पक्का रेगुलर ट्रक ड्राईवर लोग कभी भी रात तीन बजे से लेकर सुबह साढ़े चार, पांच बजे तक ड्राइव नहीं करता!! कारण, यह समय शरीर कंट्रोल खो देता और अपने आप जबरदस्त झपकीं आ जाता! बस कुछ सेकंड की झपकीं ही यमराज के घर पहुंचने के लिए काफी है!!
Sahi bola aapne. Sabse jyada Accident shamko jab light lgti he7pm-8pm k beech ya morning me 3am se 6am k beech hote hain aur jyadatar truck driver is time truck ko khda kr dete hain lekin iske baabjood Kai baar khadi gadi me b aakar gus jaate hain jo mere saath ho chuka he. Meri truck road se neeche hotel pe khadi thi aur me chaaye pee rha tha ek car speed me aayi aur meri khadi gadi me thok di. Car me 4 log on the spot hi khatam ho gye the. Gadi khadi, me hotel pe baitha hun uske baabjood 6-7 saal case chla aur 2 saal ki jail Hui. 20 month jail kaatke aaya hun. Aajtak mujhe yahi samaj nhi aaya ki meri galti kya thi. Police ne 279, 304a lgaai thi. 304a laaparwahi se gadi chlaane pe lgti he lekin yahan khadi hone pe b lga di thi. Accident k time police walon ne 50 thous@nd maange the Jo mere pass us time nhi the isliye unhone ye sab kra hoga.... Sabse yahi request kr skte hain ki bhai thoda aaram se chla kro. Mrne wala to me gya lekin jo peeche reh jaate hain bo jeetey Zee me jaate hain.
आपने बिल्कुल सही कहा दिल्ली से बिहार वाले सफर में मैक्सिमम यही होता है स्लीपर की सीट में 4 से 5 लोगों को बैठाते हैं एकदम आपने सही बात कही है सरकार सोई ना रहती तो ऐसा हादसा नहीं होता
Bhai kabi notice Krna road pe sabse jyada kahin b cars, bikes hi milengi aapko Jo kahin b brake maarke doors open kr k khade ho jaate hain. Truck agar road pe khda b hoga ya to bo khraab hoga ya road k side pe ek side k tyres ya poori gadi road se neeche khadi hogi. Kabi apne city me hi is baat ko notice Krna ki kitni choti gadiyaan road pe park hoti hain ya aapne b kro he.
लम्बे रुट पर चालक को थकावट महसूस होने लगती है , आलस्य आने लगता है , नींद के झोंके आने लगते हैं इस लिए दो सौ किलोमीटर पर चालक की अदला-बदली होनी चाहिए। लम्बी दूरी की बसों में दो चालक होने चाहिए। एक तक जाते दूसरा चलाये ।
उत्तर प्रदेश परिवहन निगम की वाल्वो बसों को हटाकर खूब रंग बिरंगी बसें पुरानी और थके सस्पेंशन के साथ कौन चलवा रहा है ; पत्रकार महोदय, आप को ज़रूर मालुम होगा,शासन के इशारे पर प्रशासन भी भ्रष्टाचार इन्ज्वाय कर रहे हैं
भारत के सड़क एवम परिवहन मंत्री श्री नितिन गडकरी जी से निवेदन है की भारत में चल रही सभी सीलीपर बसों को तत्काल बंद किया जाए क्योंकि ये खतरनाक बसें होती हैं
सलीपर में सरकार के माप दनड पूरे नहीं किये जा ते है जेसे अकसीजन की कमी, जयादा यात्रीगण के कारण, दुर्घटना🚙💥🚗 के समय आपातकाल दरवाजा खोल ने की सुविधा, हथोडा आदि की सुविधा की जांच आर. टी. ओ. / भारत सरकार के द्बारा की जा नी चाहिए।
Mere pass sleeper bus tha aur Maine use Bihar se Delhi chalaya tha aapke pass koi kagaj nahin Ho chalega aap sab Jagah entry dete jao aur jitne bhi base chal rahi hai Delhi Bihar ki Sab Ki sthiti Yahi Hai
