@@KrPiyush07 daily basisi pr karwaae the 650 rs daily akele ek admi lga 2.5 days me complete machine se fata fat kaam hota hai usko jda time lga mica lagane me baaki sab kaam jaldi ho gya agr wo chahta to 2 din me bi cmplt kr leta lekin jo palla banaya tha usko ek din mica chipka k rkh dia
Bhot sundr
Bahut hi badiya Sir g😀😁😂🤣😋😊😉😆🤓😇😘😍
th-cam.com/video/AIvOW58uWCY/w-d-xo.html
Sasta me ban gya 🎉
Bahut sundar
Video start @ 03:30
Thank you
Thnks to save time🎉
बहुत अच्छा बना है
th-cam.com/users/shortssv_wZZIbIFc?si=qp2eXrbvgZ5hYmm2
Vedio to bahot achhi hai ❤️
Thank you so much sanmayaka and plywood kese lageyge pata nahi that par aab pata chala.... Aur ek Almirah ka video banaye
Bohot badhiya 👍 bhai
Very nice Good Idea
Bahut hi shandar video hai pasand aaya
Well done dost.
Best video hai
Bhaiya apke video Dakar me be ye lagwane ka choch rahi hu
Very nice Good video
Sir ager door glass mein lagvate hai tub kya almirah sasti padegi
Glass kareeb 50Rs sqr ft se start ho jata hai... Aur 90-100 rs sqr ftme bahut achhi quality ka glass mil jata hai
Hm bhi iss kaam karna chahate hai. AAP karega kya
Hume bnwani ho to shelf wordrobe kitne se starting h
sir bathroom ki 4 inchi ki diwar k sath almari bana sakte h, koi cilan to ni aayegi
Upvc laminate. Lagao
Door latkega to nahi majboot rahega
Very nice video
Good
Dor ka Hinges kaun sa Lagaye
Owesome
Konsa kabza lga h hydrolic ya L ya koi or??
Bro es ko out kasa kra
Ap kha se h mujhe bhi same mistri chaiye
Lock 🔒 laga sakte hai Esme or kitna price me ho jayega
Kaha pr kam hota hai
👌👌👌👌
Good video
Nice👍
Ye aap bana sakte hain kya hame banvana hai
Bhaiya ye kon se location ka video h
ply kitne mm ki use ki hai frame ke lie aur kya isme 6 mm ply bhi use kia hai apne
Frame me double 18 mm ka ply hona chahiye ... 6mm not needed
Depth or legngh or breath
AAP Kahan se ho bhaya
Wow nice
Beauty😍
Sir jee raik ke andar v ply laga hai kya q ki kaam hone ke baad andar withe ho gya hai
Paint kiya hu sir ji video me bhi hai
Ni chabe sliding door s aayaghana
Good👍
Hme to Mistry ne loot liya bhaiya mera v cement ka almirah 7 by 5 ka tha jiska Mistry cost sirf 10500 liya ,ye video dekhne me der krdiya Maine
Bhai mistri log jaanbujh k type lgate h y muskil se ek din ka kaam h do mistri ka
Meri purri almari ka same total 25000 le gye
Mra 1500 me ho gya nichebpoora ply ka palla aur upr me sisa wla sliding
@@akashrajsingh3775 kaise bro itne saste me kaise ho gaya
@@KrPiyush07 daily basisi pr karwaae the 650 rs daily akele ek admi lga 2.5 days me complete machine se fata fat kaam hota hai usko jda time lga mica lagane me baaki sab kaam jaldi ho gya agr wo chahta to 2 din me bi cmplt kr leta lekin jo palla banaya tha usko ek din mica chipka k rkh dia
All cubads size kitna hai 1 by 1
450-itna labour rate....kaha par rehte ho aap?
