Ek question hai Kie baar aap screw lgaane se pehle puri drill maarte h , kie baar bilkul thori drill maarte hai or kie baar sida screw lgaate hai. Difference kya hai or yeh kab kab krna hota hai
Jab hum puri Dril karte hai tab hum screw ke liye hol karte hai or jab hum kam Dril karte hai vo screw ka head fit karne ke liye karte hai usme bade size ka bit hota hai
@@sad8920 direct screw nhi lga sakte jo humara hdhmr board hota hai vo khul jata hai ja fir screw tut jata hai . toh uske liye 3 se 4mm ka hole karna padta hai taki khrab na ho
Nice, simple and to the point without much fuss, Thanks ! New subscriber
Waaawww.... 👍👍
Kitne price me ban jata hai ye shoe rack ??
Please bataye....
10000
Cost kitna ayega
new to your channel, inspiring, simple tools and effective...bhai please hinges ka degree kaun sa use kiya
Dono Side ke door mein 0 degree or center ke door mein 8 degree ka use kiya hai
Konsa bond use kiya hai bhai?
HDHMR action tesa ka 16.75mm
Very nice
Good looking with finishing. 👍
HDHMR (green) 18 mm sheet me one side lamination available hoga market me. ?
Yes
Brother 40 inch wide shoe rack hai .
20-20 inch ke door ke liye soft close hingse ache hote h ya nhii
Yes sahi hote hai only
Sir ic ki price Kiya hai
What kind of glue did you use for the doors
Fevicol adhesive
Ooo so nice yar
Good work bro👌👍
Price plz
Gajab bhai gajab❤
Kha se ho
Scroob kete inch please kuha
Ek question hai
Kie baar aap screw lgaane se pehle puri drill maarte h , kie baar bilkul thori drill maarte hai or kie baar sida screw lgaate hai. Difference kya hai or yeh kab kab krna hota hai
Jab hum puri Dril karte hai tab hum screw ke liye hol karte hai or jab hum kam Dril karte hai vo screw ka head fit karne ke liye karte hai usme bade size ka bit hota hai
ok, but hum puri drill kyu krte hai, direct lgaane se problem hoti hai kuch?@@deepwoodwork
@@sad8920 direct screw nhi lga sakte jo humara hdhmr board hota hai vo khul jata hai ja fir screw tut jata hai . toh uske liye 3 se 4mm ka hole karna padta hai taki khrab na ho
@@deepwoodwork thank you so much
Bhai ji yh kitne me ready ho jaygi??
Kya jawab nhi dete aap
Pp
❤❤❤❤
Ie th or wirth btayye
Good job