@@Ajaysirjiir mujhe jo deled ki marksheet aur diploma jo mili h usme mera name hindi m Nikhita ki jgh Nikhit kr rkha hai but english m name tino document m theek hai Toh sir koi problem toh nhi hogi iski wjh s dsssb m????????
Sir, mere 10th or 12th k certificate me father name Mohan Lal Awasthi hai lekin baki Sare documents jaise graduation ki marksheet, B. Ed ki marksheet , adhar card me mohan Awasthi h. Kya aage jake kisi govt. Job me muje dikkat ayegi?
Sir waise 10th ke marksheet me ahar kuchh galtii ho jaise date of birth ya name usake liye sab documents ho aur sir agr time 2015 ka hoto 2021 me sahiii ho skta haiii ya usake liye bhiii koi rule hotaah haiii pls sir eske baare me baatye
Mere father ke name Raj kumar Ram hai saare certificate me lekin meri galti se uinter me Late Rajkumar Ram ho gya, iska solution hoga, janki matric, B. A, M. A , B. Ed, aadhar card pan card sab me Raj kumar Ram hai, Bas inter me galti ho gya kya solution, please Reply...
In my class 10 marksheet my father's name is written as Sunil Kumar Agrawal and in my class 12 marksheet my father's name is written as Sunil Agarwal do it will create problems for me in document verification for government jobs .Sir please reply 🙏🙏
Meri problem bhi same hai addar card par father name munendra Kumar Singh hai aur class 10 admit card mai munedra Singh hai school wale mujhey sunn hii नहीं rahey hai kya karu .
Sir! CTET certificate me mera name only SHIVA aaya hai lekin High school certificate me KM SHIVA hai to sir ye teacher vacancy ke liye valid hai ya nhi.please sir jarur reply de
Sir ab aapki baat sun ke bdi rahat mili thank you sir ji papa ke name pe surname nahi tha pr name sahi hai 10th 12th clg ke results me same hi hai ab dikk nahi me tension me aa gya tha surname ni hai to dikkt hogi mujhe
सर मेरे पिता के नाम पारस नाथ गुप्ता है और मैट्रिक के सर्टिफिकेट में पारस प्रसाद गुप्ता हो गया है तो मुझे टीचर काउंसिलिंग में जाना है तो क्या समस्या होगी और उसका समस्या का हल कैसे करेंगे कृपया सुझाव दें
सर जी आपकी बात मुझे बहुत अच्छी लगी मैं आपसे एक रिक्वेस्ट करता हूं कि जिसके माता-पिता के नाम के आगे सरनेम हाई ही नहीं उसमें क्या कोई दिक्कत आ सकती है नौकरी करने में
Sir meri mata ke naam 10th ki marksheet m devi hai or adhar card or baki document m devi nahi laga hai to kya yah galat hai kya govt job m dikkat aa sakti hai kya
Sir High school intermediate me NITU verma tha fir graduation me Neetu Verma fir adhhar card me Neetu verma tha to CTET ki marksheet me bhi Neetu verma h ab sir kya may CTET ki marksheet sudhar kru aur adhar card bhi high school k acording krwau please please btaye agr koi help hoske to
Sir mere saare documents me father name hai "om prakash singh" Hai, lekin 10, 11 or 12 ke marksheet me father name hai "om parkash singh" Hai. Plz suggest me best idea...
Sir mera 10th aur 12th me nam kishan and father name viraju but graduation me kishan Rajbhar aur Father name Viraju Rajbhar ho gya hai kya muje future me koi problem hoga plz sir reply kijiye🙏🏻🥺
Mera bhi same problem hai 10th me RamLal 12th me Ram lal father name me space ho Lekin father ke documents me Ram Lal hi hai mere baki official I'd me RamLal hai sir affidavit se kaam ho jayega kya
Mera graduation me father or mother name short me hai R.K.Verma.....baki me full name Ravindra Kumar Verma hai ...aise hi mother me bhi graduation me...plz batao sanshodhan ka chance milega ???.....plzzz reply sir 🙏🙏🙏🙏
Sir in my 10th and 12th marksheet my mother name is Chandra Kala Devi But my mother actual name is Chandrakala Devi without space There is only space problem Will I have to make affidavit Or to fill the name according to marksheet in upcoming government job Plz reply sir🙏🙏🙏🙏
@@vasudhakumari2399 mere high school ki marksheet me pitaji ka nam Rajkumar he par inter ki marksheet me Raj Kumar he .. ap bata sakte ho apki problem kese solve hui
Sir matric certificate me father's name SURESH PRASAD SING or baki saare documents me SURESH PRASAD SINGH. Kewal surname SINGH me (H) missing hai matric certificate pe. Sir dv time koi problem hogi ??
