Who is Abbas ? Abbas _ The Captain Abbas _ The Commander Abbas _ The Brave Abbas _ The Strong warrior Abbas _ The Alamdar Abbas _ The Gaurdian of Bibi zainab Abbas _ The King of loyalty Abbas _ The sakina,s Hope Abbas _ The son of Lion of God Abbas _ The son of um ul baneen Abbas _ The Brother of Imam Hussain. Abbas _ The moon of Bani Hasim Only maula Abbas ❤️❤️
The captain The hero The brave man The loyal person The strongest personality The brother of imame Hussain pak The true Muslim The honest man The man of power
Abbas.(3) Kis sher ki aamad hai ke rann kaanp raha hai Rann ek taraf, charkhe kohan kaanp raha hai Rustam ka badan zere kafan kaanp raha hai Har qasr salateen e zaman kaanp raha hai Shamsheer bakaf dekh ke haider ke pisar ko Jibreel larazte hai samete huwe par ko Sher e ali ki aamad hai ye.(2) Aate hai darya pe alamdaar Lashkar mein badi dhoom hai.(3) Aate hai darya pe alamdaar Lashkar mein badi dhoom hai.(3) Jab chala mashko alam lekar wo saqqa e haram Tha ali jaisa hi alamdaar ka jaaho hasham Keh utha darya.YaAbbas.(4) Keh utha darya iske paas haider ka alam.(2) Chhod de sahil ko pehre daar Al amaa'n ka shor uttha yak ba yak maidan mein Yun laga ke gir hi jayega falak maidan mein Maut ka naara.YaAbbas.(4) Maut ka naara ye gunja door tak maidan mein.(2) Aagaye kya haider e qarraar Tegh se likhega ye jarraar qissa maut ka Ek pal tootega na aada se rishta maut ka Hai faras tera.YaAbbas.(4) Hai faras tera sare maidaa'n farishta maut ka.(2) Aaj tu hai bar sare paikaar Har qadam rahwaar ke hamraah chalti hai qaza Hai dhamak aisi larazta hai ye dashte nainawa Ab teri talwaar... YaAbbas.(4) Ab teri talwaar se paani piyegi alqama.(2) Aye khudai fauj ke salaar Zulf hai toole shabe me'raaj ki tasweer si Hai jabeen e naaz kohetoor ki tanweer si Hai teri nazro mein... YaAbbas.(4) Hai teri nazro mein tezi haideri shamsheer si.(2) Aa teri aamad ki aye jarraar Shimr ke jab saamne aaya ali ka laadla Ghayz aaya aasteeno ko ulat kar ye kaha Kya kya lade hai khaibar o badr o tabook mein Ye haath pyaas mein na ruke hai na bhook mein Shohrat hai apni jood o sakha ki mulook mein Hatim se bhi sakhi hai sewa hum sulook mein Bigde hai jab to khoon ke darya bahaye hai Sar dediya hai baat pe jis waqt aaye hai Jung aazma hai saff shikan o qal ageer hai Haibat mein, dabdabe mein, adeemun nazeer hai Duniya ke baadshah hai garde sareer hai Is auj par husain ke darr ke faqeer hai Rutbe pe faqr hai, na shaja'at pe naaz hai Gar hai to bus ghulami e hazrat pe naaz hai Tab shimr ne kaha, ke fasahat se kya husool Bay'at unhe, to sulho hame bhi nahi qubool Ghaazi pukara, O najis o murtad o jahool Lijo na mu se naame jigar gosha e batool Samjha hai kya imam e iraq o hejaaz ko Kutti se khaich lunga zabane daraaz ko Tu kya hai aur kya hai tera wo ameer e shaam Karte hai baadshaah kahin bay'at e ghulaam Tu bhi namak haraam hai, wo bhi namak haraam O be adab! Yazeed kuja aur kuja imaam Dozakh se door rehte hai sakin bahisht ke Kaaba kabhi jhuka nahi aage kanisht ke Sunte hi us sher ki lalkaar. Lashkar mein badi dhoom hai.(3) Masroof the jehaad mein abbas e bawafa Nagaah aayi khaime ke deodi se ye sadaa Kya ab sakina pyaasi hi mar jaye ae chacha Kab tak ladoge fauj se bus ho chuki wegha Sukhe huwe labo'n pe, meri jaan aayi hai Ae noore chashme saaqiye kausar duhai hai Al qissa pohcha sahil e darya pe bawafa Aada se darya cheen ke mashkiza bhar liya Mashko alam sambhal ke khaime ka rukh kiya Barse wo teer mashk chidi aur alam gira Paani na pohcha pyaaso ko aye waaye alqama Baazu kata ke sher bhi darya pe sogaya Aye mazhar o farhan qayamat hui bapa Haatho'n se kamar thaam ke aaye shahe huda Bhai ko zakhmi dekh ke nauha yahi kiya Abbaaasss Kya hai ke aankh band kiye ho haya se tum Kya kuch khafa ho sibte rasool e khuda se tum Aksar, aksar hame bachate the loo se, hawa se tum Ham hath gaye hai gard to jhaado qaba se tum Hai dopahar ka waqt, baradar pe dhoop hai Arey saaya karo alam ka mere sar pe dhoop hai Mere sar pe dhoop hai Mere sar pe dhoop hai
I know Im randomly asking but does any of you know of a method to log back into an instagram account? I somehow lost my login password. I love any tips you can offer me.