बस ड्राइवर की गलती है एक बहुत ही खतरनाक कटमरते हैं जगह नहीं रहता तो भी निकलने की कोशिश करते हैं बस ड्राइवर मैं एक ट्रक ड्राइवर हूं अपना अनुभवबता रहा हूं
Mai bihar se delhi ke liye 1 martwaha travel ki hu mujhe malum h driver normal nahi hota h bus me sab drink karke drive karte hai uske baad travel karna band kar di hu Mere gao ke 5 member ki death ho gaya hai 2 logo ki pata nahi chal raha hai
अगर आप पत्रकार हैं तो RTO जाएं और पता करें के sleeper bus को मानयता है indian bus manufacturer वैसी डिजाइन करनै की इजाजत देती जैसे डिजाइन किया जाता है Indian local designed sleeper bus मेंstability नहीं होता है जिससे बस थोडा भी झोल झेल नहीं सकता
भारत के सभी राज्यों के CM एव्म आदरणीय प्रधानमंत्री नरेन्द्र मोदी सर मेरा विशेष अनुरोध करता हूँ कि, नमस्ते बिहार बस जो दिल्ली to बिहार आती जाती हैं वह बार बार ऐसिडेंड होती हैं और हर बार बिहार के 20 से 30 लोगों की जिंदगी छीन लिया जाता हैं और उनका घर वालों की जिंदगी में 😢😢 हमेशा के लिए दर्द आशु छोड़ दिया जाता ह आख़िर कब तक सिलिपर बस में इस तरह के घटनाक्रम चलते रहेगा 2020 में 10 मार्च को बहुत बार हादसा हुआ और 11 जुलाई24 में भी बस और मालिक वही है जगह भी
सरकार से अनुरोध करता हूँ कि मालिक और बस का विशेष जाँच पड़ताल करें ताकि फीर भविष्य में इस प्रकार की घटनाएं नहीं हो जिसमें मेरा भाई का जान चली गई हैं और हर शिलिपर बस को लाइन्शें देने से पहले सोच समझ कर और रुल्स और नियम के साथ अनाड़ी ओल्ड अनपढ़ सराबी को बस ड्राइबर बना दिया जाता हैं जिसको कोई रुल्स नियम पता ही नहीं है आज सबसे ज्यादा बस स्टैंड रोड पर हो रहा है आख़िर क्यों ???😢😢
Ek sleeper mein yani char aadami ko karte Hain iske upar kanoon lagna jaise char bande ko ek sleeper mein kis tarah rakha aap Jo bhi bus ka driver jis dhabe per uthate Hain use per aane ke daru pi ke uske bad chalate Hain dhabe wale hi
Sir bus driver night me full Nasha karke hi chalate hai aur ak bus me kam se kam 80-90 passenger baithe Hain. Seat ful hone ke bad gallery mein niche baithe Hain etne ke baad bhi driver ke paas seat par 5-7 passenger baitha lete Hain. Agar koi iska virodh karen to usko gali dene lagte Hain. Kyunki ham regular Banaras se Ahmedabad mahadev travels ki bus se Safar karte Hain. Iske alava adhiktar khatara bas's up aur Bihar ki ruts per hi chalate hain. Passenger se jyada wajan ka to ye log parcel diggi mein aur cabin ke upar laadte hai. Main khud bhi ek truck driver hun fir bhi mujhe bus ki khatarnak driving aur speed se bahut Darr lagta hai. Raste mein jitne bhi RTO milte Hain sabke pass unka hafta chalta hai iske liye RTO aur police bhi koi kaarvayi en per nahin karte Hain. Yah bus bhi usi hotel per khadi karte hain Jahan inko commission milta hai. Jiski wajah se hotel wale pessenger se bahut adhik paise vasul karte Hain.