Hallo sir.. Mere father ka name me thoda sa creation h jese father ka name h PRITAM or marksheet me PRITAN to isme koi pareshani wali bat to ni h.. Please tell me..
Sir mine tehsil se naam father ka theek krwaya hai to theek ho kar naam yese aaya hai ajay kumar alias ajay rana sir army rally me chalegya kya sir reply😭😭😭
Sir mene b.ed kiya hai ..aur mere graduation tk ki marksheet mein (KM ANNU ) hai aur b.ed ki marksheet mein keval ANNU hai ...aur addhar Card mein bhi (ANNU )h to sir koi problem to nahi hogi ya sahi krale please sir reply?????????🙏🙏
Only my father surname is different in my adhar card..but actual name is perfect similar to my documents Is there any problem when i apply for the gvt. Job
Sir my father's name in virender Singh Rawat in my 10+12 documents and virender Rawat in my adhar and graduation documents. Sir please tell me what should I do ???? Please help
Sir mera class 8th me he papa ka name me galti ho gaya tha. Jis Karan class 9th or 10th me bhi galti ho gaya ha. Aur abhi sudharna Chahte Hain. To headSir bol raha Nahin hoga to kya kara. ❤️😊
sir, mera high school ki admit main fathers name RABINDER hain h.s , degree , aur sabhi doc main ROBINDER hain abhi mujhe IV grade post k liye kaun sa name form main var sakta hain Plz reply
Sir agar papa ki name me mummy ka nam aur mummy ke nam me papa na from me glti se bhr diyaa gya hai to kya kre btaiye sir 🙏17. 10.2021 ko exam hai mera
मेरे 10th में नाम के आगे Md लगा हुआ है और बाक़ी इंटर ग्रेजुएशन सभी में नाम के आगे Mohammad लगा हुआ है तो क्या मुझे डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन में कोई दिक़्क़त आ सकती है कृपया कर बताये
@@Ajaysirji सर हाई स्कूल में सर्टिफिकेट में पापा का नाम में ओम प्रकाश गुप्ता है और मम्मी के नाम में आरती गुप्ता है जोकि सही है मगर इंटरमीडिएट में गलत आ गया मम्मी पापा के नाम में इंटरमीडिएट के certificate में केवल ओम प्रकाश और आरती गुप्ता के बजाय आरती देवी कर दिया , फ़िर मैंने इंटरमीडिएट सर्टिफिकेट में संशोधन कर सही करवा लिया मम्मी पापा के नाम में और सही बनकर सर्टिफिकेट मुझे मिल भी गया ,,,लेकिन दिक्कत यह है अब जब मै नेट पर चेक कर रहा हूं वहा पुराना शो हो रहा है ,,, कृपया कर उचित मार्गदर्शन करें।।
Mera 10th me PIYUSH BHARATI 12th or graduation me PIYUSH BHARTI .hai A ka different hai..kya koi problem bhi hoga ...DV me ..ya affavidit banwane lene se koi problem bhi hoga kya..
