10 w 30 mean w means oil vicosity 10 mean oil viscosity which can withstand in cold condition @ -10 deg centigrade 30 means oil visocity withstand at 30 degree centigrade.
XL100 h kik estart bs6 sarvis sentar wale bi falt Nhi bata paye wobi pagal hoge 1mehna hogya Shi nhi hui -38:42-- mal fansan lait Nhi jati missing paroblam bar bar band toti h Bhai- bhar Elektisan bi n hhi kar paye
ye kuch wajah hai, Timing chain ka tension sahi na hone ki wajah se, Sprocket ghis jane ki wajah se, Tensioner faulty hone ki wajah se, Engine oil kharab hone ki wajah se aur engine overheating ki wajah se
कृपया मुझे बताए कि Honda Shine 125cc BS6 मॉडल में अभी तक इंजन , पिस्टन रिंग , क्रैंक असेंबली , गियर अटकना , क्लच असेंबली , टाइमिंग चैन , इंजन Overheating , सभी प्रकार के सेंसर्स , ECU , फ्यूल पम्प , थ्रोटल बॉडी , इंजेक्टर से Related क्या क्या दिक्कतें सामने आई हैं? क्या Honda कम्पनी ने उन सभी दिक्कतों को अपने E20 मॉडल में सॉल्व कर दिया है या नहीं।
Honda ke purane models me ECU related problem dekhne mili thi wahi hero ke kuch models me starting problem dekhne mili thi. jise company ne apne current model me solve kiya hai. E20 model me changes ke bare me jyada jankari aap apne najdiki dealer se prapt kar sakte hai.
10W 30 engine oil me jab engine thanda ho tab engine oil 10 ke gadhepan wala hota hai jise 10W rating se jana jata hai aur jab engine garm hota hai tab oil 30 ke gadhepan me badal jata hai. ek engine oil me dono temperature pe kaam karne ki shamta hoti hai isliye uska grade 10W30 hota hai aur use multigrade engine oil kaha jata hai.
Sir mera name deepak Vishwakarma he me warksof he indor me he mere pas TVs xl 100 me ek mistek aai he vo folt he aesa he jab me self Marta hu to gadi chalti he fir self Marta he to to gadi karnt chale jata he to me fiyuj chek karta hu to fiyuj sahi milta he or fir me us fiyuj ko nikal kar fir lgata hu to fir sab chalu ho jata he to Kiya Karn ho sacta he aap muje batayege sir
ACG system wali gadiyon me Hall sensor stator coil ke uper laga hota hai, ye magnet field ko measure karta hai aur us hisaab se ECU current supply karke starter ko ghumata hai.
sir, TVS XL 100(Bs-6 I touch) problem - chavi switch on krte he tab 5 sec ke liye current aata he fir bandh ho jata he, fir kick krene ke bad bi current nai aata, fir chavi key bandh kar ke chalu krete he to 5 sec ke liye current chalu hota he fir bandh ho jata he
Sar tvs xl 100 bs6 me chalane per chek light aa jata Hai gadi band ho jati hai fir istart bhi ho jati hai chek light hat jata hai apne se hi sar kya problem hai bataiye please sar
Mai ek bs6 comfort pekup problem se presan hu showroom wale bhi service dhang se nhi dete exchange ki salah de rahe hai 35000 kaat rahe hai mera to dimag kharab ho Gaya hai kya karu
Sir xl100bs6 me thodi देर रुक जाने के बाद (इंजन ठंढी हो जाने के बाद) स्टार्टिंग प्रॉब्लम आती है। जब एक से दो किलोमीटर चलती है तो फिर सही चलती है। मैंने करेंट भी चेक किया फीउल् इंजेक्टर, फीउल् फिल्टर भी चेक किया। सब कुछ सही है। क्या प्रोबलम हो सकता है।
Engine oil temperature sensor check kijiye jo block me laga hota hai, agar wah sahi hai to silencer me laga oxygen sensor check kijiye. ek baar tappet setting bhi check kijiye.
10W ka matlab engine thanda hone per oil 10 ki rating ke anusar patla hoga aur 30 ka matlab engine garm hone oil 30 ki rating ke hissab se gaadha hoga.
