बहुत अच्छी जानकारी ये कुबूल करने को जी चाहता है के राजेश खन्ना का सितारा बनना रफी साहब के पार्श्व गायन से शुरू हुआ और किशोर कुमार की आवाज पर चरम पर पहुंचा लेकिन नफरत की दुनिया छोड़ के इस गीत में रफी साहब की गूंज आज भी खामोश नही हुई है
@AminaKhan-hr5mn rafi ki badshahad khatm ho gayi 67/68 me, jab kishore full fledge singer banke aaya. fir sabhi jagah kishore and kishore and kishore only. rafi haaj faaj kidhar do saal bhag gaya, aane ke baad again no job fir barfi ka karobar chalu kiya.rafi ko log " barfi rafi bolte the. kuchh gaane kishore ne raham khakar rafi ko diye,, woh bhi music directors ko bolke. aisi hoti hai badshahat? jara history refer karo, ye story nahi haqiqt hai boss. no personal please.
Very good Joke khuda ki aavaz jinko bolte unki badashahat khtm ho gyi.. 😂😂😂 unk jaisa na koi tha na h na kbhi hoga.. Avaaz k Masiha Mohmmad RAFI SAHAB ❤️💯
Rafi saab ko hum kho chuke lekkn Rafi saab apni aawaz de gaye saari duniya mein Rafi saab ki aawaz hamesha goonjti rahegi chahe khushi ho yah gham unki aawaz sab ke liye fit Kishore kumar ka apna andaz bhool nshi payenge unforgettable memories melodies of both Lost Gems 🙏
kaunsi duniya me hai aap. 67/68 ke baad rafi industry se rafuchakkar huwa, uske baad kishore hi kishore tha. rafi ko koi pucchta bhi nahi tha. jara history dekhlo bhai.
@@Araju-q7n tumahri soch hai ye tumne rajesh khanna par Rafi sahab ke gane nahi sune jo rediyo pe sabse jyada bajte the ye reshmi julfe ye sarbati aankhe Ye jo chilman hai Dushman hai hamari Mahboob ki mehandi movie ka Sachcha jhutha movie ka Yu hi tum mujhse baat karti ho Falak se Tod ke dekho sitare log laye hai Koi nazrana leke aaya hu mai deewana tere liye The train movie Gulabi Aankhen jo teri dekhi Aur bhi movie hai Raaz movie Akele hai chale aao Chupgaye sare nazare oi kya baat ho gayi Hathi mere sathi Nafrat ki duniya ko chodkar Film ka sabse yaadgaar gaana Rafi sahab ne jitni asani se gaa diya dusre singers ke liye high range ke hai In gano ko gana khane ka kaam nahi Ye gane jis time film bani thi tabse aaj tak sune jate hai Kk aur Rajesh Khanna ke gane hit hue kon kah raha nahi hue lakin
Bahut sahi bole aap. Rafi sahab ki awaz sabse meethi hai. Kishore ji ke gaanon se Rajesh khanna popular hue, lekin Rafi ji ka unke popularity meon bada yogdaan tha.
Kaka got popularity at the initial stage of his career because of playback singing of Rafi Sahab for him. Later kishoreda made playback for kaka in mostly all of his movies which was a great hit. So kaka began to ignore Rafi Sahab which was not right on his part. Anyways onscreen song "gulabi Aankhen jo teri dekhi......." Song is the best sung by Rafi Sahab. It is truly melodious and evergreen in the lovely, god- gifted voice of Rafi Sahab - THE KING OF MELODY 💖💖
RAJESH JI NE RAFI SAHAB KO NAZAR ANDAZ KAR DIYA THA IS KARAN RAFI FANS KO BAHUT BURA LAGA ISILIYE JAISE HI DHARMENDRA JI KA LOAFER AAYA AUR RAFI SAHAB KA HUMMING AUR HIGH PITCH SONG AAJ MAUSAM BADA BAIMAN HAIN NE TEHALKA MACHA DIYA .JIS TARAH 4 WHEEL SE GADI CHALTI HAIN USI TARAH UNKO RAFI SAHAB KA DAMAN NAHI CHOORNA CHAHIYE THA BAS KYA THA RAFI FANS NE UNKO DARKINAR KAR DIYA
just off the topic of Rajesh Khanna, Like Amitabh Bacchan has his own time when there Kishore Kumar sahib was singing for him, Salim Javed was writing stories for his film, RD Burman was there.... when AB lost their support, his decline began.