Is noha mein aap ka baat karne ka style bohat ziyada Acha Hai❤ main sadqe AAP ke attitude and voice par 😘 Sir Farhan Ali Waris ⭐ Aneela Batool mohammed 🌹
امام حسین کے بہادر کمانڈر کی شہادت کا بیان اختصار کے ساتھ درجے ذیل ہے:... پھر عباس ہیں۔ عباس، حسین کے سوتیلے بھائی تھے۔ وہ زره بکتر پہنے ہوئے تھے اور ان کے سر پر لوہے سے بنا جنگی خود سختی سے ٹکا ہوا تھا۔ اس آہنی کلاه پر بگلے کے پروں کا اونچا طرہ سجایا گیا تھا جو جری اور بہادر جنگجوئوں کا امتیاز سمجھا جاتا تھا۔ حسین کی خیمہ بستی میں پینے کے لیے ایک بوند پانی نہیں بچا تھا۔ چھوٹے بچے پیاس سے بلبلا رہے تھے، روتے تھے اور عورتوں کے لیے انہیں سنبھالنا مشکل ہو گیا تھا۔ عباس یہ دیکھ کر سخت آورده ہوئے اور پوری طرح مسلح ہو کر بکری کی کھال کا کوزه اٹھائے باہر نکلے اور دشمن کی صفوں میں سے راستہ بناتے ہوئے دریا کے کنارے پہنچ گئے۔ مشکیزے میں پانی بھرا اور واپسی کی راہ لی مگر راستے میں گھات لگا کر دھر لیے گئے۔ وہ تنہا تھے اور مقابلے پر بیسیوں فوجی کھڑے تھے۔ وہ دیر تک دیدہ دلیری سے لڑتے رہے، کئی زخم کھائے اور آخر کار ان کا وہ بازو کٹ گیا، جس سے تلوار چلاتے تھے۔ یہاں پہنچ کر کہا جاتا ہے کہ کٹے ہوئے بازو سے خون کا فوارہ چھوٹ رہا تھا مگر عباس دشمنوں کی طرف دیکھ کر ہنس پڑے۔ قہقہہ لگایا اور کہا، اسی لیے اللہ نے ہمارے دو بازو پیدا کیے ہیں ۔ جو ہاتھ سلامت تھا، اس میں تلوار تھامی اور پھر سے لڑائی میں جت گئے۔ پانی کا مشکیزہ سینے سے لگائے، مشکیزے کا منہ دانتوں میں دبا کر تھام کر لڑتے رہے۔ جلد ہی دوسرا بازو بھی کاٹ دیا گیا اور اب دنیا کی کوئی طاقت انہیں مرنے سے نہیں بچا سکتی تھی۔ وہ تلوار جو ان کے سینے میں گھونپی گئی، وہ پہلے پانی کے مشکیزے میں آر پار ہوئی۔ عباس کے سینے سے خون کا فوارہ پھوٹ پڑا اور پانی کے ساتھ مل کر زمین پر کافی دیر بہتا رہا اور پھر ریت میں جذب ہو گیا۔ عباس کی لاش کے اردگرد چاروں طرف سرخی پھیل گئی۔
Apne Nana jaan ki tauheed k liye di huyee Qurbani Hazrat Hussain ki is Qaum-e-Islam par Ehsaan se kam nhi. Tut jate hain log Aksar Apno k Aise haal par Gardan kata diya unhone batil sawal par. Jo tuta nhi Wo Hussain hai. Jo jhuka nhi Wo Hussain hai. Tauheed-e-ilahi ka pasba Hussain hai. Qaum-e-hijaj ka jajba Hussain hai.
