Ma'am aise videos ko continue rkhe jisme dog ko kaise paalna hai kya khana dai skte hai kon see bimareya hoti hai dog se related.or prevention kya hai. Dewarming kaise ke jaye. Or bhee dher sari video. Isse first time puppy palne walo ko motivation bhee milta hai or vo apne puppy ke problem ko smj bhee jayege
Hyy shiny di 😊 mujhe apki ek help chahiye mere ghar ke bahar Street dogs hai unko khujli ki problem ho gai hai ...so plz ap mujhe ya btaiya ki mai un dogs ko kya tritment du .......ha plz ap street dogs ko agar koi dikkat ho tu ham kya kar sakte hai us par video banaiya🥺🥺plz Q ki mere pass 3 street dogs hai or unko koi na koi problem hoti hi rehti hai😢😢😖😖and shiny di u R my favourite ♥️♥️😳😳🙈🙈
mere baccho ko baccha ligiye alg alg doctor se dikha rhi 2 din se koi solution nhi rahat nhi h bhot tadapti h mere ghar matam cha gya h bhot blood aa ra usko sirf 6 mahine ki h bacchi meri sir plz baccha ligiye poora kosis krke hmlog thak gye h bacchi bhot pdeshan h
Please ye batayiye ki puppy 7 month ka ho gya tab bhi abhi tak vo niche ki cheeze kuch bhi kuda ya mittee khana nhi chhoda h ....Maine uski deworming bhi ki ....Aur use no no kahte hue 7 month ho gye pr vo khana nhi chhoda ye sab .... Please ispe video bnayiye
Bro iske liye Unka Sunghne ka Nature Jimmedar hai... unko pata hi nahi h ki ye Khane wala h ya Nahi... Gobar, Kuda, Mitti etc Ye sb Unke liye New si banke aati hai.. or Isiliye baar baar unke pet me kide ho jate h
Kis type ka vinegar use kara? Maine normal vinegar diya ye chat ke kha liya i try more then 4 5 times, but nothing happens. Aur bar bar potty kha leta hai jitna bhi samne na khayr lekin akele hota hai sleeping time mai kha leta hai
हमरा पिटबुल पप्पी है बहुत काटता है।तीन महीने का है कभी भी पीछे से अचानक भी काट लेता है रोज हमें उसकी इस,आदत से उसके काटने से चोट भी लग जाती है। क्या करूं परेशान हूं।
Maam main apne 3 months puppy 🐶 ko pedigree deta hu.... Chawal me milakar..... Or aise kya home made food hain...jo m apne puppy ko khila saku..or wo health bhi ho. Or puppy kha bhi le😊please solution batayen
Usko khelna bht pasand h Bahar But road side park hum lekar jate h To din me zayda bheed or zayda traffic car bikes horn ki awaze sunke gale pe jata h Walk nahi karta Hum bht zayda pareshan h iske ya adat kesa thik kare hum please batao sis
Hi sis please hume bataye ke. Humra pass dog hai. Toys bht sare hai but Wo roz Pillow furniture or clothes bht zayda katta rahta hai. Clothes katta rahta h roz Bed pe gaye to uske upar k bedsheets bhi katta h. Usko kesa ruke hum
Mam....mujhe apki video passand ayi and mai apply bhi krugi...becoz...voh Mera hath ko toy samjta h toh...khelta h mere hth se....but....Maine Jo dog liya h actually voh wrot willer h miththa. Bhot h come here and sit Sikh gya hai but sakehand and...baki traini mai kaise du....voh khuch hi nii pa ra hai 😢thoda ladla ban gya hai mummy papa ki baat Manta ahi but...mere samne nakhre dikhata ahi usko trend karna hai mere ko mai kaise use trend ...
