Sajda e tilawat kaise karen ? ll Quran k sajde kaise karen ll

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 ต.ค. 2024
  • Ahle sunnat waljamaat fiqh e hanafi..

ความคิดเห็น • 2K

  • @Muftiamqasmi
    @Muftiamqasmi  5 ปีที่แล้ว +496

    Aaps mai mohabbat badhaiye...pyare Aaqa ne mihabbato ko phelaya...bhai bhai ban jao yhi rasoolullah ki sunnat hai ...
    Dil se a sabko salam....

    • @rizwankhan6027
      @rizwankhan6027 5 ปีที่แล้ว +8

      Aslam.alaiku.me.rijwan.khan.m.p.dewas.mera.masla.he.ki.mene.ek.praiwet.compani.me.badi.rakam.laga.di.hai.or.wo.compani.apne.wado.per.khari.nahi.uteri.janab.esa.wajifa.batay.ki.compani.mera.pesa.lotade

    • @adilhussainasaiyadqadri5997
      @adilhussainasaiyadqadri5997 5 ปีที่แล้ว +4

      AMislamiczone hazrat mene suna hai ki sazdah e tilavat agar aa jaye aur sazdah na kare aage padte hai to aage padna haram hota hai kya sahi hai ?

    • @ashfaqkhan7791
      @ashfaqkhan7791 5 ปีที่แล้ว +2

      Jazaka Allah Dua me yaad rakhiyega ..

    • @mazharhussain8311
      @mazharhussain8311 5 ปีที่แล้ว +3

      mashAllah bohat khobsorat tariqi sai samjaya mofti Sahab apni shokriya

    • @aneeqanazeer3743
      @aneeqanazeer3743 5 ปีที่แล้ว +2

      JazakALLah

  • @rukushah4849
    @rukushah4849 3 ปีที่แล้ว +28

    Mere Quran pak pade huye 2 sal hogaye mujhe ye bhi maloom nhi tha ke quraan Pak ke sajde bhi hote hai thanx you sir

  • @zarasaifi3388
    @zarasaifi3388 3 ปีที่แล้ว +198

    Shukriya confusion door krne ke liye Allah aapko tandrusti de aameen..

  • @SHAHRUKHKHAN-zl4lj
    @SHAHRUKHKHAN-zl4lj 2 ปีที่แล้ว +196

    Allah maaf kre, maine pura Quran mukammaL kar Liya, or bich me sajde nhi kiye... Ab saare ek sath krunga... Mujhe iski bilkul smjh nhi thi, lekin Insha Allah ab future me jaise hi sajde ki aayat tilawat krunga, turant sajda krunga... Hidayat ke liye aapka Shukriya. ❤️ Doston duao me yaad rkhna 🤲 Allah aapki meri aur tamam musalmano ki magfirat kre, preshaniyo se nijat de, 5 waqt ki namaj pdhne ki taufeeq ata kre, Quran Sharif ki tilawat krne ki taufeeq nasib ata kre, Roja+Haj+jakat+khairaat Ada krne ki taufeeq nasib ata kre...

  • @uzmabaig7098
    @uzmabaig7098 2 ปีที่แล้ว +40

    Assalamu alaikum Allah aapko duniya ki har Khushi de aur aapko tandrusti aur takat day 😌😌

  • @officialkehkashaRehan369
    @officialkehkashaRehan369 ปีที่แล้ว +9

    Appse muje 2023 me bhout kuch sikhne ko mila 22 saal ki age me shukriya apka bhout bhout

  • @SKhan-uk7ly
    @SKhan-uk7ly ปีที่แล้ว +5

    Sahi tarika batane ke liye bahut bahut shukriya bhai allah aapko salamat rakhe aameen

  • @mohd.nadeem8164
    @mohd.nadeem8164 4 ปีที่แล้ว +47

    Masha allah mere confusion dur ho gye shukriya

  • @allroundalvi1790
    @allroundalvi1790 2 ปีที่แล้ว +9

    allah subhana o tala hum sab ko pakka aur sachha ashiqe rasol banay amin🤲🤲🤲🤲🤲🤲

  • @haseenkhan7963
    @haseenkhan7963 3 ปีที่แล้ว +18

    Assalamu alaikum bahut shukriya Mera confusion dur Ho Gaya Allah aapko lambi umr lambi umra ata farma

