मंगलवार व्रत के उद्यापन की संपूर्ण विधि।mangalvar vrat ka udyapan kaise kre
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 3 พ.ย. 2024
- mangalvar vrat ka udyapan kaise kre.mangalvar vrat udyapan vidhi.
#mangalvarvratudyapan
#mangalvarvrat
#udyapan
#udyapansamgri
#mangalvarvratudyapanvidhi
vedio heighlights.
1.mangalvar vrat ka udyapan kab kre.
2.mangalvar vrat ka udyapan kaise kre.
3.mangalvrat vrat ke udyapan ki puja kaise kre.
4.mangalvar vrat ke udyapan ke liye kitne bramahano ko bulaye.
5.mangalvar vrat ke udyapan me dan me kon si samgri deni chahiye.
6.mangalvar vrat ke udyapan ke liye kon kon si samgri ki jarurat pdti hai.
7.mangalvar vrat ke udyapan me paran kb kre.
mangavar ke vrat ko lekar jo logo ke man me shanka rhti hai ki mahilao ko hanuman ji ka vrat krna chahiye yanhi. mahilao ko hnuman ji ki puja krna chahiye ya nhi, is vedio me usi shanka ko dur krne ke bare me btaya gya hai Or sath me ye bhi bataya gya hai ki hanuman ji ki puja agr mahilaye krti hai to unhe puja krte smy kin bato ka dhyan rkhna chahiye, hanuman ji ki puja me kon se kary mahilaye kr akti hai or kon se kary nhi kr skti hai.
aurato ko hanuman ji ki puja krna chahiye ya nhi.
vedio highlights.
aurato ko hanuman ji ka vrat krna chahiye ya nhi.
aurato ko hanuman ji ka vrat kaise krna chahiye.
aurato ko hanuman ji ki puja kaise krni chahiye.
aurato ko hanuman ji ke vrat me kin kin bato ka dhayan rkhana chahiye.
period me hanuman ji ka vrat kre ya nhi.
how to observe mangalvar vrat
video highlights.
1.When to observe Tuesday fast?
2.How to observe Tuesday fast.
3.How to perform Udyapaan puja during Mangalvrat fast.
4. How many brahmins should be called for the Udyapaan of Tuesday fast?
5.Which material should be given during the Udyapan of Tuesday fast?
6.Which materials are required for the Udyapan of Tuesday fast?
7.Increase in fasting on Tuesday.
#bababagheshvardham
#jayakishori
#aniruddhacharyaji
#dhirendrakrishna shastri
There is a doubt in the minds of people that women should observe Hanuman ji's fast here. Women should worship Hanuman ji or not, in this video it has been told about getting rid of that doubt. Or it has also been told that women should worship Hanuman ji and what kind of children should they worship? It should be kept in mind that what can women do in Hanuman ji's puja and what can't they do?
Women should worship Hanuman ji or not.
video highlights.
Women should observe Hanuman ji's fast or not.
How should women observe Hanuman ji's fast?
How should women worship Hanuman ji?
Which children should women keep in mind during Hanuman ji's fast?
Hanuman ji's fast is not done during the period
mangalvar vrat katha
mangalvar vrat vidhi
मंगलवार व्रत के फायदे और नुकसान
mangalwar ka vrat
मंगलवार व्रत कब शुरू करें 2023
मंगलवार व्रत में क्या खाना चाहिए
महिलाएं मंगलवार का व्रत कैसे करें
क्या लड़कियां मंगलवार का व्रत कर सकती है
What are the benefits of Mangal VRAT?
Can we drink milk in Tuesday fast?
How to do the 41 days Hanuman fast?
What are the benefits of Mangal VRAT?
Can we drink milk in Tuesday fast?
How to do the 41 days Hanuman fast?
What are the benefits of Mangal VRAT?
Can we drink milk in Tuesday fast?
How to do the 41 days Hanuman fast
मंगलवार उद्यापन सामग्री
मंगलवार व्रत के नियम
महिलाएं मंगलवार का व्रत कैसे करें
मंगलवार का व्रत किस महीने से शुरू करें
मंगलवार के व्रत में शाम को क्या खाना चाहिए
क्या लड़कियां मंगलवार का व्रत कर सकती है
मंगलवार व्रत के फायदे
मंगलवार व्रत के फायदे और नुकसान
मंगलवार का व्रत कैसे रखा जाता है?