Samridhi highway pe jo haadsa hua tha usme bus ka conducter side ka front tyre blast kr gya tha aur gadi conductor side palat gyi thi aur usme aag lg gyi thi aur 25 log jalkar mar gye the. Express Highway cemented bne hue hain jispe tyre jyada heat hote hain aur blast kr jaate hain aur usse b bda kaaran khudh passanger hain jo driver pe fast chalne ka pressure bnaate hain ki bhai jldi chalo hum late ho rahe hain. Driver ko rest nhi milta 15-15 hours tak bus chlaani pdti he bo b fast jisse b kai baar accident hote hain. Agar accident pe control krna he to driver k working hours fix kre sarkar, sab gadyon me speed controler lgaaye jaayen bo chahe bus, truck, car, bike kush b ho. Over speed pe gadi ko siez kiya jaaye ya mota fine kiya jaaye. Police aur RTO ka Crompton roka jaaye ye b accident ka ek kaaran he. Road pe speed meter aur camera lgaaye jaayen, Road pe cuts ko bnd kiya jaaye. Road k side pe railing lgaai jaaye, wrong side se overtake krne pe ya wrong side saamne se aane pe mota fine aur 6 month k liye licence cancel kiya jaaye. Sakti se rules fallow hone chahiye jo fallow nhi krta uspe skt karyawahi honi chahiye. Sabse bdi baat speed pe control aur working hours fix hone chahiye. Accident apneaap kam ho jaayenge.
रात मे लखनऊ एक्सप्रेस वे पर बस वाले बहुत तेज गति से गाड़ी चलाते है
शराब पीकर दारू पीकर ड्राईवर गाड़ी चलाते हैं बहोत कम ड्राईवर नशा नही करते
पक्का रेगुलर ट्रक ड्राईवर लोग कभी भी रात तीन बजे से लेकर सुबह साढ़े चार, पांच बजे तक ड्राइव नहीं करता!! कारण, यह समय शरीर कंट्रोल खो देता और अपने आप जबरदस्त झपकीं आ जाता! बस कुछ सेकंड की झपकीं ही यमराज के घर पहुंचने के लिए काफी है!!
Sahi bola aapne. Sabse jyada Accident shamko jab light lgti he7pm-8pm k beech ya morning me 3am se 6am k beech hote hain aur jyadatar truck driver is time truck ko khda kr dete hain lekin iske baabjood Kai baar khadi gadi me b aakar gus jaate hain jo mere saath ho chuka he. Meri truck road se neeche hotel pe khadi thi aur me chaaye pee rha tha ek car speed me aayi aur meri khadi gadi me thok di. Car me 4 log on the spot hi khatam ho gye the. Gadi khadi, me hotel pe baitha hun uske baabjood 6-7 saal case chla aur 2 saal ki jail Hui. 20 month jail kaatke aaya hun. Aajtak mujhe yahi samaj nhi aaya ki meri galti kya thi.
Police ne 279, 304a lgaai thi. 304a laaparwahi se gadi chlaane pe lgti he lekin yahan khadi hone pe b lga di thi. Accident k time police walon ne 50 thous@nd maange the Jo mere pass us time nhi the isliye unhone ye sab kra hoga.... Sabse yahi request kr skte hain ki bhai thoda aaram se chla kro. Mrne wala to me gya lekin jo peeche reh jaate hain bo jeetey Zee me jaate hain.
आपने बिल्कुल सही कहा दिल्ली से बिहार वाले सफर में मैक्सिमम यही होता है स्लीपर की सीट में 4 से 5 लोगों को बैठाते हैं एकदम आपने सही बात कही है सरकार सोई ना रहती तो ऐसा हादसा नहीं होता
Bilkul Right Topic hai Aapka Boss👌
Jordaar,satik news
पुलिसकर्मियों जब कमिशन खाना बंद कर दे तो शायद रुक जाय
सारी बसें प्रभावशाली लोगों की है ट्रेन में लंबी वेटिंग चलती है, और ये बसें चांदी काटती है।
उन्नाव हाथरस में बीजेपी ने जो लड़कियों पर अत्याचार कर पाप किया था उसी का प्रकोप हैं ये।
Highway par kisi गाड़ी को क्यू खड़ा होने दिया जाता है।मुझे लगता है कि यह टैंकर खड़ा था,तभी इतनी भयंकर घटना घटित हुई है।
@@irfanfarooqui7768 nahi
Bhai kabi notice Krna road pe sabse jyada kahin b cars, bikes hi milengi aapko Jo kahin b brake maarke doors open kr k khade ho jaate hain. Truck agar road pe khda b hoga ya to bo khraab hoga ya road k side pe ek side k tyres ya poori gadi road se neeche khadi hogi. Kabi apne city me hi is baat ko notice Krna ki kitni choti gadiyaan road pe park hoti hain ya aapne b kro he.