Sir mere High school ke registration me mera nam Devendra Singh Chouhan hai papa ka nam keval Chitraket hai to is se koi issue to nhi hoga plz reply sir 🙏🙏
Sir mere father ka name Yashpal h hrr document me prr meri dono marksheet me Yeshpal h A ki jagah E h kya kisi document verification me koi problem hogi🙏
Hlw sir mere mummy ka name pranati sahani hai aur mere matric se lekar graduate tk ke har documents mei poonati sahani hai to kya koi dikkat hoga plz sir btayea
Sir mera 10th 12th k results me mere father ka name budheshwar hai or mere adhar card pen card me buddheshwar hai jo ki sahi h isme job me kuch problem ho sakta hai kya sir please fast reply dijiye🙏🙏🙏
please help me 😭😭😭😭😭 2 galti hai mere me .. 10th me ...f= Hans raj singh 12th me f= Hansraj singh 10th me ... gayatri Devi 12th me...gaytre Devi afidavit se kam chl jyega ya crrection krvana hoga
Sir मुझे ये बता दो की B ed की सभी सेमेस्टर की मार्कशीट आवश्यक है या *केवल फाइनल marksheet UP प्राइमरी teacher 2022 के document वेरिफिकेशन में क्योंकि मेरे पास सभी sem की मार्कशीट नही है final की है Plz reply
@@Ajaysirji sir Mene marksheet Shi kryi h bs thodi c miske thi Sarita ki jgh shrita tha Shi hoke a gyi h board se lekin net p Abbi bi shrita h to isse koi dikkt to nhj hogi plz btye
Sir maine iti apprentice ke liye documents verification ke liye Diya hai to addhar me or mark memo par aalag nam hi jaiseki (KHAJAMIYA). Or dusara nam ye hi (khajyamiya ) hi. Isme kohi mistake to nahin hogi si plz bataoo
Sir mera matric se lekar graduation Tak ke all certificate me mother name me SABITA DEVI likha hua h But meri mother ke aadhar card, Voter Id & Pan card me SAVITA DEVI likha hua h To usse koi problem hoga kya mujhe future me ?
@@Ajaysirji sir mere adhar pan, cast certificate me papa ka name lal bahadur hai lekin mere10,12,ccc graduation me lal bahadur yadav hai papa ke document me bhi only lal bahadur hai to mai up lekhpal ke dv me problem ho sakti hai kya please tell me sir
Aj apne sara clear kr diya
Sir maine apka channel bhi like ,share aur subscribe bhi kar liya hai,sir aap jankari bhi bahut authentic dete hain
Thanks
@@Ajaysirji sir plz reply dijiye
@@Ajaysirjiir mujhe jo deled ki marksheet aur diploma jo
mili h usme mera name hindi m Nikhita ki jgh Nikhit kr rkha hai but english m name tino document m theek hai
Toh sir koi problem toh nhi hogi iski wjh s dsssb m????????
सर जमीन आदि के पेपर में भी पापा का नाम जो उनके जमीन पेपर में हैं ।
वही हमारे डॉक्यूमेंट में होना चाहिए
या इसके कारण कोई फर्क पड़ता ह या नहीं
नाम तो वही होना चाहिए टाइटल थोड़ा इधर उधर हो जाए तो कोई दिक्कत नहीं है
SHREEKANT MISHRA KI Jagah pr SHREE KANT MISHRA ho gya hai to kya kre sir ji keval ek space ka anter hai
@@Ajaysirji thank you sir ji
@@shreekantmishra520 Bhai iska koi solutions Mila kya
Agr jameen ke khotoni me pita ka alag ho or Adhar card school leaving certificate me pita ka nam alag ho gya to kya dikkat aayegi sir ya nhi
Thanks you sir nice information sir
प्रातः चरण वन्दन सरजी..💐🙏
शुभ आशीर्वाद
@@Ajaysirji sir please btayiye ki father's name main space h toh koi problm h
@@Ajaysirji sir 10th की मार्कशीट में मदर के नाम में सरनेम देवी हैं जबकि 12th और bcom की में bhardwaj क्या कोई प्रॉब्लम हो सकती हैं
Sir, mere 10th or 12th k certificate me father name Mohan Lal Awasthi hai lekin baki Sare documents jaise graduation ki marksheet, B. Ed ki marksheet , adhar card me mohan Awasthi h. Kya aage jake kisi govt. Job me muje dikkat ayegi?
Bilkul aaygi
Bhaiya aapne apko koi solution mila kya aapke documents ki problem ka
Bhai kya hua tumme sahi kese kraya btao please
Thanks sir I respect your suggestion
Thnks ❤❤sir ji
सर सभी डॉक्यूमेंट मे फादर नाम shyamlal है पर bed मे shyalal है कोई दिक्कत है plz uttar दे
13 saal purane matric certificate me parents ka naam thik ho sakta h kya??? Agar ha to kaise?
