Allah Taala aap ko khush rakhe aur aap aise hi gardening karte rahen plants ki hum dekhbhaal karte hainatoh woh bhi hum ko dua dete hai waise mai sir nahi ma'am hu 😄
Iska agr west bengal wala maal jo seeds se teyaar kiya jata he agr wo plant apko mil jaye to bahot achi baat he kyunki usme seeds bhi ate he Aur iska pink color bhi ata he flower isse bada hota he lekin pink itna bhar k blooming nahi karta..but wo bhi bahot khoobsurat hota he
I am not taking any care of this plant ..it's in the pot ..I just reported with river sand when I bought from nursery ..and I added little gobar mixed soil 1 inch in pot ..and given some support for holding the plant ..that's it ..I left it off..plant is doing awesome..now it's flowering..and and plant is grown very big and fast
Kahi kahi p may se sep tak Mere waha june se sep tak Plant kitna old he uspe depend he Agr ground mein he to uper jo month bataye he pure mahine blooming karta rehega
Isse dry soil pasand nahi he Agr soil dry ho gaya aur pani late diya to ussi din leaf brown ho jata he Moist soil bana k rakhiye lekin over watering mat kariye New basal shoots soil se ayega barsaat mein Dead brown branch barsaat mein mat remove kariyega warna die back ho jayega pura podha Barsaat wale mosam mein full day direct sunlight aur khula asmaan mein rakhiye
@@crissishiva धन्यवाद. आपने सही अनुमान लगाया है. मेरे काफि सरे रोज़ के पौधे भी है, उन्की सॉइल ड्राई करने के चक्कर मैं इस पौधे की भी सॉइल काफि ड्राई हुई रहती थी कुछ दिन से.
24 hrs ati he. Dhoop padne p bahot taiz mehak Raat ko halki Iska pink flower wala bhi ata he lekin usme bunches mein dhero nahi khilte lekin flower ka size isse bada
Meri city ka temp 48 he feel like 52 Aap zameen mein lagaiye ise fir koi dikkat nahi bhale kitni taiz garmi ho Ye zameen k liye best he Agr pot mein lagana he to 18 inch pot mein lagaiye ya drum mein lagaiye aur sirf 6 se 10 baje wali direct sunlight summer mein dijiye usk baad ki shade
@@crissishiva I have npk 19:19:19, vermi compost, Epson salt, bone meal and potassium humate powder. Konsi cheez dalu? 15×15 ke grow bag me lagi hai vine. Half day sunlight hi aati hai. Thank you for replying 🙏
@@anenlightenedmisfit6262 npk191919 ka spray kariye har 5v din sam ko Baki ki cheeze aap k paas nahi he Jo cheeze aapne batai he wo plant growth aur root development k liye he sirf, flowering k liye nahi
Kitna pyaara plant hai aap mujhe iski cutting bhej sakte ho maine aap ka Channel subscribe Kiya hai aur jo bhi tareeka batate ho usko follow karti hun mujhe bhi plants bhot passed hai plant ka jo bhi charge hoga mai pay karongi please reply zroor dijiye
Charges ki baat nahi he.. Cuttings ki bhi baat nahi he ..mere pass bahot baby plants he isk ..bus mere pass apko plants aur cuttings send karne k liye sadhan nahi he Aap agr ghar asakte ho to aap aiye aap ek plant ka isk 5 plants mujhse le lijiye mene bahot bana liye he iski cutting se Aur channel subscribe karne k liye mein apka sukirya karta hun❤
Mai mumbai mei rehti hun mai teen mahine se aap ke videos dekh rahi hun iss podhe ko dekhkar Mera dill khush hogyaa aisa laga ke bas ise mai choolon maine online bhi check Kiya mujhe nahi Mila aap ke rose plant bhi bahot pyare hai agar mumbai aap deliver krsakte toh bahot accha hota vaise aap kaha rented ho?
Mam delliver to main nahi kar paunga ..mein up se hun sitapur city se ..ye mera apna ghar he...yaha post office speed post ki suvidha achi nahi he.. Aap single petal wala white, baby pink,red buy kariye ye sabse jyada flowering deta hein...apko jaldi variety ka video dekhne ko milega jo sabse jyada flowering karta he pure saal
@@archanamulay8217 Thank u dear for ur reply but luckily haal hi mei mujhe yeh plant nursery me mill gayaa hai aur isski bahot acchi growth bhi ho rahi hai.
