Sir BA first semester main ek subject mein fail ho gai par next semester ke liye eligible thi aur second semester ka exam diye par result mein likha hua hai not Eligible for next semester tu Apne wapas kaun se semester ka form bharu sir confuse hu sab bol rahe ki first semester ka form bharna hai kyunki ek subject mein fail thi Aap bataiye sar kaun se semester ka form bharna hai please help me sir please
Bhai sun form bhar de Tera back subject automatically add ho jayega me puch kr aaya hu sbh ne bhar diya hai e miter se bhi pucha liya mene sab ne yehi Kiya hai
sir ji mene ba private 3rd semester ka form bhr diya hai lekin mere second semester main ek subject main f likha hua hai aur 2nd semester ki marksheet main eligible to next semester likha tha to main fail wale subject ka form 4th semester ke time bhr skta hu kya ya nhee
Sir 1st semester ke baad college chnage ho jaayga kya ya 1st and 2nd semester dono paas karke hoga . Or sir fir change karunga to 3rd semester se continue hoga kya sir ? Reply please. @me and my youtube classes
Bina certificate college change nhi kar skte kya private me... document ke sath certificate bhj jma karvana hoga ya apne pas hi rkhna h..i mittra vale ne form bhr diya mera unhone to certificate nhi manga.. please bataiye sir bina certificate document jma nhi kar skte new centre par koi problem to nhi hogi
Sir kya hum private valo ko bhi certificate milega abhi to me Saturday ko 3rd semester ka foam jma krvane gyi tb to vha sir ne sirf 1st semester ki marksheet di ya jb 2nd semester ki marksheet ayegi tb sath me certificate milega hum private valo ko 🙏🏻
Sir why the person who not given 2nd semster not eligible for 3rd semster . Due paper badh me bhi de sakthe hai na? Agar hum 3rd semster nhi de pahege tho pura chal west ho jahe ga? Reply on this
@@MEANDMYTH-camCLASS sir but in this scenerio one year is going to ne waste? And at the time of second semester the one who not completed the first semster is eligible for 2nd semster what about this?
Bahut achi jankari di guruji bahut bahut dhanyawad ❤❤
Sir 3rd sem ka form school me jama karwane ki koi last date h kya?
Tqsm❤❤
Sir ma private वाले स्टूडेंट को मार्कशीट ही मिलेगी या उनको भी सर्टिफिकेट ओर डिग्री दोनों ईयर के बाद मिलेगी या सिर्फ डिग्री मिलेगी
Sir BA first semester main ek subject mein fail ho gai par next semester ke liye eligible thi aur second semester ka exam diye par result mein likha hua hai not Eligible for next semester tu Apne wapas kaun se semester ka form bharu sir confuse hu sab bol rahe ki first semester ka form bharna hai kyunki ek subject mein fail thi Aap bataiye sar kaun se semester ka form bharna hai please help me sir please
Aap second semester ke liye eligible the , vahi form vapas bharna hoga , abhi Apke 1st semester ke due ka open nhi ho rha hai
@MEANDMYTH-camCLASS matlab sar Mujhe wapas second semester ka form bharna hai first semester ka form Nahin barna hai please please please reply sir
Sir ba 1st semester ka form bhar diya ab copy old campus me jma karvni hai ya new campus me
New
Sir jinke fast semster me back aai or abhi tak 3 semester ke sath back ka form to bhara hi nai ja rha he abhi tak kiya karu ab me please batao na ab
Bhai sun form bhar de Tera back subject automatically add ho jayega me puch kr aaya hu sbh ne bhar diya hai e miter se bhi pucha liya mene sab ne yehi Kiya hai
@ovpsaurav2870 thanks for information bhai
Sir mene 2020 me b.a first year regular kiya aab me private se b.a first year karna chahta hu toh kya me t.c or migration wapas jama karne padega