Hello mam mera dog... Lab hai mene usse time pe training nhi di...ab dena start kiya hai...woh...seekh toh gya hai...but kaatne ki aadat aur leash kaatne ki aadat thik nhi hui...uske liye koi solution bta dijiye please
Hi mam hum apne dono dog ko apne bed par sulana nhi chahte hai agr koi our room me sift karte hai to kuch na kuch nuksan kar dete hai jase diwar ka paint utar diya jaise kuchh bhi nuksan kar dete hai
Dear mam..Maine Abhi abhi ek Adult Dog ko Adopt Kiya Hai Vo GSD male hai Adoption ke 3rd Day's me mai use nahla raha tha tab usne mujhe bite kar liya..Lekin Mai jyada injurd nahi hua mamuli sa Scratch aaya tha..mai Apne dog ke sath Kaisa Treat karun..Kya vo mujhe future me Aur Bite kar sakta hai kya..? Please Do Reply
Mera dog indie hai 8 months ka. Mere hath aur gharke baki logo ke hath bahot jyada kat ta hai. Uska khelna yani hath kapde katna hi hota hai. Toys se kam aur hath se jyada khelta hai. Pareshani hoti hai.😅
Ham are yha 1 street dog h 1 year ka per vo ah bhi nhi sudhra her cheez ko katta h her ghar m aane jane valo p ya bahar le jane p bhi subke uper chadta h mana karne. Play bite karta h bahut hi jyada shor machata h padosi bhi hum p gussa hote h kya kare
मैं एक खरगोश को बचाया था उसे मार कर मांस के लिए मैंने उसे खरीद लिया और घर ले आया। वो डरा हुआ था तो मैंने उसे बेडरूम में रखा और उसके पैर पर घाव था उसे ठीक किया उसके बाद उसका रूम बनाकर उसे वहां रखा पर जब भी उसे पोट्टी करनी होती हैं तो वह बेडरूम में आ जाता है। उसका क्या उपाय हैं। कृप्या जरूर बताएं।🙏
mere pas ek outdoor kitten hai. wo 3 - 4 months ka ho chuka hai. par abhi bhi wo khelte khelte panje mar deta hai ya fir jor se kat leta hai aur aksar farsh par biche hue paydan par potty bhi kar leta hai. use kaise sudharun?
Dear Mera papy ek saal ka ho gaya hai aur usko wake ke liy le jaati hai to woh kisi ko bhi katne run karta hai usko rokne per palat ke muche hi bite karne ki kosish karta haimai usko 20din se tahla nhi paa Rahi ho kuch advice de please
Mam puppy jo bite karta hai aur blood vhi nikl deta hai toh ussa kuch problem nhi hoga na mujha usko sara vaccination laga huwa hai aur wo ghar pa he rehta hai plz batyee mam
Ki hai per vah pata nahin kya ho jata hai maine kitni bar yah kuchh bhi aazmayen per vah manta hi nahin hai har koi chij kat deta hai uske teeth itni shop hai mera dog white colour ka vah bahut aisa hai ki kisi bhi chij ko kat deta aadhe se jyada chijon ka Aisa lagta hai Jaise hamara ghar kitne aap iska koi bataaoge ki jisse ine chijon ko Kate na aap isko koi solution bata sakte hain and what is your name
हमारे डॉगी को घर वालों के अलावा कोई भी बच्चा या व्यक्ति टच कर दे तो उसको आग लग जाती है और वह अचानक उसे काट लेता है, दूसरी बात ये बताइये कि उसके दाँत हल्के फुल्के लग जाए तो क्या इंजेक्शन लगवाने जरूरी हैँ ?
Dd mre puppy kuch dinose bot kuja rha hai hmelga woh kuji hai fir hm usse dkeya hai dobar liken v koi acha result nahe mila hai hmne sb kr lya fir v uska wsa hi hai 😢kuch upai btayae hmko ky ky krnga hga
मैंने दो इंडियन इंडियन डॉग को अडॉप्ट किया था 6 साल पहले, एक डॉग बिल्कुल शांत है दूसरा बहुत अग्रेसिव है, अगर मैं उसे घुमाने बाहर लेकर जाऊं तो वह इतनी जोर से खींचता है कि मुझे घसीटते हुए ले जाता है, आपके पास कोई सलूशन है इसका plz बताएं
Is vjh se mne apne puppy ko kuch bhi sikhana chod diya tha jsi usse hello vgrh bolo vo puppy bitting krta tha ...chote m hlo krta tha ab kch ni krta🤦🤦 .... Ab vo ghr me sbka boss hai daato to ghurrane aara ajkl dust
Ma'am mere pass ek female street dog h Jo starlized bhi h.abhi vo chupchap jakar ane Jane Wale logo ko kat rhi h.plz mujhe batayein ki kaise uski biting ki aadat chudayein plz help me.