TVS XL 100 bs6 gadi ka current cutter ho raha hai wapas ki on karke self mare to start ho raha hai FIR off ho ja raha hai FIR wapas ki off karke on kare to self start ho raha hai FIR wapas band
Ek no.imformation
Thank you 😊
Bahut hi kamyab information hai aapki thanks u very much bhai
Ji Dhanyawaad.🙏🏼🙏🏼
Sir ecu ka full fom engine control unit ye phir electric control unit hai ismein thoda confusion hai Bata dijiye
Thanks sir🙏🙏🙏
Most welcome 😊
10 w 30 mean
w means oil vicosity
10 mean oil viscosity which can withstand in cold condition @ -10 deg centigrade
30 means oil visocity withstand at 30 degree centigrade.
Thank you for your reply, correct answer will be provided during live session this friday 12th january.
Sir tp sensor ka video banaiey
Aapka sujhav note kar liya gaya hai
TVs xl 100 bs6 ignition coil hit hota he corent Nehi atihe problem kiy he sir
Interesting video sir ji
Thank you so much 🙏🏼🙏🏼
Thank you so much
You're most welcome 😊
❤Muntajir Ansari XL 100 bs6 ka issue kharab ho jaane se kya ban sakta hai ya
Ji nahi
Nahi
Mast lga sir 👌👌👌
Thank you so much 😀
Sir xl100 apne AAP chal rahi hai new res tar bhi dal di hai
Clutch shoe sprig chek karo
Apache TVS ke bs6 mein nikaliye sar bahut ka intezar kar rahe
Aapka sujhva note kar liya gaya hai.
XL 100 bs6 ka ICU kharab ho jaane per vah Banega ya change karna
Change karna hoga
Xl 100 check engine light start hone ke baad bhi band nahi Ho raha hai. Aur pickup problem hai. Sath sath jhatka v deta hai. Kya kare?
Sir jese chabi on krte hai tab jarkar Spark plug par karnt aata hai ek bar bhi chod jata hai
Jupiter 125bs6 zark pe jane se gari band ho jati hai kiya kare
fuel pressure check kijiye.
agar fuel pressure sahi hai to magnet coil check kijiye.
Bs6 Bekar gadi hai band kar dena chahiye
Ha bilkul
Sri ji Tvs super xl bs6 ki wiring ki pdf file bat do
Mujhe pfd faill chiye super xL bs6 ki
XL 100 bs6 model Pulsar wali gadi hilh bus voltage in fail safe conditon kaun sa sensor kharab ho sakta hai
ECU ko milne wala voltage check kijiye, can wire me voltage high aa raha hai, ISG unit check kijiye aur magnet coil check kijiye.
Supar
Thank you 🙏🏻
Sir now gari hai usme bahut jiyada tan tan ki awaz aaraha hai to kiya kare
tappet ki awaz hai ya koi dusri awaz hai, kis jagah se aawaz aa rahi hai ?
XL100 h kik estart bs6 sarvis sentar wale bi falt Nhi bata paye wobi pagal hoge 1mehna hogya Shi nhi hui -38:42-- mal fansan lait Nhi jati missing paroblam bar bar band toti h Bhai- bhar Elektisan bi n hhi kar paye
aapne kya kya change kiya hai ?
Bar bar timing chain kyo kharab hota hai..
ye kuch wajah hai,
Timing chain ka tension sahi na hone ki wajah se,
Sprocket ghis jane ki wajah se,
Tensioner faulty hone ki wajah se,
Engine oil kharab hone ki wajah se aur
engine overheating ki wajah se
Crankshaft spoket chang karo
Very good 👍❤
Thanks 🤗
❤
Hello sir RTR bs6 ka satend ka darek karene katarik sansar kharab hone pr
side stand wiring ke white grey aur black orange wire ko short kijiye.
@@mechaniktvhindi hello
Yes
TVS Jupiter mai fuel pump change kar ne ke baad new update lena padta hai kay
Manish Auto Garage
Ji ha ecu update karna padta hai throttle body change karne ke baad bhi ecu update karna padta hai.
Glass fuse kis vajah se udata hai
Tvs XL100 bs6 me chalane par
sounds problem kyo aati hai..please give videos sir on this
Sound problem engine ki ya fir uske gear system ki ?
