Hindustan ke Lucknow shahar me zafruliman nam ki anjuman hai aur wo bhi wasti sahab ke nahue padte hai wasti sahab ke bare me kuch information ho to share kare wo Lucknow se Pakistan gai the
Noha lyrics Ro ro ke poochtiN haiN Banoo Shah e zaman se Kadayal Jawan ka Laasha kis tarah laye rann se Sughra ne khat mein likkha Humshakl e Mustafa ko Kya yun bhi roothte hain bhai kahin bahen se Jhoola jo khali dekha, ro kar Sakeena boli Amma hamare Asghar ab tak na aaye rann se Bechain hai Sakeena aur saas rukk rahi hai Nannah gala shaqi ne bandha hai yun rasan se Qasim chale jo rann kokubra tadap ke boli Kis tarah sabr hoga eik raat ki dulhan ko Durrey na maar zalim Sajjad natawan ko Eik gul yehi hai baki Gulzar e Panjatan se Insaanyat ki duniya tadpi padi jo nawak Bachche ne muskura ke ugla lahoo dahen se Afsoos Shah ki maiyyat uriyaN padi hai rann mein Doono jahan ka malik Mahroom hai kafan se Mehman bula ke pyaasa Sibte Nabi ko mara Aise sulook koi karta hai bewatan se Darbaar mei pukara Beti ne jab tadap kar Rota hua Sare Shah oocha hua lagan se
Bht hi baeniya noha.😭😭
اللّٰہ درجات بلند کرے شہید صاحب کے
Ya Hussain😭😭😭😭😭😭
Aap salamat rahen ,,, Asad Agha.
🤲
Mashaallah Allah salamat rakhe
Hay hussain as
اللّهم صل على محمد وال محمد وعجل اللّهم فرجنا بفرجهم ياكريم..
تقبل اللّه.
Ya aHussain😢😢😢
Mashallah! Allah salamat rakhay.
Rehan Abbas
Jazak Allah.
Bahot baniya
Mashallah maula salamat rakkhe
Behtreen kalam
MashaAllah
I like this noha
Same to same 😥
QADEEMI NAUHA
ANJUMAN ZAFAR UL IMAAN
KALAAM : JANAB MARHOOM SHAYAR E AHLEBAIT SHAHEED SAHEB
Salamat raho
mashallah
Hindustan ke Lucknow shahar me zafruliman nam ki anjuman hai aur wo bhi wasti sahab ke nahue padte hai wasti sahab ke bare me kuch information ho to share kare wo Lucknow se Pakistan gai the
ANJUMAN ZAFAR UL IMAAN
SHAYAR SHAHEED SAHEB marhoom
ISS NAUHE KO SHAHEED SAHEB NE LIKHA THA UNKA POTA AB SHAHEEDI OFFICIAL SE CHANAL CHALA RAHE HAIN YOU TUBE PE
Noha lyrics
Ro ro ke poochtiN haiN Banoo Shah e zaman se Kadayal Jawan ka Laasha kis tarah laye rann se
Sughra ne khat mein likkha Humshakl e Mustafa ko Kya yun bhi roothte hain bhai kahin bahen se
Jhoola jo khali dekha, ro kar Sakeena boli Amma hamare Asghar ab tak na aaye rann se
Bechain hai Sakeena aur saas rukk rahi hai Nannah gala shaqi ne bandha hai yun rasan se
Qasim chale jo rann kokubra tadap ke boli Kis tarah sabr hoga eik raat ki dulhan ko
Durrey na maar zalim Sajjad natawan ko Eik gul yehi hai baki Gulzar e Panjatan se
Insaanyat ki duniya tadpi padi jo nawak Bachche ne muskura ke ugla lahoo dahen se
Afsoos Shah ki maiyyat uriyaN padi hai rann mein Doono jahan ka malik Mahroom hai kafan se
Mehman bula ke pyaasa Sibte Nabi ko mara Aise sulook koi karta hai bewatan se
Darbaar mei pukara Beti ne jab tadap kar Rota hua Sare Shah oocha hua lagan se
قدیم نوحے مگر رازی ہیں
😭😭😭😭😭
i love this nauha....
😢
❤️❤️❤️❤️😭
Bhai Contact num.... milne ki ummed h ?
Saltanat rao
Ap bhi