Who is Abbas ?
Abbas _ The Captain
Abbas _ The Commander
Abbas _ The Brave
Abbas _ The Strong warrior
Abbas _ The Alamdar
Abbas _ The Gaurdian of Bibi zainab
Abbas _ The King of loyalty
Abbas _ The sakina,s Hope
Abbas _ The son of Lion of God
Abbas _ The son of um ul baneen
Abbas _ The Brother of
Imam Hussain.
Abbas _ The moon of Bani Hasim
Only maula Abbas ❤️❤️
The captain
The hero
The brave man
The loyal person
The strongest personality
The brother of imame Hussain pak
The true Muslim
The honest man
The man of power
Mashallah bhai
Geo geo ❤
Khoon main bijli dorti ha Maula Ghazi a s ka ziker sun kay ... Masha Allah 💓 Maula salmat rakhein Syed badshah Apko
Masha Allah bhai allah ka sher Ali hai to Ali ka sher moulla Abbas hai fir kese Laskar me dum na ho haq moulla Abbas
Abbas.(3)
Kis sher ki aamad hai ke rann kaanp raha hai
Rann ek taraf, charkhe kohan kaanp raha hai
Rustam ka badan zere kafan kaanp raha hai
Har qasr salateen e zaman kaanp raha hai
Shamsheer bakaf dekh ke haider ke pisar ko
Jibreel larazte hai samete huwe par ko
Sher e ali ki aamad hai ye.(2)
Aate hai darya pe alamdaar
Lashkar mein badi dhoom hai.(3)
Aate hai darya pe alamdaar
Lashkar mein badi dhoom hai.(3)
Jab chala mashko alam lekar wo saqqa e haram
Tha ali jaisa hi alamdaar ka jaaho hasham
Keh utha darya.YaAbbas.(4)
Keh utha darya iske paas haider ka alam.(2)
Chhod de sahil ko pehre daar
Al amaa'n ka shor uttha yak ba yak maidan mein
Yun laga ke gir hi jayega falak maidan mein
Maut ka naara.YaAbbas.(4)
Maut ka naara ye gunja door tak maidan mein.(2)
Aagaye kya haider e qarraar
Tegh se likhega ye jarraar qissa maut ka
Ek pal tootega na aada se rishta maut ka
Hai faras tera.YaAbbas.(4)
Hai faras tera sare maidaa'n farishta maut ka.(2)
Aaj tu hai bar sare paikaar
Har qadam rahwaar ke hamraah chalti hai qaza
Hai dhamak aisi larazta hai ye dashte nainawa
Ab teri talwaar... YaAbbas.(4)
Ab teri talwaar se paani piyegi alqama.(2)
Aye khudai fauj ke salaar
Zulf hai toole shabe me'raaj ki tasweer si
Hai jabeen e naaz kohetoor ki tanweer si
Hai teri nazro mein... YaAbbas.(4)
Hai teri nazro mein tezi haideri shamsheer si.(2)
Aa teri aamad ki aye jarraar
Shimr ke jab saamne aaya ali ka laadla
Ghayz aaya aasteeno ko ulat kar ye kaha
Kya kya lade hai khaibar o badr o tabook mein
Ye haath pyaas mein na ruke hai na bhook mein
Shohrat hai apni jood o sakha ki mulook mein
Hatim se bhi sakhi hai sewa hum sulook mein
Bigde hai jab to khoon ke darya bahaye hai
Sar dediya hai baat pe jis waqt aaye hai
Jung aazma hai saff shikan o qal ageer hai
Haibat mein, dabdabe mein, adeemun nazeer hai
Duniya ke baadshah hai garde sareer hai
Is auj par husain ke darr ke faqeer hai
Rutbe pe faqr hai, na shaja'at pe naaz hai
Gar hai to bus ghulami e hazrat pe naaz hai
Tab shimr ne kaha, ke fasahat se kya husool
Bay'at unhe, to sulho hame bhi nahi qubool
Ghaazi pukara,
O najis o murtad o jahool
Lijo na mu se naame jigar gosha e batool
Samjha hai kya imam e iraq o hejaaz ko
Kutti se khaich lunga zabane daraaz ko
Tu kya hai aur kya hai tera wo ameer e shaam
Karte hai baadshaah kahin bay'at e ghulaam
Tu bhi namak haraam hai, wo bhi namak haraam
O be adab!
