Aap jitnay mAh chaho 1 group (parallel) me daal do, dusray group me bhi tamam cells k total mAh utnay he hon jitnay pehlay group k hain. And yehi 3rd group me bhi.
Aap pehlay grp me 4000mAh, 3000mAh, 3000mAh k 3 cells Lagao to total 10,000mAh bnta hy 3 cells ka. Dusray grp me 1000mAh k 10 cell Lagao tab bhi wohi bnta hy. 3rd grp me 500mAh k 20 cells Lagao to bhi 10,000 mAh bnta hy. Ab in 3 groups ko series kr do to 12V ,10Ah ki battery ban jaey gi
کمال کی ویڈیو ❤
زبردست انفرمیشن -
زبردست ویڈیو
آپ کا شکریہ
Good bro
TH-cam ke first video jismy itna details sy smjhaya apny sir ❤
ماشاءاللہ بہت اچھی ویڈیو
Great 👍 thanks for understanding
Mashallah zabar dast bahi 👍🏻❤️
بہت معلوماتی ویڈیو مزمل بھائی ❤
very nice 👍👌
Good
mashaAllah good 👍
❤Mashallah great brow
MashAllah kush rahy bhut acha smjhaty Allah apky chanel ko khobb taraqe de
Masha allah muzamil bhai ❤
bohat acha samjaya like to banta ha
Boht khoob sir❤ Allah aap ko sehato tandrusti wali lambi Zindagi ata kare sir L ion s se mobile power bank ki b aik v bna dein jazakallah❤
❤
JazakAllah Bhai ❤
18650...3.7 کے دس سیل پیرلل میں لگانے ہیں BMS کونسا لگے گا؟
Mobile power bank module Laga Lo
بھائی بالفرض بھائی کسی گروپ میں 500 amh کا ہو دوسرے گروپ میں 700 mah کا ہو تو کیا ہم ٹوٹل چیک کریں گے بیٹری صحیح بنی گی کیا 12 volt کی
Aap jitnay mAh chaho 1 group (parallel) me daal do, dusray group me bhi tamam cells k total mAh utnay he hon jitnay pehlay group k hain. And yehi 3rd group me bhi.
Aap pehlay grp me 4000mAh, 3000mAh, 3000mAh k 3 cells Lagao to total 10,000mAh bnta hy 3 cells ka.
Dusray grp me 1000mAh k 10 cell Lagao tab bhi wohi bnta hy.
3rd grp me 500mAh k 20 cells Lagao to bhi 10,000 mAh bnta hy.
Ab in 3 groups ko series kr do to 12V ,10Ah ki battery ban jaey gi
Lithium ion ki internal resistance kitni honey chaheye or charger selection kase kiya jata hay.
Charging Ampere=Ampere of battery divided by 4
Salam sir .... Icup.... I'm your student in islamai college maths de department in 2014 to 18...
agar 3 k jaga 4 cell k series banatay to phir bhi
volte 12 hogy ?
No, 17V hon gay. Lithium iron phosphate Lifepo4 cells 4 ki series 12v banativhy
12 cell each 2000mah k ho ser.4 ho to 12v 8 ap or 9 cell 3 ki ser. ho to same ap hogy ?
@@tanweeradil1790 series 4 hain to 4.2V x 4 = 16.8V bnta hy. To 12 cells ki 4s banao to 3P bnta hy yani k 3(2000mAh)=6000mAh
Total 16.8V, 6Amp
@@physicsmentor1984 Thanks