मंगलवार को हनुमान जी का व्रत कैसे करें?
मंगलवार का व्रत कितने बजे खोलना चाहिए?
मंगलवार का व्रत कब से शुरू करना चाहिए?
मंगलवार व्रत के फायदे
मंगलवार व्रत में क्या खाना चाहिए
मंगलवार व्रत के फायदे और नुकसान
मंगलवार व्रत के उद्यापन की विधि
क्या लड़कियां मंगलवार का व्रत कर सकती है
मंगलवार व्रत कब शुरू करें 2023
मंगलवार के व्रत में शाम को क्या खाना चाहिए
मंगलवार का व्रत किस महीने से शुरू करें
#mangalvar
#mangalvarvratudyapan
#bajarangbali
#hanuman
#mahabharat
#ramayanam
#ramayanstory
#hanuman
#hanumanji
#hanumanchalisa
#hanumanbhajan
#krishna #mahabharat #god #krishnabhajan
जय श्री राम जी 🙏🌹🌺
जय श्री माँ सीता माता जी 🙏🌹🌺
जय श्री महावीर हनुमान जी की जय 🙏🌹🌺
Jai Shri Ram 🙏 Siyawar Ramchandra bhagwan ki jai 🙏 Jai Shri Hanuman ji 🙏 Thank you Bajrang Bali Ji 🙏
Maine hanuman ji ka bart kiya meri Sare manokamna puri hui.. Main army bhi lg gya or. Mera. Pyar bhi mujhe mila.. Aj bhut khush ho. Ye chamatkar 9 brto m pura hua. जय श्री राम🙏🥰🥰
Jay Shri Ram 🙏❣️
Hanuman ji aapko kuhs rakhe jai shree ram
Jay shree ram
Kis tarike se Mtlb kya kya niyam se kiye aapne
Jai shri ram
Jai Shree Ram Jai Hanuman🙏🙏🙏🚩🚩🚩
जय श्री राम जी जय श्री हनुमानजी
જય બજરંગ બલી કૃપા માનતા રાધા પ્રેમ દશૅન મનોકામના પૂર્ણ, 2023
Jai shree ram
bhut bhut danyvad jii🙏🙏
Jai Shree Ram Ji , Jai Shree Hanuman Ji
Udhyapan bad namak kha sakte h please bataiye
जय श्री राम ❤️
Jai gurudev ji
Aap ek bahut acchi you Tuber ho
जी धन्यवाद 🙂
Jai Shree Ram 🙏🙏 Jai Hanuman 🙏🙏🙏🙏🙏
Jai shree ram 🌺🌺🌺🌺🌺🙏
Jai shree bajarang bali maharaj🌺🌺🌺🌺🌺🙏
Jay bajarngbali ji
Jai Sri Ram 🙏🙏
Jai shya ram
Kya udhyapan karne ke baad jisne vrat rakha hai wo aan grehan kr sakta hai ? Ya uske ane wale agle mangalwar ko krna hai?
