आप की सभी वीडियो देखने के बाद अब बिजली विभाग से डर नही लगता उनका weak point सब पता हो गया आप बहुत अच्छा काम कर रहे हैं लोगो को जागरूक कर रहे हैं इस विभाग में बड़े से बड़े भ्रष्टाचारी बैठे हैं अगर systematic तरीके से काम किया जाए तो इनकी नानी याद आ जाएंगी
सबसे पहले आपके सकारात्मक कमेन्ट के लिए धन्यवाद और मुझे खुशी की बिजली विभाग ख़िलाफ़ किसी को हिम्मत दे सका पर लोग हमारी वीडियो देखने के बाद लोगों को जागरूक करने के लिए वीडियो शेयर नहीं करते क्योंकि जब तक सब जागरूक नहीं होंगे तब तक इस परेशानी का permanent समाधान नहीं होगा बिल्कुल सही कहा आपने इनसे जितना
Punjab me bijli bill maff hai .par makan malik kirayedar se apni manmani se bijli bill lete hai yeh sarkar ne gareeb admi ke liye bill maff kiya hai ya Ameer admiyo ke liye jiske pass hai Ghar gaddi sb wo gareeb kirayedar se mhuu manga bill lete hai bhiya esme koi kasam uthaye sarkar
Sir Mera bijali ka bil pichhle Month 21000 aaya tha is Month 40000 total aaya Maine chhut ka minimum amount jama kiya tha jab chhuta aaya tha uske bad koi payment nahin kiya tha bol rahe hain vah bhi add ho gaya hai Ab kya Karen...
Sir me apne yaha 1 room rent diye hai kiryedar jo he usko aaye hue 4mnth ho gaye na he usne ek bhi baar bijli ka pesa diya na he kiraya diya he 4mnth ka bijli ka bill uska 13000 rs ho gaye har baar bolne jate to ek he baat bolta ki dekh rhe 2,3 din me de denge phir vo 1 week tak gayab he rhta hai na he koi aagremnt hai na he kuch bnwaye hai hum ayse me hame kya krna chiye pls batye 🙏
Sir mere ghr ka bill mere dadaji ne pay nai kia tha avi bill 125000 hai. Aur unki death hogyi hai toh ab bill ne kr pa rhe hai toh is case mai ham ky kr skte hai
Digital meter me MDR hota hai jo aapke uses k according aapke kw ko kam ya jyada kerta hai or is topic per already ham ek details me video bana chuke hai... jyada jaankari k liye hamare is TH-cam channel per us video ko dekhiye
@@vivekguptag1647 kist to aap kabhi bhi kerwa sakte hai or bade amount k bill ko pura bharte hai tab wese bhi disscount mil hi jata hai lekin agar aap UP ya Bihar se hai ro 2.3 saal baad fir se aapko hajaro lakho ka bill aayega or wo jo Disscount dete hai use fir se cover ker lenge... hamare pass aise 500 se jyada logo k examples hai
@@bijliforum thanks sir btane k liye, hm sir bill payment kiye the uske bad 2 mhine k andar PD krake connection band kra diye aur fir apne name connection le liye
Nhi mil rhi sir aap yuhi bta do plz is yojana me kya hota hai kya bill hamesha ke liye maf hota hai bta do sir me apka aabhari rahunga सरल बीजली बील योजना के लभार्थी परिवार का मतलब बता दो सर PLZ यूही बत्ता दो सर
Sir mere 2015 ke connection liya tha us time bus connection ka ek rasid de diya tha uske baad unhone tab meter nhi lagya aur fir father ne kosis nhi ki metere lagane ke liye aur aise hi light jalate rahe bina meter ke fir ab kal jee aur bijli vibhag se log aaye unhone 280 month jod ke 10 saal ka jod ke 34000bharne ko kaha nhi to yaha ke line man ne bola 18000 kr do hum apka purna connection katwaa ke new connection krwaa denge kya mujhe unki baat sunni chahiye ya mujhe sidha office se jaa ke kaam krna chahiye pure paise bhar ke
connection permanent band karne ke liye pura bill bharne k baad Connection PD (Permanent Dissconnect) kerna padta hai tabhi bill aana band hota hai or isi ghar per fir se connection lene hoto new connection k liye apply ker sakte hai but bill naa bharne ki wajah se connection kat jata hai tab bill aana band nahi hota balki bakaya amount per every month penalty + intrest + fixed rental ye sab charges lagte rehte hai or bill badta hi jata hai jo kuch time me hajaro se lakhon me chala jata hai
sir ,hmara purana meter tha purane ghr me ,uska kuch bkaya rh rha thaa inhine 12 13 saal se to inform kiya nhi kuch or jo hmara nya connection tha usme sara bill or fine add kr diya total 50000₹ bill de rkha hai kya aese 12 13 saal baad sidha add kr skte hai kyaa
@@bijliforum sir ye btao purana meter father k naame tha ye nya meter grandfather k name hai to kya uska jo b bkaya hai vo isme nye wale me add kr skte hai kya.... ye to mere grandfather k naam hai
Bijli connection property k paper k bases per milta hai to kisi k documents se kisi or ki property per connection ho hi nahi sakta or agar aisa koi kerta bhi hai to farjiwade ka case lag jayega
Sir mera bijli ka bill 3 saal me 27000ru aye hai es bill ko thoda thoda jama kar ke disconnection ko rok sakta hu ya mujhe pura amount jama karna hoga please sir
Bhai.... Daily charge lgta h kya bill p... Jse 5000 kaa bill aya h 25 due date thi aaj 26 ko 5150 kaaa bill hogya h..... Kya roj charge badhega kya.....