kya hum 5 years ke dog ko train kr sakte hai kyoki ye kabhi bhi achanak se khelete khelete sach mein bite krne lagta hai aur kabhi bhi violent ho jaata hai
बहुत ही अच्छी जानकारी है, इसे से बहुत से animals प्रेमियों को मदद मिलेगी धन्यवाद .....🙏🏻
Hamara puppy bohat paresan karata hai bohat jyada katata hai or sab kuchh chaba jata haii 🧸 ko bhi Tod fad deta haiiii🥴🥴
Ma'am aise videos ko continue rkhe jisme dog ko kaise paalna hai kya khana dai skte hai kon see bimareya hoti hai dog se related.or prevention kya hai. Dewarming kaise ke jaye. Or bhee dher sari video. Isse first time puppy palne walo ko motivation bhee milta hai or vo apne puppy ke problem ko smj bhee jayege
My dog eat or shoes and hands legs foot we say no kookie no don't do it but she doesn't stop and keep doin g the same thing
Maine v lal mirch wala nuskha try kiya tha 😊 wo v aake batane se pahle
Nice and Helpful tips.. Thanks Mam
I really need this, so helpful ❤️
Bahut achhi jankari di aapne
Potty bahar karane ki training kese den
Ghar mai hi kar leta hai
Time to spray the mixture on myself, bcz my puppy thinks that I'm his chewing toy😏
😂😂i can relate
Relatable😂
My too😂
My too😂
The truth in this comment is painful 🥹
Ohh my god kitni cure ho tum ,mene to aise hi kuch serach kiya tha par aapke dekh ke baap re DiMag khrab ho gya❤
Behen tum bariya bat sikhate he sahi bat
Bahut achche baat batae ho , thanks
Great work Robin sir team
Very very helpful video ❤
My puppy also biting thank you for your information I think is very helpful☺🙂😊😥
Mera dog abhi new hi aaya hai 1 weak pahle par vo ab pahle se jayada bhaunk ne laga hai kya aap bata sakti hai iska solution
Bby dog konsa bride h kaise pehchanenge diidi
I'm in need of this 🙏🕉️ so helpful will do this !
So will this habit remain forever or will dogs give up this habit after growing up?
Hyy shiny di 😊 mujhe apki ek help chahiye mere ghar ke bahar Street dogs hai unko khujli ki problem ho gai hai ...so plz ap mujhe ya btaiya ki mai un dogs ko kya tritment du .......ha plz ap street dogs ko agar koi dikkat ho tu ham kya kar sakte hai us par video banaiya🥺🥺plz
Q ki mere pass 3 street dogs hai or unko koi na koi problem hoti hi rehti hai😢😢😖😖and shiny di u R my favourite ♥️♥️😳😳🙈🙈
Thank u mam very useful tips hain apki
Hello! Mujhe apse phuchna tha ki agar doberman dog kuch galat chiz muh m lele toh usse kese bahar nikale..??