Jai shree ram 🙏🙏🙏
Jai hanuman ji 🙏🙏
जय बजरंग बली बाबा 🙏🙏
Jai Ram Sita Ram Jai Jai Ram 🙏
Jai shree sitaram ji 🙏🏼 jai bajrang Bali ji 🙏🏼
Jai shree ram🙏
Jai Shri Ram Ji
Jai Shri Ram
Jai shree ram ❤️🚩🙏
Jay shri Ram Jay hanuman jee 🙏🙏
Jai shree ram jai hanuman ji
Jay Shri Ram
Sitaram hanuman 😊
Jay Shri Ram🌹🌹🙏🙏
Or didi udyapan kb krna hota h hanuman ji k vrat ka subah ko ya shaam ko
Jai sree Ram Jay Hanuman
Jai siyaram ji
Jay bajrangbali
Jay shree ram
Jai bajrang bali ki jai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Jai bajrang bali
Hii kuvari kanya hanuman ji ko sindoor chada sakti h mam please batayiye
Ji mahilao ko hanuman ji ka sparsh nahi karna chahiye
Ram ram
Jay shree ram🙏🙏
श्री राम दूत अतुलित बल धामा अंजनि पुत्र पवनसुत नामा 🙏
Jay shree sita ram bhavan 🙏🙏
Jai shri Ram Baba..♥️😘
Jai siyaram jai anjaniputra hanuman ji🙏❤
Jay Shree ram Jay Shree mahaveer Hanuman ki jai
Hanuman bahuk her mangalwar padate hai 2 bar.21 din ka sankalp liya phir uska Udjapan kaise kerenge
Jai shri RAM🙏🙏 🌹🌹❤❤❤🌹🌹
Jai bajrang bali🙏🙏🙏
Maglwar ka varth asan tareky se bataein kavari ladkiyon ke liye plz
Mangalvar vrat ka vedio dala hai maine ap dekh lijiye
Jai bajrangbali mharaj 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
जय श्री राम राधे राधे
Udyapan karte samay sunder khand ka paath karna chahiye ki nahi , pls reply kare
Ji ye to bhot achi bat hai agr ap kr skte hai to jrur kijiye
Jai jai bajrang Vali ki jai ho
Jai shree Ram Jai Hanuman ji ❤
🙏🙏🙏🙏
Jay shree ram shree hanumate namah
22th mangalwar ko vi varat rakhna hai kya ? Yaa fir udhyapan hi karna hai?
Aur jo bhojan Brahman ko khilana hai usme kya namak ka itsemal kar sakte hain?
Ji 22th mangalvar ko udyapn kr skte hai iske liye apko tb tk vrat rkhna hai jbtk ap puja aur dan darm nhi krte bramhano ko bhojan krane ke bad unka ashirvad lekar ap bhi bhojan kr skte hai aur khane me namak ka bhi istmal kr skte hai.
Jai Shree ram jaibajrang bali kijai
Videsh maine kya kare yaa to 21 pandit milte nahi we live in middle east
Mam hum 2 saal se rakh rahe hai ab udyapan kerna chate hai kiya sawan wale mahine me udyapan kr sakte hai
Ji sawan ka mahina udyapan ke liye v achha rhta hai
Guruwar k vart ka b udyapan ker sakte hai ya nhi or phr se start kr sakte hai is mahine me
Jai Bajrang Bali ❤
जय श्री राम
Jai shree Ram Jai Hanuman ji ki namaskar mam kya aap bata sakti h ki udyapan per Hanuman ji ka chola raat ko pahna sakta h yaani sham ko baraman ko bhojan bhi Kara sakta h subh ka kisi Karan Miss ho gya mam jaldi bataya plz or saraa din fast rakh luga plz reply kijiya
Ji ap kr skte hai
Hanuman ji ki chowki pahle mangalvar se lekar akhiri mangalvar tak rahe ya har mangalvar chowki rakhe 😢😢
Ji har mangalvar ko chauki rkhana jaruri nahi hai .leki agar ap karte ho to achha hai
Mam udapn 21 me vart wale din krwana chahiye??