Yazeed kuja aur kuja imaam
Dozakh se door rehte hai sakin bahisht ke
Kaaba kabhi jhuka nahi aage kanisht ke
Sunte hi us sher ki lalkaar.
Lashkar mein badi dhoom hai.(3)
Masroof the jehaad mein abbas e bawafa
Nagaah aayi khaime ke deodi se ye sadaa
Kya ab sakina pyaasi hi mar jaye ae chacha
Kab tak ladoge fauj se bus ho chuki wegha
Sukhe huwe labo'n pe, meri jaan aayi hai
Ae noore chashme saaqiye kausar duhai hai
Al qissa pohcha sahil e darya pe bawafa
Aada se darya cheen ke mashkiza bhar liya
Mashko alam sambhal ke khaime ka rukh kiya
Barse wo teer mashk chidi aur alam gira
Paani na pohcha pyaaso ko aye waaye alqama
Baazu kata ke sher bhi darya pe sogaya
Aye mazhar o farhan qayamat hui bapa
Haatho'n se kamar thaam ke aaye shahe huda
Bhai ko zakhmi dekh ke nauha yahi kiya
Abbaaasss
Kya hai ke aankh band kiye ho haya se tum
Kya kuch khafa ho sibte rasool e khuda se tum
Aksar, aksar hame bachate the loo se, hawa se tum
Ham hath gaye hai gard to jhaado qaba se tum
Hai dopahar ka waqt, baradar pe dhoop hai
Arey saaya karo alam ka mere sar pe dhoop hai
Mere sar pe dhoop hai
Mere sar pe dhoop hai
Wooow thank you
Masha Allah moulla appko Khush rakhe
000
I know Im randomly asking but does any of you know of a method to log back into an instagram account?
I somehow lost my login password. I love any tips you can offer me.
@Victor Nickolas Instablaster ;)
Masha Allah bhai mere ankho
Me ansu as gaya hit noha
Lashkr mai bri doom h masshala kya noha prha mza agya qasam sy farhan bai mola apko slamt rakhy
Farhan bht dua ap k leye Mola A.s apko Hamisha khush or kamiyab rakhyn ameen sum ameen elahi Ameen
Yar kiya noha hai aisa noha pehly kabi ni suna mola salamat rakhy Farhan Ali waris Bhai ko💖💖
Allah apko Lambi Zindagi ata kry
Farhan Bhai I,m Biggest fain 😍
MaShALlAH mai be
Assalamualaikum vai Moula apki modat korega tera accha karam kliya masha Allah
Jazakallah Behad hi gamgeen kalan ko three kiya hai mazhar sb. Ne allah aap ko aur mazhar sb ko salamat rakhe
Molla salamat rakke ye noha muje bahut acha lgta h
Salamati 🎉❤
Mashallah great noha
Moulla sab ko karbala ke ziyarat naseeb kare ameen
Ameen sum ameen
Maahallah 👍👍Bhttt khoob Ya Abbaas A.S Ya Abbaas A.S Ya AbbaasA.S goosebums
Mashallah bhai aapki voice bahut pyari h aur sath mai josh bhi bahut zyada h
کیا بہترین شاعری ہے میر انیسؔ ؒ کی۔
سبحان اللہ
Hay Hay Mola Abbas
Mirza dabir ki likhi Hui hai Mir Anis ki nhi
مرزا دبیر کی ہے
Ya Abbas alamdar as 🙌
✋✋✋✋✋✋✋✋✋✋✋✋✋✋
Farhan Bhai Sajjad Mai Zainab Hun mery ser py rida koi nae noha parhy plzzz
ASSLAM O ALAIKA YA ABUL DAZAL YA MERE PEEER MOLA GHAZI ANNAS ALAMDAR YA SHEHANSHA E WAFA AS JJH MADAD HAQ
I get Goosebumps Everytime I listen to this noha❤️❤️
Mashallah
Mashallah Farhan Ali kitne Josh ke sath nauha padhte h ya abbbas
Me too
@@zarashah9196
❤❤❤❤❤❤❤❤🧡🧡🧡🧡
Haaye mere maula 😭🥺💔😢
Zindabad maula Salamat rakhe tmhe shabash padha bhi acha hai kalam bhi acha hai sab kuch acha hai shabash naarey haideri yaaa ali alehmussalaam
Salam ya hussian as
Labbaik ya hussian as 😭😭
Masha_Allah khoob brother FAW
