अच्छी स्पष्ट जानकारी । यह एप लंबी लाइन से मुक्ति दिलाता है ।चिल्हर राशि के झंझट से मुक्ति के साथ यह पर्यावरण के लिए भी सही है क्योंकि पेपर विहीन टिकिट भी इसमें निकलती है । आम जनों के लिए रेलवे ने यह अच्छा एप जारी किया है । एक समय था जब टिकिट लाइन से लेना यानि परेशानी झेलने का सबब था । कभी कभी लाइन के नाम पर झगड़े भी होते थे ।
भाई टिकट का स्क्रीनशॉट लेने के लिए स्क्रीन रिकॉर्डिंग थोड़ी देर के लिए ऑन कर और उसके बाद थोड़ी सा वीडियो बनाकर आप वीडियो से स्क्रीनशॉट ले सकते हैं आसानी से
Sir ji incase agar ham late hogye and train nikalne hi wali ho to kya ham train ke andar baith kar ticket book kar sakte hai ya fir ham ko train se niche utar kar platform par khade rehkar book karna padega please confirm????
New rule ke according aap kahi se bhi ticket kr sakte hai.. But app me abhi update se related issue hai.. Kai logo ko train ke ander se ticket krne me dikkat aa rhi h..
Bhaiya mujhe Kota to varansi jana hai aur mai tatkal ticket try karunga agar usme baat nhi bani to mai iss app se ticket book kar sakta hu naa general kaa aur itne lambe safar me koi dikkat to nhi hogi naa yaani jaise 1.5 day lagega to ticket me koi problem nhi hogi naa. Please reply
Net nhi bhi ho tb bhi aap ticket show kr sakte hai.. Video me galti se internet bol diya hu.. bolna ye tha ki agger update mang diya our net na chale to bina update kiye app nhi chalta hai..
Nhi aap aisa nhi ker sakte hai paper less ticket me.. Ha paper Ticket me aisa ker sakte hai but station pr jaker aapko machine se ticket nikalna hoga.. pura video dekhiye maine bataya hai...
@@techarcanemumbai se 12.00 baje train aa rahi hai aur Surat Mai 4.00 baje aa rahi hai to mere ko surat se nikle ka hai mai kab kar sakta hu uts app se Kitna time valid rahnege
Bhaiya ye batao isme kitne distance tak ki (limit) ticket book kar sakte hai . Aur aur ticket reservation k liye kaun sa app hai. Dono ka reply de dijie
Paperless or print ticket ke bare me confused hun bhai ..aapka pura video dekha h,paperless ticket me mobile khud ke pass with internet hona chahiye, or print ticket kisi dost ne bhi apne mobile se uts app se book karke Atvm/ticket counter se print ticket nikal kar de sakte h,Ye dono mod isi kam ke liye h..agar me sahi hun to yes ....bholna bhi..
NAMSKR SIR AND HAPPY DIPAWALI DEAR SIR APP NE BAHUT HI ACCHI JANKARI DI HAI SO VERY THANKS SIR MAINE PAYTEM SE 200KA WALLET RECHARGE KIYA THA LEKIN MERE ACOUNT SE PAISE BHI KAT GYE HAI LEKIN UTS WALLET ME PAISE NAHI AYE HAI LAGBAG 7DIN HO GYE HAI PLEASE SIR KOI SOLOUSION BATHAYE .
Agger aapke R-Wallet me paise nhi aaye hai to ho sakta hai bank ki taraf se issue hua ho jo 5 to 7 days me wapes aa jate hai, abhi festival season chal rha hai to bank kai dates per band the isliye time laga hoga, thoda our wait kr lijiye our tb bhi na aaye to aapko bank jana padega pata krne.. Happy Diwali.. Thanks for your compliment..
Kisi bhi train se ker sakte hai pr time limit hoti hai our agger aapne mail ka ticket liya hai to aap sirf mail me ya usse niche wali kisi train se ja sakte hai.. Express train me nhi ja payenge
Sir lambe safar ke liye tikat book kar sakte hai jaise dilli se Varanasi Kya o ticket show karega kyo ki aapne bola ki ticket sirf 2 gante ke liye show karega
Long route ka ticket aap le sakte hai.. 2 ghate kahne ka mtlb hai ki aapki train us timing pr honi chahiye, ek bar aap train pakad liye uske baat wo valid hi rehta hai..
