TEST of POLITY With Current Affairs| UP-PSC TEST SERIES 2024|UPPSC/RO/ARO/BEO/PSC/MP/UK/RPSC

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 23 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 18

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 27 วันที่ผ่านมา +2

    हम भारत के लोग से तात्पर्य है जनता ही सर्वशक्तिमानहै संपूर्ण शक्ति जनता मेंही निहित है
    संपूर्ण प्रभुत्व संपन्न से तात्पर्य है किसी के अधीन नहीं रहना ज्ञानी स्वयं के अधीन रहना
    समाजवादी शब्द से तात्पर्य है सभी के लिए समानभाव रखना
    पंथनिरपेक्ष शब्द से तात्पर्य है हमारे देश का कोई एक विशेष धर्म या पंथ नहीं है
    लोकतंत्रात्मक शब्द का अर्थ है कि लोगों का तंत्र यानी जनता का जनता के द्वारा जनता का शासन
    गणराज्य शब्द से तात्पर्य है गाणो का राज्य

  • @Yashaswi_sharma_90
    @Yashaswi_sharma_90 20 วันที่ผ่านมา +1

    11.DPSP

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 27 วันที่ผ่านมา +2

    42 ve sanvidhan sanshodhan dwara 1976 mein Bhartiya sanvidhan mein panthnirpeksh akhandata aur Samajwadi Shabd ko Joda Gaya jise Bharat ka laghu sanvidhan bhi kahate Hain

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 27 วันที่ผ่านมา +2

    Bhartiya sanvidhan ki prastavana pandit Jawaharlal Nehru ji dwara prastut ki Gai 13 December 1946 mein aur ise lagu 22 January 1947 mein kiya Gaya prastavana mein 3prakar ke nyaay hain aur 5 prakar ke swatantrata hai aur 2 prakar ki shamta h

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 27 วันที่ผ่านมา +2

    Rajya ke Niti nirdeshak Siddhant Bhartiya sanvidhan ke bhag 4 mein hai anuchchhed 36 se 51 Tak rajya ke Niti nirdeshak Siddhant humne Ireland ke sanvidhan se liye hain

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 27 วันที่ผ่านมา +2

    Question number 11 ka right answer option A hai rajya ke Niti nirdeshak Siddhant

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 27 วันที่ผ่านมา +2

    Maulik Adhikar Bhartiya sanvidhan ke bhag 3 mein hai anuchchhed 12 se 35 Tak Mul sanvidhan mein yah Adhikar saat prakar ke the parantu vartman samay mein yah Adhikar 6 prakar Ke Hai
    Article 14 se 18 Tak Samanta Ka Adhikar
    Artical 19 se 22 Tak swatantrata Ka Adhikar
    Artical 23 aur 24 mein shoshan ke virudh Adhikar
    Artical 25 se 28 Tak dharmik swatantrata Ka Adhikar
    Article 29 aur 30 mein sanskritik aur Shiksha sambandhi Adhikar hai
    Artical 31 mein sampatti Ka Adhikar tha Jo nirast kar diya Gaya 44 va samvidhan sanshodhan dwara 1978 mein aur ise ek kanuni Adhikar banaa Diya Gaya aur anuchchhed 300(A)mein Rakha Gaya
    Anuchchhed 32 mein sanvaidhanik upcharon Ka Adhikar hai

  • @SoniyaDhiman-w4b
    @SoniyaDhiman-w4b 27 วันที่ผ่านมา +2

    Maulik kartavya 42 ve sanvidhan sanshodhan dwara 1976 mein sardar Swarna Singh samiti ki sifarish per lae Gaye unke dwara 8 kartavya ki sifarish ki Gai thi parantu yah 10 Le Gaye aur 11 maulik kartavya 86ve samvidhan sanshodhan dwara varsh 2002 mein Joda Gaya maulik kartavya bhag 4 (A)mein hai anuchchhed 51 (A )mein

  • @Yashaswi_sharma_90
    @Yashaswi_sharma_90 20 วันที่ผ่านมา +1

    1978 मे 44 वे संविधान संशोधन द्वारा हटाया गया था , अनुच्छेद 300(A) के तहत संवैधानिक अधिकार बना दिया गया , 13 december 1946 पेश की गयी पंडित जवाहरलाल नेहरू के अन्तर्गत , 22 january 1947 को स्वीकार किया