Sir kripya avagat karayen Bob world se account transfer request ke baad jab nayi branch me kyc documents dene ke baad jab passbook print hokar milti hai to kya account number change hoke milta hai ki purana hi rehta hai wahan
Bank of Baroda ka mujhe pata nahi lekin SBI me koi dikkat nahi hota hai, branch change karne par bhi payment aate rahta hai, IFSC change hone se bhi koi dikkat nahi hota hai
Bhai ek question hai,mai delhi se goverdhan shift hua hu to mujhe apna bank account transfer krana hai, lekin jab vo kyc ke lie documents mangege to mere adhar card me address Delhi ka hi hai kyuki goverdhan me abhi rent pe rehrha hu,to kya bank transfer hojaega ya koi aur procedure lgega?
Agr hm branch change kr lete hai to mera atm card apply hoga ya nhii qki jb mera first brachn me account tha usme atm card apply nhi hota tha to branch change krne se atm card apply hoga ya nhii plzz batna jrur
Dhanyvad sar ji mahatvpurnjankari dene ke liye
Thank you very much for valuable information. ..❤
Bhai chakia se to mai v hu maine to at random search kiya tm mil gye . 👍👍
👍
Bhai me bhi chakia se hu
Love 💕 from sakaldiha bazar full support bhai ☺️☺️ your video is very usefull
Thank you bhai 💝
30 days ke andr account holder ko jana jruri h ya uska koi guardian jake KYC kra skta h ?? Plz amswer
Oh man !!! Matty boy you had it in the last one man. 😂
agar message delete ho gya ho to Reference Number phir se kaha se mil sakta h? App ya Website par kahi milega?
Sir kripya avagat karayen
Bob world se account transfer request ke baad jab nayi branch me kyc documents dene ke baad jab passbook print hokar milti hai to kya account number change hoke milta hai ki purana hi rehta hai wahan
Account Number purana hi rahega kewal branch name change hoga
@@sstechknowledge😊😅
IFC code change hota hai ki wahi rahta hai@@sstechknowledge
@@shubham_singh00IFSC change hota hai only
Sir bank Jakr reference no dikhana padega ya alag se phir form bharna padega. Plz reply 🙏
Request for saving account transfer ke aage page nahi chal raha hai
Bahoot badhiya video hai
Thanks you sir❤
Mere ko krana h sir Alwar the sentlar bank me account h or me paise dusre khate me transfer Krna h kya kre
Kyc document kya kya leke jan pdta hai
Agar mera new branch me pehle se hi ek account hai to kya mera dusra account transfer ho jayega
Thank you sir
Good sir.👍
Kyc document kya sir
Thank you so much
Kya Branch Change krne ke baad IFSC bhi change ho jayega, kyoki ye mera salary account hai to fir mujhe waha bhi ifsc wagaira update krwana pdega?
Ha IFSC change ho jayega
Fir mujhe salary accounts department Mai bhi ye details change krwani hongi wrna waha dikkat ho jayegi?
Bank of Baroda ka mujhe pata nahi lekin SBI me koi dikkat nahi hota hai, branch change karne par bhi payment aate rahta hai, IFSC change hone se bhi koi dikkat nahi hota hai
Bhai ek question hai,mai delhi se goverdhan shift hua hu to mujhe apna bank account transfer krana hai, lekin jab vo kyc ke lie documents mangege to mere adhar card me address Delhi ka hi hai kyuki goverdhan me abhi rent pe rehrha hu,to kya bank transfer hojaega ya koi aur procedure lgega?
Agar aapka rent agreement banta hai to wahi kyc me kam aayega
@@sstechknowledge bijli vgera ke bill use kr skte h kya kyc me
Kitna din me hota hai sir
Koi charges bhi lagta hai kya
Nahi
Hlo bhai kyc me kya chalega
Aadhaar Card ya Pan card
Photo
Dono
Maine Kiya h aise but new bank Wale bol rhe h request pending h old branch se approve nhi Hui h worst experience with BOB
Haa yrr
Bank transfer karne ke bad 30 din mein KYC lag jaega to ATM kam Karega ki nahin
Account transfer hone ke bad purana ATM hi kam karega
Or agar 30 days me new branch me KYC nhi krate, to kya branch change nhi hogi??
Bhai bina chek book ke kaise hunga
Sehi lagaa BHAI
Sir mera account freeze ho gya hai muje vo.unfreeze krvana hai to muje apna account utrakhand se delhi transfer krwana h kya ho jayega
Unfreeze karane ke liye apne home branch se sampark kijiye
@@sstechknowledge bina unfreeze huye account transfer nhi hoga kya
Very nice video
Thank you
Account activate ni hai .but paise pade hai wo nikalne hai .Mere pas number aur atm active ni h to kyse kya kare
Bhai bank Jaa waha se kyc kra ke adhar se nikal le
Chakia me kha se hai bhai aap..
Sikar ganj
Good
sir mera bank jila, ajmer me hai mujhe uttar pradesh karwana me karwana hai ho jaye gaa
Kyc ke liye local address chahiye
Sir bank jane ke baad kyc form bharna padega kya kahana hoga reply as soon as possible.
Ha kyc karana padega
@@sstechknowledge sir dono branch me se kish branch pr pahle Jana hoga
Thanks bhai
The chhattisgarh state co-operative bank ltd (Apex Bank) internet banking mobile banking or usko application ke bare detail video bataiye
Agr hm branch change kr lete hai to mera atm card apply hoga ya nhii qki jb mera first brachn me account tha usme atm card apply nhi hota tha to branch change krne se atm card apply hoga ya nhii plzz batna jrur
Ha bilkul ATM apply hoga
@@sstechknowledge Sachi n apko pakka pata hai n qki maine aaj tk ATM card nhi liya hai ye mera first baar hai apko 💯% soure hai n aap
Ha
@@BESTFRIENDFOREVER-fc8jf mila apko?
Yes
Good bhai
Bro account transfer hone ke baad account number change ho jate hai kya
Nahi account number kabhi bhi change nahi hota hai kewal IFSC code change hota hai
To fir Jo selery ke liye IFSC code or account number de rakhe hai to IFSC code vapis se dene padege kya@@sstechknowledge
Bob activate nhi ho raha server ka problem dikha rha h baar baar
RBI ne bob world ko ban kar diya hai, isliye abhi bob world app me registration nahi ho raha hai
To jinka bob world activate hai unka transfer hojyga kya bhai mra salary account hai please reply@@sstechknowledge
Good news brother
Nice
Nice bro
are bhai ye kyc form kaha milega
Bank me
Kishika bhi account transfer kar sakte hai kya ?
Request services is not available in my bob world app
I have no number and also not debit card
Thank you
Thanks bhai
Nice