@@the_theth_bihari8905 ha to 2025 se koi 2 sal ka bed nhi bnd ho rha , aur 2030 ke bad bhi ye 2 sal wala valid rhega mai bhi yhi hu tum bhi yhi ho dekhte h kb tk bnd krwatw ho tum 2 sal ka b.ed NEP ache se pdho beta waha pr , 2 year , 4 year aur 1 year sbka prwdhan hai 2030 ke bad bhi
Mera rank 80 hai or maie patna ke colleges me spot round ke liye jati hu to wo bolte hain ki aap lmnu ke site pr dekhiye jab spot round ka date aayega tabhi hoga.Mujhe PWC me admission leni hai . maie kya karu kuchh samajh nhi aa rha
Private college ka to samajh me aa gya but kuchh log kah rahe hain ki private university se B.ed karne par wo manya nahi hota. Jaise mai ITM university MP se soch raha hun B.ED karne ki but asmanjas me hu ki wo valid rahega ya nahi. Is bare me koi jankari ho to bataye.
Pls reply......fee maximum kitna ja skta hai Private clg me.......kyoki mujhe fee bhi khud pay krna hai coaching ya school pdha kr isliye pehle se pta ho to mere liye achha hoga......or koi problem to nhi hogi class na krne se???
In private 1.6lakh to 2 lakh for two years and apko pta karna padega ki konse private college me padhate hai or kisme nhi bcz bht sare private college me padhna mandatory hota hai.
Sir mera marks 88 hai only govt college choose kre to koi dikkat to nhi h na ..agr nhi hua kisi college me to kya baad me private me ho skta h admission category EWS🤔🤔
Nhi bhai 9 college me atleast 2 private college dalna qki agar govt me nhi hua to private mil jayega or agar private nhi daloge or govt me name nhi aaya to admission nhi hoga
Sir mera 93 marks pe cml 39 hai, bt main patna training clg ko choice mein nhi fill kr rha hu CTE Gaya ko soch rha hu 1st choice mein rkhne k liye bt agl bgl k log same baat bta rhe ki Time nhi milega preparation k liye Bt Cte ka ek ldka bola ki ek hr v class hoga toh present hona hoga jo bs mood fresh krega time jyada lega nhi clg, toh Hostel mein rehne mein sahuliyat hogi time management mein
D.el.ed me mujhe Government College Gaya me mil gya h 18 -23 tak admission ka date h kya kre ,kra le ya ruk jaye ki bed me government college mil jayega, CML rank 680 h , category -EBC
@@ROCKTHEIDEA par wait krne ka samay kaha h sir 18 se 23 tak hi deled admission ka date h,kya admission lene ke baad fees wapas hota h ,bed me fir koi dikkat nhi hoga n
Kya bina registration ke spot round me admission mil skta h plzzz plzzz reply anyone soon and patna ke aas paas ka koi clg btaye jisme bilkul jana na pade koi bhe reply de jaldi mujhe registration krna h aaj last date h plzzzz
Aap Ramesh jha mahila college Parvati science college madhepura 1aur 2 number me select kar lijiye dono college semi govt college hai aapko dono me se kisi n kisi me confirm ho jayega Dono ka fees same hai 1lakh 5 thousand
हम तो फ्री में किये..अब उसमे भी पैसा लग रहा है 25000...Last batch tha mera free me.. Attendance ka bhut maar hi.. Jisko tyari karna hai wo ek baar soch le admission lene se pehle
@@VivekKumar-wp6om aapko b.ed kar lena chahiye kyuki 40 year Tak aap teacher ban sakte hai Mai jis college me hu us college me mere batchmate sab 36 year ke hai aur wo log bhi kar rahe hai
Private school me padha lene ki ability ho to kr sakte ho bhai nhi to koi aur course kr lo qki risk high h aur vaccancy bhi phle ki apeksha km hi ayegi
Bhaiya mujhe 1st round me college nhi mila h..lekin mujhe private patna se karna h plz college badal sakte hai ..pl ek video banaye ...mai bpsc ki prepration sath me karna chati hu. Please help me
Sir suna hai maine ki 1st year me hi class ke liye daraya jata hai...2nd year me aao na aao koi fark nahi padta hai...aaplog hi isko bata sakte hain kyunki aaplogo ke liye aam baat ho gayi hogi
@@aapanmati9960 Aisa nhi hai class second year me v karna padta hai but first year ke apeksha thoda छूट मिलता है सैकंड ईयर में 65 % सैकंड ईयर में भी क्लास करना ही पड़ता है
For more information related to B.ed addmission
Text my Instagram id
_royal_prince_rama
instagram.com/_royal_prince_rama?igsh=NjZiYnl6b2QxMDln
Knowledge ki kami hai , 2 sal ka b.ed nhi bnd ho rha , integrated bnd hokr itep aa rha
Right sir❤🎉
Kaha se pdhe ho.. 2030 tk 4 years bali b. Ed fully implement krna h. 2 years b. Ed uske bad nhi hoga
@@the_theth_bihari8905 ha to 2025 se koi 2 sal ka bed nhi bnd ho rha , aur 2030 ke bad bhi ye 2 sal wala valid rhega mai bhi yhi hu tum bhi yhi ho dekhte h kb tk bnd krwatw ho tum 2 sal ka b.ed
NEP ache se pdho beta waha pr , 2 year , 4 year aur 1 year sbka prwdhan hai 2030 ke bad bhi
@@Deargurujiaryan sir 43 me private collage milega please batae
Bilkul sahi sir ..into pta nhi ki 2 years b.ed bhi chlaga ..band nhi hoga
1.5 lakh se zyada tuition fee ( other charges extra) le raha is per video bnaye
Mera 93 number or 44 cml rank hi, govt college aasani se mil jayega, lekin class krna hoga ya , attendance daily bnane se kaam ho jayega?
