Yr Video long banaya karo , Sissu ke side jate ho to koksar side ka jankari nhi milta pura ghumo na, video agar long ho jaye to kya dikkat din me 1 video upload karte ho wo v sirf 9 minuites ka
Nahi bro wha ni jaegi session me jaoge to I suggest you bro manali pura ek side shetan jesi beautiful jagah koi ni hogi snowfall k bad apko itni snow milegi shetan me
Or I suggest you k shetan jana h to manali me 2-3 heavy snowfall hone k bad jana asli jannat shetameme milegi me last year gya tha that's why I suggest you snowfall heavy hone k bad yha jarur jana
Hlo brother Hum 5 December ko school k students leh kr aa rhe h. Hume rhne k liye koi jgha chahiye.... koi gurdwara ya fir mandir.... jha pr khane ka system bhi ho
Apko snow cloths and shoes sab manali me mil jaega jis area me jaoge wha apko cloths mil jaenge last year me gya tha feb me so ap garam kapde jyada le normal cloths snowfall k bad use ni aaenge or snowfall hone k bad hi manali jae me sabko yahi suggest karunga
Bhai main physically challanged hu, koi aisa hotel bataiye jahan lift ho aur upar ka view bhi mile gadi hotel ke gate ke paas hi lag jaye, bhai main aake apke sath ghumna chahta hu with family
Bhai yeh misinformation dena badh karo logo ko. Jaha tak aap Gaye hai woh Jobri dam hai jaha se actually Hamta Pass trek start hota hai. Aur yaha se Hamta Pass jakar aane Mai 4-5 days lagte hai. Aur yeh bhi clear Kara Karo ki winter mai yaha Jana possible nahi hota. Clients hum logo ko phone karke pareshan karte rehte hai aap ki misinformation ki wajas. Winters mai hame Hamta Pass Jana hai hamne TH-cam par dekha thha. Thoda chheze clearly bataya Karo toh meharbani hogi.🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai mein mauritius se md raz ko follow karta houn....mein ne kabhi bhi uss ko jhoote bolte nahin dekha...wo hamesha achi khabrein deta hein....md raz bhai ache kaam kar raha hein
Bade bhai ye par day ki video hoti he age jesa rhega wo video bhi me dalta rehta hu present manali me hu daily jesa weather or jo bhi change hota he ana jana kahi pe bnd daily ki update me de deta hu ye wo jo ek din k liye hp me vloging krne bahar se bande ate he unhe nahi pata hota baki daily me jesa hota he wo crunt update de deta hu
Are mere bhai mene kab bola aap galat cheez dikha rahe ho. Mera point thha about misinformation Jo aap Hamta pass ki de rahe ho. Jab aap sethan side Jaya Karo tab yeh Hamta pass bolna bandh karo. 5 days lagte hai dam se aane jane ke hamta pass waha se. Sethan ya jobdi dam bola Karo. Bichare Jo Manali se bahar se tourist aate unke kaha pata hoga hai. Clearly bolo na ke yaha se Hamta Pass ka trek start hota hai aane jane ke 4-5 days lagte hai. Yeh kya matlab hum hamta pass aa gaye wesi baate bolte ho. Baad Mai clients hame pareshan karte hai ki winter mai hamta pass Jana hai. June to October paas open hota hai baki pure saal bandh. Hum thak jate hai logo ko samjhate samjhate. Bas yahi kehna hai. Baki sab badhiya hai
Full information best video
Thanks bhai!
Thanks bhaiya for the updates ❤
Very nice video 😊😊😊
20 to 24 December any weather update ?
Vlogging konsa phone ho rhi h ???
bhai hamptapass treak open hai kr skte hai hum abhii
Thank bhai
15 December snowfall mil sakti hai bhai ya nahi
Hum February ke akhri haphte mein jayenge snow kaisa milega tab
Yr Video long banaya karo , Sissu ke side jate ho to koksar side ka jankari nhi milta
pura ghumo na, video agar long ho jaye to kya dikkat
din me 1 video upload karte ho wo v sirf 9 minuites ka
Namaste 👋 🙏🏻 raj bhai
iss saal hoga bhi ya nhi snow fall
Bhai Dec 20- 22 ke time pe yahan snow hogi?? Kya lagta hai apko?
bhaiya sethan valley me traveller jaati hai kya ?