1.5 yrs rafi sahab ne ek bhi gana nahi gaya tha tab second best choice kishore Kumar hi the ...iski wajah se unko time mil gaya ...dubara gaana shuru kerke aur wapas usi position per aa gaye the.
aisi baat nahi, 67/68 ke baad jab kishore full fledge singer banke aya to rafi ki cchhutti ho gayi, do saal ke liye rafi Haaj faaj kidhar bhag gaya. aaneke baad bhi no job, fir barfi ka karobar chalu kiya. in fact kishore ne rafi par raham khake music director ko bolke kuchh gaane diye. sabhi jagah kihore and kishore. ye story nahi haqiqt hai. kishore ek best singer aur farishta bhi tha.
That's true about Rafi sahib's hiatus for 3 years. But Kishore Kumar sahib was a great singer, and he was the main voice for Rajesh Khanna, and Dev Anand sahib. Rafi sahib play backed for lot of actors, and even for Kishore Kumar sahib.
अब एक video banaiye जिसमें राजेश खन्ना पर महेंद्र कपूरजी की आवाज वाले गानों की चर्चा हो। ये शुरुवात हुई नित नए प्रयोग कर तहलका मचाने वाले महान संगीतकार कल्याणजी आनंदजी द्वारा फिल्म बंधन से जिसके सारे गाने महेंद्र जी ने gaaye। फिर महान संगीतमय फिल्म मालिक के सारे गाने, राजेश पर महेंद्र जी ने gaaye। फिर अवतार, मुकाबला, आवाम, गोरा आदि फिल्मों के गाने राजेश पर महान गायक महेंद्र कपूर जी ने gaaye।
Joke of the melinium Agar ye rajesh khanna do ek pictures me aur Rafi ka playback leta to flop ho Kar punjab chala jta Don't misguide peoples. Kishore da made this average star to first super star
Are aap bhi kya bath kar rahe hain Rajesh Khanna ke liye koi or nahi sirf kishore da hi jyada se jyada awaaz match kar sakte the isska jeeta jagta saboot hai ke sabse jyada high rate le kar bhi kishore da ke gane jyada hain han ek adhe gane se farak nahi padta har song easy nahi hota agar har gana Rafi saab ke bas ki bath hoti tho sab se jyada high rate le kar kishore da se gane gawaye nahi jate jabki low rate mein Rafi saab se fayda hota sirf itna ek bar samjho jawab mil jayega
@rukhsarahmad4282 0 seconds ago Rafi sahab ki awaz har actor par suite karti hai aur rafi sahab ne rajesh khanna ji ke liye ek se badhkar ek gaane gaye jo sab super duper hit hai aur aise hi hit nahi hai ki unki awaz mach nahi karti baat ye hai chadhte suraj ko har koi salam karna chahta hai aur wo daur rajesh khanna aur kishore da ka tha halaki rafi sahab ki singing par na to pahle koi fark pada tha aur na hi baad mein han itna zaroor hai ki song unko kam milne lage the aur kishore da ho ya rafi sahab dono hi mahan singer hai dono ne hi ek se badhkar ek geet gaye hai
Rafi sab ki aawaz rajesh Khanna pe achchi nahi lagati hai kishor kumar ki achhi lagali hai.rafi sab badi saksiyat hai isiliye log sach nahi bol paate hai
When two of the legendary actors said that a particular singer will sing all their songs, from then their career started downfall but other popular actors didn't put such condition and their career become successful
Rafi sahab ki awaz har actor par suite karti hai aur rafi sahab ne rajesh khanna ji ke liye ek se badhkar ek gaane gaye jo sab super duper hit hai aur aise hi hit nahi hai ki unki awaz mach nahi karti baat ye hai chadhte suraj ko har koi salam karna chahta hai aur wo daur rajesh khanna aur kishore da ka tha halaki rafi sahab ki singing par na to pahle koi fark pada tha aur na hi baad mein han itna zaroor hai ki song unko kam milne lage the aur kishore da ho ya rafi sahab dono hi mahan singer hai dono ne hi ek se badhkar ek geet gaye hai
Nice ❤❤❤ Rafi sab ka baat hi alag hai❤❤❤
Rafi Sahab is simply incomparable❤ u Rafi Sahab
😅😅😢 6:09 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Mohammad Rafi sahab jaisa koi nah hai 🌹🌹🌹
Great Rafi Sahab ...🎵👌
Na Tha koi Na hai koi aur Na ayega koi Great Mohd Rafi Sahab jaisa singer puri duniya mei World Ratan
Md Rafi sahab jaisa koi nahi hai ❤❤❤
Rafi Sahab 🙏 🙏
Rafi sahab all time hamesha best hi rahenge..
