Bahot bahot dhanyvad apki is video ka aur ise bnake hm tk pahuchane k liye. Mera RO thik ho gya shukriya , aise hi video bnaiye. sirf comment aur like karne k liye. login kiya. mehnat ko slam.
Sir aapka video bahut acha hai,ek sawal hai ki, step by step filtero ko check karke dekha sab thik hai lekin jab UV out water check kartey hai toh pani thoda dhire dhire girta hai, kya vajah ho sakta ha, booster pump ya UV mein koi problem hai ??
Mere kent ka machin varne me 5hours lag jate. Mera booster pump ke outlet se pani ka flow acha a raha hai.lekin membrane ke outlet se boondh boondh pani nikalte hai. Iske matlab kya khadap hai bataye
Hello Bhaiya main ro ki repair and service ki complain complete karati hu agar aapke pass ro repair ki lead aati h to mujhe share kar sakte ho ky aap please aap apna number send kar di jiye
Kya explain karte ho bhaiya aap aapki vajah se mera Aarohi theek ho gaya aur Maine ghar mein SB repair kar 😎😏
Bahot bahot dhanyvad apki is video ka aur ise bnake hm tk pahuchane k liye. Mera RO thik ho gya shukriya , aise hi video bnaiye. sirf comment aur like karne k liye. login kiya. mehnat ko slam.
Thanks 🙏
Sir aapka video bahut acha hai,ek sawal hai ki, step by step filtero ko check karke dekha sab thik hai lekin jab UV out water check kartey hai toh pani thoda dhire dhire girta hai, kya vajah ho sakta ha, booster pump ya UV mein koi problem hai ??
UV barrel tak pure water thik hai ya nahi
Good job ❤
Mere kent ka machin varne me 5hours lag jate. Mera booster pump ke outlet se pani ka flow acha a raha hai.lekin membrane ke outlet se boondh boondh pani nikalte hai. Iske matlab kya khadap hai bataye
Westage water flow kaisa hai
@@RoFilterSupport wastage flow acha hai
Ro membrane check karna padega
@@RoFilterSupport thank you maine membranes ka order de diya
@@RoFilterSupport please bataye normal membrane Kent me kam krega ki nhi. 450 flow restriction 100 gpd wala
क्या एस बी अवेलबल नहीं होने पर डायरेक्ट चलाने में कोई समस्या तो नहीं होगी
No problem direct kar sakte hai
Sirf ro tank bharane ke bad inlet valve manually band karna padega
Ok sir
Mera Ro ka filtar paani nahi aata sirf aut paip se paani baahar girta hai to kya kare.
Ro se pure water nahi aata but westage pani aata hai 👇🏻
th-cam.com/video/pFKTV3Pj08c/w-d-xo.html
Esp ka prize kya hai..
SV buy karne ka link bhejo.
amzn.to/3CnUxPi
Pani waste ho raha hai use pahle thik karo
Ro water ka minral ko barbaad kr deta hai
Pollution ne minerals ko ka choda hai
Rural areas me pani abhi bhi best hai vha ro use karna Sahi nahi hai
Hello Bhaiya main ro ki repair and service ki complain complete karati hu agar aapke pass ro repair ki lead aati h to mujhe share kar sakte ho ky aap please aap apna number send kar di jiye
Apka question samza nahi
Please repeat
खूप छान माहिती दिली
Sir online best ro kit ka link bheje