage nhi nikalega, Old Universities are Grandfather LoL New are Kids
Ye bana kab tha?
Abhi recently bna hai
Can I get direct admission in this college.. bhai plz reply
Nhi brother neet clear karna padega
Hello bhai ek vaar dress ka puch lo and books mai delhi me hu
Bhai andar jane ke permission hi nhi mila
Aap insta pe dm kro mujhe koi update milega to mai bta dunga
Dress kya? First year ke liye Full sleeves ka long apron hoga. Woh wohin pata chal jayega kuch logo lagana hai ya nhi.
Aur 1st year mein books india ke sab college mein same chalti hai
Anatomy - BD Chaurasia
Physiology - English author mein Guyton and indian author mein A.K. Jain
Biochemistry - Satyanarayan
Altu faltu books kharidna bhi mat. Paisa barbaad hoga. Last mein yehi books padke 1st prof nikaloge. Hi fi books padhna ho toh uska pdf download kar lena. Paisa nhi kharab karna
Apko kitte marks pe ye college mila h 😢
Mere 649 h obc category
State rank 3279
Mujhe nhi mila hai sister mera ghar es college ke paas ke gao me padhta hai
sir yaha hospital kb se start hoga
December se I think