बहुत अच्छी जानकारी ये कुबूल करने को जी चाहता है के राजेश खन्ना का सितारा बनना रफी साहब के पार्श्व गायन से शुरू हुआ और किशोर कुमार की आवाज पर चरम पर पहुंचा लेकिन नफरत की दुनिया छोड़ के इस गीत में रफी साहब की गूंज आज भी खामोश नही हुई है
सुरों के सुल्तान मोहम्मद रफी साहब ❤
@@AminaKhan-hr5mn rafi suroka sultan then kishore sultanoka sulatan beshak.
और मोहम्मद रफी साहब आवाज़ के सुरों के बेताज़ बादशाह ❤️
@AminaKhan-hr5mn rafi ki badshahad khatm ho gayi 67/68 me, jab kishore full fledge singer banke aaya.
fir sabhi jagah kishore and kishore and kishore only.
rafi haaj faaj kidhar do saal bhag gaya, aane ke baad again no job fir barfi ka karobar chalu kiya.rafi ko log " barfi rafi bolte the.
kuchh gaane kishore ne raham khakar rafi ko diye,, woh bhi music directors ko bolke.
aisi hoti hai badshahat?
jara history refer karo, ye story nahi haqiqt hai boss.
no personal please.
Very good Joke khuda ki aavaz jinko bolte unki badashahat khtm ho gyi.. 😂😂😂 unk jaisa na koi tha na h na kbhi hoga.. Avaaz k Masiha Mohmmad RAFI SAHAB ❤️💯
Rajesh Khanna bhi lucky rhe hain unki jholi mein Rafi Sahab ke bahot gaane aaye
Rafi to rafi the
Jis ka koi torh, koi muqabla koi jorh nahi
Bilkul Sahi baat hai Rafi Sahab ki aawaz me jaadu hai ji RAFI SAHAB KO MERA SALAM HAI❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
रफी साहब का कोई तोड़ नहीं कोई मुक़ाबला नही
There is only one singer in the world
That is Rafi Sahab
Other have passed their time only
Rafi saab ko hum kho chuke lekkn Rafi saab apni aawaz de gaye saari duniya mein Rafi saab ki aawaz hamesha goonjti rahegi chahe khushi ho yah gham unki aawaz sab ke liye fit Kishore kumar ka apna andaz bhool nshi payenge unforgettable memories melodies of both Lost Gems 🙏
दिलचस्प प्रस्तुति
❤BHAI RAFI SAHAB JAB TAK ZINDA RAHE UNKE SAMNE KOI BHI CHAL HI PAYA SACH YAHI HAI❤
kaunsi duniya me hai aap.
67/68 ke baad rafi industry se rafuchakkar huwa, uske baad kishore hi kishore tha. rafi ko koi pucchta bhi nahi tha.
jara history dekhlo bhai.
Any actors with leaps by great singer md rafi sahab salute to God gifted voice is no compare other than in the world. Exceptional singer.
Rafi sahab ke gaye geeto ko jyada suna jata tha tab bhi aur aaj bhi jo Rajesh Khanna par filmaye gaye the
kishore aur rajesh khanna ke gaane itne khubsurat hai, aisa lagta hai dono ek dusreke liye hi bane.
rafi me woh baat nahi, rajesh ko rafi pichkoo awaz suit nahi kartaa, naa feel naa expressions.
kishore feel expressions ultimate always.
@@Araju-q7n tumahri soch hai ye tumne rajesh khanna par Rafi sahab ke gane nahi sune jo rediyo pe sabse jyada bajte the ye reshmi julfe ye sarbati aankhe
Ye jo chilman hai Dushman hai hamari
Mahboob ki mehandi movie ka
Sachcha jhutha movie ka
Yu hi tum mujhse baat karti ho
Falak se Tod ke dekho sitare log laye hai
Koi nazrana leke aaya hu mai deewana tere liye
The train movie
Gulabi Aankhen jo teri dekhi
Aur bhi movie hai
Raaz movie
Akele hai chale aao
Chupgaye sare nazare oi kya baat ho gayi
Hathi mere sathi
Nafrat ki duniya ko chodkar
Film ka sabse yaadgaar gaana
Rafi sahab ne jitni asani se gaa diya dusre singers ke liye high range ke hai
In gano ko gana khane ka kaam nahi
Ye gane jis time film bani thi tabse aaj tak sune jate hai
Kk aur Rajesh Khanna ke gane hit hue kon kah raha nahi hue lakin
Rafi sahb to laajawab hain lekin apne video bhot acha banay ..very good analysis 👍
Bahut sahi bole aap. Rafi sahab ki awaz sabse meethi hai. Kishore ji ke gaanon se Rajesh khanna popular hue, lekin Rafi ji ka unke popularity meon bada yogdaan tha.