sir maine bhi ye plant lagaya January 2023 yani is sal lekin iska grow 2 feet se bhi kam hua hai flower bahut aayen hai pr growth nhi hua please solution bataye kaise growth hoga
@PintuKumar-xo3kj agr dimak he zameen mein to podha growth slow karega aur podha mar jayega Over watering agr karte arehe he yani daily pani zameen mein de rehe he issi bhi roots khrab ho jayngi aur podha growth nahi karega Baki aap photo send kariye kal
Mam baby plants grow ho rehe he march se achi growth pakdenge Aap wait kariye thoda Ya fir aap online bhi purchase kar sakti he abhi stock mein he Plantsworld Pot With Ranjai Live Plant, Green, Pot Size will be 4"to 5", 1 Piece www.amazon.in/dp/B074XBKR6D/ref=cm_sw_r_awdo_navT_g_03A4RKZW1RRXTGWMZQMQ
Sir 3 din ho Gaye hai, maine 15×15 inch k grow bag me laga Diya tha plant. Abhi Tak koi growth Nazar nhi ayi. Vine 2 foot lambi hai but tip se thodi toot gayi thi transit me. Ye mar to nhi jayegi? 😢
Sir online mangwaya hai maine ye plant. 300 ka mila. sir ye Pot me lagau ya land me? Sunlight kitni chahiye aur whiteflies to nhi attack karti? I just want to keep it as a permanent vine.
Zameen mein lagaiye jaha full day direct sunlight ho..aur ek joot ki rese daar rassi 3..4 jaruru se laga dijyega Taki ye rassi mein grip bana k faile Agr rassi ka support nahi milega to growth nahi karega 👇 Podha zameen mein lagane k liye👇 1ft chowda gadha 1ft gehra gadha khod k usme 500gram compost +1kg rice husk+zameen wali soil aaps mein mix kariye fir gadde mein bhar dijiye Aur pani gadde mein bhar dijiye Fir agle saam ko podha lagaiyega saam 6 baje Watering👇 Daily watering karni he soil dry hone p 2mahine k baad watering nahi karni he
@@crissishiva sir watering tip me thodi confusion hai. Daily watering karni hai, 2 mahine Tak? Uske baad band? Abhi to June July aane wala hai. Without watering plant mar to nhi jayega?
Watering 2mahine karni he Agr soil gili he to watering nahi karni he agle din karni he 2mahine mein achi khasi roots zameen mein chala jayega fir watering ki koi jaraut nahi Aur july se monsoon wese bhi aa jayega
@@kunal1608 don't be sad. Amazon se plant magwa lo. But 300 ka milega. Maine bhi magwaya hai, kal aayega. I'll update if plant condition is good or not. 🙏
Wow 👌
Thank you🙏❤🌿
Aap bhot lucky ho aap kaa itna pyaraa ghar aur plants hai
Means alot sir ..aapki duva rehe bus❤
@@crissishiva ji haa meri toh dua hai aa
Allah Taala aap ko khush rakhe aur aap aise hi gardening karte rahen plants ki hum dekhbhaal karte hainatoh woh bhi hum ko dua dete hai waise mai sir nahi ma'am hu 😄
Sukriya mam ❤
Beautiful
Thank you❤🌿🙏
Woww main jarur lungi Ye wala plant thnku sir 😊😊❤️
Iska agr west bengal wala maal jo seeds se teyaar kiya jata he agr wo plant apko mil jaye to bahot achi baat he kyunki usme seeds bhi ate he
Aur iska pink color bhi ata he flower isse bada hota he lekin pink itna bhar k blooming nahi karta..but wo bhi bahot khoobsurat hota he
@@crissishiva oh thnk u so much jo apne bola ha wohi lungi main thnk u so much sir 😊😊
V nice plant 👍
Thank you
Very nice 👌 information
Thank you.sir😻
सुक्रिया जी
I am not taking any care of this plant ..it's in the pot ..I just reported with river sand when I bought from nursery ..and I added little gobar mixed soil 1 inch in pot ..and given some support for holding the plant ..that's it ..I left it off..plant is doing awesome..now it's flowering..and and plant is grown very big and fast
Nice👍❤🌿
❤️👍👍🏻
👍
Mere pas bhi hai bhut khushbu hai ismai
Bhai phol kitne din tak rahte hai is per
Kahi kahi p may se sep tak
Mere waha june se sep tak
Plant kitna old he uspe depend he
Agr ground mein he to uper jo month bataye he pure mahine blooming karta rehega
@@GardeningwithRafeeq ye toh bhai khatam hi nahi hote lagatar flowers aate rehte hai
Iska pink wala bhi mein le aya parso👌 flower bada he isse mehak thodi kam he issk mukable
@@crissishiva iska pink toh abhi nahi aaya na hi delhi or na hi meerut
मेरे पास भी ये पौधा पॉट मैं लगा है, अभी फ्लॉवरींग होके कुछ दिन हो गये. पत्तिया सुखने लगी है निचे से. ये पौधा सुभे की धुप मै ही रखा है.