Apne bhut ache se bataya sab Thnks 😊😊😊
Hii app ko bhut sukhriya
Good animation hmm good peepal farm team👍😍🙂
This is really good way,
Any such ideas for training them for Potty and Susu in bathroom while indoor and my 5 month pet doesn't do outdoors.
mere baccho ko baccha ligiye alg alg doctor se dikha rhi 2 din se koi solution nhi rahat nhi h bhot tadapti h mere ghar matam cha gya h bhot blood aa ra usko sirf 6 mahine ki h bacchi meri sir plz baccha ligiye poora kosis krke hmlog thak gye h bacchi bhot pdeshan h
Very useful tips and sweet and funny way to teach. Easy to learn 👍✅
Superb and really helpful
Very nice information thank you ❤
Most useful video ever
Please ye batayiye ki puppy 7 month ka ho gya tab bhi abhi tak vo niche ki cheeze kuch bhi kuda ya mittee khana nhi chhoda h ....Maine uski deworming bhi ki ....Aur use no no kahte hue 7 month ho gye pr vo khana nhi chhoda ye sab .... Please ispe video bnayiye
Bro iske liye Unka Sunghne ka Nature Jimmedar hai...
unko pata hi nahi h ki ye Khane wala h ya Nahi...
Gobar, Kuda, Mitti etc Ye sb Unke liye New si banke aati hai.. or Isiliye baar baar unke pet me kide ho jate h
Kis type ka vinegar use kara? Maine normal vinegar diya ye chat ke kha liya i try more then 4 5 times, but nothing happens. Aur bar bar potty kha leta hai jitna bhi samne na khayr lekin akele hota hai sleeping time mai kha leta hai
Mera Jimmy toh zameen khodte hai
Kidi din zameen se Sona nikal degi shayad 🤩
Di tumhari video bahu achhi lagi mane subscribe bhi kiya hai
हमरा पिटबुल पप्पी है बहुत काटता है।तीन महीने का है कभी भी पीछे से अचानक भी काट लेता है रोज हमें उसकी इस,आदत से उसके काटने से चोट भी लग जाती है। क्या करूं परेशान हूं।
Ab tik hai ki nahi 😮
Keep posting this type of videos 😍
Great information 👍🏻
I will try this 🥰
Vinegar ka matlab kya hota hai
help full massage thanks sister
Very very helpful thanks peepal farm 😊
Mere pas ek Street dog hai oske Kan khade nahi ho rahe kya kare Ghar ka nuska bataiye
Maam main apne 3 months puppy 🐶 ko pedigree deta hu.... Chawal me milakar..... Or aise kya home made food hain...jo m apne puppy ko khila saku..or wo health bhi ho. Or puppy kha bhi le😊please solution batayen
Thank you... I will apply your idea from right now..
is this idea work
Usko khelna bht pasand h Bahar
But road side park hum lekar jate h
To din me zayda bheed or zayda traffic car bikes horn ki awaze sunke gale pe jata h
Walk nahi karta
Hum bht zayda pareshan h iske ya adat kesa thik kare hum please batao sis
Hamari female german shepherd bht nuksan karti hai kapde, shoes, bed, chappal kya karein 2 year ki hai
Kya dog ko hamesha band kar rakhna chahiye ya rak sakte h
What are the best treats can be given to puppies ??
Hi sis please hume bataye ke.
Humra pass dog hai.
Toys bht sare hai but
Wo roz
Pillow furniture or clothes bht zayda katta rahta hai.
Clothes katta rahta h roz
Bed pe gaye to uske upar k bedsheets bhi katta h.
Usko kesa ruke hum
Ye wali mam kaha gayi bahut acchi thi
Mam....mujhe apki video passand ayi and mai apply bhi krugi...becoz...voh Mera hath ko toy samjta h toh...khelta h mere hth se....but....Maine Jo dog liya h actually voh wrot willer h miththa. Bhot h come here and sit Sikh gya hai but sakehand and...baki traini mai kaise du....voh khuch hi nii pa ra hai 😢thoda ladla ban gya hai mummy papa ki baat Manta ahi but...mere samne nakhre dikhata ahi usko trend karna hai mere ko mai kaise use trend ...
Mam mujhe apne 7 months ke german shepherd ke liyea diet ki knowledge chaiyea
Mein kuch street dogs ka dhyan rakhti hon unme se ek 6 months ka hai jo ate jate hue logo k kapde apne muh mein lete hain uske liye kya krein ?
