YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . AMIN
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai (2) Hazaron Qatilon Ke Darmeyan (2) Zehra Ka Jaaya Hai Kiya Veeran Ik Jhoola Ujara Aik Madar Ko, Bata Aey Qatil-e-Asghar Tere Kya Haath Aaya Hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Jigar pe haath rakh ke shahe daudhe hai suw-e-maidaan(2) Sina khakar Ali Akbar ne baba ko bulaaya hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Sada Zehra Ki aati Thi, Utho Ghazi Sahara Do (2) Mere Bete Nay Tanha Laasha-e-Akbar Uthaya Hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Sakina Rothi Hai Shayad, Tamachay Shimr Nay Maaray (2) Badal Ker Kervateyn Ghazi Ka Laasha Thar Tharaya Hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Kahan Dhoonday Ali Asghar, Ko Mader Kis Taraf Jaaey (2) Andheri Raat Hai Baysheer Nay Jungle Basaya Hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Shahe, bekas utha laaye, hai tukdhe laash-e-Qasim ke (2) Tadapkar Maa ne har tukda kaleje se lagaaya hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Sunaa, kar khat sar-e-laashe, pisar shabbir kehtey the (2) Utho Akbar Madine jaao Sugra ne bulaaya hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Dhuwaa'n khaimo se uthta hai, haram fariyad kartey hai (2) Yeh phir kisne Muhammad Mustafa ka ghar jalaaya hai. Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Muhaafis the jo pardhe ke, woh sab maare gaye ran mein (2) Ridha chin ne ko hai zainab yeh kaisa waqt aaya hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Ali ki betiyu'n ka sar, khule bazaar mein jaana (2) Yehi woh zakhm hai Abid ko jis ne khoon rulaaya hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Watan Say Bay Watan Jis Bhai Ki Khatir Hui Zainab (2) Qazaa Nay Bay Kafan Us Bhai Ka Laasha Dikhaya Hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Asar Khoon-e-Abu Talib Nay Beh Ker Raig-e-Sehra Per (2) Rasool Allah Kay Deen-o-Shariyat Ko Bachaya Hai Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai Qayamat ka hai yeh manzar, ghera hai chur zakhmo'n se (2) Na teero'n par na rethi par tere bete ka laasha hai Hazaron Qatilon Kay Darmeyan (2) Zehra Ka Jaaya Hai
Transliteration and Translation Transcribed: Qayamat Ban Kay-Din Ashoor ka Zainab Pay Aaya Hai Hazaron Qatilon Kay Darmeyan Zahra Ka Jaaya Hai (in the form of the day of ashoora, the day of judgment has come upon zainab) Zahra’s son is surrounded by thousands of killers) Kiya Veeran Ik Jhoola Ujara Aik Madar Ko Bata Aey Qatil-e-Asghar Tere Kya Haath Aaya Hai (by destroying the cradle, troubling a mother) (what did you gain, o killers of ali asghar) Jigar Pe Haat Rakhe Shah’ Dawre hein sooey maidaan Sina kha kar ali akbar ne baba ko bolaya hai (Holding his heart, shah ran towards the battleground) (Stabbed with a spear, Ali called his father) Sada Zahra Ki Aayi Thi Utho Ghazi Sahara Do Mere Bete Nay Tanha Laasha-e-Akbar Uthaya Hai (Zahra voice echoed, O Ghazi come and help) (my son has lifted the body of Akbar alone) Sakina Roee Hai Shayad Tamachay Shimr Nay Maaray Badal Ker Kervateyn Ghazi Ka Laasha Thar Tharaya Hai (Sakina is crying, probably slapped by Shimr) (The body of Ghazi trembled and turned) Kahan Dhoonday Ali Asghar Ko Mader Kis Taraf Jaaey Andheri Raat Hai Baysheer Nay Jungle Basaya Hai (Where can she look for asghar, where should the mother go) (It’s the darkness of night, Shabbir sleeps with the martyrs) Shahe be qas utha laye hain tukre lash-e qasim ke Tarrap kar maa ne har tukra kalege se lagaya hai (Shah brought the pieces of the body of Qasim) (The distressed mother held each piece against her heart) dhuwa khaimo se uTh tha hein haraam fariyaad’ karte hain ye phir kis’ ne muhammad mustafa ka ghar jalaaya hai (The ladies cried as the smoke covered the tents all around) (Then who has burnt down the house of the Prophet) muhaffiz thhey jo parday ke, wo sab’ mare gaye ran me rida chin-ne ko hai zainab ye kesa waqt aya hain (All the protectors of the veil were killed on the battle ground) (Zainab’s veil is being taken, what a difficult moment in time) Ali ki betiyon ka sar khule bazaar mein jana yehi wo zakhm hai abid ko jis ne khun rulaya hai (Ali’s daughters are going in the market unveiled) (it is this grief which led Abid to cry blood)