wooden wale mistri to bahut lete hai maine suna hai
Sahi bol rhe jhada paisa leta h
Ab 750 lega
Mast hai
How much its cost to make
Fiting kese kia q nahi dikay
Good working 👌 how are you 🙏🙏 apka new friend 🙏🌹🌹🌹🌹
Accha hai
Very nice
Total amount btao
Kaha se ho aap
New Delhi
Frame mei 18 mm ka single ply hai ya double
I'm a carpenter... Double ply lagane se better hota h doors lagane ya kahi cemented border me touch hone ka probelum ni hota
Subscribe kr diye but ek question he
👌👌👌
Kitna laga tha minimam
Camara door krke dikhta to achha dikhta h
Thank you
Nice
Too good
Bhai bolo kitna total cost pada h
Total kitna chrcha hoga sir esme aap bata skte ho
10000 mujhe laga hai
6 bay 3.5 me kitna cost ayega same apke jaisa bnana he
7×5=35sqft area
400×35= 14000/= Labour cost
Ye kuch zyada loot nhi macha rakha h
Mere yaha same almari ka 25000 liye h
Thank you so much
Aapse contact kese kare humko bhi banwani h
6x6 ka kitna cost aaye ga
Kitna kharcha aaya total banane me
Price तो बता दिया करो जो main चीज़ है।। टोटल का अलमीरा और ply wood का।
Total -10,000 laga tha
Mujhe plywood ka price -18mm-rs 40
12mm-rs 22
6 mm-rs 12
Plywood price to vary location to location
@@ravusha9938 thanks brother
Kitna kharcha aaya aapko
Total cost kitna pada
Kampa loga 380 ka
msg ya vns me kam kr sakte ho
Khrcha Kitna aayega
Hamare yaha 300 rupye charge rahta hai lever aur mistri ka
Waha to or bhi saste me kaam ho jayega fir
Budget kitna
Rs-10,000
@@ravusha9938 Mera b lga do Bhai
Pannel door me kitna inch wood lage ga??
6mm ply and both side sanmayka
Video @3:30
2 लेबर मिलके 4 दिन में🤣🤣
हम दो लोग एक दिन में बनाते है ऐसी अलमारी
1000 लेबर चार्ज
Aplog to bahut fast banate ho yar
Kis location me kam karte ho mujhe 2 almira or banwana hai
@@ravusha9938 भाई सारा टाइम तो जुगाड बनाने ने जाता है फिटिंग फिटिंग में 1/2 घंटे जाते है
Labour के 4 हजार ज्यादा है! दो दिन मे रुपए 3 हजार मे बन जायेगा!
Almari ka size kya hai
My TH-cam channel Mein aapka swagat hai PV furniture
500 daly dega carpenter bajdo
almirah mei finishing nahi hai
Saman rehena chahiye design kya karoge
Hamarey yaha mistri 900 leta hai aur labour 600 leta hai...
Kaha par?
Kaha se ho
Sliding door me avaj bahut jayda hai
sasti wali chakki lagi hai isme low budget almira hai naa
Plywood ke Thickness ke anussar chakki lagti hai heavy chakki ispe kaam nahi karega
Kitne me bna pura
10,000 lag gya frame kaaa
@@ravusha9938 sir hmara only frame ka 25000 le liye kyuu
Sab milake Tottal price kitna aayega ??
10,000
Iska kharch kitna aaya?
₹10000
600rupaya
Sunmica ka kya cost aya or labour charge kitna laga
2 sheet sunmaika laga tha 8x4 ,1500 ka
500 per day labour charge
5000 labour charge
And 5000 materials
@@ravusha9938 1500 ek sheet ka ya dono mila ke
Ply ka chaukhat dene se koi dikkat to nahi hoga na.Thanks for review.
Nahi hogi dikkat
Sasta bhi hota hai
Kitna kharcha hua bro
10,000 ho gya
ye kam sai nahi h galat h
Kaise
Pls ph.no .hooghly chandernogore e Maj hobe
Tumko dikhane nhi aata h pahle wo sikho
सीमेंट की अलमारी में होल पास होते हैं ना कि प्लास्टिक गीटक ये बाहर आ जाएगी
Achha nai laga
Hallo
hi sahalam ji
kaise hai