Vinegar ghar pr na ho to nimbu ka ras bhi use kar sakte hai
This video makes me happy
Thanks mam बताने के लिए😊❤❤❤
Hello mam mera dog... Lab hai mene usse time pe training nhi di...ab dena start kiya hai...woh...seekh toh gya hai...but kaatne ki aadat aur leash kaatne ki aadat thik nhi hui...uske liye koi solution bta dijiye please
Hi mam hum apne dono dog ko apne bed par sulana nhi chahte hai agr koi our room me sift karte hai to kuch na kuch nuksan kar dete hai jase diwar ka paint utar diya jaise kuchh bhi nuksan kar dete hai
Mera doggy bhut aggressive ho gya h uske liye koi dawai btaiye pls
Dear mam..Maine Abhi abhi ek Adult Dog ko Adopt Kiya Hai Vo GSD male hai Adoption ke 3rd Day's me mai use nahla raha tha tab usne mujhe bite kar liya..Lekin Mai jyada injurd nahi hua mamuli sa Scratch aaya tha..mai Apne dog ke sath Kaisa Treat karun..Kya vo mujhe future me Aur Bite kar sakta hai kya..?
Please Do Reply
Mera dog indie hai 8 months ka. Mere hath aur gharke baki logo ke hath bahot jyada kat ta hai. Uska khelna yani hath kapde katna hi hota hai. Toys se kam aur hath se jyada khelta hai. Pareshani hoti hai.😅
Kya hum use calcium kee hadi de sakte hai
Ma'am kya dog ko corona vaccine lgana jruri h pls btaye ?
Thank you so much for your information
Thank you very much 🙏 Di guard dog ki tarah Rakha h Lekin anjan aadmi Ko nhi bhokta agressive krne k liye kya Karu Di plz help
Ham are yha 1 street dog h 1 year ka per vo ah bhi nhi sudhra her cheez ko katta h her ghar m aane jane valo p ya bahar le jane p bhi subke uper chadta h mana karne. Play bite karta h bahut hi jyada shor machata h padosi bhi hum p gussa hote h kya kare
Mera golden retriever koi b item like hanky ya soaks le leta h to vapis nahi deta or agrasive ho jata h bite b kar deta h any solution please
Mera puppy 1 month ka ka mere hath ko kata ni kheltay tym dat lg gya tho koi infection ni n hoga ? Injection lgwana chaiye kya
Shiny itne dino baad 🥳🥳🥳🥳
Mere pass 3 months ka beagale hai woh bhi bahut kaata hai kya ye puppy aage kab tak kaatega?
मैं एक खरगोश को बचाया था उसे मार कर मांस के लिए मैंने उसे खरीद लिया और घर ले आया। वो डरा हुआ था तो मैंने उसे बेडरूम में रखा और उसके पैर पर घाव था उसे ठीक किया उसके बाद उसका रूम बनाकर उसे वहां रखा पर जब भी उसे पोट्टी करनी होती हैं तो वह बेडरूम में आ जाता है। उसका क्या उपाय हैं। कृप्या जरूर बताएं।🙏
3 month puppy h lebra dor khane me kya kya de skte h
3,4month ke puppies ka pagalpan ka ilaaj kya?
mam mera puppy labra hao inka diet plan kya hona chahiye aur yeh jab bhi khatta hai potty kar deta hai 3 month ka hai please solution de
Mera pas garman shafred femily or vo 6 month ki hogi h vo aggresive bhut hoti or mujhe katti h eske liye ky kre ki vo Kate ni or lakdi bhi chawa ti h
Can street dogs too can learn all basic n advance training
Can we expect d same from pomarian dogs
Thnx
mere pas ek outdoor kitten hai. wo 3 - 4 months ka ho chuka hai. par abhi bhi wo khelte khelte panje mar deta hai ya fir jor se kat leta hai aur aksar farsh par biche hue paydan par potty bhi kar leta hai. use kaise sudharun?
Hlo sis humne bhi baby dog liya hai but but smjh ni ata usko dhudh ke ilawa kya khiye kuch Ni.khata v
Mera 8months pappi matwala
Jaisa hota hai,
Kuchh bimar hai kya ???