कॉलेज से फारवर्ड करा कर बोर्ड कार्यालय में भेजना होगा
Correction ke liye kon kon sa document le jana padega hme🙏🙏🙏
Aapka background mast hau 😅😅😅😂😂😂🎉
Thanks ❤️
Sir waise 10th ke marksheet me ahar kuchh galtii ho jaise date of birth ya name usake liye sab documents ho aur sir agr time 2015 ka hoto 2021 me sahiii ho skta haiii ya usake liye bhiii koi rule hotaah haiii pls sir eske baare me baatye
Thank you so much sir ☺️
Mere father ke name Raj kumar Ram hai saare certificate me lekin meri galti se uinter me Late Rajkumar Ram ho gya, iska solution hoga, janki matric, B. A, M. A , B. Ed, aadhar card pan card sab me Raj kumar Ram hai, Bas inter me galti ho gya kya solution, please Reply...
Sir mera d.l.ed ke mark aur provisional certificate main date of birth 15/07 ke jagah par 14 /07 ho gaya h solution bataiye plz
In my class 10 marksheet my father's name is written as Sunil Kumar Agrawal and in my class 12 marksheet my father's name is written as Sunil Agarwal do it will create problems for me in document verification for government jobs .Sir please reply 🙏🙏
Meri problem bhi same hai addar card par father name munendra Kumar Singh hai aur class 10 admit card mai munedra Singh hai school wale mujhey sunn hii नहीं rahey hai kya karu .
Jii dikkat ho jaayegi
Bhai same problem h mara
@@santoshchouhan6674 kaha se ho bhai
@@waseemkhan6952MP Se hu bhai aap kaha se ho
Thankyou sir ji🙏🙏
Sir matric ke sabhi documents me Student ke naam me space nhi h toh ky correction karwana hoga ky plz reply dijiy sir
Sir! CTET certificate me mera name only SHIVA aaya hai lekin High school certificate me KM SHIVA hai to sir ye teacher vacancy ke liye valid hai ya nhi.please sir jarur reply de
Sir jruri msg reply nhi krege..kisi aur se suggestion lijie
@@shashisharma9023 ab to koi dikkat nahi dusri baar clear ho gya
Thanks sir
Best explaination👍👍👍
Sir ab aapki baat sun ke bdi rahat mili thank you sir ji papa ke name pe surname nahi tha pr name sahi hai 10th 12th clg ke results me same hi hai ab dikk nahi me tension me aa gya tha surname ni hai to dikkt hogi mujhe
सर मेरे पिता के नाम पारस नाथ गुप्ता है और मैट्रिक के सर्टिफिकेट में पारस प्रसाद गुप्ता हो गया है तो मुझे टीचर काउंसिलिंग में जाना है तो क्या समस्या होगी और उसका समस्या का हल कैसे करेंगे कृपया सुझाव दें
Apka problem solve hua???
12th or all documents me mera name SANJAY KUMAR RAM or Papa ka name RAMCHANDRA RAM hai yahi name right bhi hai sir ji
सर जी आपकी बात मुझे बहुत अच्छी लगी मैं आपसे एक रिक्वेस्ट करता हूं कि जिसके माता-पिता के नाम के आगे सरनेम हाई ही नहीं उसमें क्या कोई दिक्कत आ सकती है नौकरी करने में
No
Sir mera 10 ki marksheet me English me AREEFA name h or hindi me ARIFA h to Sir isse koi fark to nhi hoga. Please Sir bata dijiye.
Kyo ni hoga government job dikkat ayegi
Aage chalkar problem hoga
Esliye pahle thik krwa ligiye 🙂
धन्यवाद गुरुवर।
Thanku so much sir
Sir meri mata ke naam 10th ki marksheet m devi hai or adhar card or baki document m devi nahi laga hai to kya yah galat hai kya govt job m dikkat aa sakti hai kya
Thanks for advice sir
Sir mere name ke aage kumari likh rha h aadhe document likh rha hai or mummy ke naam mai rani or aadhe document mai devi
Sir High school intermediate me NITU verma tha fir graduation me Neetu Verma fir adhhar card me Neetu verma tha to CTET ki marksheet me bhi Neetu verma h ab sir kya may CTET ki marksheet sudhar kru aur adhar card bhi high school k acording krwau please please btaye agr koi help hoske to
Aap thik krayi
Sir mere saare documents me father name hai "om prakash singh" Hai, lekin 10, 11 or 12 ke marksheet me father name hai "om parkash singh" Hai.
Plz suggest me best idea...
Aapne change krwaya kya
@@aanchalkumari8067 abhi nhi krwaya hai.
