Mujhe bhaut tension ho rha tha kyuki mera b kal frist flight hai maine youtube main bahut sare video dekhe lekin un sab main kuch samaj nhi aaya lekin ae video dekh kar sab kuch samaj aa gya .. thank you bhai
7 kg se jyda nhi ho skta.. aur hand bang me aap sab kuch leke nhi ja skte ..aap ek bag sath me leke chalna kab kya issue krde ye isliye fir waha kaha bag dhundige
*sir yeh batana agar domestic flight ho india india ke andar kahi jana hoto usme konse airport par jana hota hai domestic airport alag hota kiya ya wahi international airport par jana hota hai*
@@TechPandaWeb*sir yeh batana ke jab india india ke andar jayenge to domestic airport alag hoga kiya ya wahi 1 airport hoga ya international alag hoga*
Very helpful video.. Agr 2 person travel karna ho to 2 bag le jaa sakte hai bro. Or dono beg ka weight kitna hona chahiye. Or boarding pass kya hota hai thora batayega. Qki 24 September ko mera bhi flight hai banglore ka
Boarding pass final ticket jisme puri details hoti hai apka seat number flight kaise gate se leni hai aur sab.. per passenger 15 kg aur fir hand bag 7 kg ..
Bohot bohot bohot shhukriya brother meri pareshani dur hogayee❤❤❤❤
बहुत अच्छी तरह से समझाया है। धन्यवाद।
Mujhe bhaut tension ho rha tha kyuki mera b kal frist flight hai maine youtube main bahut sare video dekhe lekin un sab main kuch samaj nhi aaya lekin ae video dekh kar sab kuch samaj aa gya .. thank you bhai
Kya hum sirf ek hand bag carry kar sakte hai kya kyuki mujhe bus ek bag lekar Jana hai uske sath koi trolly nhi lekar Jana hai
Aur hand bag main hi hum log apne sare kapde rakh sakte hai kya
Please reply bhai
7 kg se jyda nhi ho skta.. aur hand bang me aap sab kuch leke nhi ja skte ..aap ek bag sath me leke chalna kab kya issue krde ye isliye fir waha kaha bag dhundige
@@TechPandaWeb bag main kapde rakh sakte hai na
मस्त वीडियो है भाई मजा आ गया बिना स्किप देखा मै तो 😊
Thks
18 तारीख को यानी परसो मेरी फ्लाइट है मलेशिया से कोलकाता एयरपोर्ट ❤
One of my dreams!☺️
Yes
🇮🇳जय श्री भारत (INDIA)🇮🇳Jai Shri Bharat (INDIA)🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Congratulations you gona get your first flight ❤❤
Bhut dhanyawad Bhai apne btya
Bhai like subscribe krdo fir
Bhot brhya bilkul sahi
Bahot sahi video hy vai
Bhai esme platform bi hote h railway station ki tarh ye bato msg karke
Thank You Bhai ❤️
Thank you so much Bhai apane bahut acha.video banaya hai
Thnks
Sir बहुत अच्छी जानकारी ...❤❤
sar bording paas kya hai aur kaise nikale ??
Maja a gaya bhai aapka video dekh ke very good 👍
Very nice information 🙏🏻🙏🏻
Thnks
Viman me Sona gold pahan sakte hai
Thanks for this video dear bhae
Kya hum contct lense luggage bag me le ja skte hai?
Ha
Agr 2 person hai toh luggage 🧳 2 rakh sakte hai aur ek ka weight 15kg hona chahiye maximum right ?
Thx❤❤❤
Subscribe plz
Main gaya tha par 1 hours phle pauch na parta hai bahut Aasan hai ❤❤❤
Thanks bhai god bless you 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹so easy information
Best jankari
Thnks
क्या खाने पीने का क्या क्या सामान ले जा सकते हैं
Please acchi tarah samjha dijiye pahli bar ja rahi hun
Bhai arrived hone ke baad laguag kitna time lagta hai aane me
Kya Ander aawaj aata hai ki nhi jaise bahar se sunne ko milta hai
Nhi
@@TechPandaWeb Bahut se log bolte hai ki ander bhi bahut aawaj sunai deta hai krke
Nhi..bus hlki ayegi
Bahut badiya, mein b plan kr raha hu Goa Jane ka
Great 😉
Best information
Thnks
Amazing My first dream
Super video sir ji... 🙏🙏👍👍
Thnks,, plz subscribe nd support
bhai niche sidhiyo se chdna h yr, upar bridge se nai
Online tickets krane ...pr hand m kese milegi tickets...pls reply 😅
Very nice video
Thanks brother 💙 ❤️
Thank you🌹🌹🌹 so much bhaiya jankari dene ke liye dhanybaad
Thnks
Airport pe raat me rukne ki vyawastha hoti hai kya? Pls batana bhai
Bhai hand beg jo lekar jate h usme muffler gloves winter cap power bank ye sab rkh skte hai kya
Ha
Window seat ke liya total kitna pay karna padta hai
Thanku bhi🎉🎉😂❤❤❤❤❤❤
Beautiful
Agar connecting flight ho or Layover time 1.5 hour ka ho to kya kare ?
Bhai ticket online le ya airport me .. offline..
Sar India se Oman dava lekar ja sakte hai
Ha
@@TechPandaWeb sar koi problem to nhi hogi
Good 👍
ticat katena ma keya keya lageta hi
One of my dream
Mobile se bording pass kaise nikale
Ticket book kya kya documents
Tambaku vagerah bhi nahi le ja sakte hai kya
Nhi
Kitna saman sath allow ha 2 bad hoga to
Boding pass kitne din pahile nikala jata ji
Thanks sir
flight m COVID certificate v lagta h kya ... reply plz...mujhe jaruri travel karna
Thanks alot 🙏🏻
Thanks ❤️
Web check in ghar se nhi hota online wha ja ke hi boarding pass milta hai
Good information .