یہ نوحہ میرے بچپن کا ہے 40 سال پرانا قبلہ اثر ترابی ہر روز عاشور نیا نو حہ لکھتے تھے
This Noha Brings tears to my eye every time
Salam Yea Mola Imam Hussain A.S😭😭😭
Shukrya bohat bohat ye mere bachpan ka noha hai aur ik zamanay say is k kuch ashar mere pas nhe thay Jo k is say mil gae 🙏 BIBI SYEDA (S.A) AJR den
😭🤲mola karam kr dain hum sb pr
Hussainiyat zindabad
Yazeedeyat murdabad
Nice
YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . AMIN
Haye mera Mola AS😢😢😢😢
Meray baitay nay tanha Lasha e Ali akbar uthaya hai.
Alamman alhafeez😭
الـّلـهـم صـَل ِّ عـَلـَی مـُحـَمـَّدٍ وَآل ِ مـُحـَمـَّدٍ وَعـَجــِّل ْ فــَرَجـَهـُم
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai (2)
Hazaron Qatilon Ke Darmeyan (2) Zehra Ka Jaaya Hai
Kiya Veeran Ik Jhoola Ujara Aik Madar Ko,
Bata Aey Qatil-e-Asghar Tere Kya Haath Aaya Hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Jigar pe haath rakh ke shahe daudhe hai suw-e-maidaan(2)
Sina khakar Ali Akbar ne baba ko bulaaya hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Sada Zehra Ki aati Thi, Utho Ghazi Sahara Do (2)
Mere Bete Nay Tanha Laasha-e-Akbar Uthaya Hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Sakina Rothi Hai Shayad, Tamachay Shimr Nay Maaray (2)
Badal Ker Kervateyn Ghazi Ka Laasha Thar Tharaya Hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Kahan Dhoonday Ali Asghar, Ko Mader Kis Taraf Jaaey (2)
Andheri Raat Hai Baysheer Nay Jungle Basaya Hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Shahe, bekas utha laaye, hai tukdhe laash-e-Qasim ke (2)
Tadapkar Maa ne har tukda kaleje se lagaaya hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Sunaa, kar khat sar-e-laashe, pisar shabbir kehtey the (2)
Utho Akbar Madine jaao Sugra ne bulaaya hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Dhuwaa'n khaimo se uthta hai, haram fariyad kartey hai (2)
Yeh phir kisne Muhammad Mustafa ka ghar jalaaya hai.
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Muhaafis the jo pardhe ke, woh sab maare gaye ran mein (2)
Ridha chin ne ko hai zainab yeh kaisa waqt aaya hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Ali ki betiyu'n ka sar, khule bazaar mein jaana (2)
Yehi woh zakhm hai Abid ko jis ne khoon rulaaya hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Watan Say Bay Watan Jis Bhai Ki Khatir Hui Zainab (2)
Qazaa Nay Bay Kafan Us Bhai Ka Laasha Dikhaya Hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Asar Khoon-e-Abu Talib Nay Beh Ker Raig-e-Sehra Per (2)
Rasool Allah Kay Deen-o-Shariyat Ko Bachaya Hai
Qayamat Ban Kay Din Ashoor Ka, Zainab Pe Aaya Hai
Qayamat ka hai yeh manzar, ghera hai chur zakhmo'n se (2)
Na teero'n par na rethi par tere bete ka laasha hai
Hazaron Qatilon Kay Darmeyan (2) Zehra Ka Jaaya Hai
Masha Allah husnain Bhai mola salamat rakhe apko boht khubsurat parha he
Mashallah geo mola as se Dua ha k sdqa Bibi pak zainab s,a ka mola as apki awaz ma or taseer ata krien Elahe jjh ameen😭
Bohat achi voice n poetry n lyrics ...salamat rahain
Hay Husain 🙌😭😭
🥺Ya Hussain🥺old but still fav❣️
Heart breaking🥺
Mola AP ko Salamat Rakhey Ameen 🌹♥️
ALLAH SALAMAT RAKHAY. AAMEEN
Haye Haye Bibi Syeda Zainab s a🙏🌹♥️
Allahumma an qatalatal hussaini va asabehi
MA.. bhai bhhhht pyara parha hai ap ne
Hayee💔
Haye😢😢😢
Haye haye
Heartbreaking noha 😭
Hussaniyat zendabad
Mashallah But ye noha ab edit 2bara hua h ye mere grandfather ne likha tha he was noha writer
pak mola as ajry Azeem ata farmaen
Hyeee Hyeee -
Mashallah!
