great sir apki treh koi sache guru Miley to hi ye sambhav h Verna log such Ko gol gol ghumate rehte h such tak Ane nhi dete god bless you sir is treh margdershan kerte rahe thanku
हाँ जी सर ,आपने बहुत ही सुंदर तरीके से आपने समझाया , वास्तविकता शायद यह है कि जो भी आध्यात्मिक गति से अपनी ऊर्जा को ऊपर की तरफ बढ़ाते हैं , उनको कहीँ न कहीं चक्र के बारे में ज्ञान लेना ही पड़ता हैं दोनो एक दूसरे के पूरक है
Guru Acharya ko mera parnaam. Aap ki bate 100% sahi hoti h. Aap k videos se maine meditation start kiya, Mujhe ek anokhi sugandh aati hamesha ati rehti h, bahut tej hawa chal rahi ho tab bhi...Thnx for yr information by this video. Apne videos k madhyam se aap manav jati ka kalyan kar rahe h.
Aacharya G. Kya aisa bhi hota hai???? Ki jb koi new sadhak DHYAN sadhna krta hai.to Kam krodh lobh moh k sath-2 uske risto m bhi problem aana suru ho jati hai.dost bhi dusman bn jate hai. Kya really m nature pareekha leti hai????
gugu ji agar hamari koi kemti chaj gum ho jay to kye koi esa opy batay js se bo mujy mil jay ,kyki kesi ne vo meri chaj kesi ne muj d dohke se le ly ha me kesi ko bata nahi sakti ap se hi sehar kar rehi hu,us bade ne mere samne mere sir par kush key tha phit msine kudh hi de te ,ap us ka koi pata nahi ha,dear karti hu kush lab huy ha,plz gugu ji help me
Anahat chakra connectivity se related hai. No doubt is chakra ke active hone se jivan me samasyaye smapt hone lagti hai. lekin abhi dusre chakra bhi hai jinke karan problem ho sakti hai. inme se sabse khas hai Manipur Chakra
Sir kya brahmcharya itna jaruri hai chakr jagrun ke liye...kya hum grahasth jeevan ka nirvah krte huye chakra jagrun nai kr sakte. Plz answer guruzi 🙏🙏🙏
chakra ke bare me or madition ke lye. mujhe apse sikhna h kya app sirf TH-cam ke madhum se hi sikayenge ya apse milkar seekh Sakti hu sir kya ap calss lagate h Jahan per ap rehte h pls reply jrur Dena ji
Guruji pranam charan sparsh dhyan karne mai sabhi chakro mai ek jaise jhan jhan hoti hai jis bhi chakra par dhyan le jao nabhi mai jayada accha lagta hai ya shyad Mera pet kharab ho jata hai is liye mai nabhi mai jayada dhyan deta hu kripya bataye sabhi chakro mai ek Saman jhankar par dhyan jayada ya kisi ek chakra par focus kya jayada accha hai or sabhi chakro par jhankar hone se kya sabhi jagrat ho rahe hai kaise Pata chalega ka koi chakra Pura jagrit hai
शानदार 👌👌👌 जब कुण्डलिनी शक्ति मूलाधर को active करते हुवे ऊपर उठने लगती है तो स्वाधिष्ठान चक्र पर कितनी देर रूकती है। या एक ही झटके में ऊपर के चक्रो का भेदन करते हुवे निकल जाती है.
Thanks a lot Harish ji.. please also share details about how to work /meditate on specific chakra which you were speaking..how to open them..some methods plz..This will be of great help.. Thanks again
Sorry to be off topic but does any of you know of a method to log back into an instagram account..? I somehow lost the password. I love any assistance you can give me!
@Bruce Sterling thanks so much for your reply. I found the site thru google and I'm waiting for the hacking stuff now. I see it takes quite some time so I will get back to you later when my account password hopefully is recovered.