Bhai ye batana ki paperless ticket se lambi duri ki yatra kar sakte h kya,pahle to lambi during ke liye print ticket lena hota tha..Thora details me batana bhai..
2 hrs tk valid hota h iska kya mtlb h , agar maan lo uts se mene ticket liya fhir train me yaatra kar raha hu or train late ho gayi or 2 hrs ho gaye destination tk pohochate huee to kya vo valid hoga ticket
Agar mai aise book krta hu 1 ticket aur mera frnd bhi next dibbe me baitha ho aur mai osse apni id aur password bta du to wo bhi login krke tt se bach sakta h
Nhi.. Jis mobile me ticket book hota hai usi me show karega.. Aap bhale hi log in kahi bhi kariye ticket jis mobile me karnge usi mobile me show karega
2 ghante ka ye mtlb hai ki agger aap paper less ticket lekr ke 2 ghate tk kisi train me nhi baithe hai to wo ticket apne aap cancel mana jata hai. Agger aapko thoda late me jana hai to paper ticket lijiye..
Ticket krne ke baad na to aap screenshot le sakte hai na to share ker skte hai, ha mobile change ker sakte hai logout kerke our jisko dena hai ticket usko apne mobile me login krna hoga aapka account
Station per jb aap ho our paper less ticket book kerna ho to aap counter per lage QR ko scan ker sakte hai our ticket book ker sakte hai.. Isse faida ye hoga ki us station per aane wali sabhi train show karega jaha se aapko jaha tk safar kerna hai..
Aapko date time select nhi kerna hai, jb bhi jana hai uske 4 ghate tk jo bhi train hoga wo show hoga our jis route pr jana hai wo select krna hoga.. Maine sara process bataya hai video pura dekhiye
Yr app kholo to pehle.. Jb aap source station and Destination station daloge to uske baad route aata hai our uske baad apne aap dikha deta hai agle 4 ghante me kaun kaun si train hai..
अच्छी स्पष्ट जानकारी । यह एप लंबी लाइन से मुक्ति दिलाता है ।चिल्हर राशि के झंझट से मुक्ति के साथ यह पर्यावरण के लिए भी सही है क्योंकि पेपर विहीन टिकिट भी इसमें निकलती है । आम जनों के लिए रेलवे ने यह अच्छा एप जारी किया है । एक समय था जब टिकिट लाइन से लेना यानि परेशानी झेलने का सबब था । कभी कभी लाइन के नाम पर झगड़े भी होते थे ।
Pehli baar TH-cam pe kisi ne jankari achhi btayi h ... Achhe se btane k liye 100. Baar dhanyawad sir ❤️❤️
Thankyou 🙏
Samjhane ki tarika bagut achi thi!
Thankyou 🙏
बहुत अच्छी जानकारी दी है आपने
Thankyou 🙏
Explain bahut achha kiye ho bhai
Thank bhai
New technic people will use in new india
Yes...
Bahut sahi btaya bhai ❤
Thankyou 🙏
La zavab zankari thank you sir ❤🎉
Most Welcome 🤗
Bahut hiaacha guide kiye sir..🙏
Thankyou 🙏
Thank you 🙏
I live in gorakhpur 😄
Your Welcome 🤗
This is a great video! Thank you so much here kislux for making my budget look more reasonable.
Thank you 🙏
Very helpful thanks sir
Thankyou for your compliment
Thsnks
Most Welcome 🤗
Good😊
Kya Ghar se bhi ticket book kar sakte hai or kitnay time' pahle ticket book kar sakte hai
Ha ghar se book kr sakte hai.. 4 ghante ke ander ki train show krta h to utne pehle ka book ho jata hai
भाई टिकट का स्क्रीनशॉट लेने के लिए स्क्रीन रिकॉर्डिंग थोड़ी देर के लिए ऑन कर और उसके बाद थोड़ी सा वीडियो बनाकर आप वीडियो से स्क्रीनशॉट ले सकते हैं आसानी से
Bhai railway itna murkh nhi hai. Screen recording ke time ticket show nhi hota hai.