  • @Tahafaq920
    @Tahafaq920 ปีที่แล้ว +11

    ❤ jazakillahu-khair mufti sir... Allah rau-l-izzat may ur lyf easy nd bestowed a mercy on uhh.. aameen 🤲

  • @saidaanjum4155
    @saidaanjum4155 5 ปีที่แล้ว +190

    Shukriya hamara confusion door karne k liye

  • @mohd.haiderkhan3823
    @mohd.haiderkhan3823 2 ปีที่แล้ว +7

    Shukriya Hazrat jazakallah khair walekum salam warahmatullahi wabarakatahu.💐 Quran Sharif ka sajda aane pr khadhe hokr Allahu Akbar kahkar (hath nhi uthana hai)direct sajde me jayenge aur 3 ya 5 martaba Subhaana rabbiyal Aala padhkr Allahu Akbar kahte hue khadhe ho Jay (koi attaiyyat ya salam nhi Krna hai) Quran Sharif continue krenge es tarike se sajda krk ....

  • @waseemansari3422
    @waseemansari3422 2 ปีที่แล้ว +1

    Assalamu alaikum main hamesha confuse rahti hun sab log अलग-अलग tarike se batate Hain per aapane confusion dur kar diya बहुत-बहुत shukriya

  • @postpositive7244
    @postpositive7244 2 ปีที่แล้ว +2

    Shukriya aapne bahut bari samasya ko kitni asani se samjha Diya Allah aapko hamesha khush rakhe

  • @Mariyasheikh7868
    @Mariyasheikh7868 2 ปีที่แล้ว +13

    SubhanAllah ❤ ❤ ❤ Alhamdulillah AllahuAkbar ❤ MashaAllah Lailahaillallah Mohammadurrasulallah ❤ 💖 💙 ♥ 💕 💗

  • @SaadansariSaadansari-x2i
    @SaadansariSaadansari-x2i 6 หลายเดือนก่อน +7

    Thanks confusion dur krne ke ley

  • @spideayaz
    @spideayaz 4 ปีที่แล้ว +9

    یا اللہﷻ یا رسول اللہﷺ
    یا اللہﷻ میری توبہ یا اللہﷻ تیرا شکر
    سبحان اللہ
    بیشک اللہ اکبر
    وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
    اللہم آمین ثم آمین یارب العالمین
    اللہ حافظ

  • @faeemali6668
    @faeemali6668 6 หลายเดือนก่อน +1

    Aap ka bahut shukriya maine apni zindagi kitne saare Quran Sharif pade lekin mujhe iska ilm nhi tha

  • @warishayasmin2090
    @warishayasmin2090 2 ปีที่แล้ว +2

    Bhtt bhtt shukriya Allah apko hamesha khush rakhe ameen

  • @vashimshaikh9261
    @vashimshaikh9261 4 ปีที่แล้ว +4

    Mashallah ❤❤😊😊🕋🕋 Jazakallah app ki wajah se hamara confusion door ho gaya 🥰🥰😊😊❤❤🕋🕋😍

  • @myownworld7781
    @myownworld7781 5 ปีที่แล้ว +7

    Asslamuailykum bhot shukriya apka sahi tarawahi btane ke liye or Aap b hum sab ke liye dua Kare mere marhoom walid ke huck me b...

  • @Hayyum_
    @Hayyum_ 5 ปีที่แล้ว +39

    Thanks for explanation in detail....i am really greatful of you my brother may blessed forever ...