Sar Maiya ki gadi ready kar rahe the Excel hundred
Honda k all bs6 model k electronic jitna module hai sencer hai sab ka ohms o voltage ka pdf
Sir hero fh delax bs 6 phast stating me acsiletr lene ke bat picp n lena missing problam h eske bad pikp banta h
Uska throttle body clean kijiye aur charcoal canister check kijiye.
Hello
Bs6 raider main giyar soh nahi karraha hai to kiya kare
gear position sensor check kijiye
Tvs xl100hd i teach me dhuva deta h kyo
dhua kaunse colour ka hai, black ya blue ?
Bore sensors Cheng kar
Ho🙏
सर प्लीज कोई भी चीज बताएं तो प्लीज लाइककरके बताएं
जी, जरूर
कृपया मुझे बताए कि Honda Shine 125cc BS6 मॉडल में अभी तक इंजन , पिस्टन रिंग , क्रैंक असेंबली , गियर अटकना , क्लच असेंबली , टाइमिंग चैन , इंजन Overheating , सभी प्रकार के सेंसर्स , ECU , फ्यूल पम्प , थ्रोटल बॉडी , इंजेक्टर से Related क्या क्या दिक्कतें सामने आई हैं?
क्या Honda कम्पनी ने उन सभी दिक्कतों को अपने E20 मॉडल में सॉल्व कर दिया है या नहीं।
Honda ke purane models me ECU related problem dekhne mili thi wahi hero ke kuch models me starting problem dekhne mili thi. jise company ne apne current model me solve kiya hai. E20 model me changes ke bare me jyada jankari aap apne najdiki dealer se prapt kar sakte hai.
TVS XL 100 bs6 gadi hai Jaisi total khinchte Hain gadi band Ho jaati hai
Fuel pump ka pressure check kijiye
Star City bs6 ki wiring detail current se relative video share Karen
filhal video uplabdh nahi hai lekin is per live session jarur kiya jayega.
Sir pdf nai mil raha h video me jo h
Xl 100 bs4 par bhi ek session laiye sir
Apka sujhav note kar liya gaya hai.
❤❤❤❤❤
Agar koi tvs ki baik hai to isg kaise pata karenge
Triangle light agar lagatar jali rahe to iska matlab ISG me fault hai
engine check light band ho gayi aur selfe se start nahi ho rahi hai x l 100 b s 6 kik se start ho rahi hai smasya ka samadhan batao sir ji
Magnet coil check kijiye.
Xl 100 bs6 30 se 40 speed par bilnk code lagit ati hi or baik band ho jati hai
Ha sir
👍🏻
Excel 100 BS6 Ear oidol lo ... Kya karenge
throttle body clean kijiye aur IAC valve ki check kijiye.
Vibration sound comes in Fuel pump...after changing new pump that sound can not arrest...for what reason that sound comes sir???
Fuel pump sound is normal. when fuel pump is activate it vibrates a little.
10w 30 engine oil sabse patla hota hai or usko use karna chiya thande ke mousam me
👍🏻👍🏻
XL 100 ECM full heater battery movie full hit hai Uska Kya problem hai
Block me laga engine oil temperature sensor check kijiye.
15000 km me throtal body clean karna chahiye mujhe asa lagta hai sahi ha k galat
Full service ke samay throttle body me dirt ki janch ki jani chahiye aur use clean karna chahiye.
Oil cooling condition me 30
w .aur heat condition me 10w grade me oil rahega ye hai uska sujao.
10W 30 engine oil me jab engine thanda ho tab engine oil 10 ke gadhepan wala hota hai jise 10W rating se jana jata hai aur jab engine garm hota hai tab oil 30 ke gadhepan me badal jata hai. ek engine oil me dono temperature pe kaam karne ki shamta hoti hai isliye uska grade 10W30 hota hai aur use multigrade engine oil kaha jata hai.
सर जी गाडी रेस नहीं ले रही Tvs x100 बिना सेल्फ
साईड सेंसर नही हैं फियुल पम्प केसे बर्क करता है इंजेकटर तक पेट्रोल आ रहा है
fuel pump ke ander ek chhota sa filter hoga use check kijiye.