Nafrat ki dunya “ Sirf Rafi ji ke liye tha , Rafi Ji ne Hero, Banae .
With out md rafi shaheb no one cane fames in the filems alla as given good voice❤❤
Kaka got popularity at the initial stage of his career because of playback singing of Rafi Sahab for him. Later kishoreda made playback for kaka in mostly all of his movies which was a great hit. So kaka began to ignore Rafi Sahab which was not right on his part. Anyways onscreen song "gulabi Aankhen jo teri dekhi......." Song is the best sung by Rafi Sahab. It is truly melodious and evergreen in the lovely, god- gifted voice of Rafi Sahab - THE KING OF MELODY 💖💖
RAJESH JI NE RAFI SAHAB KO NAZAR ANDAZ KAR DIYA THA IS KARAN RAFI FANS KO BAHUT BURA LAGA ISILIYE JAISE HI DHARMENDRA JI KA LOAFER AAYA AUR RAFI SAHAB KA HUMMING AUR HIGH PITCH SONG AAJ MAUSAM BADA BAIMAN HAIN NE TEHALKA MACHA DIYA .JIS TARAH 4 WHEEL SE GADI CHALTI HAIN USI TARAH UNKO RAFI SAHAB KA DAMAN NAHI CHOORNA CHAHIYE THA BAS KYA THA RAFI FANS NE UNKO DARKINAR KAR DIYA
Kishore Kumar jo nahi kar sakta tha wo Rafi sahab kar sakte the ☺️
Kishore Kumar key nahi kar sakta tha main Jo kar sakta hu tum kar sakte ho
@@imnot_reyaz kishore kumar ji jo kaam kar sakte they wo kaam rafi kabhi nahi kar sakte 👊💪
@@srikantshaw4926 kishor kumar ne jo kaam 70s me kiya tha wo kaam already rafi shab 60s me kaar chuke he 🤡🥸☠️
@@noarsadraza9047 saab kar skta hu lekin lamba lamba nai fek sakta 🥱🤡
After 1969 Kishore sahab ne rafi ko rafu kar diyaa thaa.
Kishor kumar was the main voce of Rajesh Khanna......
just off the topic of Rajesh Khanna, Like Amitabh Bacchan has his own time when there Kishore Kumar sahib was singing for him, Salim Javed was writing stories for his film, RD Burman was there.... when AB lost their support, his decline began.
Aradhana movie mein kishore kumar ji ka gana hi sabse hit hai, kishore kumar ji ke gaane ki wajah se hi aradhana movie jani jaati hai ❤❤❤
खिशोर कीशोर कुमार ने राजे.श खनना को सुपर बनाया रफि का सवाल नै आता❤❤❤❤❤
1.5 yrs rafi sahab ne ek bhi gana nahi gaya tha tab second best choice kishore Kumar hi the ...iski wajah se unko time mil gaya ...dubara gaana shuru kerke aur wapas usi position per aa gaye the.
aisi baat nahi, 67/68 ke baad jab kishore full fledge singer banke aya to rafi ki cchhutti ho gayi, do saal ke liye rafi Haaj faaj kidhar bhag gaya.
aaneke baad bhi no job, fir barfi ka karobar chalu kiya.
in fact kishore ne rafi par raham khake music director ko bolke kuchh gaane diye.
sabhi jagah kihore and kishore.
ye story nahi haqiqt hai.
kishore ek best singer aur farishta bhi tha.
जब खन्ना साहब या आरडी किशोरदा को खुद प्रमोट करते होगे… तो कोई क्या कहेगा?
Rafi sahab ki aawaz 60 aur 70 ke sabhi male actors se match karta tha. Koi kuch bhi kahe
Aap Rafi sab ki tarif karo lekin ye baat to sahi nahi he ki Rajesh khanna ka stardom Rafi ki vajah se tha!
Jab rajesh khanna ji ne keh diya ki kishore da aur hum do jism ek jaan hai uske baad behas hi khatam ho jaati hai ❤❤
Jobi Rafi Shab ke sat namakharami Kiya wo fana hogaya
Sahi kaha aapne ❤
Kuy? Rafi salary detaa thaa Rajesh Khann ji ko? rafi ne namakharaami ki thi Talat Mahmood sahab ke saath.