Our waise bhi screenshot manya nhi hota hai aapko aap me ticket show krke dikhana hota hai..
Sir ji incase agar ham late hogye and train nikalne hi wali ho to kya ham train ke andar baith kar ticket book kar sakte hai ya fir ham ko train se niche utar kar platform par khade rehkar book karna padega please confirm????
New rule ke according aap kahi se bhi ticket kr sakte hai.. But app me abhi update se related issue hai.. Kai logo ko train ke ander se ticket krne me dikkat aa rhi h..
Sir meri train raat ko 4 baje hai hamko kitne baje karenge to valid rahega please reply
@@techarcane
Sr journey ticket aa reha hia fast options,,,normal ticket nhi aa rha or next step lekhyea nhi aa raha
Mai smjh nhi paya aap kya puchna chah rhe hai..
Informative
Thankyou 🙏
Bhaiya mujhe Kota to varansi jana hai aur mai tatkal ticket try karunga agar usme baat nhi bani to mai iss app se ticket book kar sakta hu naa general kaa aur itne lambe safar me koi dikkat to nhi hogi naa yaani jaise 1.5 day lagega to ticket me koi problem nhi hogi naa.
Please reply
Koi dikkat nhi hogi.. Bilkul aaram se ticket lijiye
@@techarcane ok thank you bhaiya
Jankari bahot achii hai par s.s ya Sher ka option hota to achha tha kyuki t.c aye or net nahi raha to kya fayda ,so muje achhi nahi lagi ye aap.
Net nhi bhi ho tb bhi aap ticket show kr sakte hai.. Video me galti se internet bol diya hu.. bolna ye tha ki agger update mang diya our net na chale to bina update kiye app nhi chalta hai..
Tab sho kare ga
Or Mumbai me to railway me bahot net issue hota hai
Sir, is app k through me apne relatives i.e father, brother etc ka ticket book kr skta hu or unke phone pr ticket share kaise ki jae, pls tell me🙏
Nhi aap aisa nhi ker sakte hai paper less ticket me.. Ha paper Ticket me aisa ker sakte hai but station pr jaker aapko machine se ticket nikalna hoga.. pura video dekhiye maine bataya hai...
Sir registration me dob format kese rahega pehele mmddyy format me a raha hey kya karo
Day Month Year
पेपर लेस टिकट कितना दूर और कितने समय के लिए बुक हो सकता है।
199 km tk ki yatra ke liye 3 ghante pehle ticket le sakte hai our 200km ke uper tk ki yatra ke liye 3 din pehle le sakte hai
@@techarcanemumbai se 12.00 baje train aa rahi hai aur
Surat Mai 4.00 baje aa rahi hai to mere ko surat se nikle ka hai mai kab kar sakta hu uts app se
Kitna time valid rahnege
@@techarcane agar man lijiye 25 km tak kahipe Jana hai to kitna time aage ticket book kar sakta hun ??
Bhaiya ye batao isme kitne distance tak ki (limit) ticket book kar sakte hai . Aur aur ticket reservation k liye kaun sa app hai. Dono ka reply de dijie
Jaha ka ticket chahiye mil jayega.. UTS app se book krna hai.. bataya to hai maine video me.. Pura video dekhiye
Paperless or print ticket ke bare me confused hun bhai ..aapka pura video dekha h,paperless ticket me mobile khud ke pass with internet hona chahiye, or print ticket kisi dost ne bhi apne mobile se uts app se book karke Atvm/ticket counter se print ticket nikal kar de sakte h,Ye dono mod isi kam ke liye h..agar me sahi hun to yes ....bholna bhi..
Thanks dada
Thankyou for your compliment 🙏
Mai train mein hi baith kar usi train ka ticket book kar sakta hu kya ye bhi bataiye ?
Ha ab aap ticket ker sakte hai, pehle aisa nhi tha
Very nice
Thankyou 🙏
Is app se kitni duri tak travel kar sakte h
Kitni bhi duri ka ticket book kr sakte hai..
