Jindagi tune suluk aise kiye sath mere Ye to accha hai bandhe hue hai hath mere Roz main khud me lauta hu nadamat ke sath Roz mujhko phek aate hain kahi jajbaat mere
Zara si der ko shakhte me aa gye the hum ...2 K ek dujje k raste me aa gye the hum...2 Jo apna hissa bhi oro me baant diya krta h ... ek ese shakhs k hisse me aa gye the hum...😍😍😍
Hijrat ka irada to hamara bhi nahi tha, Par iske alawa koi chara bhi nahi tha, Do bol bhi meethe nahi the humko mayassar, Yaani ke Hume tinke ka sahara bhi nahi tha, 🌹☝️👏💞🎈🎈👏🎈🎈💖
Zindagi tune suloog aise kiye sath mere vo toh acha hua hai ki bandhe hue hai hath mere, roz mai laut ta hu khud me nadamat ke sath roz mujhko kahi fek aate hai jazbaat mere
Na chahate huye hotho ko khol lete hai. jhajhodata hai koi anadar to bol lete hai yaha to dastko par dar bhi kholate nahi log hamare gaun me dil bhi khol lete hai do bol bhi mithe na humko the maytsar yaani humko tinke ka sahara bhi nahi tha
*Ismail Raaz ka sabse pasandida sher comment karein!*
Meri Tanhai dekhenge to hairat karenge log,
Mohabbat karna chor denge ya sirf Mohabbat hi mohabbat karenge log....
Yaha to ladkiyaan achha sa ghar bhi chahti hain,
Humare paas to achha libas bhi nahi hai
Hijr ki raat hai aur aankh mein aansu bhi nahi,
Aise mausam mein toh barsaat hua karti thi
वो हाथ किसी और के हाथ में था
उसके कलाई पर घड़ी थी मेरी
Jindagi tune suluk aise kiye sath mere
Ye to accha hai bandhe hue hai hath mere
Roz main khud me lauta hu nadamat ke sath
Roz mujhko phek aate hain kahi jajbaat mere
Zara si der ko shakhte me aa gye the hum ...2
K ek dujje k raste me aa gye the hum...2
Jo apna hissa bhi oro me baant diya krta h ... ek ese shakhs k hisse me aa gye the hum...😍😍😍
** Koi puche to jaake keh dena tere shayad ne badi Dhoom macha rakhi hai ** kya baat ❤️🥂
Shayar *
Masha allha ismail byta
हिंदुस्तान के युवा शायर इस्माइल राज़
Ismail Raaz Sahb ka sab shayari Kamal k Hain ❤️❤️❤️
تیرے ستائے ہوئے لوگ ظرف والے ہیں
ہزار شکوئے ہیں لیکن لبوں پہ تالے ہیں
My favourite Young Indian shayar.
Thanks!
لاجواب۔۔۔۔واہ۔۔۔❤🎉
SubhanAllah 👏👏
Waah ismail bhai ❤❤
The best shayari I heard live
Bahot khoob Ismail. Proud of you Bhai.
Kya kehne hai bhai jaan❤
Zaburdast 👏👏
First viewer And ist liker 😍😊
Zindabad ismaeel sahab
अद्भुत भाई ❤❤❤❤
Hijrat ka irada to hamara bhi nahi tha,
Par iske alawa koi chara bhi nahi tha,
Do bol bhi meethe nahi the humko mayassar,
Yaani ke Hume tinke ka sahara bhi nahi tha,
🌹☝️👏💞🎈🎈👏🎈🎈💖
💖🎈👏💞☝️🌹❤️😍💓
Bahut shandar badh bhai zindabad
Mohabbat Mohabbat Mohabbat ♥️
Zindagi tune suloog aise kiye sath mere vo toh acha hua hai ki bandhe hue hai hath mere, roz mai laut ta hu khud me nadamat ke sath roz mujhko kahi fek aate hai jazbaat mere
Maza aagaya raaz saheb
Wahhhh janab
Very nice sir .....bahut badhiya .👍
WAAH ISMAIL BHAI
I saw your video last year.. Nice to see you on long hair..
I'm so lucky k ye mere bahot acche dost h
👏☺️
Wah wah
Ismail raaz❤❤
Waah waah
Gazzab
خوبصورت شاعر
Ismaail Raaz waaah
glowup hi hogya sir aapka toh
Naya hairstyle mast lag rahi hai ismail bhai
Infact aap dhoom macha rakhi hai
Bhut khoob bhaai
Hamare gaon mein toh Dil bhi khol lete hai
Bahut khoob.. Lajwaab 💐
Chirag e roshni Pe Dil e khwaish Nahi Daab gaya Suraj tal o Tale✌🔏
Super 👌 bhai
Waah
Good thoughts
एक सेहरा में बो दिया हैं मुझें ,
मेरे लोगों ने खो दिया हैं मुझें,
Na chahate huye hotho ko khol lete hai.
jhajhodata hai koi anadar to bol lete hai
yaha to dastko par dar bhi kholate nahi log
hamare gaun me dil bhi khol lete hai
do bol bhi mithe na humko the maytsar
yaani humko tinke ka sahara bhi nahi tha
Mujh ko suniye nazar andaaz na kijiye Sahab
Mere halat se achche hai khayalat mere 😍🔥
Meri talaash mein kon aayega mere andar,
Yahi par phenk diya jaye markar mujhko🔥
Hijr ki raat hai aur aankh mein aansu bhi nahi,
Aise mausam mein toh barsaat hua karti thi
❤️❤️❤️🔥🔥💌
2:30
यहां तो लड़कियां अच्छा सा घर भी चाहती हैं
हमारे पास तो अच्छा लिबास भी नहीं है
Aise mausam me to barsaat hua Karti thi
گرا پڑا کے نہ یوں تار تار کرجھ کو
لفظ یوں وزن میں نہیں معذرت
Yaha to ladkiyo ko achha saa Ghar bhi chahiye hai
Hamare pass to achha libas bhi NAHI hai
4:45
6:09
7:20