Maine sunna hai ki agar hum ek affidavit bnwa le ki dono naam ek hi hai to bhi thik rehta hai.
@@TechzGyan ya right tq for your reply
Sir mere papa ka name govind hai hamari marksheet par govind prasad
SANJEEEV krdiya tha tripe e mere father's name m 10 th me Sanjeev ke jagah affidavit ke alawa to koi upay bhi nhi
Sir mera 10th aur 12th me nam kishan and father name viraju but graduation me kishan Rajbhar aur Father name Viraju Rajbhar ho gya hai kya muje future me koi problem hoga plz sir reply kijiye🙏🏻🥺
th-cam.com/video/gaTQCiF6L2g/w-d-xo.html
Plzzz reply sir mera document verification h december m so plzzz reply as soon as possible
Bhai document verification kaisa rha kuch problem aya kya? Mai v same situation m hu pls help
Ky prblm tha bhai koi prblm hua
सर इंटर , बी ए फाइनल , बीएड में मेरे पिता के नाम,श्याम देव हैं जो कि गलत है, जबकि श्यामदेव होना चाहिए , बस स्पेस हो गया है
mera bhi SHISHU PAL
Mera BHI same problem hai kuchh pata chala
Same problems ramakant se Rama Kant ho gya..
No problem for this
Mera bhi same problem hai 10th me RamLal 12th me Ram lal father name me space ho Lekin father ke documents me Ram Lal hi hai mere baki official I'd me RamLal hai sir affidavit se kaam ho jayega kya
Mera graduation me father or mother name short me hai R.K.Verma.....baki me full name Ravindra Kumar Verma hai ...aise hi mother me bhi graduation me...plz batao sanshodhan ka chance milega ???.....plzzz reply sir 🙏🙏🙏🙏
Mera bhi sameproblem hai
Marksheet mei K P Tiwari likhwa diya hu koi aur adhar.mei full hai
Pls kuch batai ki kya kru
@@ayushtiwari9305 bhai adhar correction kar ligiye marksheet ke hisab se
Iska Kya answer Mila.. Same problem here
Sir class 12 ki marksheet me yadav ki jagah ydav ho gya hai toh air document varification me koi problem nhi n hogi sir please help me 🙏🙏🙏
My mother name in 10 marksheet is NEELU DEVI But in 12 marksheet NILU DEVI and in aadhar card NILU DEVI. Koi Problem hoga sir isse
Same problem
Sir in my 10th and 12th marksheet my mother name is Chandra Kala Devi
But my mother actual name is Chandrakala Devi without space
There is only space problem
Will I have to make affidavit
Or to fill the name according to marksheet in upcoming government job
Plz reply sir🙏🙏🙏🙏
Same problem mere sath he..
Iska kya solution nikla he..
@@sunilfunnymemes123 Yes
Aap apne form fill karte samay wo hi naam daale jo marksheet me hai
Koi problem nahi hogi
Yahi dikkat mere me he
@@haritiwari3991 but my problem is solved now😀
@@vasudhakumari2399 mere high school ki marksheet me pitaji ka nam Rajkumar he par inter ki marksheet me Raj Kumar he .. ap bata sakte ho apki problem kese solve hui
Sir hamare B.ed.ki marksheet PRITHVI RAJ hona chahiye tha lekin space nahi hai.kya dikkat ho sakti hai.
Mera bhi 10th documents me space nhi hai bhai kuch pta chla change karna chahiye ya nhi
Sir matric certificate me father's name SURESH PRASAD SING or baki saare documents me SURESH PRASAD SINGH. Kewal surname SINGH me (H) missing hai matric certificate pe. Sir dv time koi problem hogi ??
Dhanyawad bhaiya 🙏
Sir mera 10th me km Poonam kamal h aur graduation me sirf Poonam kamal h to kya kre
Sister Mera yahi problem hai
Hallo sir.. Mere father ka name me thoda sa creation h jese father ka name h PRITAM or marksheet me PRITAN to isme koi pareshani wali bat to ni h.. Please tell me..
संशोधन कराना होगा
Thank you so much sir ji batane ke liye 🙏🙏🙏🙏
12th result me meri mummy ka nam glt ho gya h to ky hum graduation me admission le skte h koi problem to nhi hoga na ?
