pressure reducing station. pressure reducing valve @steam boiler tecnical friend .

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 5 ม.ค. 2023
  • pressure reducing station. pressure reducing valve @ steam boiler technical friend.
    pressure reducing station wah station hain jaha par high
    pressure ka steam aata hain or wah low pressure me apane jarurat ke anusar badal jata hai.
    pressure reducing valve - PRV ak Aisa valve hain jo apani kary kshamta ke bal per steam ke rup ko badal dete hai. inke sath Lage huye jo bhi instruments hote hai o iske Kars me sahayta pahuchate hai.
    in sabhi instruments ke samuhon ko P R S
    kahte hai, yani pressure reducing station.
    is valve ki sahayta se ham apane steam boiler ko swikrit pressure par aasani se chla skte hai, jisase ham apane steam boiler me khapat hone wale indhan ko kafi had tak bacha payenge.
    pressure reducing station ki sahayta se,steam aatmsaat karne wale opretor ko koi kathinai nahi hoga, awm jo bhi bastu ka nirman karya ho raha hai uski quality achhi rahegi.
    steam boiler tecnical friend choupal by op singh aapki sewa me sadewa tatpar rahegaa.
    dhanyabaad .....
    aapka
    op singh

ความคิดเห็น •