    • @nehabi9008
      @nehabi9008 2 ปีที่แล้ว

      Assalamualaikum kya 14 sajde baith kr kar skte h

  • @shaikhjawed9985
    @shaikhjawed9985 2 หลายเดือนก่อน

    Allah taala har Muslim ko quran sharif padh ne taufiq de

  • @UbedKhan110
    @UbedKhan110 6 หลายเดือนก่อน

    ماشاءاللہ بہت بہت شکریہ ❤❤❤❤❤

  • @sameerbhai8278
    @sameerbhai8278 4 ปีที่แล้ว +12

    Allah aap ko salamat rakhe... Ameen summa Ameen

  • @shahwazali997
    @shahwazali997 8 หลายเดือนก่อน +4

    jazakallah khairan ❤

  • @rubykhan6766
    @rubykhan6766 5 ปีที่แล้ว +8

    Sukriya Mufti Sahab itni pyari pyari bato k liye

  • @najamkhancreation917
    @najamkhancreation917 3 ปีที่แล้ว +1

    Shukriya bahot bahot aap ka bahot ache tarikhe se bataya aap ne 🙏🙏🙏

  • @user-shabi
    @user-shabi 12 วันที่ผ่านมา

    Assalamualaikum mashallah shukriya moulvi sahab kal Mai jab quran ki tilawat kar rahi thi to mai ne baithe baithe do bar sajda kar li thi allah taala mujhe maaf farmaye ameen ❤❤

  • @aayeshabanoo3517
    @aayeshabanoo3517 5 ปีที่แล้ว +36

    Thank you confusion dur krne ke liye😃

  • @hosenurrahmanmollick5252
    @hosenurrahmanmollick5252 2 ปีที่แล้ว +25

    May allah rewards you for it❤️❤️

  • @ruksarkhan8696
    @ruksarkhan8696 4 ปีที่แล้ว +23

    Thank you so much for this information ☺️

  • @kaleemkhan6882
    @kaleemkhan6882 ปีที่แล้ว +2

    Bohot shukriya aapka , Allah razi ho aapse

  • @astafsheikh6251
    @astafsheikh6251 ปีที่แล้ว +1

    Shukriya mufti saab allah aap ko hamesha khush rkhe aameen summa ameen ameen ameen ameen ameen ameen ameen ameen

  • @manatkhan8860
    @manatkhan8860 5 ปีที่แล้ว +4

    Assalam alayekum Bhai sajde ke bare me apne bataya bhut bhut sukriya apka Bhai Allah apko salamt rkhe ameen dowa me yad rkhna sabana

  • @eliyakhan9217
    @eliyakhan9217 2 ปีที่แล้ว +6

    جزاک اللّٰہ خیراً کثیرا

  • @shavezkhan786
    @shavezkhan786 4 ปีที่แล้ว +11

    Thanks for this information this was my biggest confusion.

  • @Asifkhan-tp4dq
    @Asifkhan-tp4dq ปีที่แล้ว +1

    Sukriya mufti sahab Allah aap ko hamesha sallamat rakhe

  • @mubasshrinbano3154
    @mubasshrinbano3154 2 ปีที่แล้ว

    Walaikum Assalam..........aapka bht shukriya sahi tarika btane k liye👍

  • @ansaritabassumjameel2549
    @ansaritabassumjameel2549 3 ปีที่แล้ว +10

    Jazak Allah khairan❤️

    • @mohdakil6398
      @mohdakil6398 2 ปีที่แล้ว

      Sukrya hamara confution dur thenke you

  • @sabirhussainrangrez5209
    @sabirhussainrangrez5209 4 ปีที่แล้ว +12

    Asslamualekum.
    Thank you very much.
    You have cleared my doubt.
    May Allah bless you.
    Ameen

  • @saleemfirdous7772
    @saleemfirdous7772 4 ปีที่แล้ว +6

    JazaqAllah bht bht shuqrya 👍👍

  • @shabbirahmad1873
    @shabbirahmad1873 7 หลายเดือนก่อน +1

    Walekum assalam hazrat
    Bahut shukriya confusion door karne ke liye

  • @wahabshaikh2417
    @wahabshaikh2417 ปีที่แล้ว

    Bahot achaa baat batai molana kasmi sahab ne sukriya

  • @lovelysn9274
    @lovelysn9274 3 ปีที่แล้ว +4

    Thank u so much meri doubt clear ho gya

  • @lunagal2536
    @lunagal2536 3 ปีที่แล้ว +6

    Jazakllah khair jazakumulahu khair💛💛💛

  • @RehanKhan-dk7yg
    @RehanKhan-dk7yg 4 ปีที่แล้ว +6

    Sajde ki tilawat me subhane rbbe al aala padhna h but bahot log bolte h ki dua padhi jati hai isliye isme ek bar aur gaur farmaye
    Asslawalekum