Sir gratuation marksheet me correction ke bad kya marksheet number change ho jata hai ya same hi rahta hai ...?🙏
Sir mera cast certificate me mother ke name me mistake h tu kya kre
Sir agr adhar card Or marksheet dono main ram prshad yadav krava liya ho toh koi problem toh nhi hai pls sir reply me
Thankyou sir 🙂
Sar Meriarkseet me many ke nam me galti huie many ka nam Parvati ha or usme srimati says ha
10th - Manoj kumar verma
Deled - Manoj kumar
Kya koi dikkat aayegi ya affidavit se kaam chal jayega??
Sir,matric marksheet and certificate main correction ke liye ( bihar board) kis address par जाएं?
Bhai correction hua apka kuy
Matric marksheet me father's name Bindeshwari pd Singh Inter me Bindeshwari Singh verification me parasani hoga sir
Hey plzz tell sir ne kya bataya problem hogi kya
Mera bhi yahi problem hai batao bhai kaise sudherega
Mera bhi
हाईस्कूल का प्रमाण पत्र और अंक पत्र में क्या अंतर h
Sir mine tehsil se naam father ka theek krwaya hai to theek ho kar naam yese aaya hai ajay kumar alias ajay rana sir army rally me chalegya kya sir reply😭😭😭
Sir mene b.ed kiya hai ..aur mere graduation tk ki marksheet mein (KM ANNU ) hai aur b.ed ki marksheet mein keval ANNU hai ...aur addhar Card mein bhi (ANNU )h to sir koi problem to nahi hogi ya sahi krale please sir reply?????????🙏🙏
Only my father surname is different in my adhar card..but actual name is perfect similar to my documents
Is there any problem when i apply for the gvt. Job
No
Yes you may face a problem and the best solution for it you should get it corrected.
Sir my father's name in virender Singh Rawat in my 10+12 documents and virender Rawat in my adhar and graduation documents. Sir please tell me what should I do ???? Please help
Apne ky kra meri bhi yh problm h btaiye
same problm
Thank you sir for this video
Thank you sir
Sir mera class 8th me he papa ka name me galti ho gaya tha. Jis Karan class 9th or 10th me bhi galti ho gaya ha. Aur abhi sudharna Chahte Hain. To headSir bol raha Nahin hoga to kya kara. ❤️😊
Sir meri help kare
10 me father name - kallusaini
12 me father name - kallu saini
Sir name ke beech me gap nahi hai
To kya problem hogi
No problem
Thankyou sir
@@Ajaysirji sir marksheet m sansodhn krvya h board se a gyi h usme photo njj ayi h plz btye usse koi dikkt to nhj ayegi
Sir mera CTET ki marksheet me name ke aage Km lgwana hai please bataiye kaise correction hoga
sir, mera high school ki admit main fathers name RABINDER hain h.s , degree , aur sabhi doc main ROBINDER hain abhi mujhe IV grade post k liye kaun sa name form main var sakta hain Plz reply
Sir agar papa ki name me mummy ka nam aur mummy ke nam me papa na from me glti se bhr diyaa gya hai to kya kre btaiye sir 🙏17. 10.2021 ko exam hai mera
Kindly suggest the way, how to correct the name of parents in mark sheet and certificat.
Sir jis student ka marksheet me photo change hai to vo student kya kkarega 2020 me inter pass hai .
Sir 10 th marksheet mai father name. Satyanarayan prashd hai our 12 mai father name. Satyanarayan prashad hai to kya problem aayega ya chal jayega
Same problem.
Thank you sir jee.
मेरे 10th में नाम के आगे Md लगा हुआ है और बाक़ी इंटर ग्रेजुएशन सभी में नाम के आगे Mohammad लगा हुआ है तो क्या मुझे डॉक्यूमेंट वेरिफिकेशन में कोई दिक़्क़त आ सकती है कृपया कर बताये
English me toh mera naam thik h
lekin punjabi me ik document me ਅਯੂਸ਼ ki jagah ਆਯੂਸ਼ likha h , iska toh koi chakkar nhi?
Sir ji meri b.sc ki degree me papa ke naam me सग़ीर के स्थान पर सागीर aa gya hai isse counsling ke time problem hogi ?