हम स्लीपर में बहुत यात्रा करते है सभी बासो की कंडीसन सही नहीं होती है
पैसे कमाने के चक्कर में एक सीट में चार चार बिठाते हैं स्लीपर वाले इनके खिलाफ एक्शन लेना जरूरी है सर
100 की स्पीड पार चलते है कोई रोक नही इनके ऊपर चक्कर लगाने की होड़ इनमे हमेशा रहती है और दूसरी बात इस देश मे जान की कोई कीमत नही है कुछ बदलेगा नही
Right brother👏
You are right sir 👏
लम्बे रुट पर चालक को थकावट महसूस होने लगती है , आलस्य आने लगता है , नींद के झोंके आने लगते हैं इस लिए दो सौ किलोमीटर पर चालक की अदला-बदली होनी चाहिए। लम्बी दूरी की बसों में दो चालक होने चाहिए। एक तक जाते दूसरा चलाये ।
उत्तर प्रदेश परिवहन निगम की वाल्वो बसों को हटाकर खूब रंग बिरंगी बसें पुरानी और थके सस्पेंशन के साथ कौन चलवा रहा है ; पत्रकार महोदय,
आप को ज़रूर मालुम होगा,शासन के इशारे पर प्रशासन भी भ्रष्टाचार इन्ज्वाय कर रहे हैं
Allah sabhi marhomo ko zannatul firdous me aala muqam de Aameen aur unke pariwar walo ko sabr de
Aap bilkul sahi Baat bol rahe hain bhaiya❤❤❤🎉🎉🎉
भारत के सड़क एवम परिवहन मंत्री श्री नितिन गडकरी जी से निवेदन है की भारत में चल रही सभी सीलीपर बसों को तत्काल बंद किया जाए क्योंकि ये खतरनाक बसें होती हैं
Very good information sir😢
सलीपर में सरकार के माप दनड पूरे नहीं किये जा ते है जेसे अकसीजन की कमी, जयादा यात्रीगण के कारण, दुर्घटना🚙💥🚗 के समय आपातकाल दरवाजा खोल ने की सुविधा, हथोडा आदि की सुविधा की जांच आर. टी. ओ. / भारत सरकार के द्बारा की जा नी चाहिए।
वोल्वो बस ड्राइवर किसी को नहीं सुनते हैं जगह नहीं रहते तो भी निकलने की कोशिश करते हैं
सही कह रहे है सर
Aap sahi kah rhe sir sleeper cabin me do ki jagah pe 4 bhar lete hain
खड़े टैंकर में बस टकराई सवाल टोल कर्मियो से है पेट्रोलिंग क्यों नहीं करते जब टोल लेते हैं इतना सारा खराब टैंकर को हटाया क्यों नहीं
Tum bhi kuch kar sakate ho munh failkar bolane ke liye ho
होश में रहते हैं जगह नहीं रहते तो भी यह लोग निकलने की कोशिश जबरदस्ती करते हैं कट मार्क निकालना कोशिश करते हैं इसी में एक्सीडेंट होता है
Mere pass sleeper bus tha aur Maine use Bihar se Delhi chalaya tha aapke pass koi kagaj nahin Ho chalega aap sab Jagah entry dete jao aur jitne bhi base chal rahi hai Delhi Bihar ki Sab Ki sthiti Yahi Hai
एक ट्रक ड्राइवर बता सकता है किसकी गलती है वह भी बताया बस ड्राइवर की ही गलती है
ओम शांति
बस ड्राइवर की गलती है एक बहुत ही खतरनाक कटमरते हैं जगह नहीं रहता तो भी निकलने की कोशिश करते हैं बस ड्राइवर मैं एक ट्रक ड्राइवर हूं अपना अनुभवबता रहा हूं
, railway mein ticket confirm na hone ke Karan log sleeper bason Mein Majburi Mein Chalte Hain
😂😂 रेलों में भी सेफ्टी नहीं है।
Om Shanti😢
Bilkul sahi bol rahe hai mere sath v hua tha mera vhi dam ghut raha tha aek bar
Ji sir
Sahi kaha Apne
ज़ुल्म करतें हैं तो प्रकोप जारी रहेगा
*😭Driver could be sleeping, drunk, or overspeeding😮*
2,4,ya es se jyda whelar ya paidal log sab 2.5 gb deta par Lage rahte hai.