भाई डिस्प्ले बड़ा होता तो अच्छा दिखता 🧐
Ha uspr work chal rha hai
Sir IRCTC ki ID is pe kaam karti hai kiya
Nhi
NAMSKR SIR AND HAPPY DIPAWALI
DEAR SIR APP NE BAHUT HI ACCHI JANKARI DI HAI SO VERY THANKS
SIR MAINE PAYTEM SE 200KA WALLET RECHARGE KIYA THA LEKIN MERE ACOUNT SE PAISE BHI KAT GYE HAI LEKIN UTS WALLET ME PAISE NAHI AYE HAI LAGBAG 7DIN HO GYE HAI PLEASE SIR KOI SOLOUSION BATHAYE .
Agger aapke R-Wallet me paise nhi aaye hai to ho sakta hai bank ki taraf se issue hua ho jo 5 to 7 days me wapes aa jate hai, abhi festival season chal rha hai to bank kai dates per band the isliye time laga hoga, thoda our wait kr lijiye our tb bhi na aaye to aapko bank jana padega pata krne..
Happy Diwali..
Thanks for your compliment..
General ticket mein ye likha rehta hai ki kis train se safar karna hai ki kisi bhi train ke general se safar kar sakte hain ?
Kisi bhi train se ker sakte hai pr time limit hoti hai our agger aapne mail ka ticket liya hai to aap sirf mail me ya usse niche wali kisi train se ja sakte hai.. Express train me nhi ja payenge
Sir lambe safar ke liye tikat book kar sakte hai jaise dilli se Varanasi
Kya o ticket show karega kyo ki aapne bola ki ticket sirf 2 gante ke liye show karega
Long route ka ticket aap le sakte hai.. 2 ghate kahne ka mtlb hai ki aapki train us timing pr honi chahiye, ek bar aap train pakad liye uske baat wo valid hi rehta hai..
@@techarcane okk sir thank you sir es video se hame bahut hi help mila esi tarah aap aage banate rahiye
@@pawanvishwakarma5759 Thankyou for your Compliment 🙏
Bhai ye batana ki paperless ticket se lambi duri ki yatra kar sakte h kya,pahle to lambi during ke liye print ticket lena hota tha..Thora details me batana bhai..
2 hrs tk valid hota h iska kya mtlb h , agar maan lo uts se mene ticket liya fhir train me yaatra kar raha hu or train late ho gayi or 2 hrs ho gaye destination tk pohochate huee to kya vo valid hoga ticket
Jb aapne ticket book kiya our train pakda uske bich ka difference
Nice video
Thankyou 🙏
Agar mai aise book krta hu 1 ticket aur mera frnd bhi next dibbe me baitha ho aur mai osse apni id aur password bta du to wo bhi login krke tt se bach sakta h
Nhi.. Jis mobile me ticket book hota hai usi me show karega.. Aap bhale hi log in kahi bhi kariye ticket jis mobile me karnge usi mobile me show karega
Yani ki mobile hack ho gayi😂😂
Thanks❤ sir
Your Welcome
Sir ji maine book same process se kiya rupay bhi cut gaye booking history me show nahi kar raha hai
Server issue hoga, agger ticket book hua hoga to app per show karega our nhi book hua h to paise wapes aa jaynge
Mai general ticket book krta Hoon payment me cut jata hai or ticket v book nhi ho RHA problem solve??????
Iske liye to aapko customer care se baat krni padegi
Very nice 🤠
Thankyou 🙏
भाई करना था सुपरफास्ट हो गया है मेल एक्सप्रेस सुपरफास्ट में कैसे चेंज होगा अभी मैं ट्रेन में हु प्लीज रिप्लाई
Koi baat nhi ager TT pakadta hai to bol dena galti se ho gya our difference charge de dena
@@techarcane कितना चार्ज लगेगा
Sir video kaafi aacha tha bas ye 2 ghante wali baat nahi samajh aayi bas thoda detail mein bataiye na
2 ghante ka ye mtlb hai ki agger aap paper less ticket lekr ke 2 ghate tk kisi train me nhi baithe hai to wo ticket apne aap cancel mana jata hai. Agger aapko thoda late me jana hai to paper ticket lijiye..