चेक कर लिया पेट्रोल तो बेहतर प्रेशर से आ रहा है उल्फत अंसारी की विडियो आपकी देखते रहते हैं पिकप कुआल की रीडिंग भी टेस्ट कर ली
sir obd scanner kahan se milega
Mechanik TV - 9324903583 per sampark kijiye.
Ha
Tam jham wali gadi band karo tvs company jiske pass pura sistem na ho uske liye bechne nhi
Sir mera name deepak Vishwakarma he me warksof he indor me he mere pas TVs xl 100 me ek mistek aai he vo folt he aesa he jab me self Marta hu to gadi chalti he fir self Marta he to to gadi karnt chale jata he to me fiyuj chek karta hu to fiyuj sahi milta he or fir me us fiyuj ko nikal kar fir lgata hu to fir sab chalu ho jata he to Kiya Karn ho sacta he aap muje batayege sir
Ecu reset kijiye agar reset se solve na ho to use change karna hoga.
Garag pro se xl100 bs6 ka kuch dikha nhi Raha hai kya koi aur data cabile aati hai xl100 ki garag pro me
Ji nahi tvs ka hi data cable lagega, dlc coupler me sabhi pin me voltage ki janch kijiye aur kis wire me kitna volt aa raha hai bataiye.
Good information sir but some papers in English please sir all hindi iam not understanding sir please all pdf work English language tell me
Your suggestion has been noted, we will surely work on it.
Sir HoL sensar kya hota h
ACG system wali gadiyon me Hall sensor stator coil ke uper laga hota hai, ye magnet field ko measure karta hai aur us hisaab se ECU current supply karke starter ko ghumata hai.
Han live dekhna hi
Sujhav dene ke liye dhanyawaad👍🏻👍🏻
Xl100karent nahi aaraha hai to kiya kare
ECU sidha fit hai ya nahi,
pickup coil,
ISG SENSOR,
HT Coil ke dono wire me supply.
sir,
TVS XL 100(Bs-6 I touch)
problem - chavi switch on krte he tab 5 sec ke liye current aata he fir bandh ho jata he, fir kick krene ke bad bi current nai aata, fir chavi key bandh kar ke chalu krete he to 5 sec ke liye current chalu hota he fir bandh ho jata he
Tp sensor check kijiye aur ECU reset kijiye.
Morning starting problem xl100 all bike
Engine oil temperature sensor check kijiye.
भैया ज्यादा बेहतर होगा आप कोई चीज बताते हैं तो उसकी लाइफ केसाथ बताएं
Ji, aapka sujhav note kar liya gaya hai.
Sar tvs xl 100 bs6 me chalane per chek light aa jata Hai gadi band ho jati hai fir istart bhi ho jati hai chek light hat jata hai apne se hi sar kya problem hai bataiye please sar
koi socket loose hai use check kijiye.
Isme sten wala problem
Mai ek bs6 comfort pekup problem se presan hu showroom wale bhi service dhang se nhi dete exchange ki salah de rahe hai 35000 kaat rahe hai mera to dimag kharab ho Gaya hai kya karu
Problem kya aa Rahi hai gadi me?
Sir mechanic tv app i phone me kyu nhi chalta 😢
iPhone ke liye application abhi develope nahi hua hai.
Sir xl100bs6 me thodi देर रुक जाने के बाद (इंजन ठंढी हो जाने के बाद) स्टार्टिंग प्रॉब्लम आती है। जब एक से दो किलोमीटर चलती है तो फिर सही चलती है। मैंने करेंट भी चेक किया फीउल् इंजेक्टर, फीउल् फिल्टर भी चेक किया। सब कुछ सही है। क्या प्रोबलम हो सकता है।
Engine oil temperature sensor check kijiye jo block me laga hota hai, agar wah sahi hai to silencer me laga oxygen sensor check kijiye.
ek baar tappet setting bhi check kijiye.
Next live class ki s pe hoga sir
Next live session Hf Deluxe bs6 bike par hone wala hai.
10w ka matlab hai tapman ke anusaar gadi mentenes karta hai
10W ka matlab engine thanda hone per oil 10 ki rating ke anusar patla hoga aur 30 ka matlab engine garm hone oil 30 ki rating ke hissab se gaadha hoga.
