walaikm assalam,pasand krne ka behad shukriya,mera pan and pots ka poora set hai 3 pans ,1 sauce pan or 1 flat wala jo aap ne dekha hai.sath hi 5 lids hn glass ki or ye KORKMAZ company ka hai,made in Turkey. price hn 19500 .ye aap ko gul plaza karachi se Zubaida`s store se mil jaega
th-cam.com/video/D8qYS88_Kwc/w-d-xo.html chicken koftey without khas khas th-cam.com/video/a681gyizJbo/w-d-xo.html nargisi koftey th-cam.com/video/FG12c_b73PI/w-d-xo.html koftey th-cam.com/video/ba_U8AgXgDA/w-d-xo.html shami kabab chicken shami kabab ki recipe ramzan se pehly aa jaegi in sha Allah
walaikm assalam, is ko aap 2 weeks tk store kr sakte hn fridge main,or 3 tbsp ya is se kuch ziada aap ko 1 glass k liye chahiye hoga,depend krta hai k aap kaisa pasand krte hn
Jazak Allah
Zabardast
masha Allah
mam you show very good recipes.thank you.
👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍
Wao amazing
Good
Cheeni ki jga shakr use kr skte h
mashallah Allah ap ko asa he himat da our ap huma asa he cooking sikhati jaya aameen
Very very mazydar thanks app kaa
Nice h
Good ap ki ڑ bot karari hy
😁
seems like very yummy summer juice please teach how to make raw mango murabba thanks
very nice sister 👍
Ÿà1een ka safer
Masha'ALLAH baji ramzan me mza aajayega or kuch btayena ramzan special baji ...
will try this
Bestie
fridge mai rakhna ha ya freezer bana kar main??
Fridge mai , upto a month . Bs
Why to use vinegar
Kitne din kharab nhi hoga ye sharbat?
Thankuu💖
hii jo keeri ka shrbt ap ny btaya osy kitny time tk store kr sakty hn.mtlb ek dfa bna k jar mein rakh len or jb zrrort ho use kr len?
Sana Khan agr aap saaf spoon use krengy or isse jhoota nhi krengy to 1 derh mah to araam se fridge mai chal jaega
baaji jaan sirka vinegar bannane ka tareeka bataao
jo hum khaane ya achar main daalte hain
shukria
yr appi plz methay dahi bray banana sekha dy
mushtaq muhammad Ramzan ki recipes mai meethe dahi bre shamil hn.aap jald video dekh lengy in sha Allah
Zabardast... Buhat Saal pehle piya tha jab pakistan gyi thi garmi mai... us k baad se abtak nahi piya recipe ki talash thi.. Thanx
best👌👌👌👌👌
Assalam Alaikum bohat achi recipes hoti hain aap ki i like ur pan aap bata sakti hain k konsi company aur agr mind na karin tu price bhi bata dain
walaikm assalam,pasand krne ka behad shukriya,mera pan and pots ka poora set hai 3 pans ,1 sauce pan or 1 flat wala jo aap ne dekha hai.sath hi 5 lids hn glass ki or ye KORKMAZ company ka hai,made in Turkey.
price hn 19500 .ye aap ko gul plaza karachi se Zubaida`s store se mil jaega
thank u so much.ek or request krni ti ap sy ap shami kbab or kofty ki easy recepi share kr dn plz.or bina kashkaash k kofty ki b.tnx a lot.
th-cam.com/video/D8qYS88_Kwc/w-d-xo.html chicken koftey without khas khas
th-cam.com/video/a681gyizJbo/w-d-xo.html nargisi koftey
th-cam.com/video/FG12c_b73PI/w-d-xo.html koftey
th-cam.com/video/ba_U8AgXgDA/w-d-xo.html shami kabab
chicken shami kabab ki recipe ramzan se pehly aa jaegi in sha Allah
Aslmo alikam.sistar is ko kitni der k liye stor kr sakte hain.Aur agr glaas shrbat k liye taqreban kitne tbs plup dana chahye aik glaas main
walaikm assalam, is ko aap 2 weeks tk store kr sakte hn fridge main,or 3 tbsp ya is se kuch ziada aap ko 1 glass k liye chahiye hoga,depend krta hai k aap kaisa pasand krte hn
Maheraz Cooking bohat bohat shukriya
Assalamu alaikum... Nice recipe appi. Aapne sirka Kaun sa istemaal kiya h? Appi reply kariyega aur dua'on me yaad rakhiyega. Khuda hafiz
zulekha khatoon walaikm assalam ,tareef ka behad shukriya.mai ne Hienz ka sirka use lia hai
assalamo alaikm Zulekha ,kahan gum ho gain aap.main boht miss kr rhi hn aap ko.boht din se aap ka koi msg bhi nhi aaya :(
Kairi kya hoti hai mam
raw mango ya ambi bhi kehte hn India main
Shukriya appi 😅
Kiya ye guhtli wali kariyo ka juice ban sakta hy.
bilkul bn jata hai aap ne guthli nikaal deni hai ,soft ho to kat k nikaal ln or sakht ho to sides ko kaat k keri alag kr ln.
Thanks
sorkay ki replcment kiya hogi.mujhe sirka acha nahi lagta
Shabina Rashid limu ka ras
How much lemon juice .half cup?
no 1/4 cup then check then add more
Ok jazakillahoo khair
keri ki chatni ki recipe b upload kr da
hammad khan kl in sha Allah 😊
thnx api
plzzzzzz