लगेज में चोटासास screwdriver, या tester ले जा सकते ?
क्या बिलुल नही
Luggage me chal jayega
@@TechPandaWeb thank you for prompt reply .i will be carrying 2 lac cash. क्या वो कैश निकालकर दिखाना पड़ेगा
वो मेरे handbag में होगा ।तो कैसे करें
Thanks for watching this video bro ❤
Please tell me ,how much money I have to pay😮for getting window seat.
Depend on your airline
Thanks bro.. 😍😍
Agar meri flight morning 6:00. am pe hai to 10 hours pahle ja sakte hai airport mein
Ha
Saving bag le ja sakte hai kya
Nice 👍🙂
Bhai mara aaj ke fight ha night ma Jaipur to mumbai or mumbai to bangalore tho mara pass do bag ha ma dona bago ko carry kasa karo
2 bag kaise kaise bag hai?
29 tarikh gujrat to Saudia arebiya 😊
*sir yeh batana agar domestic flight ho india india ke andar kahi jana hoto usme konse airport par jana hota hai domestic airport alag hota kiya ya wahi international airport par jana hota hai*
Domestic
@@TechPandaWeb*sir yeh batana ke jab india india ke andar jayenge to domestic airport alag hoga kiya ya wahi 1 airport hoga ya international alag hoga*
Dono alg hota hai .. delhi me domestic ke liye alg bna huwa hai and international ke liye alg
@@TechPandaWeb *sir yeh batao entry to wahi 1 airport se hogi ya alag hogi*
Very helpful video.. Agr 2 person travel karna ho to 2 bag le jaa sakte hai bro. Or dono beg ka weight kitna hona chahiye. Or boarding pass kya hota hai thora batayega. Qki 24 September ko mera bhi flight hai banglore ka
Boarding pass final ticket jisme puri details hoti hai apka seat number flight kaise gate se leni hai aur sab.. per passenger 15 kg aur fir hand bag 7 kg ..
@@TechPandaWeb thank you dear
Sir ek bat kisi ne nahi batai.
Passenger ki chaking kaise hoti hai
Kya kya chak karte hai. Puket me hat marte hai
Ha sab Tarah se check agar unko hlka sa bhi doubt huwa tb pura bag Samaan nikaal ke
Bro mera connecting flight hai kaise jao mai plzz video banaao
Bhai boarding passs phone me nikal sakte h kya
Thanks bro
thank you
bhaiya bahut jaldi hi jane vale hai indore ❤❤❤
Happy journey
Please tell me agar three persons ja rahe hai hai to per person 15 kg lekr ja sakte hai ja fir teeno k paas 15kg ho
Per person 15kg 15 +15+15
@@TechPandaWeb thank you so much
Local flight me khana ki facility bhi hai ja charges lagte hai
@HarjitKaur-um4ol plz like subscribe nd share
Hiii is RTPCR reports are compulsory though we are Fully vaccinated please ans traveling from Mumbai to Delhi
Delhi me to koi test nhi na he koi report dekh rhe h
@@TechPandaWeb mumbai airport pe rtpcr ki jrurt h ya nhi
Nhi
Tq bhai Kal ki flight he meri
Plz subscribe nd like
Happy journey
Kitne din pehle web check-in karna hota hai
Thank you sir
Nice🥰🥰🥰
Thanks
@@TechPandaWeb pehle bar flight me bethne se uchar se daar lagta hain
Sir ji kya 5din ke andar ticket mil sakta hai ya phir book ho jayega
Ha
Jo luggage carry karte hai wo kya aapko destination airport par milega kya ya aapke hi plane me saath jayega
Apke sath jayega but destination pe pahuchne ke baad molega
Vacation chek hota hai kya brother
Abhi to bus temperature he check kr rhe hai
26 August ko Delhi to bhuneshwar jna h flight se or booking nahi h humri ..kya ussi din ja kr ticket mil jyegi hume airport se
Mil jayegi but wo costly padegi
sir kya zaruri hai k voter card aadhar card or Pan card ye sab hon ya in mai se koi ek bhi chalega ? please answer
Koi ek
@@TechPandaWeb ok thanks
Thanks
Mera only Addhar Card hai me flight travell ke liya allow hai na bhai
Ha
Tq Bhai
Subscribe nd support
Agar koi patient sath mein ja raha hai to usko flight Tak kaise pahunchaya jaega
Andr sab rehta h
Bahi Air Asia sa upar geya upar sa indigo mya chala geya kaya
Gya air Asia se waps aya indigo se.. dono video mix ,,jo clip sahi lga use use kiya hai isliye mix
Bhai vaccine ka report lagta he kya airport me haydrabad to kolkata
Lgta to hai nhi but apke pass ho to carry krna sahi rahega
window site k leye kitna extra pay karna hota hai
Apke airline pe depend krta hai kitna wo le rhi hai, kabhi kabhi to bina pay kiye apko window wali mil jayegi
Check in bragged ka security check nhi hota hai
Nice explanation
Thnks
Kitna weight hona chahiye bag main
15 kg single bag aur ek hand bag 👜 7 kg tk
Saans lene me dikkat hoti hai kya? I mean suffocation wgera....??
Nhi
Boarding pass kha se lena hota hai jis company ka flight hai waha dete hai kya
Ha
@@TechPandaWeb aur Lage check kahan karvana padta hai