Noha Cum Manqabat or duo, maaza aa gya
👍🌺👍🌺👍🌺👍🌺👍🌺👍
Salamat rhain abad rhain brother
Geheh
Slm ya Ghazi
Is noha mein aap ka baat karne ka style bohat ziyada Acha Hai❤ main sadqe AAP ke attitude and voice par 😘 Sir Farhan Ali Waris ⭐ Aneela Batool mohammed 🌹
MASHALLA Labike Ya Gazi Abbas a.s
Puarni jitni b ho jb b suno new lgti hai ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
SALAM YA ABBAS
Beshak Mera Murshid Abbas as Jesa koi nhy Bahadur juraat wala
MashAlha MashAlha ap kale mere pas ilfaz nhi hain Alha pak slamat rkhe Amèen💚💚💚💚💚💚💚💚
Kya baat hai Farhan bhai❤
Bohot mast hai ye noha 😘😘😘😘😘😘❤️❤️❤️❤️👌👌👌👌👌👌👌👌
love you frhan bahe
Mashallah mashallah farhan
laskarme badi dhoom hai aate hai dariya pe alamdaar
Allah Ap ko lambi umer day
Salam Ya Abbas 🙌🙌🙌🙌🙌💕💕💕💕💕
Love u❤️
Mashallah farhan ali waris noha mola abbas as⚘⚘⚘⚘🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Ya Abbas Alamdar a.s ❤❤❤❤❤
Labbaik yaa Abbas a.s
اسلام علیک یا ابا الفضل العباس ✨
اللھم صل على محمد و آل محمد و عجل فرجھم 🤲🏻✨
Farhan bhai aap purani videos kiun upload karte hn .
You are my favorite
Good bhai
Sahi kaha bhai
@Kaneez e Zahra s.a jaffri Matlab
@Kaneez e Zahra s.a jaffri Yes Sis Understand
Sailkm Farhan Ali Ali Wairs sir Kem ha Tmaaha sirkoharo
Bada hi jabardast noha aur bada hi jabardast joshila andaaz mashallah
Mashhallah allah apko aur bhi tarakki ata kre
MashaAllah.......
SubhanAllah.......
Salam Ya Ghazi Abbas A.S.......
Allah apko salamat rkhe......
Wallah Kiya attitude Hai😮 main sadqe 😘i love your attitude❤ Sir Farhan Ali Waris ⭐ Aneela Batool mohammed 🌹
First viewer
I love you Hussain
Farhan bhai mola ap ko salmat rak
Mashshallah farhan bhai stay home save lives project the NHS
Maula apko salamat rakhe. Salam ya hussain a.s
Masha allah geo farhan bhai
🏴🏴سلام۔عباس۔یا۔مولا،🏴🏴
Farhan bhai allah aapko salamat rakhe
My favorite Noha
Maula madad kijiye😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Labbaik ya Maula Ghazi Abul Fazil Abbas
Ya Abbas a.s
Mera peer qazi a
S
Masha Allah Subhanallah subhanallah slamt rahiye Murshad Loveeeeeeeeeee❤❤❤❤🌹🕊
SADQY🌹🙌😥
Labbaik Ya Mola Abbas Alamdar ibn Ali Abi Talib (A.S)
wah mashaallah kitne piyare words hai mere paas tareef karne ke liye koi lafz nahi ham sab husaino husain se piyar karte hain mashaallah❤❤💕💕
Mashaallah
Bht zbrdst Noha
Labbaik ya Abbas as😭😭
Hay Mola Abbas a.s 😭😭😭😭
Iltimas e dua
Mola Hussain (AS) abad kre apko
Mashallah farhan ali your voice is soooo nice
My apke beti aur bete ku dekhi. Mashallah bahut qubsurat hain..Nazre bad se bachaye.
Beta Hai hi Nhi Farhan Ali Waris ka ❓
Asaalam alikum moula Abbas💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖💖😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Mashallah
sayed ap ko hamei Zandgi Allah Pak dy
Sher e khuda ke sher hain mere mola abbas alamdar 🙏
Beshek😊😊😊
MASH ALLAH
Masha Allah geo syed farhanali waris brother ilahiameen
Lashkar mn bari dhoom hai
Salam Ya Abbas A.S😭😭😭
Hye Abbas A S😭😭😭
Masha Allah
امام حسین کے بہادر کمانڈر کی شہادت کا بیان اختصار کے ساتھ درجے ذیل ہے:...