@@techarcane usko kaise pata chalega ki main train mein baitha hu ki nahi
Lokal train ka ticket book kar Sakta hu ess app sa
Ha bilkul
UTS APP Viral ho gaya h
Kya ये हम घर से किसी और का टिकिट करके उसे व्हाट्सएप पर सेंट कर सकते हे,,वो वेलिड होगा क्या
Ticket krne ke baad na to aap screenshot le sakte hai na to share ker skte hai, ha mobile change ker sakte hai logout kerke our jisko dena hai ticket usko apne mobile me login krna hoga aapka account
Bhai sahab paperless kitne kilometre Tak ka wallet hai uski jankari to aapane dhi nahin
199 km tk ka ticket 3 ghante pehle le sakte hai our 200 km se jayada ka ticket 3 din pehle le sakte hai
Nice ❤❤
Thankyou 🙏
Bhaiya pass word nahin ho rha he ,pass word kis tarah daalna chaiye
Capital Letter, Small Letter, @, number ka use kariye..
Ex- Amit@2001
Tren me baith ke kar sakte hai
Ha
Ye aap se bahut sara Ticket book kar chuka hu
Password kese Banta ha
Kya is app me 1600 kilometre tak ka ticket book kar sakte hai please reply sir
Jayada duri ki train ke liye aapko counter se ticket milega
@@techarcane to vhi baat ho gai line me lagna jyada duri ki ticket kyo nahi book hota hai
@@techarcane भाई मैंने सिकंदराबाद से वाराणसी का टिकट बुक किया हु पेपर लेस UTS से मान्य होगा कि नहीं पकड़े जाने पर फाइन लगेगा प्लीज रिप्लाई
Station QR scan karne ko kab mangta hai ye APP
Station per jb aap ho our paper less ticket book kerna ho to aap counter per lage QR ko scan ker sakte hai our ticket book ker sakte hai..
Isse faida ye hoga ki us station per aane wali sabhi train show karega jaha se aapko jaha tk safar kerna hai..
Kabhi kabhi train me rahne pe QR scan karne Ko bolta hai
Bhai 2, hrs ke baad ticket show nhi karega yahi locha hai 😢😢😢😢😊😊
Ye platform ticket ke liye hai
Kitne logon ke ticket le sakte hai
4 person
Date and time and train kaise select kre plz btaye
Aapko date time select nhi kerna hai, jb bhi jana hai uske 4 ghate tk jo bhi train hoga wo show hoga our jis route pr jana hai wo select krna hoga.. Maine sara process bataya hai video pura dekhiye
5 person ho to kaise book kare
2 bar ticket book krna padega. 4+1 ya 3+2 kerke
Register nahi ho riha
Registration process ko dhyan se dekhiye
सरकारी सेवाएं इतनी गोल माल क्यूँ बनाई जाती हैं?
Hamare desh me log itne intelligent hai to government ko bhi intelligent banna padta hai..
Cancel karne par paisa wapas mil jayega
Ha.. Sir paper ticket me wapas milta hai.. Paper less ticket me koi refund nhi hota hai
Bahir uts me train ka name to show nahi karta to kis train me jake baith jayenge
Yr app kholo to pehle.. Jb aap source station and Destination station daloge to uske baad route aata hai our uske baad apne aap dikha deta hai agle 4 ghante me kaun kaun si train hai..
Sar id nhi ban rhi
Jaisa maine bataya hai waise hi kariye
😂😂
Password sahi dalo se jaise Abc123@
App bole 2 ghanta badh ticket mit jayega
Mera kehne ka mtlb hai ticket lene ke 2 ghante baad bhi agger aap safar nhi ker rhe hai to wo ticket cancel mana jayega..
Kitne din pehle booking kar sakte h ticket ?🤔
Same day.. paper less ticket me jb bhi aap search karenge to agle 4 hour ki train show karega..
Ok. Thank you sir
Reservation kaise hoga
Isse reservation nhi hota hai, yaha general ticket book hota hai.. Reservation krna hai to uska video channel pr hai aap dekh skte h..
Bakwas app 😂😂 mobile chori ho jaaye ya train se gir jaaye toh kya kare ? 😂😂😂
To next stop pr train se niche utar jaye
@@techarcane toh pese ko return karega phir 😂😂
Khatam bye-bye Ta ta
Dusre mobile me login kar sakte hai
@@onlybooyah8471 dusra kon dega akela Safar kr rha h toh garib insan ko 😂😂