SIR HELP ME PLEASE SIR MAI NE NEW CONNECTION KE LIYE APPLY KIA THA OUR PURA PROCESS HO CHUKA HAIN BASS GHAR PAR METRE ANA BAKI HAIN #MAIN PHICHHLE 1.5 MONTHS SE OFFICE KA CHAKKAR LAGA RAHA HOO MERE GHAR PAR METRE NAHI LAGA RAHIN HAI OUR COMPLAINTS BI NAHI LE RAHE HAIN MAIN IS PARESTHITHI MAIN KIA KAROO MUJHE KUCH UPAI BATAI YE TQ
Sir mere uncle unmarried the or unke name koi property nhi thi or unki death ko 12-13 sal ho gaye bijli Wale aj bhi mere Ghar notice bhejte h bill bharne ke liye bolte h jabki 11-12 sal se hamara alag connection chal Raha h or ham time bill pay kr rahe, Plz suggest me Kya kre
Sir 4 sal pahle mere pita ji dharam kanta me kam karte the us samy bijli bil me pita ji ka mobile no.add tha lekin 2019 me pita ji ka deth ho jane k bad aaj bhi bijli k bil ka massage no. Me ata hai aur wanha k bharam kanta me jo log kam karte hai wo bil bhi pey nahi kar rahe hai bil amount bahut jyada ho gaya hai 36000 k aas pash kya kare kripya jankari de
Sir mere bijli bill 1 years se nhi bhara and may month 2024 me new mettre lagwaya tha jab se bill sir 8000 rupees and 10000 rupees aa rha h august tak ka
Bijli bill 2 jagah se ek hi aadmi ke naam se aata hai ek jagah ka bijli bill bharte hai dusre jagah ka kabhi use v nhi kiya kaise Kya karna hogaa ??? Plz reply 😢
very informative video .. Can electricity department also taken off meter without informing or serving any notice for no payment of bill 3 month ..kindly advise ...Thanks in Advance
Plzz reply me Maine connection liya hua 1year ho gya maine bill bhi jma kr diya but ab bijli vibhag se dusra bill aa gya 1lakh ka bol rha purana connection hai to ab kya krna chahiye
@@bijliforum bta rhe ki tumhara 10 sal phle ka connection tha jb maine new karvaya tha usse phle check kiya tha bol rhe the koi connection nhi h purana
Sir mujhe 2 baar notice aya tha or 15vdin ke andar bharna tha par humne bhara nahi abb mitor kat ho Gaya hai or 3rd notice aya hai abb kaha or kaise bill pay kare
Sir kya je sir ias1krishi connection ko offline slip ko cannacled kar dene se connection kat jata h mera connaction 5year se h aavi tak ak v bar bill nahi bhare h to mere slip ke uapar cannacled kar ke aapna सिग्नेचर kar ke de diye h .ease aapko life mai problam nahi hoga .sir bol rahe the ki agar aap ak v bar bill bhar diye hote to aapko meter laga ke connection katwana parta .kya ye sahi h please bataeye
Mera 2017 ka connaction h aur ragister mai v cancelled kiye h mere samne .sir kya je ka power hota h ki offline connection ko radd kar sake please bataeye
Sar Mera is mahine ka 1000 ka bil aaya hai aur ab Maine subsidy karp ab Maine subsidy kar diya 22 mein agale mahine mein bil bharu to mere per kya charge fine a sakta hai please sar pichhle mahine mein main bil bharunga to use per Mera kya fine aaega
Hlo sir mera makan khali pada tha to mene 2 month ja bill tha 250 karib to mene soch koi usme rhene ayga tbhi bar dunga ab 5month ka 3063 ka hogya kra kru sir
@@guptaji6491 bijli connection aap use kare ya na kare uska monthly rental bill generate hota rehta hai agar aap abhi use nahi karte hai to use Temporary Dissconnection karwa sakte hai or jab dobara jarurat pade to use fir chaalu karwane k liye apne Vidhyut Zone per application de kar chaalu karwa sakte hai
bhai up se hai Agar 6 7 salo se bil nahi bhar paye 1lakh hai Or bil dene ke yog nanhu😢 please batye kiya kre or bijli vibhag mere upar kiya karwahi kr sakta hai? Conctn abhi bhi lga hai 😢pls help me
@@shiluarman7336 sabse pehli baat 6.7 saal se bijli use kar rahe hai to bijli bill kyu nahi bhara aise case me consumer ki koi sunwai nahi hogi ulta bijli vibhag aapko notice bhejega or aapke bijli bill ki wasooli nahi hui to sampatti kurki ka bhi notice milega is liye jald se jald bijli bill ko clear kare
@@bijliforum sir itna nahi hai kaise bhare kare hum sb chhote the bahar the ghar ne papa ne itna chada liya vo kayi bar thoda thoda dene gaye the par jama nhi hua bole the adha jama hoga , Kuch to upaye bataye yya please Age kiya kre kisse mile kuch kisto me ban jaye ?
@@bijliforum sar kuch upaye bataye age kiya kre mil maaf nahi hoga? Koi chhoot nahi milegi? Bijli wale kiya kudki krnge Kiya case banta hai? Jail bhi hoti hai 😭?
Sir mai gav me rahti hu sir ham log bijli ka bill 4 ya 5 mahine ka ek bar me hi jma karte hain ar bijli vibhag vale ghar pr aaker dra dhamkaker meter lga diye hain jabki pure gav me kisi ke yha metr nhi lga h sir hm log bahut tension me hain plz sir kuchh bataiye
सर मैने पिछले महीने का बिल नही भरा था लेकिन इस महीने का भर दिया है और मेरे बिजली मीटर में रीडिंग सही से नही दिखती हैं तो उसको बदलवाना है और बिजली विभाग वाले उसके लिए 900 रूपये मांग रहे हैं
Sir me aesa problem he please help me mere papa pehel pura ne gahr me rahte ham sab ab Naya le liye he aur who miter ab band nahi karvya tha who makan malik ne 2 sal ka bil nahi bhara who hamko bol raha ap bharo please iska koy upay batoo please
Lite bil valo ki notis ah rahi he gahr pe mere papa who pura ne vala Ghar ka Miter band nahi karvya tha is liye total 18500 ka bil who uncle ne bhara nahi he please help me
Jo bijli use karega usko bill bharna hi padega chaahe amir ho ya garib ho, bijli focket me kisi ko nahi milti garib aadmi kaaam kuch nahi kerta Tax nahi bharta or use focket me bijli or rashan bhi chaahiye, haramkhori ki bhi hadd hoti hai
वर्मा जी, मैने अपना कनेक्शन परमानेंट कटाने के लिए अप्लाई किया था । मीटर भी उतर गया है। सरेंडर सर्टिफिकेट भी बन गया। पीडी लेने जाता हूं तो ऑफिस वाले चक्कर कटा रहे हैं। दो महीने का बिल भी due हो गया है मीटर उतरने के बाद। अब यदि मैं बिल जमा न करूं और pd न लूं तो आगे क्या होगा। कृपया बताने का कष्ट करें।
Sir 🙏, mere bses ka bill 2 months ka pending tha jiska amount 1720 rs hai..kya main 1000 rs ki part payment karke disconnection ko rok sakta hu ya mujhe poora amount hi bharna padega? Plz reply
Agar koi 10month se bhi jyada bill na bhare toh Kya bijli bibhag ke log 50000 ka fine laga sakte hai, aur tv, fridge, uthake le jaa sakte hai. From Assam.
