2025 के End तक Shani की दृष्टि और राहू-केतु की छाया किनकी बर्बादी का कारण ? Shri Sumitacharya Ji

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 25 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 13

  • @shambhobholenath353
    @shambhobholenath353 14 วันที่ผ่านมา +1

    Sumit acharya ji ko shat shat pranaam..🙏🙏🙏

  • @kishorsanadhya8714
    @kishorsanadhya8714 15 วันที่ผ่านมา +7

    Papi aadmi sada kush hi rahega aur iswar ka sacha sevak hamesha khoon ke aansu hi royonga

  • @vinodsharma1476
    @vinodsharma1476 14 วันที่ผ่านมา +1

    Respected Ms. Kavita Jo, Yeh Is saal pehle Pandit Ji hain Jo You Tube per sab raashiyon ka ulta hi bata rahe hain. Kya ajeeb prediction hai Inki ?

  • @yogendrasharma4908
    @yogendrasharma4908 14 วันที่ผ่านมา

    Gharha maha dasha.dasha ke antargat kaam kar te h kyoki ek Rashi ke bhout log hote hai aap log kisi bhi parkar ka bham na rakhe

  • @tourmanageramolkanitkar1940
    @tourmanageramolkanitkar1940 10 วันที่ผ่านมา

    Sachai hamesha sachai hi hoti hai. Singh Rashi shani ki shatru rashi hai isliye Singh Rashi ke log aur imandar, mehanati aur satvik log shani se kuch bhi achhe ki koi ummed na kare. Raha sawal makar aur kumbha rashi ka toh ye dono rashi shani ki apni rashi hai aur shani apni rashi kabhi bhi, kuch bhi galat ya bura nahi karta aur hone bhi nahi deta hai aur ye dono rashi ke logo ko shani ki koi sadesati ya dhaiya nahi hoti hai. Ye dono rashi ke logo ka shani pacho ungli ghee mein aur khopdi kadhai mein rakhta toh hai hi balki shani Singh Rashi ke log aur imandar, mehanati aur satvik logo ke muh se bhi chhin leta hai aur aur badi besharmi se khud ki apni rashi makar aur kumbh rashi ke log aur adharmi, anachari, beiman, bhrashtachari, charitraheen, darinde, dhokebaaj, dhongi, farebi, gaddar, galat kaam karne wale, kapti, kamine, karma daridri, kutil, lampat durachari, makkar, matlabi, neech, pakhandi, swarthi, tamsi vishwasghati, vyabhichari aur vikrut mansikta ke logo hi deta hai aur Singh Rashi ke log aur imandar, mehanati aur satvik logo ke liye sirf aur sirf kabhi khatam na hone wali jeevan bhar ki sadesati aur dhaiya ke naam par sadesati ka andhakar, annyay, attyachar, barbadi, bekari, charitra- hanan, dhan- haani, daridra, darindagi, dhoka, durgati, durdasha, kangali, kapat, lachari, majboori, nafrat, nuksan, panauti, peeda, rukawat, satyanash, tiraskar, upeksha, vighna, vinash aur vishwasghat ke sath kabhi khatam na hone wala jeevan bhar ka chandal yog, daridra yog, grahan yog, pishach yog aur vish yog deta hai. Isliye Singh Rashi ke log aur imandar, mehanati aur satvik log shani se kuch bhi achhe ki koi ummed na kare.

  • @Bhoot-fq6cf
    @Bhoot-fq6cf 15 วันที่ผ่านมา +2

    कविता जी की राशी क्या कह रही हे आपकी राशी

  • @ManiKumarShah-v5r
    @ManiKumarShah-v5r 15 วันที่ผ่านมา

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @RAVIKUMAR-zu9dz
    @RAVIKUMAR-zu9dz 14 วันที่ผ่านมา

    🌹🌹🌹🙏🙏🙏🌹🌹

  • @himmatprajapati522
    @himmatprajapati522 14 วันที่ผ่านมา

    Sastro ka gyaan nahi he! Ese logo ko kiyu bulate ho jo Maan me aya bol diya lanat he!