  • @shahnaazbegum1625
    @shahnaazbegum1625 2 ปีที่แล้ว

    Shukriya shukriya mufti sahab mari bohot badi counfisun clear ho gai allha app ko salamat rakha Ameen summa ameen 🤲🤲🤲🤲

  • @mohdzaid2776
    @mohdzaid2776 13 วันที่ผ่านมา

    Asslamualekum sajda karne ka tarika malum ho gaya he kuran se riveted bahut sari Sankari dete rahna hame or Jo ki ham musalmano ke like bahut ahm he

  • @mohdayoub3764
    @mohdayoub3764 4 ปีที่แล้ว +4

    Bohat acche se samjatee ho app
    Allah appki lammi ummer kree.

  • @sanatayyaba9457
    @sanatayyaba9457 5 ปีที่แล้ว +10

    Mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah mashallahah

    • @asifprince3824
      @asifprince3824 4 ปีที่แล้ว

      G apke word Galt Hai masha allah aise kaho

    • @nasrinkhan5278
      @nasrinkhan5278 4 ปีที่แล้ว

      Ji beshak glt h apka Masha Allah

    • @asifprince3824
      @asifprince3824 4 ปีที่แล้ว

      @@nasrinkhan5278 Han g Galt h upar se khub zyda likhe BHI Hain🙂

  • @rabbitkhan3302
    @rabbitkhan3302 5 ปีที่แล้ว +5

    Mashallah allah aap.ko taufeeq de

  • @rahullaskar7249
    @rahullaskar7249 6 หลายเดือนก่อน

    Mashallah bohot badi confusion dur ho gai main pahle baith ke Sajde karti thi abhi uthkar karungi Allah huzoor ko nekh hayat Dan Karen aur hamen aise acche acche video hujur bhejte rahe hujur ki video se main bahut kuchh Sikh rahi hun

  • @mahru-mahi786
    @mahru-mahi786 3 หลายเดือนก่อน +1

    Jazakallah khair........ further no confusion

  • @عارفاسلامیہ
    @عارفاسلامیہ 3 ปีที่แล้ว +4

    Mashaallah 🌹 subhanallah 💝

  • @rashidsaifi9465
    @rashidsaifi9465 4 ปีที่แล้ว +4

    Masha Allah

  • @championgman3619
    @championgman3619 4 ปีที่แล้ว +6

    Sir maine Quran padha aaj mukammal hua
    But maine galti ye ki
    Maine socha mai aakhir me kr lunga sab sajjde
    But apne bola h sajde ko late krna gunah h
    Mai ab kya kru hajrat

    • @faraazofficial165
      @faraazofficial165 4 ปีที่แล้ว +1

      Aap ek bar aaram se Soch le Aap Ka Dil Jitna Kahe Ki Itna Sajda karna hai 10 ya 15 ya jo bhi eK decide Karle FIR ek ek Karke Sajda kar le👍 yah main Apne Jankari ke mutabik bataya hun Baki aap Pata Kar Lijiye Shayad Kuchh Aur Ho

    • @championgman3619
      @championgman3619 4 ปีที่แล้ว

      Thank you mr Faraz

    • @itzzg4623
      @itzzg4623 4 ปีที่แล้ว +1

      Isme koi gunah nhi h mene bukhari hadees padhi h sajda tilawat wajib nhi h agr na karey to gunah nhi ye sunnat h

  • @sahibaali1900
    @sahibaali1900 ปีที่แล้ว +2

    Mashallah bahut pyaari information Alhamdulillah

  • @idrishkhan-kc7lo
    @idrishkhan-kc7lo 7 หลายเดือนก่อน +1

    Mashallah Kitna pyara Tarika bataya hai isase sabki confusion dur ho gayi q❤❤❤

  • @ikbalshaikh5217
    @ikbalshaikh5217 4 ปีที่แล้ว +11

    कुरान शरीफ पूरा पढ़ना हो गया हमें लगा पूरा होने के बाद सजदे कर सकते हैं सब एक साथ क्या यह सही है