तहसील से एक एफिडेविट बनवा लीजिएगा
@@Ajaysirji सर हाई स्कूल में सर्टिफिकेट में पापा का नाम में ओम प्रकाश गुप्ता है और मम्मी के नाम में आरती गुप्ता है जोकि सही है मगर इंटरमीडिएट में गलत आ गया मम्मी पापा के नाम में इंटरमीडिएट के certificate में केवल ओम प्रकाश और आरती गुप्ता के बजाय आरती देवी कर दिया , फ़िर मैंने इंटरमीडिएट सर्टिफिकेट में संशोधन कर सही करवा लिया मम्मी पापा के नाम में और सही बनकर सर्टिफिकेट मुझे मिल भी गया ,,,लेकिन दिक्कत यह है अब जब मै नेट पर चेक कर रहा हूं वहा पुराना शो हो रहा है ,,, कृपया कर उचित मार्गदर्शन करें।।
@@ChandraguptaUNR Bhai plz reply me mere shath bhi kuch aisa hi h reply me
@@santoshchouhan6674 kya hua bhai
@IAS LIFE what is msrshal
Sir matric me mera name Kumari Sweta Singh hai, par inter se Sweta Singh ho gya M. A tak. Mai kisi bhi form me apna name kya liku
Thik hua name aapka
Mera 10th me PIYUSH BHARATI 12th or graduation me PIYUSH BHARTI .hai A ka different hai..kya koi problem bhi hoga ...DV me ..ya affavidit banwane lene se koi problem bhi hoga kya..
Sir 2009 ki marksheet mai father ke naam mai ek alphabet extra hogya hai toh usko kese change kre
Same problem....
Bhai problem ho gaya kya college admission me
@@roastious2595 No problem toh nii hai bus in government job m koi problem na ho jaye isliye, change change Krna h
@@SumitKumar-cy6xb bro apni insta id bhejta baat karni hai
Sir mere High school ke registration me mera nam Devendra Singh Chouhan hai papa ka nam keval Chitraket hai to is se koi issue to nhi hoga plz reply sir 🙏🙏
Nhi
Adooram Aduram सही कोनसा है
अगर अभ्यर्थी के इंग्लिश के नाम बिल्कुल सही हो और हिंदी मे केवल बड़ी छोटी की मात्रा का त्रुटि हो तो वेरिफिकेशन के समय दिक्कत आएगी
मेरा भी यही हैं भाई
Humara bhi yaar
Same
@@chorbhai94 Mera bhi
Mera bhi yehi hai
Agra domicile me veerbala k jga beerbala ho gya hai to minor mistake hai ya change krana hoga
Sir mere father ka name Yashpal h hrr document me prr meri dono marksheet me Yeshpal h A ki jagah E h kya kisi document verification me koi problem hogi🙏
Mere bhi same problem
Meri me same
Sir mere 10th ki marksheet n B. Ed ki marksheet m father surname glt h baki sb m thk h toh problem hogi?
Hlw sir mere mummy ka name pranati sahani hai aur mere matric se lekar graduate tk ke har documents mei poonati sahani hai to kya koi dikkat hoga plz sir btayea
H bhai mere me bhi aisa hi h
@@shivamuniquevloger8737 kuchh nhi hoga bhaiya sab me ak jaise hai to
@@shivamuniquevloger8737 mere bhi Papa ka spelling mistake hai
Sir mera 10th 12th k results me mere father ka name budheshwar hai or mere adhar card pen card me buddheshwar hai jo ki sahi h isme job me kuch problem ho sakta hai kya sir please fast reply dijiye🙏🙏🙏
Sir , mere educational documents mai papa ka name M K SHARMA hai par mere aadhar par hai MUKESH KUMAR SHARMA toh isse koi pareshani toh nhi hogi
Mere bhi yhi problem h..10th 12th m initial aur graduation m full name ...please help
Sir mera address ke spelling me 'v' ki jagah 'w' ho gaya hai kya mujhe future me isase problem hogi ?
please help me 😭😭😭😭😭
2 galti hai mere me ..
10th me ...f= Hans raj singh
12th me f= Hansraj singh
10th me ... gayatri Devi
12th me...gaytre Devi
afidavit se kam chl jyega ya crrection krvana hoga
Bhai same problem mere ko hua hai
@@iasloversukhuuu6590 Ias me koi problem nhi hogi bhai
Keahe naam thik kere mother ka
Meri bhi esi problem hai
Tumhari problem solve hui?