Daily class Krna hoga
75% attendance compulsory hota hai
Kya private bed college me direct admission mil sakta hai patna me ..
1 st council me nhi aaya h
Government college me hostal me apne se khana bna skte hai?
@@ruchikumari1702 nhi
Mera rank 80 hai or maie patna ke colleges me spot round ke liye jati hu to wo bolte hain ki aap lmnu ke site pr dekhiye jab spot round ka date aayega tabhi hoga.Mujhe PWC me admission leni hai . maie kya karu kuchh samajh nhi aa rha
Wait for spot round
And more information text me my Instagram
instagram.com/_royal_prince_rama/profilecard/?igsh=NjZiYnl6b2QxMDln
Marks kitna hai
Private college ka to samajh me aa gya but kuchh log kah rahe hain ki private university se B.ed karne par wo manya nahi hota. Jaise mai ITM university MP se soch raha hun B.ED karne ki but asmanjas me hu ki wo valid rahega ya nahi. Is bare me koi jankari ho to bataye.
Brother private ho sarkari dono ka same Manyata hai bilkul tension naah lohh
Private college sarkari college se kuch nhi hai bs padhna hai
Bhaiya ye bataiye ki sarkari college me hostel lena compulsory hota hai kya.kripya jldi btaiye
@@siddharthkumar9798 koi jaruri nhi aap bahar rah kar v class kar sakte hai Lekin attendance 75 % necessary hai
SSC cgl ka mains h December me cml rank 132 h to govt me admission lena chahiye ya private me
Pvt
Sir
BBA keya hai gradution mai cml rank 1200 bed mai admission le sakte hai ky future mai techar bane mai dekat hoge plz guide kar de
Aap mere Instagram id pe text kijiye
Sir instagram id bata dejye
@@RakeshKumar-ri3le _royal_prince_rama
Sbkuchh t thik h....
Lekin private college me paisa bht letaa h 😌😌
Mere government college aa gya ,
But mai competition ki tyari karti hua
Lgta h ab nhi kr sakte competition
Are aram se compitition ka preparation kar sakti ho
Pls reply......fee maximum kitna ja skta hai Private clg me.......kyoki mujhe fee bhi khud pay krna hai coaching ya school pdha kr isliye pehle se pta ho to mere liye achha hoga......or koi problem to nhi hogi class na krne se???
In private 1.6lakh to 2 lakh for two years and apko pta karna padega ki konse private college me padhate hai or kisme nhi bcz bht sare private college me padhna mandatory hota hai.
Minimum dher lakh fees hai private clg mein
Patna tarining collge me rozana class hota hai kya..mai confuse hun wo lu ya koi private??pls help
Daily with strict attendance
Iss tarah ka video bnatey rahey
@@SR0005-RS thanks
Sir sarkari college mai hostel milega ya nahi ? Mera marks 88 hai aur rank 476
Hostel mil jayega
76 ews male
Hope so government clg mil jaaye
@@SR0005-RS cmL rank kitna hai
@@ROCKTHEIDEA 13395
@@ROCKTHEIDEA24000 h 😢
@@JahangirAlam-ob6mc chance kam hai bhai
sir mera CML rank 1500
marks 85
bc category
kya government college mil gaiyega.
Bhai government college me attandace k liye manage nahi hota kya please bataiye
@@maajankiclasses_12345 govt college me minimum 75% chahiye he chahiye yaha koi manage nhi hota hai
Bsc MSc geography at Bangalore University
Bihar me 2024 me seat khali rahne par direct admission hoga es par ek video banaye
@@dineshdiwakar9246
Agar entrance Exam diye hai to last me seat bachne par spot round me aapka addmission ho jayega
Sir mera marks 88 hai only govt college choose kre to koi dikkat to nhi h na ..agr nhi hua kisi college me to kya baad me private me ho skta h admission category EWS🤔🤔
Ha open round councelling kra skte ho
@@jiyasinha8917 ye kb hoga🤨
Nhi bhai 9 college me atleast 2 private college dalna qki agar govt me nhi hua to private mil jayega or agar private nhi daloge or govt me name nhi aaya to admission nhi hoga
@@bunnyhub2856 last me jb clgs me seat bach jate hain
Aapko government college mil jayega, tension mat lijiye
Sir Hariyana Mp se B.ed kaise kre?