Bhai agr koi kuch ban na ska ho bhut kosish krne ke baad bhi bachpan se kha pta hota hai dhyan kro yog kro jab hosh aya to paya priwar ke liye hi peda huye the .. jhoti moti job hi krte Rhe ab dhyan kiya to smjha or aaj pajhtava hi hath hai .... Anhad ko agr hum Activate kr lete hai to ye btye kese or kitne din me hoga ....? over bhi ho jata hum bhut udhar bhi ho jate paise ko yese hi de dete hai bina soche smjhe bhut jada udarta ajti hai sir .....isko kese cantrol kre plz btye
sir, jab mai anahata chakra PE focus kartu hu toh bhut bhari ho jata hai or saas ka bhi balance bigar jata hai, esa kyu hota hai .but agar agya chakra pai focus kartu hu toh easy dhyan mai utar jata hu. e
Apane 2 bar man (mind) me mantra bolani ki sathana di he. esame khaneka pine ka or time anosar karna chahi a koi niyam he ya hir om mantra jese kisi bhi time par kar sakate he or mala ka use kare ya na kare fikar nahi he.asa he guruji
Yoga My Life mughe chay ki khushbu ke ilaba aur koi khusbu nhi aati. Ha me pichle ki salo se dhyan karti hu. Sato chakr, unke mantra, unke tatav, unke rang kbhi dhyan bhut achha lagta had. Lekin kbhi kabhi bhut der baithne par bhi dhyan nhi lagta kya karu koi marg darshan kijiy
It is true that every Chakra has perticular significance and it reflects human ability but in my view there is no need to awakening of Chakra to do something different. This thing already decided by your past karma that what will you do in next birth. So concentrate on karma and positive thinking which will bring you on different level. Second thing is that awakining of Chakra is a natural phenomenon when you try go near to God and the path which you choose may differ to another and it doesn't matter that which path you are choosing. Every path goes to God. So the conclusion is that if you concentrate on perticular Chakra that it is against natural process and sometimes it harms very much. I never suggest to anyone to do something for Chakra. If you want to do something then concentrate your mind to think positive and choose a path which brings you to God. Your Chakra will awake automatically.
great sir apki treh koi sache guru Miley to hi ye sambhav h Verna log such Ko gol gol ghumate rehte h such tak Ane nhi dete god bless you sir is treh margdershan kerte rahe thanku
हाँ जी सर ,आपने बहुत ही सुंदर तरीके से आपने समझाया , वास्तविकता शायद यह है कि जो भी आध्यात्मिक गति से अपनी ऊर्जा को ऊपर की तरफ बढ़ाते हैं , उनको कहीँ न कहीं चक्र के बारे में ज्ञान लेना ही पड़ता हैं दोनो एक दूसरे के पूरक है
Acharya ji muze tatva shudhi sadhana karani hai.
Bhaut Dhanywad Aap ka 🙏🙏🌹
Guru Acharya ko mera parnaam. Aap ki bate 100% sahi hoti h. Aap k videos se maine meditation start kiya, Mujhe ek anokhi sugandh aati hamesha ati rehti h, bahut tej hawa chal rahi ho tab bhi...Thnx for yr information by this video. Apne videos k madhyam se aap manav jati ka kalyan kar rahe h.
Very very great work on TH-cam thanks guruvar ji
Itni achi knowledge bhut sralta se btate hai..dhanyawad aacharya ji
Aapne bahut acchi bat batai
JAI JAI SHRI RAM.RAM BHAGAT. HUMAN JI KI JAI.
Acchi hai
Amazing Info Acharya Paratmanji Pranam
Bahut achchha Gyaan
धन्यवाद जी
अति सुन्दर समझाइश बहुत धन्यवाद व आभार ललित जैन आलोट जिला रतलाम मध्यप्रदेश
very nice video thanks
Awesome 👌🏼👌🏼🙏
Thanks Sir aap ne esi baate btae jese bilkul mera liye aap ne kho ho thanks
I want your mb number me baat kerna chaathi hu
kripya apna number dijiye ya phir yogateacherbsy@gmail.com par mail kijiye
Shat shat namn aacarya ji
असंख्य धन्यवाद आचार्य हरीश जी आप अपने ज्ञान को हम सबसे सांझा किया.
You are Welcome Please
Yoga My Life sir meine suna hai dhayan mein hue anubhav ko share nhi karna chahiye..kripaya bataye kya mein aapko bata kr aapki help le sakti hu??
Could you tell me in which chakra Astadal Padma resides
great information , thanks
Kya sare chakra jagrat hote h kundli Jagran se ya Bina kundlini Jagran k b chakra jagrat hote h
Yogi ji ko mera parnaam
Please in every video... Voice should be high. In this video it is available in others it's low voice. Thanks
dhanyabad ji
Very nice information..
Thank you sir
Thanks Aachrya ji
🙏 Very Very Nice sir ji
Superb sir .
Good info.Actually it is only when someone convinces about something then only people become more aware of good things in life.
Muladhar se suru kare
Mul barse bhatak kar nirasa mili
Sir ckro ki feeling toh mujhe pta ni chli pr aagya chkr pr mujhe bhot light dikhti h
Sahi hai
@@YogaMyLife tqu sir🙏🙏🙏
Ocd ke liye kon sa chakra mein problem hai ?
Aahat aur vishuddhi aur sabhi chakra aapas me connect nahi hone se bhi aisa hoga.
dhanywad
All time best
Aacharya G.
Kya aisa bhi hota hai????
Ki jb koi new sadhak DHYAN sadhna krta hai.to Kam krodh lobh moh k sath-2 uske risto m bhi problem aana suru ho jati hai.dost bhi dusman bn jate hai.
