Bhai subedarganj se arail ghat jana hai kitne paise lega auto vala koi idea hai aapko Aur bhai itni bheedh me arail ghat pe snan karna chahiye ya sangam me apni raay batiye plz
Sir ham 11 feb 9pm raat ko subderganj pahuch jayeinge aur 12 feb 12:30 din mei vapsi ticket h , kya hame amrit snan kei din snan karne ka mauka mil jayeiga ?
Har har mahadev
Bhai subedarganj se arail ghat jana hai kitne paise lega auto vala koi idea hai aapko
Aur bhai itni bheedh me arail ghat pe snan karna chahiye ya sangam me apni raay batiye plz
Amrit Snan ke din arail ghat, normal days par sangam ghat
Nice and helpful information bro. Thank you.
धन्यवाद
Thanks. Aa rhe h
Welcome
Me to 3 February ko aara hu.. i know uss din bht crowd hoga sara rasta pedal chalna hoga.. jo hoga dekha jayega🥲
Paidal chalne se kya darna, log to mata vaishno devi ki yatra 14km ki wo bhi pahado par kar lete hai, yaha to plain rasta hai,
@apnaprayagrajoriginal , hmm bhai uski tension nhi hai, kedarnath bhi chale hai 22 se 25 km pedal
Same here
Sangam se subedarganj station kitna dur hai or kitne der me pohach jayenge
10 km ke aas pas, samay kitna lagega ye depend karta hai, kab aayenge
Malakha chauraha kitna dur hai triveni sangam se...or auto rickshaw milta h wha se
3 February tak sangam se koi transportation band h
3 feb k baad ka puch rha hu ...bus malaka chauraha Uttar rahi h
भाई मेरा 1 feb को रात में सूबेदारगंज से ट्रेन है स्टेशन पर भीड़ कैसी होगी
भीड़ तो हैं
@apnaprayagrajoriginal मेरा टिकट है 3rd AC में बैठने को मिल सकता है कि नही
भाई संगम से वापस सूबेदारगंज स्टेशन के लिए ई रिक्शा मिल जाती है या पैदल चलना पड़ेगा रात 10:00 बजे की ट्रेन है
Ha mil jayega
Bhaiya ji jo rail ka brij h lohe ka vha se sangam ki duri kitni h
Wo station nahi hai
27 jan ki rt ki train h to sangam se subedarganj ke liye e rickshaw mil jayega y nhi?
Mil jayega
@apnaprayagrajoriginal ok thanku
Thanks
Me 13 feb ko aayga subedarganj railway station
Wha se sangam k liye auto mil jayega kya
Ha
sir 3 feb ko morning me subdarganj se ghat tak k liye koi rikshaw milega? kitne km. hai aprox?
5 February tak dikkat hai, mil jayega lekin paidal bhi chalna padega
Ye video Kumbh se pahle ka hai ya abhi ka
Abhi kavhai
Subedar Ganj se kitna kiraya laga
Normal days par 50 tak, abhi ki sthiti me kuch bhi
Shahi snan bale din by auto/ericksa subedarganj se kaha tak pahuchyega or vaha se kitna paidal chlna padega
Aaj ke shahi snan me civil lines se hi paidal aarahe hai, mahakumbh aa rahe hai to 5-8 km paidal ka man bana ke aaiye
Moni amavasya bale din bhi yahi sthithi rahegi kya
Bhai hamay kumbh mela say subedarganj jana hai kaisay jana hai
Subedarganj se sector 18th me 31st January ko kaise punhche?
Subedarganj ke pass Raat ko tharane ke rainbasera mil jayega kiya bhai
Poora video dekhiye, bataya gaya hai
Sir ham 11 feb 9pm raat ko subderganj pahuch jayeinge aur 12 feb 12:30 din mei vapsi ticket h , kya hame amrit snan kei din snan karne ka mauka mil jayeiga ?
3 baje subah hi snan ke liye chale jaiyega, aur jaldi se jaldi station chale jana, ho sakta hai paidal hi Jana pade
@@apnaprayagrajoriginalok thank you so much
27 jan ko mandir khule mil jayge waha p ?
Ha, depend karta hai bheed par
Retiring room ya irctc lounge hai kya
Yaha par nahi hai
boat ki times kya hain? sangam tak
Andhera hone ke baad nahi chalta
@ morning time?
@anshulr3455 ha chalega
Hamara group ko 24 ki raat ko train pakadni hai delhi ki 9.35 pm par sangam se sadhan mil jayega
संगम से परेड ग्राउंड का नहीं पता वह उसी दिन निर्भर करेगा लेकिन हां परेड ग्राउंड से प्रयागराज जंक्शन के लिए आपको ई रिक्शा या ऑटो मिल जाएगा
@apnaprayagrajoriginal hamari train subedarganj se hai delhi ki raat 9.35
@@dayanandsharma7005 mil jayegi, subedarganj thoda dur hai, traffic bhi rahega, to samay leke nikaliyega
@@apnaprayagrajoriginal thanks sir
2 ko h basant panchmi ab .so 3 Wale jyad bheed k bara me ni soche
Ha
Ha
Bhai shahi snan ke din to auto, E rikshaw bnd h
Ha, band rahta hai, tabhi to croud manage ho payega
auto mil jayega raat 9 baje se..sangam ke liye
Ha mil jayega
@ bhai ek information aur chahiye aapke madhyam se.. kya baccho ka lana sahi hoga..raat ko rukne ki suvidha hai k nhi wahan pr
Bhai ham prayagraj subah 5:00 pahunchenge na aaenge Kashi Vishwanath ke darshan karne vahan se sham ko 5:00 train Hai to Kya ho sakta hai sab ?
Bheed bahut hogi, time manage karke chaliye
Bhai fare ke bare me bata dete jo aapko laaga, bhai marg dekhne ke liye nahee video dekha, incomplete information wala video
Eriksha se jayenge to 100 rs tak pahunch jayenge
Bhai ji yha raat 12:30 bje hotel mil jayega rukne k liye
Hotel muskil hai, tent city ka pata kariye
Bhai Stay Kaha kr skte hai waha
Hotel , home stay, tent city, dharmshala, aur rain basera
@apnaprayagrajoriginal Kya Cost aayegi Hotel mein Home Stay kaha book kr skte hai