Sir
मुझे ये बता दो की B ed की सभी सेमेस्टर की मार्कशीट आवश्यक है या *केवल फाइनल marksheet
UP प्राइमरी teacher 2022 के document वेरिफिकेशन में
क्योंकि मेरे पास सभी sem की मार्कशीट नही है final की है
Plz reply
Sab
@@Ajaysirji ok sir
Sir mere 10 ki marksheet me KM lga h aur BA me nhi lga h to kya koi dikkat h pls btay
Plz is ques ka ans dijiye sir
Sir 10vi me neraj kumari meena h or 12vi b.a b.ed me neraj meena hi h to kiya 10vi me cheng ho sakta h ki
right name jagdish parsad or marksit me JAGAISH RASAD to fir kya kru sir
संशोधन
@@Ajaysirji sir Mene marksheet Shi kryi h bs thodi c miske thi Sarita ki jgh shrita tha Shi hoke a gyi h board se lekin net p Abbi bi shrita h to isse koi dikkt to nhj hogi plz btye
Sir maine iti apprentice ke liye documents verification ke liye Diya hai to addhar me or mark memo par aalag nam hi jaiseki (KHAJAMIYA). Or dusara nam ye hi (khajyamiya ) hi. Isme kohi mistake to nahin hogi si plz bataoo
No
Sir ji mughe apni intermediate mein apne dather ke nam mein correction karna hai tho kya process hai.
जिस स्कूल से इंटर किए हैं वहां से संपर्क कीजिए सलूशन मिल जाएगा
@@Ajaysirji ms likha h nam ke pahle usko Cheng kese kre...
Sir mother name high school me SAVEENA BEGAM aur polytechnic me SAVEENA BEGAM hai
Sir agr cast certificate me me thoda mistek ho to spelling me
चल जाएगा
Sir mere hi name me h to chal jaiyega na
सर हमारे 12th की मार्कशीट में पहले नाम में दिक्कत थी अब सुधार हुआ है लेकिन द्वितीय प्रतिलिपि मिली है तो जॉब लगने में कोई दिक्कत तो नहीं होगी
सर मेरा नाम सही है but मेरा Papa के नाम me K ki jagah Q hai kiya hoga sir please reply
Same
Sir mera matric se lekar graduation
Tak ke all certificate me mother name me SABITA DEVI likha hua h
But meri mother ke aadhar card, Voter Id & Pan card me SAVITA DEVI likha hua h
To usse koi problem hoga kya mujhe future me ?
समस्या नहीं होनी चाहिए
@@Ajaysirji
Thanku sir
Sir mara 10th marksheet m Amitkumar name h par Aadhar card m Amit Kumar m gap h koe problem to Nahi h sir ji
Sir mere papa k adhar me name junaid ansari h but mere 10th nd 12th ki marksheet me junnaid ansari h
आपके सभी डॉक्यूमेंट में एक ही अर्थात सामान स्पेलिंग होनी चाहिए आपके पापा के आधार में थोड़ा स्पेलिंग अलग है तो उस से समस्या नहीं आएगी
मेरे 10th 12th की मार्कशीट में मां का नाम Sheela Yadav है,
BA में Sheela Devi हो गया है।
नौकरी मिलने के बाद कोई दिक्कत होगी ?
Sir mere sabhi documents me YADAV RAMESH hai par bed ke marksheet mein RAMESH YADAV hai
Sir Plz reply
पापा के नाम में बीच में स्पेश आ गया है
10 की में shi h
No problem
Mere father's name me B ed me chandra shekhar ho gya hai baki me chandrashekhar hai koi problem to nahi hogi please sir reply
Sir mai 2013 me 10th pas hu mere papa ka nam me a speling galat to sudhar ho jayega
@@Ajaysirji sir mere adhar pan, cast certificate me papa ka name lal bahadur hai lekin mere10,12,ccc graduation me lal bahadur yadav hai papa ke document me bhi only lal bahadur hai to mai up lekhpal ke dv me problem ho sakti hai kya please tell me sir
mera high school me km hemlata tiwari or inter me km hemlata tiwari hai kya kru sr btaye
Marksheet sudharne ke bad certificate number basal jata hai ya wohi rahta hai
Sir land document may name change ho jayga kya ❤️