Sabse pehli baat bijli bill every month time per bharna chaahiye or rahi baat bakaya bill ki to jitna amount hita hai us per every month penalty + intrest + monthly charges ye continously lagte rahenge or every month bill badta hi rahega.. is liye jald se jald bill clear kare ya jarurat nahi hai to bill bharne k baad connection PD kare
Sir hamare ghar ka Bijli 4sal hogaya kata .2500 bill tha abhi 15000 hajar hogaya hai .😣🥺 asa kyu huwa abhi kot se notice ahia. 10 din ke ander bil nhi dene se jeil lejaiga bola hy
Agar bijli bill jyada bakaya hai to bijli vibhag Notice jaari kerta hai or kuch time deta hai per Notice me mile time tak koi bill clear nahi kerta hai to bijli vibhag upbhogta se wasooli liye is tarah se hi kurki kerte hai... time per agar bijli bill bharte hai to aisa kabhi nahi hoga
सर मेरा पुराना कनकशन है उस मीटर को काटकर ले गये तो बिल नहीं भर पाया था और मै अब कनकशन नहीं जुड़वाना चहता हूं मैंने केवल एक माह चलाया था मेरा मितरी चला गया था और मै बीमारी में फस गया तब से अब तक ऐसा ही है इसीलिए पूछने की जरूरत होती है किया करूँ मैं
Mujhe ye janna h k bhai log to bil de nhi rhe h aur mere pati 2018 tk jama akely hi kiya fir kuch bivad k karna ye v band kar diye jama jarna to ab kya rc kategi to sab k naam ki ya pita ji k naam ki
सर जी मेरे घर में पुराना कनेक्शन मेरे पिता जी नाम पर था हम लोग बहोत बार पैस जमा किया एक लोगो के द्वारा पर वह कोई स्लीप नहीं दिये बोलते थे जमा कर दिया हु फिर 2018 में मीटर वाले आके नया कनेक्शन कर दिया बोला बाद में कट जायेगा और अब अचानक से 1 लाख स ऊपर का बिल आ गया और मेरे चाचा लोग भी अलग कनेक्शन ले लिये है वह भी हाथ खड़ा कर दिये । मै नया कनेक्शन का बिल 2018 से लगातार जमा कर रहा हूं और नया पुराना दोनो कनेक्शन पिता जी नाम पर है अब मै क्या करू प्लीज हेल्प करिये😢
Sir mera purvanchal vidyut (puvvnl) ka light bill hai sir agar mai 1 month ka bill nhi bharta hu to mujhe next month kitna fine aur intrest lagega please bata de 🙏
sir humko na 15000 ka dund bharne ko bola hai , lekin hamre paas paise nahi hai to humne ye fesla kiya hai ki connection ko katwade , to kya sir connection katwa ne baad bhawishya mai humko wo dund bharna padega ?
Bilkul bharna padega or penalty or intrest k sath bharna padega or jab tak nahi bharenge tab tak badta hi rahega or jab tak payment nahi bharenge connection band bhi nahi hoga or is ghar per apko ya kisi or ko bhi connection nahi milega
@@bijliforum sir hamne apna ek makan kiray par de rakha hai kiraydar bijli ka bill nahi bhar Raha hai 7 mahine se.jabki bijli ka conction hamare naam me hai isliye me pooch Raha tha ki bill na bharne par conction kab tak kat jata hai.
@@Saleem_Ahamad Rent agreement me ye sab baate terms & conditions me likhi jaati hai or agar aapne rent agreement me ye sab mention nahi kiya to bill aapko bharna padega or is topic per already ham ek details me video bana chuke hai jis aap hamare is TH-cam channel per dekh sakte hai
Sir mera bill 7000 ruppes hai aur maine Bill jama nahi kiya tha Mujhpe case ho gaya hai 7000 ka kitna planti lagegaa sir please batiye 4month pahale mera cannection kat diya hai
@@bijliforumsir मेरे घर पर बिजली चोरी के इल्जाम में FIR कर दी ओर लोड 1.62kw लगा दिया है दर्दल सिर मेरे घर की input बाली केबल में cut लगा था sir pichle months me mere ghar ka meter bali cabale blast ho gai or ghar ka bijali machenic ne cable me cut kr dia FIR ho gai he sir kya kre
बिजली विभाग के झोंन में चक्कर लगाने की कोई जरूरत नहीं सीधे कंज्यूमर फोरम में शिकायत कीजिए, बिजली विभाग की उपभोक्ता फोरम में शिकायत कैसे करें : th-cam.com/video/FmdPRm4q4cs/w-d-xo.html
Sir Mera sirf 1 mahine ka bill pendind tha or dusara bill abhi generate bhi nahi huva fir bhi dada giri karke electricity kaat di Aise Mai hum unki complaint kaha kare
Jald se jald bill bhare nahi to bakaya amount per every month penalty or intrest lagta hai rahega... jab tak Connection PD nahi kerte tab tak every month bill badta hi jayega chaate Connection kata hua ho
Sar Maine 2 kilowatt ka connection lagawaya tha 7 mahine mane istemal kiya bad me1k dalal se Mila bijali connection katwane ke liye 7 mahine ka bil 15000 kuchh tha vah Maine dalal Ko Diya 15000 kya mujhe connection katwana hai fhir 6 din ke bad metre bhi utaar kar le gaya nahin mujhe Rashid Di Na koi mujhe proof Diya ye bat 2018 ki Hai jab metre utaar Ke le Gaye to bil kyon a raha hai
@@bijliforum sar bijali vibhag mein vah Kam karta tha aaj kal aaj kal karraha tha ab 7 sal hogaya or jaha makan par m miter lagawa tha wo makan rent Katha wo
आप की सभी वीडियो देखने के बाद अब बिजली विभाग से डर नही लगता उनका weak point सब पता हो गया
आप बहुत अच्छा काम कर रहे हैं लोगो को जागरूक कर रहे हैं
इस विभाग में बड़े से बड़े भ्रष्टाचारी बैठे हैं
अगर systematic तरीके से काम किया जाए तो इनकी नानी याद आ जाएंगी
सबसे पहले आपके सकारात्मक कमेन्ट के लिए धन्यवाद और मुझे खुशी की बिजली विभाग ख़िलाफ़ किसी को हिम्मत दे सका पर लोग हमारी वीडियो देखने के बाद लोगों को जागरूक करने के लिए वीडियो शेयर नहीं करते क्योंकि जब तक सब जागरूक नहीं होंगे तब तक इस परेशानी का permanent समाधान नहीं होगा
बिल्कुल सही कहा आपने इनसे जितना
Punjab me bijli bill maff hai .par makan malik kirayedar se apni manmani se bijli bill lete hai yeh sarkar ne gareeb admi ke liye bill maff kiya hai ya Ameer admiyo ke liye jiske pass hai Ghar gaddi sb wo gareeb kirayedar se mhuu manga bill lete hai bhiya esme koi kasam uthaye sarkar
ਮੈਂਨੇ।18।ਸਾਲੋ।ਸੇ। ਨਹੀਂ। ਦਿਆਂ।ਬਿਲ।ਮੈਂ।ਮਾਨਸਿਕ।ਤਕਲੀਫ।ਸੇ।ਪੀੜਤ।ਥਾਂ।ਕਿਯਾ। ਕਰੂੰ।
Sir Mera bijali ka bil pichhle Month 21000 aaya tha is Month 40000 total aaya
Maine chhut ka minimum amount jama kiya tha jab chhuta aaya tha uske bad koi payment nahin kiya tha bol rahe hain vah bhi add ho gaya hai Ab kya Karen...
