EMIWAY BANTAI - BADSHAH [Slowed + Reverb] | Abshomar
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- EMIWAY BANTAI - BADSHAH [Slowed + Reverb] | Abshomar
Use headphones for a better experience :)
~ Thanks for watching ❥
Artist & Lyrics :- Emiway Bantai
Prod by :- Tony James
Mix & Mastered by :- Emiway Bantai
~Lyrics:
[Intro: Abhijeet]
Aashiq hu mai, kaatil bhi hu (Toma, toma)
Sabke dilon mein shaamil bhi hu (Toma, toma)
Aashiq hu mai, kaatil bhi hu (Toma, toma)
Sabke dilon mein shaamil bhi hu (Toma, toma)
Dil ko churaana, neendein udaana (Toma, toma)
Dil ko churaana, neendein udaana (Toma, toma)
Bas yahi mera kusoor (Toma, toma)
Vaadon se apne mukarta nahi (Toma, toma)
Marne se mai kabhi darta nahi
[Chorus]
Haan, kya bolte badshah? Kya bolte peer? (Kya bolte?)
Kya bolte company, kidhar hai phir? (Kidhar hai?)
Phirse aa gayele uthaane market
Aa gayela Bantai, chal jaake tu bahar baith
Haan, marne se darte nahi chhote (Chal, chal, chal)
Vaade hum karte toh pichhe mukarte nahi chhote
Bas ginte reh, chhote (Haan, ginte reh)
Haan, maidaan mein utre naa hote toh tum bhi naa hote
[Verse 1]
Aah, Eid gayi, Eidi gayi (O aaiba)
Malum naa gaadi phir seedhi gayi (*whistle*)
Nazar rakh neeche, izzat de mahila ko
Saamne se kaun, teri didi gayi (O appa)
Idhar se wheelie gayi, udhar se wheelie gayi
Sharing hai taxi, kaali aur peeli gayi
Ghumke dekh zara Bambai ki feeling ye
Nabbe pe kata kyun? Pichhe full Sea Link gayi
Haan, mehnat karke ghar pe chulha jala denge
Yede-chale toh phir dulha bana denge
Bhula ni paayenga Rajjo ki yaad ko
Tension ni aaiba, sulah kara denge
Aah, sulah-wulah idhar hota nahi, maa
Public full bheje se bheer
Haan, public ko shaunk hai lene ka, haan
Lele phir udta teer (Ae, lele-lele)
[Chorus]
Haan, kya bolte badshah? Kya bolte peer? (Kya bolte?)
Kya bolte company, kidhar hai phir? (Kidhar hai?)
Phirse aa gayele uthaane market
Aa gayela Bantai, chal jaake tu bahar baith
Haan, marne se darte nahi chhote (Chal, chal, chal)
Vaade hum karte toh pichhe mukarte nahi chhote
Bas ginte reh, chhote (Haan, ginte reh)
Haan, maidaan mein utre naa hote toh tum bhi naa hote
[Verse 2]
Koi jaldi banenga, koi late banenga (Haan)
Bantai ka shiksha le, seth banenga
Haath khaali failana malik ke aage (Ae, malik)
Wahi hai jo tera baa pet bharega (Achha?)
Arey, dialogue mein Bantai hai Mastan aur Dharao
Idhar nahi aaiba, jaake bache ko daraao (Chal ae)
Thaste nahi agle, yaha mushkil mein haste hai (Ha-ha)
Had mein rakh sabko, naa kandhe pe chadhaao
Haa, bantai log badshah, agli ko bass pasand (Ae, baja)
Feeka nahi apne ko tez pasand (Full kadak)
Area ke shooter ko puchho toh bolis hai
Apne ko case pe case pasand (Brraah)
Arey, vella kyun ghumrela area mein Farukh?
Aage badh life mein, kaun bola yaha ruk? (Abey, aage chal)
Bambai mai chhokre log bula rahe "badshah" (Ae, badshah)
Ammi ne naam mera rakh diyeli Shahrukh
[Chorus]
Haan, kya bolte badshah? Kya bolte peer? (Kya bolte?)
Kya bolte company, kidhar hai phir? (Kidhar hai?)
Phirse aa gayele uthaane market
Aa gayela Bantai, chal jaake tu bahar baith
Haan, marne se darte nahi chhote (Chal, chal, chal)
Vaade hum karte toh pichhe mukarte nahi chhote
Bas ginte reh, chhote (Haan, ginte reh)
Haan, maidaan mein utre naa hote toh tum bhi naa hote
[Interlude]
Aur bhailog, Mumbai mein aaye din hota rehta ek haadsa hai
Aur Bambai ke har kone, kopche, gali mein ek paida hota badshah hai
[Outro: Emiway]
Badshah o badshah, oye
Badshah ae badshah, huh, malum hai naa
Badshah o badshah, badshah, badshah bolte
Badshah o badshah, o paasha
Badshah ae badshah, o kidhar?
Badshah o badshah, ha-ha, badshah
I do not own the music and pictures in this video. I've just slowed reverbed this song. all copyrights belong to the respective owner.
#emiwaybantai #emiway #badshah #bajis #slowedreverbsongs #slowed #reverb #abshomar
𝐀𝐮𝐝𝐢𝐨 𝐚𝐧𝐝 𝐯𝐢𝐝𝐞𝐨 𝐞𝐝𝐢𝐭𝐞𝐝 𝐛𝐲 𝐦𝐞 📍
♡
emiway bantai,emiway,badshah,emiway bantai badshah,emiway bantai new song,emiway new song,emiway bantai slowed,emiway bantai slowed reverb,slowed reverb songs,slowed reverb,abshomar
NIC bro
Kon sa platform se release kiye ho yr song ko