Nahi bro wha ni jaegi session me jaoge to I suggest you bro manali pura ek side shetan jesi beautiful jagah koi ni hogi snowfall k bad apko itni snow milegi shetan me
Or I suggest you k shetan jana h to manali me 2-3 heavy snowfall hone k bad jana asli jannat shetameme milegi me last year gya tha that's why I suggest you snowfall heavy hone k bad yha jarur jana
@@rajskydud8492 thank you
First comment first like
Bro ♥️
Bro see kashmir, thr r lot of snow but in himachal & uttrakhabd nothing.....
Bhai 15 tak snow hoga kya
Aisi road quality par kaun jayega
Thand kitni hai din mei
bhai snow ke liye budget me shoes lene ho to kaise aur kaunse le kuch recomend kardo
Hlo brother
Hum 5 December ko school k students leh kr aa rhe h.
Hume rhne k liye koi jgha chahiye.... koi gurdwara ya fir mandir.... jha pr khane ka system bhi ho
Raaz bhai 10 December ko aana hai aapke sath ghumna hai kaise mulakat hogi
1 jan snow fall milaga
Koi aisa area hai jaha snowfall mil jaye. Hum Dec 13 ko subah pahunch rahe.
Kapde kis trh ke carry Karen suggest me
Apko snow cloths and shoes sab manali me mil jaega jis area me jaoge wha apko cloths mil jaenge last year me gya tha feb me so ap garam kapde jyada le normal cloths snowfall k bad use ni aaenge or snowfall hone k bad hi manali jae me sabko yahi suggest karunga
Vaiya 12/13 December snowfall milegi????
First viewer 😅
Bro 💗♥️
❤
8 des ko hogaa snow fall
❤❤❤
♥️brother
Bahut late ka video डालते हो
Raz bhai 10 December ko snow fall ho sakta hai kya
Tb tk syad ho jaye age update dalunga
Raz bhai mil sakta hai kya
@mdrapper94 thank you Bhai aapki video accha rahta hai
Brother mere last year shetan aaya tha aaj apka video dekh k lag hi ni rha me yha pehle kabhi gya hu itni snow thi 4-5 feet snow thi yha par feb me
Brother abhi snowfall ho jayegi tb fir wesa hi ho jayega dalunga video wo bhi us time pe me
Bhai main physically challanged hu, koi aisa hotel bataiye jahan lift ho aur upar ka view bhi mile gadi hotel ke gate ke paas hi lag jaye, bhai main aake apke sath ghumna chahta hu with family
Hotel out Town Manali
Bhai yeh misinformation dena badh karo logo ko. Jaha tak aap Gaye hai woh Jobri dam hai jaha se actually Hamta Pass trek start hota hai. Aur yaha se Hamta Pass jakar aane Mai 4-5 days lagte hai. Aur yeh bhi clear Kara Karo ki winter mai yaha Jana possible nahi hota. Clients hum logo ko phone karke pareshan karte rehte hai aap ki misinformation ki wajas. Winters mai hame Hamta Pass Jana hai hamne TH-cam par dekha thha. Thoda chheze clearly bataya Karo toh meharbani hogi.🙏🙏🙏🙏🙏
Bhai mein mauritius se md raz ko follow karta houn....mein ne kabhi bhi uss ko jhoote bolte nahin dekha...wo hamesha achi khabrein deta hein....md raz bhai ache kaam kar raha hein
Bade bhai ye par day ki video hoti he age jesa rhega wo video bhi me dalta rehta hu present manali me hu daily jesa weather or jo bhi change hota he ana jana kahi pe bnd daily ki update me de deta hu ye wo jo ek din k liye hp me vloging krne bahar se bande ate he unhe nahi pata hota baki daily me jesa hota he wo crunt update de deta hu
♥️♥️♥️🫂
Bhai ye sahi information hai bhai live bhi aaye the aaj main bhi mila bhai se ❤️❤️ atal tunnel par