    • @nazirsiddiqui3876
      @nazirsiddiqui3876 3 ปีที่แล้ว

      Nhi yeah sahi nhi hai jaise hi sajda aaye toh aap fauran sajde ke liye khade jo jaye aur jaisa inhone bataya waise hi aap sajde kare

    • @nazirsiddiqui3876
      @nazirsiddiqui3876 3 ปีที่แล้ว

      Assalam alaikum

    • @aayansekh149
      @aayansekh149 3 ปีที่แล้ว

      Inhone 1 sajda krne ko bola to kya bs ek bar hi sajde k liye jhhukna h ya 2 bar ka mila k 1 hota h?

  • @alexshan3386
    @alexshan3386 3 ปีที่แล้ว +11

    मैं सजदे वाली आयत याद कर रहा हूं तो याद करते हुए कई बार दुहरता हूं, अगर 10 बार दोहराया तो 10 बार होगा सजदा🤔🤔🤔,

    • @yuvaphoto2122
      @yuvaphoto2122 3 ปีที่แล้ว

      Barae maram is sawal par roshni dale

    • @hehtjrj6014
      @hehtjrj6014 3 ปีที่แล้ว

      Sirf ek dafa

    • @Captainazadkhan
      @Captainazadkhan หลายเดือนก่อน

      Sach me​@@hehtjrj6014

  • @weigoodfilm3376
    @weigoodfilm3376 5 ปีที่แล้ว +4

    Walaikum Assalm bhai

  • @taufiqueraza5918
    @taufiqueraza5918 ปีที่แล้ว

    Masha allah bhut achha lga apka vdo bahut kuch sikhne Or smjhne ko hasil huwa

  • @nedakhan4838
    @nedakhan4838 3 ปีที่แล้ว +1

    Aap ka bahot bahot shukriya bhaijaan main is ko lekar bhot confuse thi

  • @srkkapoor607
    @srkkapoor607 5 ปีที่แล้ว +6

    Kya Quran sharif poora hone ke baad 14 sajde ker sakte h???

  • @mdadil1994
    @mdadil1994 4 ปีที่แล้ว +36

    Mene quran padliya he mene sajde nahi ke 14 hote he ab me ek sath kar sakta hun na

  • @memonmoinuddin7780
    @memonmoinuddin7780 5 ปีที่แล้ว +11

    Hazrat isma 14 sijda ki niyat kesa kare

  • @nafeesabegum-hc1rm
    @nafeesabegum-hc1rm ปีที่แล้ว

    Bahut shukriya detail me samjha ne ke liye..Allah aap hamesha khush rakhe aur sahet mand kahe🤲

  • @sanaabdullah8727
    @sanaabdullah8727 2 ปีที่แล้ว

    Aaap ke samajhane ka tarika bhut accha hai, masha allah

  • @toshifali4789
    @toshifali4789 4 ปีที่แล้ว +23

    Can i have all sajdas together after completed my qur’aan??

    • @ayeshasaifi1464
      @ayeshasaifi1464 3 ปีที่แล้ว

      not at all

    • @mdsamad8777
      @mdsamad8777 3 ปีที่แล้ว +8

      @@ayeshasaifi1464 my quran completed but i have no sajdas

    • @ayeshasaifi1464
      @ayeshasaifi1464 3 ปีที่แล้ว +4

      @@mdsamad8777 you have to do all sajdas

    • @Pi_Buyer-TG-asharik16
      @Pi_Buyer-TG-asharik16 2 ปีที่แล้ว +1

      Yes

    • @Pi_Buyer-TG-asharik16
      @Pi_Buyer-TG-asharik16 2 ปีที่แล้ว +3

      @@bano5775 aapne jitni bar Qur'an complete kiya h ,usko 14 se multiply krke jitne sajde hote h , sb ek sath karlo
      Jaise 3 br complete kiya h 42 sajde hote h to ,dil me niyat kro sajda e tilawat ki or Allahu Akbar keh kr seedhe sajde me jao or 3 br sajde me jo tasbeeh pdhte h wo padh kr Allahu Akbar keh seedhe khade ho jao , aapka 1 sajda complete ho jayega , aise hi baaki krlo