@@NarutoUzumaki-qe1cskoi kisi se namakharami nahi karta sabka apna apna choice hota hai ♥️♥️
@@UttamSingh-di5fvye channel hamesha kishore kumar ji ke against video banata hai 🤣😭
Aradhna ke baad Rajesh Khanna ke liye Kishore Kumar ne kitne gaane gaye aur Rafiji ne kitne. Factual data dete toh accha hota.
Koi v aisa acter h Jo Rafi sahab ka darker nahi Gira lekin aisa bohat acter h Jo kishor kumar ka darker nahi laga
Jb Rafi shab hajj k baad 3 saal gana nhi gaya tb Kishore ko chance mil gaya
@@Sweetie-yk3uq tujhe sab pata hai,ki rafi ne kitne saal gaana nahi gaya lol 😀😁🙊
That's true about Rafi sahib's hiatus for 3 years. But Kishore Kumar sahib was a great singer, and he was the main voice for Rajesh Khanna, and Dev Anand sahib. Rafi sahib play backed for lot of actors, and even for Kishore Kumar sahib.
Gossip ke alava kuchh nahi hai...
बस kk की आवाज नई थी mf को टक्कर दे रही थी तो सरहा गयी.
अब एक video banaiye जिसमें राजेश खन्ना पर महेंद्र कपूरजी की आवाज वाले गानों की चर्चा हो। ये शुरुवात हुई नित नए प्रयोग कर तहलका मचाने वाले महान संगीतकार कल्याणजी आनंदजी द्वारा फिल्म बंधन से जिसके सारे गाने महेंद्र जी ने gaaye। फिर महान संगीतमय फिल्म मालिक के सारे गाने, राजेश पर महेंद्र जी ने gaaye। फिर अवतार, मुकाबला, आवाम, गोरा आदि फिल्मों के गाने राजेश पर महान गायक महेंद्र कपूर जी ने gaaye।
Bilkul bakwaas video.
Joke of the melinium
Agar ye rajesh khanna do ek pictures me aur Rafi ka playback leta to flop ho Kar punjab chala jta
Don't misguide peoples. Kishore da made this average star to first super star
Rajesh Khanna ji khud Punjabi hoker bhi Bengali kishore kumar ji ka voice banaya aur rafi Punjabi ko side line kar diya 🤣😭
Are aap bhi kya bath kar rahe hain Rajesh Khanna ke liye koi or nahi sirf kishore da hi jyada se jyada awaaz match kar sakte the isska jeeta jagta saboot hai ke sabse jyada high rate le kar bhi kishore da ke gane jyada hain han ek adhe gane se farak nahi padta har song easy nahi hota agar har gana Rafi saab ke bas ki bath hoti tho sab se jyada high rate le kar kishore da se gane gawaye nahi jate jabki low rate mein Rafi saab se fayda hota sirf itna ek bar samjho jawab mil jayega
Hathi mere sathi movi to hit hi rafi sahab ki aawaj se huee thi
@rukhsarahmad4282
0 seconds ago
Rafi sahab ki awaz har actor par suite karti hai aur rafi sahab ne rajesh khanna ji ke liye ek se badhkar ek gaane gaye jo sab super duper hit hai aur aise hi hit nahi hai ki unki awaz mach nahi karti baat ye hai chadhte suraj ko har koi salam karna chahta hai aur wo daur rajesh khanna aur kishore da ka tha halaki rafi sahab ki singing par na to pahle koi fark pada tha aur na hi baad mein han itna zaroor hai ki song unko kam milne lage the aur kishore da ho ya rafi sahab dono hi mahan singer hai dono ne hi ek se badhkar ek geet gaye hai
Rafi ki voice ke bawajood bhi bahut saari films flop huyee thi.
@@UttamSingh-di5fvrafi ke andhbhakt kuch bhi kehte hai dont mind dear 🤣😭
@@srikantshaw4926 Andhbhakti ka saboot to aap de rahe ho dear mere liye to jitna Rafi sahab hai utna hi Kishore Da bhi hai
Kya bakwas he
Rafi sab ki aawaz rajesh Khanna pe achchi nahi lagati hai kishor kumar ki achhi lagali hai.rafi sab badi saksiyat hai isiliye log sach nahi bol paate hai
@@nogods9870 very right said 👍👌