Super ji
Sirji agar meter nahi laga he or bagair reeding ke bill aa raha he to bill bharna chahiye ya nahi
Is topic per ab tak 4.5 video's bana chuke hai hamare is TH-cam channel per video dekhiye
Agar bill 10 saal se bhare hi nhi aur.. reconnect Krna hai to ky kuch process rahegi. Aur kitna charges pay krna pd skta h..?
Apne vidyut zone par baat kare
Ek baat ye bta dijiye ki agr Mai due date ke ek din baad pay krta hu to electricity jama hi jayega?
Next bill me adjust hoga
Bina bill bhare meter pd kiya jata hai kya
बिजली कनेक्शन कैसे कटवाए - bit.ly/4bauXdz
Sir me apne yaha 1 room rent diye hai kiryedar jo he usko aaye hue 4mnth ho gaye na he usne ek bhi baar bijli ka pesa diya na he kiraya diya he 4mnth ka bijli ka bill uska 13000 rs ho gaye har baar bolne jate to ek he baat bolta ki dekh rhe 2,3 din me de denge phir vo 1 week tak gayab he rhta hai na he koi aagremnt hai na he kuch bnwaye hai hum ayse me hame kya krna chiye pls batye 🙏
Bina agreement k kisi ko rent per doge to aisi hi dikkat hogi or makan malik hone k baad bhi kiraydar aapko pareshaan kar raha hai
Sir mere ghr ka bill mere dadaji ne pay nai kia tha avi bill 125000 hai. Aur unki death hogyi hai toh ab bill ne kr pa rhe hai toh is case mai ham ky kr skte hai
Jitna ho sake utna jaldi bill ckear kar dijiye nahi to bill every month badta hi jayega.. baali jaankari is video me already de chuke hai
Sir agar mera connection katdete hai to aur me bill v payment nahi kar payi to kya department kuch legal action lega
Connection cut jayega or bill fir bhi aata rahega
Kya JEE bina anumati k 1kw ko 2kw ka kr skte h
Digital meter me MDR hota hai jo aapke uses k according aapke kw ko kam ya jyada kerta hai or is topic per already ham ek details me video bana chuke hai... jyada jaankari k liye hamare is TH-cam channel per us video ko dekhiye
Thanks for this video , sir bizli bill subsidy mafi yojna kb tk ayegi 2023 me?
Aisi kisi bhi yojna me kisi ko koi labh nahi hoga
@@bijliforum sir es yojna se 4 sal pahle 65000 ke bill ko sirf 45000 hi bharna pada 4 kist me
@@vivekguptag1647 kist to aap kabhi bhi kerwa sakte hai or bade amount k bill ko pura bharte hai tab wese bhi disscount mil hi jata hai lekin agar aap UP ya Bihar se hai ro 2.3 saal baad fir se aapko hajaro lakho ka bill aayega or wo jo Disscount dete hai use fir se cover ker lenge... hamare pass aise 500 se jyada logo k examples hai
@@bijliforum thanks sir btane k liye, hm sir bill payment kiye the uske bad 2 mhine k andar PD krake connection band kra diye aur fir apne name connection le liye
Sir mera ek saval hai plz riplay kr do sir सरल बिजली बिल योजना के लाभार्थी परिवार ka matlab kya hota hai plz riplay mi sir 😢😢
@@AyajpatelPatel is topic per ab tak kai baar video's bana chuke hai, hamare is TH-cam channel per un video's ko dekhiye
Nhi mil rhi sir aap yuhi bta do plz is yojana me kya hota hai kya bill hamesha ke liye maf hota hai bta do sir me apka aabhari rahunga सरल बीजली बील योजना के लभार्थी परिवार का मतलब बता दो सर PLZ यूही बत्ता दो सर
@@bijliforum😢😢
@@bijliforum😢riplay mi sir plz 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Koi meter disconnect hone k 3 se 4 year ho gaye hai ..wo meter new lagega yah ...purana fir chalu ho sakta hai
Jab se band hai tab se aaj tak ka pura bill bharna padega uske baad reactive hoga
Maine 16 saal purana bill cheque se Ada kiya ..Adani electricity ko.Demand draft se payment nahi Kiya ..koi galati to nahi ki maine plz batayen ???
Bill paid ho gaya ?
@@bijliforum main aapko WhatsApp per wo sms send kerti hoon jo mujhe aya hai .
@@shabanasayyed3849 whatsapp number closed
@@shabanasayyed3849 send on email
Sir mere 2015 ke connection liya tha us time bus connection ka ek rasid de diya tha uske baad unhone tab meter nhi lagya aur fir father ne kosis nhi ki metere lagane ke liye aur aise hi light jalate rahe bina meter ke fir ab kal jee aur bijli vibhag se log aaye unhone 280 month jod ke 10 saal ka jod ke 34000bharne ko kaha nhi to yaha ke line man ne bola 18000 kr do hum apka purna connection katwaa ke new connection krwaa denge kya mujhe unki baat sunni chahiye ya mujhe sidha office se jaa ke kaam krna chahiye pure paise bhar ke
@@sirajali555 बिजली विभाग के झोंन में चक्कर लगाने की कोई जरूरत नहीं सीधे कंज्यूमर फोरम में शिकायत कीजिए : th-cam.com/video/FmdPRm4q4cs/w-d-xo.html
Sir conection katne se hamesha ke liye bijli cut jati hai ya fir future me we kisi aur ke naam se connection nahi le sakte
connection permanent band karne ke liye pura bill bharne k baad Connection PD (Permanent Dissconnect) kerna padta hai tabhi bill aana band hota hai or isi ghar per fir se connection lene hoto new connection k liye apply ker sakte hai but bill naa bharne ki wajah se connection kat jata hai tab bill aana band nahi hota balki bakaya amount per every month penalty + intrest + fixed rental ye sab charges lagte rehte hai or bill badta hi jata hai jo kuch time me hajaro se lakhon me chala jata hai
sir ,hmara purana meter tha purane ghr me ,uska kuch bkaya rh rha thaa
inhine 12 13 saal se to inform kiya nhi kuch or jo hmara nya connection tha usme sara bill or fine add kr diya total 50000₹ bill de rkha hai
kya aese 12 13 saal baad sidha add kr skte hai kyaa
बिजली कनेक्शन को बंद करने का सही तरीका (Permanente Dissconnection) : th-cam.com/video/OFcu1jq52y8/w-d-xo.html
@@bijliforum sir ye btao purana meter father k naame tha ye nya meter grandfather k name hai
to kya uska jo b bkaya hai vo isme nye wale me add kr skte hai kya....
ye to mere grandfather k naam hai
Kya koi line man kisi aur k pure document se kahi aur connection kisi aur ko connection us document se de skta h?