Ji 22ve mangalvar ko krna hai
Didi jai sita ram🙏🙏....didi plzz mujje ye btado ki hanuman ji ke vrat pure hone k baad jiss din udyapan krna hota h toh kya udyapan wale din bhi vrat rkhna hota h
th-cam.com/video/gp-08e63Ho4/w-d-xo.html
@@anshgyan thanks dii m ye video zaroor dekhungi
Mere husband 15 sal se mangal krte h udhyan kese kre plz reply
Ji jo vidhi maine vedio me batai hai us vidhi vidhan se ap udyapan kr skti hai
JAY SHREE RAM 🙏🏻🚩 THORI MADT KR DIJIYE MERI.... KUKI MENE POORE 21 MAGALWAR KE FAST PORE KR LIYE OR AAJ 22 FAST THA MERA JO TUT GYA H POOJA KRNE SE PEHLE HI JISKE KARAN ME UDYAPN NHI KR PAYA HU AB MUJHE BTANE KI KIRPA KRE ME KB UDYAPN KR SKTA HU OR KYA MERE SARE FAST COUNT HOYENGE PICHLE
Ji apka vrat pura ho chuka hai ap agle mangalvar ko udyapan kr dijiye
21 ve mangalwar ko udhapn kr skte h kya..plz reply 🙏🙏
जी नहीं 21 मंगलवार व्रत करने के बाद 22वे मंगलवार को उद्यापन करते है
@@anshgyan ok thnku 😊
Your most welcome
जय श्री राम 🪔🌺🥀🌷🌹🙏
Ram Ram
मंगलबार के कितने वर्त रखने चाहिए
Mangalwar ke vrat sankalp ka sankalp nhi liya toh udhyapan kese kare
Ab lockdown ki vjay se udhaypan nai kr Pa the h to Kya vrat ko jb tk udhaypan nai krte tb tk continue kr skte h
मंगलवार का व्रत 21 या 45 मंगलवार रख जाता है। अगर आपके 21 मंगलवार हो गये है और आप किसी कारण वश उद्यापन नहीं कर पा रही है तो आप भगवान से क्षमायाचना कर के 45 मंगलवार व्रत कर लीजिए और 46वे मंगलवार को उद्यापन कर दीजिए।
@@anshgyan ok thank you
🙏🙏🙏
Maim jruri h ki manokamna puri hone pr hi uddyapan krna chahiye agr puri nah huvi h KY Karskte plz maim help me🙏🙏🙏
Agr ap udyapan krna chahti hai to kar skti hai ,or agr age bhi vrat rkhna chahti hai to wo bhi kar skti hai.
Thanku maim 🙏🙏
मैं विकलांग लड़की हो मुझे चलने की शक्ति मिले ऐसा उपाय बताओ bhout दुखी हो😢😢😢
😢😢😢😢😢tumhri baat sunkr bahut dukh huva behn 😢😢😢😢❤❤❤❤
Mere husband ne 7 bol rakhe the wart unhe kese udaaapn krna chahiye plz btaya
8 ve mangalvar ko udyapan kar de
Kya 21 Bramham ko kisi ashram main jaha wo study karte h waha jakar yah udypan kr sakte h
जी आपकी मर्जी आप कही भी ब्राम्हणों को भोजन करा सकते है पर घर पर पूजा अवश्य करिएगा
@@anshgyan dhanyvad sir
Hamari sahayata kar dijiye🙏🙏🙏🙏
11 din ka vart bhe ho ta ha kya
Kitne vrt rkhte h
Kya udyapan mangalbar ko karna hai
Ji
21 brhamn n ho to ek ko kra skte he
जी 21 ब्राम्हणों को बुलाकर ही उद्यापन किया जाए ये जरूरी नहीं है आप जितने भी ब्राम्हणों को भोजन और दान करा सकते है कर दीजिए । 5,7 ,11 या21 की संख्या में। अगर वो भी नहीं हो पाता तो आप किसी पंडित को बुलवाकर घर पर पूजा करवा लीजिए
Husband ne vrat start kie the par koi ginti k vrat nahi bole the. Par jo sankalp aur manokamna k lie vrat lie the puri nai hui kya vo udyapan kar sakte hain ya continue rakhe?
Ji jaisa ap chahe kar skte hai,lekin abhi udyapan mat kriyega abhi kharavas chal rha hai.
