Women , Legal Rights After Divorce/Khula/Family Laws/Lawyers online/Advocate online/Qanoondan
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 25 ม.ค. 2025
- Subscribe The • TH-cam Channel And Press The • Bell Icon
WHATS APP # (VOICE RECORDING ONLY)
#0300-4262278
CHAIRMAN HUMAN RIGHTS COMMETTI LAHORE HIGH COURT BAR.
• TH-cam:
www.youtube.co....
• Facebook:
/ mianashrafasmi
• Instagram:
/ ashrafasmi92
• Twitter:
/ ashrafasmi92
#bureau,#laws,#pakistani #laws,#best #lawyer in #lahore,#best #family #lawyer,#best #civil #lawyer,#best #criminal #lawyer,#civil #lawyer
Very good lecture with authentic laws by Ashraf Asmi Advocate
All the points and confusions regarding the the family law are cleared in a detailed and artistic manner.
sir ap yh bata sakte k family cases jo hote os ki kitne fees lete lawyer aur kiya os fees ma execution b shamil hote......andaazan bata den k etne hote?????
Ap ke lecture new viklah ke liye bohat mufeed hain
Mashalla very nice 🥰🥰🥰🥰🥰
Gold kpro kelwa agr gift property ya makan hu to?
Sir agar shohar bila wajah rukhsati se pehlay hi tallaq dede aur nikah ko 8 mah guzar chukay hon to kia karen
Sir agar khanwand nay bv ka zaver sale kr k use kr lia ho or 20 sal ho gy hu zaver ke raseed b nh ho to zaver kasy hasil kia jay ga
Sir application kis court mn diyna hy plz kindly bitye
Sir union concil kia 2no ko aik sath bulati hai k sulah k liye try kar lo....
adalat nay tanseekh e nikkah ka case degree kar dia.... Or union concil kitnay time k baad bulati hai
Aoa,sir meri khula ho gai hai aor sb fasla mery hakh ma aya hai.ab jehz k liyhe mery x ne apeal ki hai to next kia procedur hai,aor mkara mera mehr b mjhe ni mila tha shadi k bad.
بہت افسوس ہوا مجھے اللہ پاک سلامت رکھے امین
Sir, mera aik swaal hai , ke builder agr extra charges maange , tou us ki complain kis se kren, aur kia remedy hasal hai? Thank you.
I answered in Whatsapps sir
court marriage ki or nikah nadra register bhi ho gaya phir 3 month baad agr biwi apni mrzi sy or pny parents ki mrzi sy khula ly leti hai or phir dusri shadi me us k maa baap nikah naamy me us ko knwara zahir kr k likhwaty hain to kia kbhi bhi pta nahi chly ga k ye aorat pehly bhi shadi shuda thi???
, jb k pehli shadi 3 months rahi or aorat ka B-form ya ID card bhi nahi bna hua sirf birth certificate bna hua hai
to kia dusri shadi me us ka kbhi... pta chly ga?
Sir ye uc 3 talak aik 7 k bad b bulati hay sulah k liye ????
Kia ap samjy hain k pakistan me aam aurat ka courts jana aur case file krna easy hy?aesa kanoon q nahi bnaya jata k aurat ko aik call pe ghar bethay facilty ho ..aurat k leay wohi khawari ,itni taraki krny k baawjood b,,,
bohut achi bat batai he aap ne
Agar larky ke tarf sa us ko gold ke kuch chezay milay shadi pa.....kia wo mil sakta ha
Sir agr husband kam he na karta ho to wo maintance kharacha kasay day ga is k lia koi rule ha?
khula ke kitne din bat tk aurat shoher ke pas wapus aaskti hai mtlb unka sulah 2 sal hogaye ho to hoskta h
Very nice
if mother left the baby after 1 hour of delivery than wife is liable to be custodian of minor ... please share your guideline and experience on this scenario
nice...kya wife kharchay ka case file kr sakte husband pr k shadi k baat job ni kr raha jaan kr k?????????
Sir agr koi husband wife ko zubani talaq day day...jab k us nay jo gold dia tha vo b us k pass hay kia kron...
Khada Ka wsta hy kuchh shuhar K b haak mne kuchh rahnay du aadltay Sahab jaab say khula Ka nazam Banaya Hy haar gharne mne fasad Ban Gaya Hy Allah Tala hamare aadaltu ku ur Saab ku haydaydh dhay aamen
Ameen
Sary laws mard/husband ko gunahgar manty hain.. agar mard/husband majbur hojai ya aurat/wife ussy itna majbur kardy ke talaaq deni pary mard ko toh phir ye laws kyun khuch nahi kehty... kia aisa possible nahi ke ek aurat aisi harkatien kary aur mard ko pareshan kary ke mard talaaq de dy phir bhi mard aurat ko idat puri hony tak kharchy uthai.. aur haq mahar bhi dy
Pakistan main 2 types hain kanoon ki.. Sharaee aur angrezee.. Pehly kanoon ko tou I saaf Dilaya jae.. Aurat yaha isi liay zalil ho k reh jaati. Mard divorce dy kar mukar jaagty aur Aurat ki apni famly usy.. Usi husband k sath rehny pe majboor karti.. Baaten karna aur samjana asaan hy..
Dear sir mari cozn Jo yateem hy oss ke husband ne mar peet ke ghar se nikal Diya or woo Hamel 4 month ka Hamel zieya kiya hy 3ree year ho giya na hi sulha kerta na hi naan nifka ditya hy beachy nhi hy apne adopted behn bahi ke pechy lag ke sahdeed tashudud kerta hy two time oss ne Hamel zieya kiya hy cause kiya howa hy but koi acha se insaf nhi mil sakta hy
اشرف عاصمی ایڈووکیٹ سے رابطہ کرنے کے لیے وٹس ایپ نمبر03004262278 پر اپنا سوال ریکارڈ کرکے بھیجیں
I
Sir.
Agar husband ne wife ko zubani talaq di ab wife adalat se decree bhi lena chahti hai...
Konsa dawa ho ga khula ka???
Jin aurato k sat ziati ho wahan tu smj aati jahan aurat ziati kr rhi ho wahan mard kia krey
Bachy b wo ly kharacha b hm den sb kch har trf se hm zaleel ho bs tu hamary liye kia ha....
I m from uk
اشرف عاصمی وٹس ایپ نمبر03004262278
Speed thori teaz kry apny bolny ki
Assalamualaikum
Can i get a call from this person asap
اشرف عاصمی وٹس ایپ نمبر03004262278
Aoa uncle mene divorce leni h
agr shoher talaaq na dy aur larki ko na bhi rakhna chahy to kya low hai
Darul Aman ... Mein rahy
Kia ap meri help kar skty hn
Ans kar dn plzz
Sir help me......
Send message on whatsapps 03004262278
Very nice
Thanks