Bijli connection property k paper k bases per milta hai to kisi k documents se kisi or ki property per connection ho hi nahi sakta or agar aisa koi kerta bhi hai to farjiwade ka case lag jayega
@@bijliforum thanks
Sir mera bijli ka bill 3 saal me 27000ru aye hai es bill ko thoda thoda jama kar ke disconnection ko rok sakta hu ya mujhe pura amount jama karna hoga please sir
3 saal se bijli bill kyu nahi bhara ?
Mera bijli bill 90k ho gya h..Ab m eska settlement krwana chata hu eska kya process h
Apne vidyut zone per baat karen
Bhai.... Daily charge lgta h kya bill p... Jse 5000 kaa bill aya h 25 due date thi aaj 26 ko 5150 kaaa bill hogya h..... Kya roj charge badhega kya.....
Bijli bill hamesha due date se pehle bhare nahi to late fees or penalties lagti hai
@@bijliforum daily lgti h yaa month m ek bar hi??
@@devsharma904 ek month me ek baar hi lagta hai or next month ki due date tak nahi bharte hai to fir dobara lagta hai
@@bijliforum mtlb ab next month hi lgega Thnks brother 😊
SIR
HELP ME PLEASE
SIR MAI NE NEW CONNECTION
KE LIYE APPLY KIA THA OUR PURA PROCESS HO CHUKA HAIN
BASS GHAR PAR METRE ANA BAKI HAIN
#MAIN PHICHHLE 1.5 MONTHS SE OFFICE KA CHAKKAR LAGA RAHA HOO MERE GHAR PAR METRE NAHI LAGA RAHIN HAI
OUR COMPLAINTS BI NAHI LE RAHE HAIN MAIN IS PARESTHITHI MAIN KIA KAROO MUJHE KUCH UPAI BATAI YE TQ
Hamare is TH-cam channel per Vidhyut Consumer Forum wala video dekhiye
Bilji bill bakaya h or disconnect nhi hua h to bilji bibhag case kar sakta h kya
बिजली बिल ना भरने की वजह से कनेक्शन कट गया - अब उसका बिल आयेगा या नहीं ? : th-cam.com/video/egpf0wag9kU/w-d-xo.html
Bill RDF aaya hai. Jama kare ya nhi
Sir RC-DC karne ke kitne din baad bill aata hai
Sir mere uncle unmarried the or unke name koi property nhi thi or unki death ko 12-13 sal ho gaye bijli Wale aj bhi mere Ghar notice bhejte h bill bharne ke liye bolte h jabki 11-12 sal se hamara alag connection chal Raha h or ham time bill pay kr rahe,
Plz suggest me
Kya kre
Same Plot number per pehle aapke uncle ka bhi connection tha ?
Sir 4 sal pahle mere pita ji dharam kanta me kam karte the us samy bijli bil me pita ji ka mobile no.add tha lekin
2019 me pita ji ka deth ho jane k bad aaj bhi bijli k bil ka massage no. Me ata hai aur wanha k bharam kanta me jo log kam karte hai wo bil bhi pey nahi kar rahe hai bil amount bahut jyada ho gaya hai 36000 k aas pash kya kare kripya jankari de
Wo property abhi kis k naam hai ?
Bahut achi jankari di apne
Thanks & welcome
Sir mene apki sari video dekhi he
Jo problem hai usse related video dekh liiye or kuch puchna hoto comments me puch sakte hai
1 Years se bil nahi jama to kya hoga isko bta do uncle
Sir meri bill ki deu date nikal gayi to bar sakte hain
Due dat baad oay kerte hai to 1% penalty lagti hai but bill to pay ker sakte hai
Bill due date bad 1 din bad pay kare to chal ta hai kay
@@tejasbhor6743 late fees asd ho jata hai
bijali canection lete samay jo doucment diye the o abhi pata chlega please sir replay kijiye
Uske liye RTI se documents copy le sakte hai
Thanks sir
Welcome
Sir ek 1,80099 1lackh 8 hajar hai aur unit chla hai 2745 to sir kaise keya kare ,hamko connection ktwana hai
बिजली बिल में गड़बड़ी कैसे चेक करें : bit.ly/3U1qQut
बिजली विभाग की उपभोक्ता फोरम में शिकायत कैसे करें : th-cam.com/video/FmdPRm4q4cs/w-d-xo.html
Sir mere bijli bill 1 years se nhi bhara and may month 2024 me new mettre lagwaya tha jab se bill sir 8000 rupees and 10000 rupees aa rha h august tak ka
Kisi bhi pareshaani se bachne k liye every month time per bijli bill pay karen
Bijli bill 2 jagah se ek hi aadmi ke naam se aata hai ek jagah ka bijli bill bharte hai dusre jagah ka kabhi use v nhi kiya kaise Kya karna hogaa ??? Plz reply 😢
बिजली कनेक्शन 1 है पर बिजली बिल 2 आ रहे है : bit.ly/3He1yS1
very informative video .. Can electricity department also taken off meter without informing or serving any notice for no payment of bill 3 month ..kindly advise ...Thanks in Advance
First of all thanks for your positive comments & for you solution with complete details please visit out website www.BijliForum.com
Plzz reply me
Maine connection liya hua 1year ho gya maine bill bhi jma kr diya but ab bijli vibhag se dusra bill aa gya 1lakh ka bol rha purana connection hai to ab kya krna chahiye
1 lakh ka bill kyun aaya uske baare me details me bataiye ?