On year German shepherd ko khane me kya de or kitni quantity me de?
Dear Mera papy ek saal ka ho gaya hai aur usko wake ke liy le jaati hai to woh kisi ko bhi katne run karta hai usko rokne per palat ke muche hi bite karne ki kosish karta haimai usko 20din se tahla nhi paa Rahi ho kuch advice de please
Thanks good tips 👍🏻
Thankyou so much
Mam chota puppy ko pedigree de sakta hai
कोनसा विनेगर use करना है
Mam mera two months ka dog hai uska gala ma pata bandhkar usa bhar kab legya saktha hai
Puppy baar baar bhok ta kyu hai. Khelte khelte gussa hota hai .fir hum dar jate hai
Mam mera indian Street dog he, ab vo ek saal ka ho gaya he, fir bhi vo bahar ghumne jaane se darta he, me kya karu?????😢
Rabbij ka vacation 1 sal me kitne bar दिया जाता हैं
Mam mere pass mudi dog hai our uska sir me hand touch karte hai to katata hai kya kare
Mam puppy jo bite karta hai aur blood vhi nikl deta hai toh ussa kuch problem nhi hoga na mujha usko sara vaccination laga huwa hai aur wo ghar pa he rehta hai plz batyee mam
Ki hai per vah pata nahin kya ho jata hai maine kitni bar yah kuchh bhi aazmayen per vah manta hi nahin hai har koi chij kat deta hai uske teeth itni shop hai mera dog white colour ka vah bahut aisa hai ki kisi bhi chij ko kat deta aadhe se jyada chijon ka Aisa lagta hai Jaise hamara ghar kitne aap iska koi bataaoge ki jisse ine chijon ko Kate na aap isko koi solution bata sakte hain and what is your name
हमारे डॉगी को घर वालों के अलावा कोई भी बच्चा या व्यक्ति टच कर दे तो उसको आग लग जाती है और वह अचानक उसे काट लेता है,
दूसरी बात ये बताइये कि उसके दाँत हल्के फुल्के लग जाए तो क्या इंजेक्शन लगवाने जरूरी हैँ ?
Dd mre puppy kuch dinose bot kuja rha hai hmelga woh kuji hai fir hm usse dkeya hai dobar liken v koi acha result nahe mila hai hmne sb kr lya fir v uska wsa hi hai 😢kuch upai btayae hmko ky ky krnga hga
I have adopted a street dog. It's continuously loosing furs. I can see the skin in patches. How can I fix this? Please guide me.
dont give them salt and sugar.. and visit a vet they will give you some suppliments which makes ur puppy fur nd body perfct
Mera puppy three months ka h but kathabhout h to kya karna chiye usko rokne k ley
मैंने दो इंडियन इंडियन डॉग को अडॉप्ट किया था 6 साल पहले, एक डॉग बिल्कुल शांत है दूसरा बहुत अग्रेसिव है, अगर मैं उसे घुमाने बाहर लेकर जाऊं तो वह इतनी जोर से खींचता है कि मुझे घसीटते हुए ले जाता है, आपके पास कोई सलूशन है इसका plz बताएं
Is vjh se mne apne puppy ko kuch bhi sikhana chod diya tha jsi usse hello vgrh bolo vo puppy bitting krta tha ...chote m hlo krta tha ab kch ni krta🤦🤦 ....
Ab vo ghr me sbka boss hai daato to ghurrane aara ajkl dust
Very informative video ❤
Ma'am mere pass ek female street dog h Jo starlized bhi h.abhi vo chupchap jakar ane Jane Wale logo ko kat rhi h.plz mujhe batayein ki kaise uski biting ki aadat chudayein plz help me.
kya hum 5 years ke dog ko train kr sakte hai kyoki ye kabhi bhi achanak se khelete khelete sach mein bite krne lagta hai aur kabhi bhi violent ho jaata hai
Mam puppies ko kaise pup or pee ke liye train kare?