  • @muskansiddiqui4985
    @muskansiddiqui4985 2 ปีที่แล้ว +5

    mashallah... 🥰

  • @mdshadab3674
    @mdshadab3674 4 ปีที่แล้ว +7

    Assalamualekum
    Agar 14 sajde ek saath karne ho to
    Quraan majeed pura padne ke baad

    • @sabafatmanoori5472
      @sabafatmanoori5472 4 ปีที่แล้ว

      Ji kr sakte h

    • @mohseenali8750
      @mohseenali8750 4 ปีที่แล้ว

      @@sabafatmanoori5472 kaise

    • @mohseenali8750
      @mohseenali8750 4 ปีที่แล้ว

      @@sabafatmanoori5472 pura tarika btaoo

    • @sabafatmanoori5472
      @sabafatmanoori5472 4 ปีที่แล้ว

      @@mohseenali8750 jis trh 2 sujud krte h usi trh musalsal 14 sajud kre☺...or bagair salam kiye uth jae.

    • @itzzg4623
      @itzzg4623 4 ปีที่แล้ว

      @@sabafatmanoori5472 nhi ek saath nhi krskte ki jese do sajde krte h blki el sajde k baad wapas khada hona h phir dusra sajde ki niyat krni h

  • @ashrafsabbagashrafsabbag5137
    @ashrafsabbagashrafsabbag5137 2 ปีที่แล้ว

    Bhoot bhoot shukriya mufti shab

  • @shaikhshagufta1626
    @shaikhshagufta1626 2 ปีที่แล้ว

    Bahot bahot shukriya hazart.. Mujhe nhi aati thi jaisa aap ne btayen. Allah aap ko hmesha khush rkhen.. 😊😊😊😊.. Alhamdulillah ab aagyi.

  • @asrajaben290
    @asrajaben290 5 ปีที่แล้ว +8

    Ji Hum paara padh rhe the Uske baad soche Paara pura hone ke baad sajde kar lenge Lekin hum sajde Karna bhool gaye. Aur Ab Hum kya Karen bataiye

    • @rabbitkhan3302
      @rabbitkhan3302 5 ปีที่แล้ว +1

      Aap ko yaad h ki jitana sajda baaki h aaap kr sakti h

    • @starlightop8601
      @starlightop8601 4 ปีที่แล้ว

      Thanks mere bhi same doubt that clear hogaya

  • @Great286
    @Great286 5 ปีที่แล้ว +4

    Aap ki video ka wait hi kar raha tha mai

    • @Muftiamqasmi
      @Muftiamqasmi  5 ปีที่แล้ว +1

      Brother ...time lg jata h...sorryy

    • @Great286
      @Great286 5 ปีที่แล้ว +2

      Sorry ki koi baat nahi hai brother aap ka smjhane ka tarika achha hai sab bhai bahan achhe se samjhalete honge

    • @Muftiamqasmi
      @Muftiamqasmi  5 ปีที่แล้ว +2

      Are sorry b apse mohabbat wala h

  • @proudamir8698
    @proudamir8698 4 ปีที่แล้ว +7

    Kya mufti Sahab ek Saath 14 sajde Kar sakte hai pura Qur'an Karne ke baad

    • @proudamir8698
      @proudamir8698 4 ปีที่แล้ว

      @Faizan Are Bhai mufti Sahab Ka reply nhi aya

    • @skrajjakali5034
      @skrajjakali5034 4 ปีที่แล้ว

      Haa

    • @skrajjakali5034
      @skrajjakali5034 4 ปีที่แล้ว

      Lekin usme ek baat hai agar Quran khatam hone se pehle mar jao to pura sajda kaja rahjayega.

    • @fauziatv5872
      @fauziatv5872 4 ปีที่แล้ว

      Jb sajda ae tabhi sajda kar lena behtar hai takheer nahi karna chahie

    • @mohammadumerkhaiyam5534
      @mohammadumerkhaiyam5534 3 ปีที่แล้ว

      Jab sajda Aaye tab. Kar Lena. chaiye. Late nhi karna chaiye....