@@bijliforum bta rhe ki tumhara 10 sal phle ka connection tha jb maine new karvaya tha usse phle check kiya tha bol rhe the koi connection nhi h purana
@@GherWale-ej6lq पुराने बिजली कनेक्शन के नाम पर विद्युत् उपभोगता के साथ हजारो-लाखों लुटे जा रहे है : th-cam.com/video/bhlwpGB2weg/w-d-xo.html
Sir mujhe 2 baar notice aya tha or 15vdin ke andar bharna tha par humne bhara nahi abb mitor kat ho Gaya hai or 3rd notice aya hai abb kaha or kaise bill pay kare
Vidyut Zone per
Jisne 2016 se Bill ka pay kiya ho or Bill 1lakh 30 thousand ho connection bhi cut ho gayaa ho tab bhi na pay karen tab kya hoga Sir Reply 🙏🏻
hamare is TH-cam channel per "Vidyut Upbhogta Shikayat Nivaran Forum" wala video dekhiye
Sir kya je sir ias1krishi connection ko offline slip ko cannacled kar dene se connection kat jata h mera connaction 5year se h aavi tak ak v bar bill nahi bhare h to mere slip ke uapar cannacled kar ke aapna सिग्नेचर kar ke de diye h .ease aapko life mai problam nahi hoga .sir bol rahe the ki agar aap ak v bar bill bhar diye hote to aapko meter laga ke connection katwana parta .kya ye sahi h please bataeye
Mera 2017 ka connaction h aur ragister mai v cancelled kiye h mere samne .sir kya je ka power hota h ki offline connection ko radd kar sake please bataeye
Bijli bill nahi bharoge to aisi problem to aayegi hi
Sir ji Mera bill 2 year se pending h wo har mahine 10 se 12k tak aa raha hai kya Karu kaise sahi hoga 102000 Rs ho gaya 😢
बिजली बिल में गड़बड़ी कैसे चेक करें : bit.ly/3U1qQut
Sir mere yha kbhi connection hua hi nhi Solar se San chalta tha firbhi 37000 bijli bil Aaya hai kya kare
Hamare is TH-cam channel per Vidhyut Consumer Forum wala video dekhiye
Sar Mera is mahine ka 1000 ka bil aaya hai aur ab Maine subsidy karp ab Maine subsidy kar diya 22 mein agale mahine mein bil bharu to mere per kya charge fine a sakta hai please sar pichhle mahine mein main bil bharunga to use per Mera kya fine aaega
Bijli bill every month time per bhare
Sir mera problem thora bada hai aapse kuch jankari chaaea , baat ho skti hai sir appse
Boliye ?
mera bijlibill 399 ka aaya tha 1 april ko lekin 14 ko massage aaya 498 ruppess aisa kyo .
ans please
बिजली विभाग की उपभोगता फोरम में शिकायत केसे करे : bijliforum.com/vidyut-shikayat-nivaran-forum/
Sar Mera bijali bil stara payesa bata raha hai kya jama kar denge to kya vah Paisa vah agale mahine mein kam aaega
17 paise koi bada amount nahi hai jisme liye aap comments kar rahe hai 😂😂😀
Hlo sir mera makan khali pada tha to mene 2 month ja bill tha 250 karib to mene soch koi usme rhene ayga tbhi bar dunga ab 5month ka 3063 ka hogya kra kru sir
@@guptaji6491 bijli connection aap use kare ya na kare uska monthly rental bill generate hota rehta hai agar aap abhi use nahi karte hai to use Temporary Dissconnection karwa sakte hai or jab dobara jarurat pade to use fir chaalu karwane k liye apne Vidhyut Zone per application de kar chaalu karwa sakte hai
@@bijliforum sir mera last bill151 ka tha
@@guptaji6491 already sari jaankari aapko de chuke hai
@@bijliforum to sir 1month ka 1530 bill aya h khali makan pr
Rc dc ke baad bill ka bharayega
Sir bhot problem me hun mera is month. 30000 bill agya hai
Hamare is TH-cam channel per Vidhyut Consumer Forum wala video dekhiye
bhai up se hai
Agar 6 7 salo se bil nahi bhar paye 1lakh hai
Or bil dene ke yog nanhu😢 please batye kiya kre or bijli vibhag mere upar kiya karwahi kr sakta hai?
Conctn abhi bhi lga hai
😢pls help me
@@shiluarman7336 sabse pehli baat 6.7 saal se bijli use kar rahe hai to bijli bill kyu nahi bhara aise case me consumer ki koi sunwai nahi hogi ulta bijli vibhag aapko notice bhejega or aapke bijli bill ki wasooli nahi hui to sampatti kurki ka bhi notice milega is liye jald se jald bijli bill ko clear kare
@@bijliforum sir itna nahi hai kaise bhare kare hum sb chhote the bahar the ghar ne papa ne itna chada liya vo kayi bar thoda thoda dene gaye the par jama nhi hua bole the adha jama hoga ,
Kuch to upaye bataye yya please
Age kiya kre kisse mile kuch kisto me ban jaye ?
@@bijliforum sar kuch upaye bataye age kiya kre mil maaf nahi hoga? Koi chhoot nahi milegi?
Bijli wale kiya kudki krnge
Kiya case banta hai? Jail bhi hoti hai 😭?
@@shiluarman7336 लोक अदालत में किस्त में देने का आग्रह करें या जनसुनवाई में भी समाधान करवा सकते है
@@bijliforum ji sir waha wakil karna padega?
Sir mai gav me rahti hu sir ham log bijli ka bill 4 ya 5 mahine ka ek bar me hi jma karte hain ar bijli vibhag vale ghar pr aaker dra dhamkaker meter lga diye hain jabki pure gav me kisi ke yha metr nhi lga h sir hm log bahut tension me hain plz sir kuchh bataiye
Contact by email BijliForum@gmail.com
Sir mera abki bar bahut high bill a gya abki bar sir mera bill 6000 ru ka Aya hai jo sir pahle 8000 ru AK sal ka Aya tha
Hamare is TH-cam channel per Vidhyut Consumer Forum wala video dekhiye
Sir बिजली नही paid kiya hu 2 month ka तो अगले month जुड़कर बिजली बिल आता है
Jab tak bijli vill clear nahi karoge bill every month badta hi jayega
सर मैने पिछले महीने का बिल नही भरा था लेकिन इस महीने का भर दिया है
और मेरे बिजली मीटर में रीडिंग सही से नही दिखती हैं तो उसको बदलवाना है और बिजली विभाग वाले उसके लिए 900 रूपये मांग रहे हैं
If we use electricity without meter then what will happen?