Xl 100 bs 4 ecg grip chodane per band hoti hi ignition ki of carne ke bad fir calu karenge to gadi calu hoti hi kya problem hi
Uska idling adjust kijiye agar wah sahi hai to carburetor check kijiye.
TP sensor live setion ke liye ha he
Aapka sujhav note kar liya gaya hai
ye gari sirf mecaniko ke Jeb bharne ke liye bane hai
Sir xl100 bs6 gari start hoti hai par race nahi pakarti
fuel pressure check kijiye aur charcoal canister ke pipes check kijiye
10 w 30 yani ...10 injan thanda 30 garm injan
Iska jawab 12 january ke live session me diya jayega.
10 एंपियर का फ्यूज बार बार मार कैसे चेक करें सर?
wiring me short hai, wiring check kijiye. agar wiring sahi hai to ECU replace karna hoga.
Sar han
👍🏻
वे सभी बंधु जो TVS XL100 HEAVY DUTY खरीदना चाहता है तो मैं निवेदन पूर्वक सलाह देता हूं की कभी भी नहीं खरीदे । बहुत कटु अनुभव हो रहा है।
6000km se 24000km ke bich me throtal body clean karna chahiye
Iska jawab aapko is friday ke live session me diya jayega.
TVs xl 100 bs 6 mai sab kuael dalnai Kai baat pickup kyu nahi. Lita hai
Kya aapne throttle body ko clean, fuel filter check aur tp sensor test kiya hai,
Sir mera tvs xl 100 ma warning light lagatar jal raha hai
th-cam.com/users/live4F9uf2tGvv4?feature=share
is video me bataye gaye tarike se check engine light ko hata sakte hai.
चार कोल कनिस्तर क्या है
th-cam.com/users/live041QtVfqya4?feature=share
isme aapko puri jankari mil jayegi.
15000 के अंदर उसको साफ करना चाहिए
Charcol canister kaise open karen
Charcoal canister sirf kuch hi gadiyon me open hota hai, baki gadiyon me use clean ya replace kiya jata hai.
Fuel pump ka pressure kaise
th-cam.com/video/oEagN0IcpmU/w-d-xo.html&ab_channel=MechaniKTV%28Hindi%29
is video me aapko puri jankari di gayi hai.
Engin ka reality band nahi howrah
key ko 5 baar band chalu kijiye, check engine light band ho jayega.
Xl100 bs 6 start ho rahi start hone par band ho rahi he aase lagta jese start ka ghatka le rahi he leki band horahi he
Charcoal canister aur tp sensor check kijiye
Bs 4 dia Sir
Tvs xl100 bs6 start ho rhi par res lene par band ho rhi hai sab check kar liya ecu bhi reset kar diya par problem solve nhi ho rha hai
Tp sensor check kijiye aur charcoal canister clean kijiye.
Fuel ka pressure check kijiye.
Tappet setting check kijiye.
@@mechaniktvhindi iska ecu kharab ho gay hai dusri gadi ka laga ke check kar liya new ecu ko kese lag gya keya new ecu lane par update kana padta hai
TVS XL 100 bs6 gadi ka current cutter ho raha hai wapas ki on karke self mare to start ho raha hai FIR off ho ja raha hai FIR wapas ki off karke on kare to self start ho raha hai FIR wapas band
Loose connection check kijiye aur ECU ki position check kijiye. Agar dono sahi hai to magnet coil aur pickup coil check kijiye
XL 100 bs4 ka video banaya
Aapka sujhav note kar liya gaya hai.
Apachi ka
13, 24. Coadकिसकाहै
Yeh pickup coil aur hall sensor se juda hua code hai.
:Tvs.xl 100.bs6 problam
Xl 100 bs6 ka acg code blink code 15 ka meaning kiya ha
Video me blink code ki list di gayi Hai. Usme aapko sabhi blink code aur p code mil jayenge.
Sir acg ka blink code kaha milega
Aapko tvs xl 100 BS4 acg ka blink code chahiye?
Filter ma oiL kyon aata hai
Crank case ka breather pipe jaam ho ya fir piston ring damage ho tab yeh problem aati hai.