Hazrat Saleh Ka Mojza | Ontni Ka Waqiya | Qaum Par Azab | Islami History | Kalam e Zareen

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 17 ต.ค. 2024
  • Hazrat Saleh Ka Mojza | Ontni Ka Waqiya | Qaum Par Azab | Islami History | Kalam e zareen
    Is video mein hum Hazrat Saleh (AS) ka mojza aur unki qaum ke sath hone wale azeem waqiya ka zikar karenge. Allah ne Hazrat Saleh (AS) ko Samood ki qaum ke paas paighambar bana kar bheja tha. Jab Samood ki qaum ne Hazrat Saleh (AS) ki paigham bari ka inkar kiya, unhone Allah se ek mojza ka mutalba kiya. Allah ke hukum se aik azeem ontni, jo pahaad se nikli thi, unke liye ek mojza ke taur par bheji gayi. Lekin Samood ki qaum ne us ontni ko qatal kar diya aur Allah ke hukum ka inkaar kiya.
    Is amal ke badle mein Allah ka qahar Samood ki qaum par nazil hua aur unhein sakht azaab ka samna karna para. Yeh Islami waqiya humein Allah ke hukum ki ahmiyat aur uske inkar ke natayij ka dars deta hai. Hazrat Saleh (AS) ka mojza aur unki qaum par Allah ka azaab har Musalman ke liye ek ibret aur hidayat hai.
    Hazrat Saleh ka mojza
    Ontni ka waqiya
    Samood ki qaum par azaab
    Islami history
    Hazrat Saleh AS aur ontni
    #HazratSalehKaMojza #OntniKaWaqiya #SamoodKiQaumParAzaab #IslamiWaqiya #IslamicHistory #SabaqAmozWaqiya
    ‪@ROHAILVOICE‬ ‪@UrduAdabiyat‬

ความคิดเห็น • 1