Kya really m nature pareekha leti hai????
Ho sakta hai prantu aap apne liye prayer kijiye aur apni healing kijiye to sab sahi ho jayega
Very very rare videos really believe me and thanks guru ji so nice
सर एक वीडियो कुण्डलिनी जागरण साधना की सावधानियों पर भी बनाइये....
Nice
gugu ji agar hamari koi kemti chaj gum ho jay to kye koi esa opy batay js se bo mujy mil jay ,kyki kesi ne vo meri chaj kesi ne muj d dohke se le ly ha me kesi ko bata nahi sakti ap se hi sehar kar rehi hu,us bade ne mere samne mere sir par kush key tha phit msine kudh hi de te ,ap us ka koi pata nahi ha,dear karti hu kush lab huy ha,plz gugu ji help me
Prayer kijiye sache man se aapko vo cheej mil jayegi
Namste sir abhi tak mera number apne whatsapp join nahi kiya h...
Done
सर एक प्रश्न आता हैं , जैसा आप बता रहे है कि अनाहत चक्र का एक्टिव होना ... तो फिर इनकी मृत्यु heart ateck से क्यो होती हैं
Anahat chakra connectivity se related hai. No doubt is chakra ke active hone se jivan me samasyaye smapt hone lagti hai. lekin abhi dusre chakra bhi hai jinke karan problem ho sakti hai. inme se sabse khas hai Manipur Chakra
sir kundlni jagrn k nuksan h Ky
अगर सही गुरु के सानिध्य में किया जाये तो कोई नुक्सान नहीं है
Sir kya brahmcharya itna jaruri hai chakr jagrun ke liye...kya hum grahasth jeevan ka nirvah krte huye chakra jagrun nai kr sakte. Plz answer guruzi 🙏🙏🙏
mera is par bhi video hai. kripya ek baar dekhe.
@@YogaMyLife thanku soo much guruji
chakra ke bare me or madition ke lye. mujhe apse sikhna h kya app sirf TH-cam ke madhum se hi sikayenge ya apse milkar seekh Sakti hu sir kya ap calss lagate h Jahan per ap rehte h pls reply jrur Dena ji
aap apna number dijiye main aaps baat karta hun
thanku sir reply ke liye
9017433300this is my sir ji
Guruji pranam charan sparsh dhyan karne mai sabhi chakro mai ek jaise jhan jhan hoti hai jis bhi chakra par dhyan le jao nabhi mai jayada accha lagta hai ya shyad Mera pet kharab ho jata hai is liye mai nabhi mai jayada dhyan deta hu kripya bataye sabhi chakro mai ek Saman jhankar par dhyan jayada ya kisi ek chakra par focus kya jayada accha hai or sabhi chakro par jhankar hone se kya sabhi jagrat ho rahe hai kaise Pata chalega ka koi chakra Pura jagrit hai
main aapse mobile par baat karuga
सर माफ् करना मेरे अंदर ये प्रश्न आया है , मुझे कोई आपकी परीक्षा नही लेनी 💐
Dusre chakra ka dhyan kab karvyiye plz
or un k bare me bataye
meri video hai dusre chakro par aap ek baar dekhe
prarayam karna se chakra jagrit hota hai Kya sir
जीजी आप योग का कोई भी तरीका अजमाए सब का असर चक्रों पर ही पड़ेगा.
शानदार 👌👌👌
जब कुण्डलिनी शक्ति मूलाधर को active करते हुवे ऊपर उठने लगती है तो स्वाधिष्ठान चक्र पर कितनी देर रूकती है।
या एक ही झटके में ऊपर के चक्रो का भेदन करते हुवे निकल जाती है.
uppar ke chakro me sushmna ka rasta khula hoga to hi uppar uthegi nahi to urja pingla aur ida me behne lagegi
Kanchan nanda l want to your mb numbers l ap s baatkerna chati hu
Thanks a lot Harish ji.. please also share details about how to work /meditate on specific chakra which you were speaking..how to open them..some methods plz..This will be of great help.. Thanks again
Sorry to be off topic but does any of you know of a method to log back into an instagram account..?
I somehow lost the password. I love any assistance you can give me!
@Deacon Darwin instablaster :)
@Bruce Sterling thanks so much for your reply. I found the site thru google and I'm waiting for the hacking stuff now.
I see it takes quite some time so I will get back to you later when my account password hopefully is recovered.
Acharya Harish Ji Namaskar. Kripaya bataayen chakron par dhyan kendrit kaise karte hai.....
Kya aap apna email address de skate hai......
Ji yogateacherbsy@gmail.com
Right sir,, nature se logo ko connect kijiye sir...harek human 1 🌲 ko apne Ghar or surrounded rope...please I request you..