Mai bihar se delhi ke liye 1 martwaha travel ki hu mujhe malum h driver normal nahi hota h bus me sab drink karke drive karte hai uske baad travel karna band kar di hu
Mere gao ke 5 member ki death ho gaya hai 2 logo ki pata nahi chal raha hai
Right 👍
ओम् शांति
Om Shanti
बस के मालिक होते है एक बस का पंजीकरण कराते है उसके नाम पर ऐसे ही ख़राब बसो को चलते है
😢 bhagwan unlogon ki aatma ko shanti de 😢
अगर आप पत्रकार हैं तो RTO जाएं और पता करें के sleeper bus को मानयता है indian bus manufacturer वैसी डिजाइन करनै की इजाजत देती जैसे डिजाइन किया जाता है Indian local designed sleeper bus मेंstability नहीं होता है जिससे बस थोडा भी झोल झेल नहीं सकता
Sit se jyada bithate hai
Agar aisa na kare to kam logo ko nuksaan hoga. Jitna jyada bhid hoga utna jyada khatra hota hai
Driver ko susti azadi is road per
Rul hona chahiye
😢😢😢😢😢😢
भारत के सभी राज्यों के CM एव्म आदरणीय प्रधानमंत्री नरेन्द्र मोदी सर मेरा विशेष अनुरोध करता हूँ कि, नमस्ते बिहार बस जो दिल्ली to बिहार आती जाती हैं वह बार बार ऐसिडेंड होती हैं और हर बार बिहार के 20 से 30 लोगों की जिंदगी छीन लिया जाता हैं और उनका घर वालों की जिंदगी में 😢😢 हमेशा के लिए दर्द आशु छोड़ दिया जाता ह आख़िर कब तक सिलिपर बस में इस तरह के घटनाक्रम चलते रहेगा 2020 में 10 मार्च को बहुत बार हादसा हुआ और 11 जुलाई24 में भी बस और मालिक वही है जगह भी
सरकार से अनुरोध करता हूँ कि मालिक और बस का विशेष जाँच पड़ताल करें ताकि फीर भविष्य में इस प्रकार की घटनाएं नहीं हो जिसमें मेरा भाई का जान चली गई हैं और हर शिलिपर बस को लाइन्शें देने से पहले सोच समझ कर और रुल्स और नियम के साथ अनाड़ी ओल्ड अनपढ़ सराबी को बस ड्राइबर बना दिया जाता हैं जिसको कोई रुल्स नियम पता ही नहीं है आज सबसे ज्यादा बस स्टैंड रोड पर हो रहा है आख़िर क्यों ???😢😢
स्लीपर बस में स्पेस कम कर दिया है पैसा कमाने के लिए
Space chai peene ke liye dukaan bhi nahin hai devar ko susti a jaati hai chalate chalate gadi thak jata hai
स्लीपर बस रूल फॉलो नही कर रही है
In bs ke to barabar se niklne me bhi dar lagta ha
Train mein suvidha nahin Hoti isliye log mahange ticket lekar bus mein jaate agar train jyada ho train mein suvidha ho to logon ke aise hadse Na Ho
90% Driwe sharab pikar gari chalate hai long rute mei 😢
Ap kabhi. Vrl travels m safar kar k dekho
Ek sleeper mein yani char aadami ko karte Hain iske upar kanoon lagna jaise char bande ko ek sleeper mein kis tarah rakha aap Jo bhi bus ka driver jis dhabe per uthate Hain use per aane ke daru pi ke uske bad chalate Hain dhabe wale hi
Sir 1600 km aap ek Driver ko denge Bus drive krne ke liye to kaise sambhal payega wo
Don't travel for long tour by bus .....