  • @Z90134
    @Z90134 2 ปีที่แล้ว

    Bahut bahut shukriya apka bhai sahi tarika btane k lye

  • @IshratKhan-wq3kt
    @IshratKhan-wq3kt 6 หลายเดือนก่อน +1

    SHUKRIYA ❤

  • @TEAM-VLOG_123
    @TEAM-VLOG_123 4 ปีที่แล้ว +4

    साजदा करने से पहले कुछ नियत करनी पड़ती है किया? Plzz ans

  • @mdfarukansari9984
    @mdfarukansari9984 5 ปีที่แล้ว +8

    Kay Kalam paak pura hone k bad 14 sajde aik sath Kr sakte h

  • @FarazKhan-vg4bd
    @FarazKhan-vg4bd 5 ปีที่แล้ว +8

    Bhai jaan.. Assalam Alaikum jese ki hum rozana 1 siparah padh te hai or phir
    pura quran majid padh kr 14 sajde ek sath bhi kar sakte hai

    • @Muftiamqasmi
      @Muftiamqasmi  5 ปีที่แล้ว +7

      Ji kr skte y

    • @naeemqureshi3578
      @naeemqureshi3578 5 ปีที่แล้ว

      Kya quran puri hone k baad bhi 14sajde kr sakte Hain

    • @aimalsaleh509
      @aimalsaleh509 5 ปีที่แล้ว

      @@naeemqureshi3578 g 14 sajdy 1 sath bhi karsakty hai

    • @KingKhan-qp3tk
      @KingKhan-qp3tk 5 ปีที่แล้ว

      This Question. Also my plZzz answer

  • @ghousejaanujaanu2055
    @ghousejaanujaanu2055 ปีที่แล้ว

    Mashallah bohot achey sey samghaya aapney shuqriya

  • @mohmadanvar1841
    @mohmadanvar1841 4 ปีที่แล้ว +4

    Assalamu alaikum...
    Quran sharif me shajde kon konse pare me hai

    • @shaheenat7564
      @shaheenat7564 2 ปีที่แล้ว

      Assalamu Alaykum
      Actually, there are 15 Sjadah Ayaat in the Holy Quran that Sajdah in 4 Ayaat is Obligatory(wajib) and it’s recommended(Mustahab) in 11 Ayaat.
      Sajdah Wajib:
      Surah al Sajdah, Ayah 15,
      Surah Fussilat, Ayah 37,
      Surah an Najm, Ayah 62,
      Surah al Alaq, Ayah 19.
      Sijdah Mustahab:
      Surah al A’raf, Ayah 206,
      Surah ar Ra’d, Ayah 15,
      Surah an Nahl, Ayah 49-50,
      Surah Bani Israeel, Ayah107-109 ,
      Surah Maryam, Ayah 58 ,
      Surah al Haj, Ayah 18,
      Surah al Haj, Ayah 77 ,
      Surah al Furghaan, Ayah 60 ,
      Surah an Naml, Ayah 25-26 ,
      Surah as Saad, Ayah 24 ,
      Surah al Inshiqaq, Ayah 21.

  • @mohdgajnabigudduchoudhary1178
    @mohdgajnabigudduchoudhary1178 5 ปีที่แล้ว +4

    Kya Kalam Pak pura hone ke bad 14 Sajde Ek Sath kar sakte hain

  • @mohdhumam2839
    @mohdhumam2839 5 ปีที่แล้ว +8

    Jab klaam paak poori hoti hai..or 14 sajde karne hote hai...to kya..ek dam 14 sajdo ki naiyat bandh kar...ki niyat karti hu 14 sajde quraan e tilawat k..rukh mera kabe shareef ki tarf ko..allah hu akbar..or phir direct sajde me jaker..sare sajde kar le...to kya ye tairka thik hai

    • @Muftiamqasmi
      @Muftiamqasmi  5 ปีที่แล้ว +3

      Ha shi h ye. B...