@@anshgyan thanks apne reply kia. Sankranti k baad ka dekhte hain
Your most welcome
Brahmino(हिंदू कसाई) को दान जरूरी है क्या
गाय माता को भी दे सकते है
Pahale to apna bolne ka tarika shi kijiye or dusri bat gay ko dan khilane ke liye apko kisi ne roka nhi hai or tisri bat bramhan ko dan dekar ap bramhan ke upar koi ahasan nhi krte hai usme apka hi fayada hota hai. Jb
Hm kisi ko dan krte hai to wo hme sirf ashirvad nhi deta balki uske sath
Uske kiye huye punyo ka bhi dan apko krta hai jisse uska diya hua ashirvad apko fal deta hai
Mam aaj 21 vrat ho gye h udhyapan aaj hi krna h ya next mangalwar ko krna h kya aisa ho skta h aaj 21 vrat ho gye h m aaj hi udhyapan krdu or khud aaj bhojan na kru sham tak vrat rkhlu
Ji jitne vrat ka sankalp liya jata hai utne vrat pure krke udyapan kiya jata hai apne 21 vrat ka sankalp liya tha to apko 22ve mangalvar ko udyapan krna chahiye
Meri wish poori nhi ki abhi tkk bhagwan ne 14 vart hogye
21 mangal kar k 22 mangal m udhyapan karna h kya
जी हां 22वे मंगलवार को उद्यापन करना चाहिए।
Hi mam Mein 21 mangalwar Vrat ka Sankalp Li hun Mera 21 mangalwar complete ho gaya hai aur mein Uda yaPan Karana chahti hun To Hamen yah bataiye ki udyapan 21 Mein ya 22 mein karvayen please Mam Hamen bataiye Ham bahut bahut pareshan hai Hamen aapka Ray Janna hai
Ji 22ve mangalvar karna hai
@@anshgyan 22ve me vrat bhi rahna hoga ki sirf udyapan karne ke bad khana ghar ka kha sakte h batayiye mam🙏🙏 please
Hii mam batayiye
22ve mangalvar ko udyapan karna hai udyapan krne tak vrat krte hai or udyapan ke bad pura bhojan krna hota hai
Mam mera 22 ve me peroid aa gya h to mai 23 ve me udyapan kara sakti hu mam please batayiye mam 🙏🙏🙏🙏🙏
Agr 21 bharaman ko nahi bula sakte to kitne bharaman ko bula kr udhyapan kre
Ap Apne samrth ke anusar bramhano Ko bula kr bhojan kra skte hai 21 se km ya 21 se jada. Ye ap pr depend krta hai ki ap kitne logo Ko khila skte. Koi boundetion nhi hai ki 21 logo Ko hi bulao
5 ,7,11 या 21
@@anshgyan dhanyavad 🙏
Ganga jal na ho fer kya kre
Nhi hai to jo kal apke pas hai abhi prayog kre
🎉🎉 to bolo kichh 🎉🎉🎉
21 brahmano ko na bula paye to pure 21 brahmano ka jo kharcha ayega bhojan daan dakshina Sahit wo hanuman Mandir me daan de diya to chalega kya?? 🙏🙏pl reply
जी 21 ब्राम्हणों को बुलाकर ही उद्यापन किया जाए ये जरूरी नहीं है आप जितने भी ब्राम्हणों को भोजन और दान करा सकते है कर दीजिए । 5,7 ,11 या21 की संख्या में। अगर वो भी नहीं हो पाता तो आप किसी पंडित को बुलवाकर घर पर पूजा करवा लीजिए और उन्हें आप भोजन और दान दक्षिणा करा दीजिए
@@anshgyan Konsi puja karani he Pandit se Kripaya bataye 🙏🙏 or Hawan ghar pe khudse kiya to kitni aahuti Deni he??
जी हनुमान जी की पूजा करानी है और जहां तक हवन कि बात है अगर आप खुद से हवन करना चाहते है तो 108 आहुति दे ।
@@anshgyan Thanks 🙏🙏
Or didi ye bhi btana ki kya hanuman ji ko ladkiyan chola chahda sakti hain.....or agar ldkiyan hanuman ji ko chola chahda skti hain to kis rang ka hona chahiye chola laal ya kesariya or didi ye bhi btado ki chole ka kapda kitna mtr lena hota h
Nahi ladakiya hanuman ji ko chola nahi chadha sakti
@@anshgyan okay di....di or jiss din udyapan krna hota h kya uss din bhi vrat rkhna hota h
th-cam.com/video/gp-08e63Ho4/w-d-xo.html ap ye vedio dekh lijiye
@@anshgyan okay dii thankyou so much 🙏🙏🥰🥰
Mandir ja kar udyapan kaisy karein agar ghar pe na kar paayien
21 Brahaman ko bulana sambhav na ho to kya kare ?
Btaiye 🙏🙏
जी आप अपनी समर्थ के अनुसार 5 ,7 ,11 ,21 इत्यादि की संख्या में ब्राम्हणों को भोजन करा सकते है।
Mere manokana puran nahi hui
🚩🚩🚩🚩🚩🚩🚩🌹🌹🌹