Delhi ya kolkata jane wale jo bhi bus ha oo bhai iese hi taj drive krte ha lo bhai bhai please aap log koi bhi bus se n zye
😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Sir bus driver night me full Nasha karke hi chalate hai aur ak bus me kam se kam 80-90 passenger baithe Hain. Seat ful hone ke bad gallery mein niche baithe Hain etne ke baad bhi driver ke paas seat par 5-7 passenger baitha lete Hain. Agar koi iska virodh karen to usko gali dene lagte Hain. Kyunki ham regular Banaras se Ahmedabad mahadev travels ki bus se Safar karte Hain. Iske alava adhiktar khatara bas's up aur Bihar ki ruts per hi chalate hain. Passenger se jyada wajan ka to ye log parcel diggi mein aur cabin ke upar laadte hai. Main khud bhi ek truck driver hun fir bhi mujhe bus ki khatarnak driving aur speed se bahut Darr lagta hai. Raste mein jitne bhi RTO milte Hain sabke pass unka hafta chalta hai iske liye RTO aur police bhi koi kaarvayi en per nahin karte Hain. Yah bus bhi usi hotel per khadi karte hain Jahan inko commission milta hai. Jiski wajah se hotel wale pessenger se bahut adhik paise vasul karte Hain.
It's vey sad, India doesn't have safety standards for buses in India..
इस घटना का ज़िम्मेदार कमजोर “ क़ानून “
Samridhi highway pe jo haadsa hua tha usme bus ka conducter side ka front tyre blast kr gya tha aur gadi conductor side palat gyi thi aur usme aag lg gyi thi aur 25 log jalkar mar gye the. Express Highway cemented bne hue hain jispe tyre jyada heat hote hain aur blast kr jaate hain aur usse b bda kaaran khudh passanger hain jo driver pe fast chalne ka pressure bnaate hain ki bhai jldi chalo hum late ho rahe hain. Driver ko rest nhi milta 15-15 hours tak bus chlaani pdti he bo b fast jisse b kai baar accident hote hain. Agar accident pe control krna he to driver k working hours fix kre sarkar, sab gadyon me speed controler lgaaye jaayen bo chahe bus, truck, car, bike kush b ho. Over speed pe gadi ko siez kiya jaaye ya mota fine kiya jaaye. Police aur RTO ka Crompton roka jaaye ye b accident ka ek kaaran he. Road pe speed meter aur camera lgaaye jaayen, Road pe cuts ko bnd kiya jaaye. Road k side pe railing lgaai jaaye, wrong side se overtake krne pe ya wrong side saamne se aane pe mota fine aur 6 month k liye licence cancel kiya jaaye. Sakti se rules fallow hone chahiye jo fallow nhi krta uspe skt karyawahi honi chahiye. Sabse bdi baat speed pe control aur working hours fix hone chahiye. Accident apneaap kam ho jaayenge.
Unnaw hadsa driver ki laparwahi hai adhitar long road chalne wale driver ki jaanch honi chahiye
speed limiter nhi tha kya bus me?
Duniya bhar ki faltu bat kar gya re tu but ye nhi bataya huaa kese
Kon bna diya re reporter tujhe
Ok l
Bus no.batao
Bhaiya jo hona hota h bo hojata h
These buses are illegal..
Jab railway mantralay janti hai ki Bihar se aane wali train hamesha ful rahta hai to train kayo nahi badhata hai
ये तो बिहार की सरकार बताए और केंद्र की सरकार बताए।
Police ki achchhi kamai hoti hai
Shrab piker gadi chlate h
RIP
Daggamar han sb
Bhagwan unki atma ko Shanti de
Bihar Sarkar ki nakami hai
Upper sleepar bahut Karab......... Sirf sisa......,.
तूम बिल्कुल ग़लत बोलता है
.