We already upload 2 video's on this topic .. watch it on our TH-cam Channel
Sir me aesa problem he please help me mere papa pehel pura ne gahr me rahte ham sab ab Naya le liye he aur who miter ab band nahi karvya tha who makan malik ne 2 sal ka bil nahi bhara who hamko bol raha ap bharo please iska koy upay batoo please
Lite bil valo ki notis ah rahi he gahr pe mere papa who pura ne vala Ghar ka Miter band nahi karvya tha is liye total 18500 ka bil who uncle ne bhara nahi he please help me
Miter mere papa ke name pe tha ab who gb vale nikal ke le gaye aur bil bharne ke liye bol rhe he
@@Vagehal bill clear kar k connection ko PD kar dijiye
Jo bhumiheen hai aur sarkari jameen par reh raha hai sath hee garib aadmi hai to kiya wah bhi bijli bill dene ko badhya hai
Jo bijli use karega usko bill bharna hi padega chaahe amir ho ya garib ho, bijli focket me kisi ko nahi milti garib aadmi kaaam kuch nahi kerta Tax nahi bharta or use focket me bijli or rashan bhi chaahiye, haramkhori ki bhi hadd hoti hai
Sar aaj m bahut tension mein hun dalal bhi bhag chuka hai aaj RS 3 lakh rupaye ka bil hai 😢sar kiya karu
Bijli vibhag to waise bhi logo ko lootne me koi kasar nahi rakhta or uper se aap galti karoge to bijli vibhag to aapko lapetega hi
वर्मा जी, मैने अपना कनेक्शन परमानेंट कटाने के लिए अप्लाई किया था । मीटर भी उतर गया है। सरेंडर सर्टिफिकेट भी बन गया। पीडी लेने जाता हूं तो ऑफिस वाले चक्कर कटा रहे हैं। दो महीने का बिल भी due हो गया है मीटर उतरने के बाद। अब यदि मैं बिल जमा न करूं और pd न लूं तो आगे क्या होगा। कृपया बताने का कष्ट करें।
बिजली कनेक्शन कैसे कटवाए - bit.ly/4bauXdz
Contact number send kro Bhai
Nice
Bijli chori parkarna ma kya kar sakte hai
Is topic per bohot baar video bana chuke hai... hamare is TH-cam channel per video dekhiye
सर मै installment मे बिल भर रहा हु अगर इस महीने मै bill जमा नहीं करता हु तो क्या होगा penalty लगेगा क्या???
Installment me kyu ?
पिछले महीने ही 12 महीने का installment करवाया
@@Study93719 jald se jald bhar de to jyada achha hai ya apne vidyut zone per sampark karen
❤
Sir 🙏, mere bses ka bill 2 months ka pending tha jiska amount 1720 rs hai..kya main 1000 rs ki part payment karke disconnection ko rok sakta hu ya mujhe poora amount hi bharna padega?
Plz reply
Amount kam hai... ek hi baar me pay kare ya jyada jankari k liye apne vidhyut zone per sampark kare
1unit ka kitna paasa hota h
Bill k back side per complete information hota hai
Agar koi 10month se bhi jyada bill na bhare toh Kya bijli bibhag ke log 50000 ka fine laga sakte hai, aur tv, fridge, uthake le jaa sakte hai. From Assam.
Sabse pehli baat bijli bill every month time per bharna chaahiye or rahi baat bakaya bill ki to jitna amount hita hai us per every month penalty + intrest + monthly charges ye continously lagte rahenge or every month bill badta hi rahega.. is liye jald se jald bill clear kare ya jarurat nahi hai to bill bharne k baad connection PD kare
Sir hamare ghar ka Bijli 4sal hogaya kata .2500 bill tha abhi 15000 hajar hogaya hai .😣🥺 asa kyu huwa abhi kot se notice ahia. 10 din ke ander bil nhi dene se jeil lejaiga bola hy
Hamare is TH-cam channel per Vidhyut Consumer Forum wala video dekhiye
Bhai hamare yaha bike le jate h bill nahi bharne par
Agar bijli bill jyada bakaya hai to bijli vibhag Notice jaari kerta hai or kuch time deta hai per Notice me mile time tak koi bill clear nahi kerta hai to bijli vibhag upbhogta se wasooli liye is tarah se hi kurki kerte hai... time per agar bijli bill bharte hai to aisa kabhi nahi hoga
@@bijliforum thanks bhai
Sir 3 log hai ek building ke Malik lekin bill ek hi aadami ke name pe aaya hai sir ye kaise cancel kare plzzz sir reply plzz
connection jiske naam hai wahi band kerwa sakta hai pura bill pay kerne k baad
सर मेरा पुराना कनकशन है उस मीटर को काटकर ले गये तो बिल नहीं भर पाया था और मै अब कनकशन नहीं जुड़वाना चहता हूं मैंने केवल एक माह चलाया था मेरा मितरी चला गया था और मै बीमारी में फस गया तब से अब तक ऐसा ही है इसीलिए पूछने की जरूरत होती है किया करूँ मैं
आप राय दे
Us connection ka ka jitna bhi bakaya hai use jald se jald bhare or connection PD karen nahi to every month bill badhta hi rahega
Mere ghar ki bijli sasur ji k naam par h aur ab unki mrityu hue v kafi time ho gya ghar m char bhai h koi bil nhi bharta to kya hoya
Property kiske naam hai abhi ?
@@bijliforum pita ji k
Kuch jagah bhaiyon k naam par v h
Plz reply kre
Mujhe ye janna h k bhai log to bil de nhi rhe h aur mere pati 2018 tk jama akely hi kiya fir kuch bivad k karna ye v band kar diye jama jarna to ab kya rc kategi to sab k naam ki ya pita ji k naam ki
Sir mene 2 mahine ka bill nhi bhara toh kya meri light cut jyegi
Agar bill me Dissconnection date mentioned hai to bijli vibhag apke connection ko kaat sakta hai is liye bijli bill every month time per pay karen
@@bijliforum nhi sir disconnected date nhi hai but red bill hai uske sath mein ek parcha hai but koi date nhi hai
What is quatation amt and quatation due date under new connection ? Bataye
We already uploaded video on this topic many time..
Sar Maine रेगुलर बिल भरा है फिर भी 100000 आगया है तो kaya kare
Bill me unit consumption kitna hai ?
बिजली बिल में गड़बड़ी कैसे चेक करें : bit.ly/3U1qQut
सर जी मेरे घर में पुराना कनेक्शन मेरे पिता जी नाम पर था हम लोग बहोत बार पैस जमा किया एक लोगो के द्वारा पर वह कोई स्लीप नहीं दिये बोलते थे जमा कर दिया हु फिर 2018 में मीटर वाले आके नया कनेक्शन कर दिया बोला बाद में कट जायेगा और अब अचानक से 1 लाख स ऊपर का बिल आ गया और मेरे चाचा लोग भी अलग कनेक्शन ले लिये है वह भी हाथ खड़ा कर दिये । मै नया कनेक्शन का बिल 2018 से लगातार जमा कर रहा हूं और नया पुराना दोनो कनेक्शन पिता जी नाम पर है अब मै क्या करू प्लीज हेल्प करिये😢
बिना रसीद के पैसे दे दिए तो आपके पास पैसे देने का कोई प्रूफ ही नहीं तो अब आप शिकायत कैसे करोगे
Sir mera purvanchal vidyut (puvvnl) ka light bill hai sir agar mai 1 month ka bill nhi bharta hu to mujhe next month kitna fine aur intrest lagega please bata de 🙏
Next bill me saari details mil jayegi or kai saari video's me ye sab jaankari de chuke hai
sir humko na 15000 ka dund bharne ko bola hai , lekin hamre paas paise nahi hai to humne ye fesla kiya hai ki connection ko katwade , to kya sir connection katwa ne baad bhawishya mai humko wo dund bharna padega ?