Bhai agr koi kuch ban na ska ho bhut kosish krne ke baad bhi bachpan se kha pta hota hai dhyan kro yog kro jab hosh aya to paya priwar ke liye hi peda huye the ..
jhoti moti job hi krte Rhe ab dhyan kiya to smjha or aaj pajhtava hi hath hai ....
Anhad ko agr hum Activate kr lete hai to ye btye kese or kitne din me hoga ....?
over bhi ho jata hum bhut udhar bhi ho jate paise ko yese hi de dete hai bina soche smjhe bhut jada udarta ajti hai sir .....isko kese cantrol kre plz btye
Aapko shuruaat yoga nidra se karni chahiye
kya surf agyachakr hi akele fokas kar sakte he
Shuruaat aise kar sakte hai
Beginner ke liye chakra activate main kitne ghante ka dhayan chahiye plz reply
aapki kaushish par depend karta hai
sir, jab mai anahata chakra PE focus kartu hu toh bhut bhari ho jata hai or saas ka bhi balance bigar jata hai, esa kyu hota hai .but agar agya chakra pai focus kartu hu toh easy dhyan mai utar jata hu. e
aap apna number dijiye main aapse baat karta hun
👍👍🙏🙏
Meditation ka time kanpati par pressure feel hota hai what does this mean
saath me kuchh asana aur pranayaa karne hoge. Pawanmukta Asana, Anulom vilom, bhramari, kapalbhati and ujjayi
Sirji,
एक दिन मे दो चक्र कर सकते है क्या ध्यान
yes
aap bacho ke liye koi dhayan bataye
Apane 2 bar man (mind) me mantra bolani ki sathana di he. esame khaneka pine ka or time anosar karna chahi a koi niyam he ya hir om mantra jese kisi bhi time par kar sakate he or mala ka use kare ya na kare fikar nahi he.asa he guruji
koi bhi mantra le sakte hai aur kisi bhi samay kahi bhi kar sakte hai. Travel karte hue bhi bas driving karte hue nahi
thanks
Mughe chay ki khshbu aati hai Jacki khi aas pas chay banti bhi Nahi hai iska kya Matlab hai
iske ilawa bhi aapko koi fragrance aati hai. yeh bhi dhyan me aage badhne ki ek safalta hai. kai tarah ko divine fragrance sadhko ko aati hai
Yoga My Life mughe chay ki khushbu ke ilaba aur koi khusbu nhi aati. Ha me pichle ki salo se dhyan karti hu. Sato chakr, unke mantra, unke tatav, unke rang kbhi dhyan bhut achha lagta had. Lekin kbhi kabhi bhut der baithne par bhi dhyan nhi lagta kya karu koi marg darshan kijiy
सर मैं भी चक्रो पर काम कर रही हूं
aapka swagat hai aur discussion karna bahut hi achchhi baat hai aur aisa karne se dusro ko bhi seekhne ko milega
❤
Pehle 2 chakro ke bare me nahi bataya?
Yoga ki baat aaj kal bahut Ho rahi par
Yogeshwar ko koi nahi jaanta
Jis ne bhagwad Geeta me sare yogo ke bare me bataya hai
Read bhagwad Geeta
Did you watch my video on Bhagwad Geeta
Yoga My Life yes
Yoga My Life kon si video h ye bhai
आप युटुब पर ही बोलेंगे या मिलेंगे और मुझे सीखाएंगे की नहीं जब मैं सिखुगी नहीं तो सुनके क्या होगा
जी मैं आपको सिखाने के लिए भी तैयार हूँ और जल्द ही आपसे कांटेक्ट करुगा.
tratak sadhana dauran brammacharya palan or vegetarian hona jaruri hai kya. ? me ra no. 8348534089 Ko group mai connect kijiye.hindi.
Bas in bato par bahut dhyan nahi Dena hai Baki brahamcharya ka Matlab braham me leen hona hota hai
It is true that every Chakra has perticular significance and it reflects human ability but in my view there is no need to awakening of Chakra to do something different. This thing already decided by your past karma that what will you do in next birth. So concentrate on karma and positive thinking which will bring you on different level. Second thing is that awakining of Chakra is a natural phenomenon when you try go near to God and the path which you choose may differ to another and it doesn't matter that which path you are choosing. Every path goes to God. So the conclusion is that if you concentrate on perticular Chakra that it is against natural process and sometimes it harms very much. I never suggest to anyone to do something for Chakra. If you want to do something then concentrate your mind to think positive and choose a path which brings you to God. Your Chakra will awake automatically.
Aaap logoka bas chale tooo vagban ko vi manusya ke sebame lagade , safal hone me dhan paneme
kuch log ESE denger btate h
अगर सही गुरु की देख रेख में न किया जाये तो प्रॉब्लम हो सकती है.
very nice video thanks
Nice
Thank you 🙏 sir
very nice video thanks sir