Salaam Ya Mola Imam Hussain a.s 🙏🙏🙏🙏🙏
Mashallal
Bahot aala, masha allah bhai
bahi isko sounds cloud pe bhi upload kardo plz
Transliteration and Translation Transcribed:
Qayamat Ban Kay-Din Ashoor ka Zainab Pay Aaya Hai
Hazaron Qatilon Kay Darmeyan Zahra Ka Jaaya Hai
(in the form of the day of ashoora, the day of judgment has come upon zainab)
Zahra’s son is surrounded by thousands of killers)
Kiya Veeran Ik Jhoola Ujara Aik Madar Ko
Bata Aey Qatil-e-Asghar Tere Kya Haath Aaya Hai
(by destroying the cradle, troubling a mother)
(what did you gain, o killers of ali asghar)
Jigar Pe Haat Rakhe Shah’ Dawre hein sooey maidaan
Sina kha kar ali akbar ne baba ko bolaya hai
(Holding his heart, shah ran towards the battleground)
(Stabbed with a spear, Ali called his father)
Sada Zahra Ki Aayi Thi Utho Ghazi Sahara Do
Mere Bete Nay Tanha Laasha-e-Akbar Uthaya Hai
(Zahra voice echoed, O Ghazi come and help)
(my son has lifted the body of Akbar alone)
Sakina Roee Hai Shayad Tamachay Shimr Nay Maaray
Badal Ker Kervateyn Ghazi Ka Laasha Thar Tharaya Hai
(Sakina is crying, probably slapped by Shimr)
(The body of Ghazi trembled and turned)
Kahan Dhoonday Ali Asghar Ko Mader Kis Taraf Jaaey
Andheri Raat Hai Baysheer Nay Jungle Basaya Hai
(Where can she look for asghar, where should the mother go)
(It’s the darkness of night, Shabbir sleeps with the martyrs)
Shahe be qas utha laye hain tukre lash-e qasim ke
Tarrap kar maa ne har tukra kalege se lagaya hai
(Shah brought the pieces of the body of Qasim)
(The distressed mother held each piece against her heart)
dhuwa khaimo se uTh tha hein haraam fariyaad’ karte hain
ye phir kis’ ne muhammad mustafa ka ghar jalaaya hai
(The ladies cried as the smoke covered the tents all around)
(Then who has burnt down the house of the Prophet)
muhaffiz thhey jo parday ke, wo sab’ mare gaye ran me
rida chin-ne ko hai zainab ye kesa waqt aya hain
(All the protectors of the veil were killed on the battle ground)
(Zainab’s veil is being taken, what a difficult moment in time)
Ali ki betiyon ka sar khule bazaar mein jana
yehi wo zakhm hai abid ko jis ne khun rulaya hai
(Ali’s daughters are going in the market unveiled)
(it is this grief which led Abid to cry blood)
😭 😭
❤❤❤❤❤
Mola k sadqay koi ghum na Mila apko
aslam shahzada party ko bhi tribute daina chahiya tha
😭💔😭💔😭💔😭💔😭💔
Ye saal nahi aap ne hasnain bhai
Ye saal nahi nikala aap ne hasnain bhai noha
Likh k b bhaijhain
😭😭😭
Nice but don’t say, “new noha”. It’s quite old noha.let’s not write an untrue statement with a holy recitation
SPECIAL THANKS ALREADY WRITTEN FOR SHAHZADA PARTY.
L
😂😅😢😭
😭😭😭😭