Isse dry soil pasand nahi he
Agr soil dry ho gaya aur pani late diya to ussi din leaf brown ho jata he
Moist soil bana k rakhiye lekin over watering mat kariye
New basal shoots soil se ayega barsaat mein
Dead brown branch barsaat mein mat remove kariyega warna die back ho jayega pura podha
Barsaat wale mosam mein full day direct sunlight aur khula asmaan mein rakhiye
@@crissishiva धन्यवाद. आपने सही अनुमान लगाया है. मेरे काफि सरे रोज़ के पौधे भी है, उन्की सॉइल ड्राई करने के चक्कर मैं इस पौधे की भी सॉइल काफि ड्राई हुई रहती थी कुछ दिन से.
Welcome
Bhai is ki khusbo rat ko hoti hai ya din ko
24 hrs ati he.
Dhoop padne p bahot taiz mehak
Raat ko halki
Iska pink flower wala bhi ata he lekin usme bunches mein dhero nahi khilte lekin flower ka size isse bada
@@crissishiva kya yeh plant 45c ki garmi bardash karlega mere city me garmi buhat ziada hoti
Meri city ka temp 48 he feel like 52
Aap zameen mein lagaiye ise fir koi dikkat nahi bhale kitni taiz garmi ho
Ye zameen k liye best he
Agr pot mein lagana he to 18 inch pot mein lagaiye ya drum mein lagaiye aur sirf 6 se 10 baje wali direct sunlight summer mein dijiye usk baad ki shade
Sir vine badi ho gayi hai but flowers nhi aa rhe. What to do?
Direct sunlight mein rakhiye
Npk00.00.50 dijiye pot k circle mein 2gram
Planofix agr he to ek baar spray kariye ya fir biovita x ka spray kariye
@@crissishiva I have npk 19:19:19, vermi compost, Epson salt, bone meal and potassium humate powder. Konsi cheez dalu? 15×15 ke grow bag me lagi hai vine. Half day sunlight hi aati hai.
Thank you for replying 🙏
@@anenlightenedmisfit6262 npk191919 ka spray kariye har 5v din sam ko
Baki ki cheeze aap k paas nahi he
Jo cheeze aapne batai he wo plant growth aur root development k liye he sirf, flowering k liye nahi
Sir ji is ki. Maximum height kitni hoti hai....
Aap kha se ho
Sitapur city,UP
Bro mere pas 1 jaga hai jaha per subha 8am se 1 pm tak sun ati hai. Full summer me . 39c feel like 41c . Kya is jaga oer survive karega?
Yes zameen mein lagaiye fir koi dikkat nahi
Flowering season?
July -sep
bahar lagaye to janwar cow bakri isko khati he kya
Kitna pyaara plant hai aap mujhe iski cutting bhej sakte ho maine aap ka Channel subscribe Kiya hai aur jo bhi tareeka batate ho usko follow karti hun mujhe bhi plants bhot passed hai plant ka jo bhi charge hoga mai pay karongi please reply zroor dijiye
Charges ki baat nahi he.. Cuttings ki bhi baat nahi he ..mere pass bahot baby plants he isk ..bus mere pass apko plants aur cuttings send karne k liye sadhan nahi he
Aap agr ghar asakte ho to aap aiye aap ek plant ka isk 5 plants mujhse le lijiye mene bahot bana liye he iski cutting se
Aur channel subscribe karne k liye mein apka sukirya karta hun❤
Mai mumbai mei rehti hun mai teen mahine se aap ke videos dekh rahi hun iss podhe ko dekhkar Mera dill khush hogyaa aisa laga ke bas ise mai choolon maine online bhi check Kiya mujhe nahi Mila aap ke rose plant bhi bahot pyare hai agar mumbai aap deliver krsakte toh bahot accha hota vaise aap kaha rented ho?
Mam delliver to main nahi kar paunga ..mein up se hun sitapur city se ..ye mera apna ghar he...yaha post office speed post ki suvidha achi nahi he..
Aap single petal wala white, baby pink,red buy kariye ye sabse jyada flowering deta hein...apko jaldi variety ka video dekhne ko milega jo sabse jyada flowering karta he pure saal
Pune me sari nursary me milata hai. Agar aap ka Pune aana hota hoga to mil jayega.
@@archanamulay8217 Thank u dear for ur reply but luckily haal hi mei mujhe yeh plant nursery me mill gayaa hai aur isski bahot acchi growth bhi ho rahi hai.