پھر عباس ہیں۔ عباس، حسین کے سوتیلے بھائی تھے۔ وہ زره بکتر پہنے ہوئے تھے اور ان کے سر پر لوہے سے بنا جنگی خود سختی سے ٹکا ہوا تھا۔ اس آہنی کلاه پر بگلے کے پروں کا اونچا طرہ سجایا گیا تھا جو جری اور بہادر جنگجوئوں کا امتیاز سمجھا جاتا تھا۔ حسین کی خیمہ بستی میں پینے کے لیے ایک بوند پانی نہیں بچا تھا۔ چھوٹے بچے پیاس سے بلبلا رہے تھے، روتے تھے اور عورتوں کے لیے انہیں سنبھالنا مشکل ہو گیا تھا۔ عباس یہ دیکھ کر سخت آورده ہوئے اور پوری طرح مسلح ہو کر بکری کی کھال کا کوزه اٹھائے باہر نکلے اور دشمن کی صفوں میں سے راستہ بناتے ہوئے دریا کے کنارے پہنچ گئے۔ مشکیزے میں پانی بھرا اور واپسی کی راہ لی مگر راستے میں گھات لگا کر دھر لیے گئے۔ وہ تنہا تھے اور مقابلے پر بیسیوں فوجی کھڑے تھے۔ وہ دیر تک دیدہ دلیری سے لڑتے رہے، کئی زخم کھائے اور آخر کار ان کا وہ بازو کٹ گیا، جس سے تلوار چلاتے تھے۔ یہاں پہنچ کر کہا جاتا ہے کہ کٹے ہوئے بازو سے خون کا فوارہ چھوٹ رہا تھا مگر عباس دشمنوں کی طرف دیکھ کر ہنس پڑے۔ قہقہہ لگایا اور کہا، اسی لیے اللہ نے ہمارے دو بازو پیدا کیے ہیں ۔ جو ہاتھ سلامت تھا، اس میں تلوار تھامی اور پھر سے لڑائی میں جت گئے۔ پانی کا مشکیزہ سینے سے لگائے، مشکیزے کا منہ دانتوں میں دبا کر تھام کر لڑتے رہے۔ جلد ہی دوسرا بازو بھی کاٹ دیا گیا اور اب دنیا کی کوئی طاقت انہیں مرنے سے نہیں بچا سکتی تھی۔ وہ تلوار جو ان کے سینے میں گھونپی گئی، وہ پہلے پانی کے مشکیزے میں آر پار ہوئی۔ عباس کے سینے سے خون کا فوارہ پھوٹ پڑا اور پانی کے ساتھ مل کر زمین پر کافی دیر بہتا رہا اور پھر ریت میں جذب ہو گیا۔ عباس کی لاش کے اردگرد چاروں طرف سرخی پھیل گئی۔
Ya Abbas Ya Abbas
MASHALLAH
Apne Nana jaan ki tauheed k liye di huyee Qurbani Hazrat Hussain ki is Qaum-e-Islam par Ehsaan se kam nhi.
Tut jate hain log Aksar Apno k Aise haal par
Gardan kata diya unhone batil sawal par.
Jo tuta nhi Wo Hussain hai.
Jo jhuka nhi Wo Hussain hai.
Tauheed-e-ilahi ka pasba Hussain hai.
Qaum-e-hijaj ka jajba Hussain hai.
Masallah
Mashallah mashallah mashallah salamt rahein jio Haideri
MashAllah Mola Pak lambi Zindagi de
Salam ya ghazi
MashAllha 👌👌👌
Mola Abbas ki wfa ko salam
❤💚💜💙💛
kon kon farhan bhai ka fan hai
@Haq e Zahra.Layyah ok
@Haq e Zahra.Layyah kar diya bro
@Haq e Zahra.Layyah thanks brother
I
Mola as farhan waris ko salamat raky
Jahan hussainiat hai wahan yazeediat hai lanat yazeed py beshumar dislike karnay walon ka bhi yazeed say koi rishta zarur hai
You are right bro.
Salam ya molla ABBAS as jo molla ka nokar hai wo like kro aur unlike krny walay pr lanat be shummar
MashAllah
Thaks agar ap mola ko mantay hain to ya ali madad
Salaam ya hussain salaam ya ghazi
Farhan Bhi ap porana video dobara ap lod kio karte ho
Imagine the fear when they saw Hazrat Abbas (a.s.) Coming
SALAM YA ABBAS 🙌🙌🙌🙌🙌
Hayee mola abbas 💔😭😭
How many legends are still listening to this masterpiece in 2022?
MASHA ALLAH 💔