Nhi , Apke Jama hai to application add kr dena
sir ji mene ba private 3rd semester ka form bhr diya hai lekin mere second semester main ek subject main f likha hua hai aur 2nd semester ki marksheet main eligible to next semester likha tha to main fail wale subject ka form 4th semester ke time bhr skta hu kya ya nhee
Yes bhar skte ho
Hello sir mene form online bhar diya hai aur ab hardcopy kab jame karani hai
8-10
Sir 1st semester ke baad college chnage ho jaayga kya ya 1st and 2nd semester dono paas karke hoga . Or sir fir change karunga to 3rd semester se continue hoga kya sir ? Reply please. @me and my youtube classes
3rd semester se change
@@MEANDMYTH-camCLASS koi problem to nahi hogi
@@MEANDMYTH-camCLASS 1st semester exam time table kitne din pehle aayga exam se
Sir admission form kha jama karwana hai jnvu old campus or jnvu new campus
New campus
3rd semester private valon ke mid term exam honge kyA
Nhi
Guruji yah marksheet kab tak la skte h ya eski bhi koi last date hogi 🤔🤔
सर जी, हार्ड काँपी जमा कराने में छात्र भ्रमित हो रहे हैं कहा जमा करानी है फार्म में कही नहीं लिखा है। केवल जिला चयन का नाम आ रहा है।
Jnvu office me jo pas me hi
@Exsice_inspector_rishi jnvu से संबंधित किसी भी काँलेज मे करा सकते हैं क्या?
Apke city ki government college
TQ sir
Form ke sath or kya jma krna plese reply
@@Jai.bajranbli related documents
Sir mera jnvu open se ba private hai to muje marksheet collection centre par milegi kya ( Collection centre Private college hai to vaha milegi kya)
Government college mein hi milegi for private students
Sir ky BA 3sem.. me regular valo ke exam from suru hoge....
Nhi
Sir regular se private online se nahi hoga कैसे होगा sir reply please 😢
University ja kar , Karan Bata kar , application deni padega tab possible
Sir privet student 3rd semester ki hardcopy kaha jama karwani h ye kese pata kare
Form me mention hoga , nahi to apne exam ka 1st centra hai vaha
Sir deu subject add nhi ho raha hai abhi tak form bhr de kya
Kal bhar do
@MEANDMYTH-camCLASS but sir college se to information aai hai deu subject ka form nhi bhra to 3rth semester ka form jhma nhi hoga
Me le aaya marksheet 😊
Sir marksheet milegi kb tak
Sir BA 1 ST semester admission ki hard copy old campus me submit kr skte hai kya
Possibly
Sir 3rd semester examination forms regular valo ke 10 January se start honge kya
10-15 ke bich update milegi
Bina certificate college change nhi kar skte kya private me... document ke sath certificate bhj jma karvana hoga ya apne pas hi rkhna h..i mittra vale ne form bhr diya mera unhone to certificate nhi manga.. please bataiye sir bina certificate document jma nhi kar skte new centre par koi problem to nhi hogi
Mark sheet or tc
Me jnvu New campus se B.A. private kar Raha hu
Muje MARK SHEET kaha milegi
Jaha par hard copy Jama hogi
College me aa suki hai kiya guru ji please reply
Ji
Sir kya hum private valo ko bhi certificate milega abhi to me Saturday ko 3rd semester ka foam jma krvane gyi tb to vha sir ne sirf 1st semester ki marksheet di ya jb 2nd semester ki marksheet ayegi tb sath me certificate milega hum private valo ko 🙏🏻
Yes, 2nd ki Marksheet ke sath milega
@@MEANDMYTH-camCLASS thnk u so much sir 🙏🏻
Sir kya regular or private students ke 3 rd semester ke exam sath honge kya please sir btaiye
Yes
Sir time table exam se kitne din pehle aayga ???
7day
@MEANDMYTH-camCLASS thank you sir. Time table 15 din pehle nahi aata kya sir???????
@@MEANDMYTH-camCLASS thank you sir. Time table 15 din pehle nahi aata kya sir???