Ye aapnai baar diya mujhe pata nahi tha November sai iski growth ruk jaati hai yah mujhe nahin pata tha dormancy mein chala jata hai Thanku
Sorry bata diya
G sir winter ane p dheere dheere dormancy mein chala jata he march se fir se new shoots aur ankur soil se nikalne lagta he
mujhe bhi ek cutting send kar dijiye mai dellhi se hu
Mamm cutting iski march se july lag pati he abhi cutting ka seaaon iska off ho gya he... Video mein bhi mene bataya he
sir maine bhi ye plant lagaya January 2023 yani is sal lekin iska grow 2 feet se bhi kam hua hai flower bahut aayen hai pr growth nhi hua please solution bataye kaise growth hoga
Pot mein ya zameen mein ?
@@crissishiva Jamin main
@PintuKumar-xo3kj gadha aapne gehra khoda tha ? Compost mix kiya tha ?
@@crissishiva haan gobar diyaa tha gadhdha bhi gahra khoda tha
@PintuKumar-xo3kj agr dimak he zameen mein to podha growth slow karega aur podha mar jayega
Over watering agr karte arehe he yani daily pani zameen mein de rehe he issi bhi roots khrab ho jayngi aur podha growth nahi karega
Baki aap photo send kariye kal
Sir muje bhi iska chota sa plant courier kr dijiye plz ...🙏poore ghaziabad me goom chuke hu khi bhi nhi mila
Mam baby plants grow ho rehe he march se achi growth pakdenge
Aap wait kariye thoda
Ya fir aap online bhi purchase kar sakti he abhi stock mein he
Plantsworld Pot With Ranjai Live Plant, Green, Pot Size will be 4"to 5", 1 Piece www.amazon.in/dp/B074XBKR6D/ref=cm_sw_r_awdo_navT_g_03A4RKZW1RRXTGWMZQMQ
@@crissishiva tnkuu sir
Always Welcome
ये तो बेल होती है ना
Yes iska white aur pink ata he
Bhai g mere plant me growth nahi horaha . 8am se 1 pm sun me lagaya hai kya karon
Ground mein lagaya he ya pot mein ?
Red soil hta k lagaya tha ?
Sir 3 din ho Gaye hai, maine 15×15 inch k grow bag me laga Diya tha plant. Abhi Tak koi growth Nazar nhi ayi.
Vine 2 foot lambi hai but tip se thodi toot gayi thi transit me.
Ye mar to nhi jayegi? 😢
Kiss podhe ki baat kar rehe he ?
@@crissishivaclematis vine 🙄
2 mahine baad reply de rehe he aap
Flowering suru ho gayi hogi ?
Sir online mangwaya hai maine ye plant. 300 ka mila.
sir ye Pot me lagau ya land me? Sunlight kitni chahiye aur whiteflies to nhi attack karti?
I just want to keep it as a permanent vine.
Zameen mein lagaiye jaha full day direct sunlight ho..aur ek joot ki rese daar rassi 3..4 jaruru se laga dijyega
Taki ye rassi mein grip bana k faile
Agr rassi ka support nahi milega to growth nahi karega
👇
Podha zameen mein lagane k liye👇
1ft chowda gadha
1ft gehra gadha khod k usme 500gram compost +1kg rice husk+zameen wali soil aaps mein mix kariye fir gadde mein bhar dijiye
Aur pani gadde mein bhar dijiye
Fir agle saam ko podha lagaiyega saam 6 baje
Watering👇
Daily watering karni he soil dry hone p
2mahine k baad watering nahi karni he
@@crissishiva sir watering tip me thodi confusion hai.
Daily watering karni hai, 2 mahine Tak?
Uske baad band? Abhi to June July aane wala hai. Without watering plant mar to nhi jayega?
@@crissishiva btw, Thanks for these useful info 👍🙏
Watering 2mahine karni he
Agr soil gili he to watering nahi karni he agle din karni he
2mahine mein achi khasi roots zameen mein chala jayega fir watering ki koi jaraut nahi
Aur july se monsoon wese bhi aa jayega
@@crissishiva ok g thanks 👍👍🙏
Siva प्लीज इनकी cuttings या vines भेजो न मुझे।।। I'll pay the courier charges आपको प्लेज़ rply
No time for this
@@crissishiva 😔😔ok
@@kunal1608 don't be sad. Amazon se plant magwa lo. But 300 ka milega. Maine bhi magwaya hai, kal aayega. I'll update if plant condition is good or not. 🙏
@@anenlightenedmisfit6262 thank you so much ji ❤️me isliye mangvaya vine KYUKI khud se lagane ka maza aur hi hota hai... hai na 😀
Mene 80 Rs.ka liya tha
Okay