Bilkul bharna padega or penalty or intrest k sath bharna padega or jab tak nahi bharenge tab tak badta hi rahega or jab tak payment nahi bharenge connection band bhi nahi hoga or is ghar per apko ya kisi or ko bhi connection nahi milega
Hamare yaha ek kirayedaar aaya tha our wo apna bijli metar chod uska bill lagbhag 60000 hai aab vo kon bharega
Metar redar dhamke dete hai kee tum bill bharo ham kya karen
@@ganpatichannel5597 pichle hafte hi is topic per already details me ek video bana chuke hai use dekhiye
सर मेरा बिजली बिल 60000 का आ गया है और 13000 जमा किए हैं बिजली अधिकारी मेरा बिजली बिल सही नहीं कर रहा है
बिजली विभाग की उपभोगता फोरम में शिकायत केसे करे : bijliforum.com/vidyut-shikayat-nivaran-forum/
Mera sirf ek mahina ka hi bill baki tha aake kaat ke chale gaye abhi kya kare
Amount kitna bakaya tha ?
Sir kinne rupay ka bill hone par bijli conction kat dete hain.
Bijli daily use ker rahe hai to bill bhi every month time per pay kare
@@bijliforum sir hamne apna ek makan kiray par de rakha hai kiraydar bijli ka bill nahi bhar Raha hai 7 mahine se.jabki bijli ka conction hamare naam me hai isliye me pooch Raha tha ki bill na bharne par conction kab tak kat jata hai.
@@Saleem_Ahamad Rent agreement me ye sab baate terms & conditions me likhi jaati hai or agar aapne rent agreement me ye sab mention nahi kiya to bill aapko bharna padega or is topic per already ham ek details me video bana chuke hai jis aap hamare is TH-cam channel per dekh sakte hai
Hi sir
Hello
Sir mere ghar me bus kewal 2 bulb 2 fan chalta hai aur mera bill ₹64328 aa gaya hai please sir help me😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
बिजली बिल में गड़बड़ी कैसे चेक करें : bit.ly/3U1qQut
Bijali bill jiske nam pe aata tha vo insan mar chuka hai to bill ki payment hogi ya nahi
Jo property ka waris hai usko bill bharna padega
@@bijliforum BPL CONNECTION HAIN 🤔
Sir mera bill 7000 ruppes hai aur maine Bill jama nahi kiya tha
Mujhpe case ho gaya hai
7000 ka kitna planti lagegaa sir please batiye 4month pahale mera cannection kat diya hai
Iske liye apne vidhyut zone per sampark kare
Plz sir aapko iss visay me jankari hai isliye sir aap hamari help kro plz
Contact by email BijliForum@gmail.com
Ye ambani adani chhodo sidha sidha solar panel pe kaam karo bill ki jhanjhat hi khatam kardo
Right but solar abhi costly hai jo abhi sabhi afford nahi kar sakte or is topic se related bahut se video's is TH-cam channel per upload hone wale hai
Sir apse bat krni he please sir batho sakti he 🙏🙏🙏🙏🙏
Boliye ?
@@bijliforumsir मेरे घर पर बिजली चोरी के इल्जाम में FIR कर दी ओर लोड 1.62kw लगा दिया है
दर्दल सिर मेरे घर की input बाली केबल में cut लगा था sir pichle months me mere ghar ka meter bali cabale blast ho gai or ghar ka bijali machenic ne cable me cut kr dia FIR ho gai he sir kya kre
कितने महिने तक पेंडिंग राख सकते है
Line katne tak 😂😀
@@bijliforum लाईन कितने महिने बाद काटेगा
Sir jail nhi n hoga police nhi nn pakdegi
Itna sab sochne ki kya jarurat hai Bill time per bharona
Please give answer.
Hello sir mene chori nahi kiya phir v 126 ka notice de diya help me sir 🥺🥺🥺
Watch our latest videos... all topics covered alredy
Mera 56000 aaya hai
बिजली विभाग के झोंन में चक्कर लगाने की कोई जरूरत नहीं सीधे कंज्यूमर फोरम में शिकायत कीजिए,
बिजली विभाग की उपभोक्ता फोरम में शिकायत कैसे करें : th-cam.com/video/FmdPRm4q4cs/w-d-xo.html
उन लोगो से बात करने के बाद पैसे देणे के बाद कब तक वो ठीक कराने आयेंगे
Hamare area me to 1 se 2 din me chaalu ho jata hai
@@bijliforum Ok thanks sir 🙏🏻
Ekk mahina ka bill na jama karna . Agla mahina ka bill ma pichla mahina ka bill add hota hai
Due date se 3.4 din pehle bijli bill pay kare aisi problem kabhi nahi aayegi
Sir Mera sirf 1 mahine ka bill pendind tha or dusara bill abhi generate bhi nahi huva fir bhi dada giri karke electricity kaat di
Aise Mai hum unki complaint kaha kare
Due date k pehle kaata ya due date k baad kaata ?
Bill due date bad 1 din bad pay kare to chal ta hai kay
Late fees add ho jata hai
15000.bil hai bro
बिजली विभाग की उपभोगता फोरम में शिकायत केसे करे : bit.ly/3RWZgMh
Agar bill bilkul hi nahi bhare aur meter le jate bijli bale hum kisi aur ke bame connection lekr chalaye to kya kar sakte hai bijli bale
Jald se jald bill bhare nahi to bakaya amount per every month penalty or intrest lagta hai rahega... jab tak Connection PD nahi kerte tab tak every month bill badta hi jayega chaate Connection kata hua ho
Sar Maine 2 kilowatt ka connection lagawaya tha 7 mahine mane istemal kiya bad me1k dalal se Mila bijali connection katwane ke liye 7 mahine ka bil 15000 kuchh tha vah Maine dalal Ko Diya 15000 kya mujhe connection katwana hai fhir 6 din ke bad metre bhi utaar kar le gaya nahin mujhe Rashid Di Na koi mujhe proof Diya ye bat 2018 ki Hai jab metre utaar Ke le Gaye to bil kyon a raha hai
Apne 15000 diye uski rasid bhi nahi li or meter utarne ki rasid bhi nahi li or jab itni galti karoge to pareshaani to hogi hi
@@bijliforum sar bijali vibhag mein vah Kam karta tha aaj kal aaj kal karraha tha ab 7 sal hogaya or jaha makan par m miter lagawa tha wo makan rent Katha wo
@@bijliforum sar usne bola ki main donon Rasid ke sath de dunga aaj tak Nahin Di