Sir abb 1 st or 2 nd dono semester ki marksheet milegi kiya😊
Only 1
Sir not eligible for next semester hai to 3rd semester ka from nhi bhar raha hai kya kru
Eligible nahi ho ishliye form nhi bhar skte
2nd semester ka exam vapas Dena , may-june
@MEANDMYTH-camCLASS aur mera 3rd semester ka kya hoga
Sir mene bina late fee ke form bhara hai to kya me 13 ko hard copy jama kara sakta hu sir please reply
10 tak
Sir private vaalo k bhi semester system se hi exam honge kya?? Or exam kab honge ??
Yes, February mid me semester exam
sir mera second semester me 1 exam reh gya tha to ....2nd sem ki marksheet bhi milegi kya
Yes, but abhi sirf 1st
Sir jin due hai un ki marksheet kese aaegi
Due ke sath
Sir back ka form bhi 3rd k sath bhara ja rha h ya option nhi aa rha
Ok , me check krta hui, apni details mujhe Sen’s kijiye , open hai to fir bharna
@MEANDMYTH-camCLASS ok sir
Sir BA 3rd polity and history complete karwaona jaldi se
Sir ab kya kare😢
Sir why the person who not given 2nd semster not eligible for 3rd semster . Due paper badh me bhi de sakthe hai na? Agar hum 3rd semster nhi de pahege tho pura chal west ho jahe ga? Reply on this
It’s rule according to semester policy
If you clear last semester then appearing next semester
@@MEANDMYTH-camCLASSSir agar 2nd semester 4th ke sath hoga to 3rd semester 5th ke satha hoga kya ??
@@Sadlofi503 yes. one year waste
@@MEANDMYTH-camCLASS sir but in this scenerio one year is going to ne waste? And at the time of second semester the one who not completed the first semster is eligible for 2nd semster what about this?
Sir mera 2semster pura miss ho gaya hai toh fir se 2semster ka exam kab tak hoga
Dubara exam form bharo, 2nd semester ka :- April me , fir June exam
Sir 1st semester walo ka main exam kab hoga
February mid
Sir hardcopy new campus mei submit karni hai ya old campus Jnvu (private student)
Last time aapne jaha karwayi vahi par hogi
@@MEANDMYTH-camCLASS1st semester ka (new student)
@@MEANDMYTH-camCLASSba 1st semester (new student) first time submit kar raha hu
@@MEANDMYTH-camCLASS Sir new student hu 1st semester
Apke form me mention hai , new campus, fir bhi baba se confirm kijiye
Sir form kha submit Karna hai 1st year??
Near by your government college
@MEANDMYTH-camCLASS sir par e-mitra vala bol reha tha ki jnvu me submit karna hai
Par mujhe ye nahi samajh aa reha ki jnvu me kha submit karna hai ???
Apke was pass ko Jnvu ki government college hai vaha par
@@MEANDMYTH-camCLASS ok
Sir 3 semester regular se private nahi ho raha hai
Online Nhi hoga
To kaise hoga sir reply please 🙏
Sir college me form jama karvane ki last date
10 jan
Sir ji baad me le sakte h kya marksheet
Fir university chali jayegi
@MEANDMYTH-camCLASS university se kbhi bhi le skte h kya
Sir ji B.A 3 semester papar 80 number ka hoga kiya please sir Answer❤❤❤
Sir 3semester regular se private nahi ho rahi hai😢
Sir ab kya kare😢
Sir college me real marksheet mang rahe hai
Nhi, sab jagah net ki Marksheet ke sath hi exam form Jama ho rha hai,
Sir BSTC CLASS Kabse karwaoge start
5:30pm regularly
Diploma kon kon se exam me kam aayega sir ek bar bta dijiye
Next semester ke exam ke liye , govt job me degree puri chahiye
M.A 1st year ki मार्कशीट aagai kya bhaiya
B.A ki aa gyi hai, m.A bhi ish week aa jayegi
Namaste
Kitne exam honge sirji??
4 Paper honge
Hello sir ji
Please batado