Main pehle se dekh chuka hun Samsung ki purane adaptor se jiska output 5v aur 0.5 Amp ka tha. Dekha jaye to khas disturbance nahi aya sirf itna ki MW me local station ko chhodkar doosre stations nahi aye sham ko bhi.
Lekin apne 1 Amp ka output wala adater lagaya to noise thoda jyada hai. Amp ka effect radio reception me padta hai, agar adaptor se hai. Lekin rechargeable battery ke liye rule alag hai. Amp kitna bhi ho noise nahi ayega.
vah sir, apne mera confusion dur kar diya, great job thanks sir 👍
You are welcome sir
very nice information sir ❤
@@Ramesh267-f6t thanks 🙏
Konsa radio sobsa bariye ha. Pls batayea.
एनालग रेडियो भी मिडियम शर्टवेव मे ऐसा होता है?
Power bank sa radio test kijiye or ak vlogs banaya jorur.
@@sumanmondal7550 th-cam.com/video/rbKff7V-VfA/w-d-xo.htmlsi=HKNYS2b4JkRk7ApR
Ye video maine already bana rakha hai sir
Main pehle se dekh chuka hun Samsung ki purane adaptor se jiska output 5v aur 0.5 Amp ka tha. Dekha jaye to khas disturbance nahi aya sirf itna ki MW me local station ko chhodkar doosre stations nahi aye sham ko bhi.
Thank you sir …
Lekin apne 1 Amp ka output wala adater lagaya to noise thoda jyada hai. Amp ka effect radio reception me padta hai, agar adaptor se hai. Lekin rechargeable battery ke liye rule alag hai. Amp kitna bhi ho noise nahi ayega.
@ I agree sir …