    • @mohdhumam2839
      @mohdhumam2839 5 ปีที่แล้ว

      Shukriya

    • @Shabnam_k
      @Shabnam_k 5 ปีที่แล้ว +3

      14 baar uthna bethna pdega y ek hi br m ho jyege sare ek hi br khde hokr plz btaiye m confuse hu

    • @Misba_Official
      @Misba_Official 5 ปีที่แล้ว

      G kya ye tarika tk h molana sahab

  • @wajidabegumnahid8693
    @wajidabegumnahid8693 2 ปีที่แล้ว +1

    Shukriya apne humari confusion dur ki Allah apko acchi sehat de ameen

  • @jamilakhatune1174
    @jamilakhatune1174 6 หลายเดือนก่อน

    Sabse pahle bhai aapko Mera Salam assalam walekum aap Jo bhi kuchh batate ho bade pyar se batate ho aur har EK chij ekadam suljha karke samjhate ho mujhe aapki baten bahut acchi lagi

  • @साहिलखानखान-थ8ढ
    @साहिलखानखान-थ8ढ 4 ปีที่แล้ว +6

    हजरत जी सजदा सजदा कैसे करते हैं कलाम ए पाक का

  • @munirkhansultankhan1296
    @munirkhansultankhan1296 5 ปีที่แล้ว +8

    Kaja ummari ki namaj ki niyat kese kare .?

  • @khan-bn6tp
    @khan-bn6tp 4 ปีที่แล้ว +4

    MashaAllah

  • @azharuddin1096
    @azharuddin1096 ปีที่แล้ว

    Shukriya mufti shahab allah app ko salamat rakhe

  • @danielmalik-zg9qd
    @danielmalik-zg9qd ปีที่แล้ว

    Shukriya maulvi Sahab aapka hamen samajh mein a Gaya

  • @tahsinnawaz5002
    @tahsinnawaz5002 5 ปีที่แล้ว +4

    Nabi ko namaj m yad kiya ja sakta h PR kuch log to ye shirk mante h tb aqeeda ek kaise hua

  • @syedaaira1694
    @syedaaira1694 5 ปีที่แล้ว +7

    14 sajde ek sath krne pr...hrr baar Allah hu akbar bolna hai kya...

    • @itzzg4623
      @itzzg4623 4 ปีที่แล้ว

      Ek saath kyu karoge ek din m hi quran krloge kya
      Aur el saath nhi hote

    • @sakibnawabzada5763
      @sakibnawabzada5763 4 ปีที่แล้ว

      @@itzzg4623 tu hakkani be

    • @itzzg4623
      @itzzg4623 4 ปีที่แล้ว

      @@sakibnawabzada5763 kya?

    • @md.nazirahmedchoudhury5146
      @md.nazirahmedchoudhury5146 4 ปีที่แล้ว

      Same question mere bhi..

  • @AsmaBegum-h5i
    @AsmaBegum-h5i 6 หลายเดือนก่อน +7

    Mujhe allah maf kar na

    • @MMUSTAQUESHAKADRIALCHISTIMUSAP
      @MMUSTAQUESHAKADRIALCHISTIMUSAP 4 หลายเดือนก่อน

      THIK HAI RAB MAAF KARNE WALA HAI
      BHETAR HAI AAP RAHE HAI OH KARDENA YAA
      AAP NE NAHI KYAA HUWA HAI USKO DUNYAA KE SAAMNE KION BATAA RAHE HAO
      GUNAH HUWI TOH ZAHIR KARNE KI KYAA BAAT HAI MAAFI MAGNA HAI RAB SEE . APNI KI HUWA GUNAH DUSRE KE SAAMNE KIS LIHE RAKHNA .

  • @zebabakhteyar8742
    @zebabakhteyar8742 ปีที่แล้ว

    Aap ka Bahot bahot sukriya hamari confusion door ho gyi

  • @alambashaalambasha8124
    @alambashaalambasha8124 3 ปีที่แล้ว

    Jazakallahu kair moulsab achi Tara maloom hua hai

  • @fahraakil8266
    @fahraakil8266 4 ปีที่แล้ว +4

    2 sajdy do bar kiy to 2 sajdy ho jygy HMARY just. Hm nmaz m pdhty h

    • @itzzg4623
      @itzzg4623 4 ปีที่แล้ว

      Namaz k farz sajde alg h