Kisi consultancy wala se contact kijiye
Sir class daily kitne ghnte krni prti h govt college me🤔🤔
Sir mera 93 marks pe cml 39 hai, bt main patna training clg ko choice mein nhi fill kr rha hu CTE Gaya ko soch rha hu 1st choice mein rkhne k liye bt agl bgl k log same baat bta rhe ki Time nhi milega preparation k liye
Bt Cte ka ek ldka bola ki ek hr v class hoga toh present hona hoga jo bs mood fresh krega time jyada lega nhi clg, toh Hostel mein rehne mein sahuliyat hogi time management mein
Bhai time itna milta h ki tm upsc kr loge ,bahr ke logo ke chakkar me Mt pado.....
@@RAHULSINGH-zi6yz hello Bhai Kya tum gaya Cte k students ho ... Kitne ghante ki class hoti hai yahan pe bta skte ho kya?
Intregated v hoga. 2 year ka b.ed v hoga. 1 year ka b.ed v hoga . sahi knowledge diya karo...
Goverment college me scholarship milta hai n. Kitna fee 2 year me milta h
@@amritakumari1364 milta hai
D.el.ed me mujhe Government College Gaya me mil gya h 18 -23 tak admission ka date h kya kre ,kra le ya ruk jaye ki bed me government college mil jayega, CML rank 680 h , category -EBC
Aap thoda wait kar le
@@ROCKTHEIDEA par wait krne ka samay kaha h sir 18 se 23 tak hi deled admission ka date h,kya admission lene ke baad fees wapas hota h ,bed me fir koi dikkat nhi hoga n
@@N123chaudhary fees refund nhi hota hai
B ed karna hi behtar hoga jee
Spot round me hoga,
Agar college k staffs se jaan pehchaan ho toh attendance araam se manage ho jata hai govt colleges me
Cte turki muzaffarpur sanbha nahi hai
Kya bina registration ke spot round me admission mil skta h plzzz plzzz reply anyone soon and patna ke aas paas ka koi clg btaye jisme bilkul jana na pade koi bhe reply de jaldi mujhe registration krna h aaj last date h plzzzz
@@Priyankakumari17003 St Xavier's College of Education Patna
Registration mandatory hai
Bhai Mera marks48 hai.obc se hu kya Mera admission ho jayega private colleges me
Government college say b ed na karna chaiya to m.p say v private say kar shakta h
Kya bina registration krwaye spot round me admission mil skta h plzzz anyone reply soon
@@Priyankakumari17003 No
@@Priyankakumari17003 aapka cmL rank kitna hai
@@ROCKTHEIDEA 14200
Bt mujhe clg nhi jana h aisa koi clg suggest kre
@@Priyankakumari17003 semi govt college me addmission le lo aap
Sir govt college me kitna hour per day class chalta hai
6 hrs
Cml 488 hai bc category government college milega plz reply
मिल. जायेगा
Govt. College mai hostel lena jarrori hai ..?
Koi jaruri nhi aap bahar rahkar v class kar sakte hai
Class karna jaruri hai
Sir mera CML rank 21724 hai no 73 hai kya semi government college first counselling me mil jayega mai bc female hu Saharsa jila se please reply sir
Aap Ramesh jha mahila college
Parvati science college madhepura
1aur 2 number me select kar lijiye dono college semi govt college hai aapko dono me se kisi n kisi me confirm ho jayega
Dono ka fees same hai 1lakh 5 thousand
Constituent college badhiya hai or private
Constituent
हम तो फ्री में किये..अब उसमे भी पैसा लग रहा है 25000...Last batch tha mera free me.. Attendance ka bhut maar hi.. Jisko tyari karna hai wo ek baar soch le admission lene se pehle
Ap kb kiye
Private colgwale jyada khush hai hum to private se hi karege phir isbaar😂
Konsa private colleges kar Rahi ho aap
Avi clog allot nhi hhua h 25 tk ho jayega
Aap kha se h? Kya preference rakha h college m@@anjalikumaripathak85
Hamko bhi karna hai
Mera rank 896 hai to sarkari mil jayega
Cml rank 774. Obc2, female, government college milega kya?
Haa ji mil jayega...
Yes
Kuch Patna me private colleges ka nam btaye jha attendance nhi dena ho....
Bihar ke kisi v private college me addmission legi to attendance manage ho jata hai
Patna me mix. Private college me 75%+attendance hona chahiye
Sir jii mera 75 marks hai ebc bihar se hu.
CML rank 13256 hai.
Kya Government college mil jayega.
Nope
Sarkari college me fee kitta lgega ,,,,
24000
भैया क्या b.Ed करने के लिए लोन मिलता है
Agar apka age 25 se Kam hai to lone mil jayega
Age 33 hai aur ews se 80 aaya hai bed karne me 2 year +1year stet=3 year Age 36 ho jayega teacher ka vacancy 37 Age samajh nahi aa raha hai kya karen
@@VivekKumar-wp6om aapko b.ed kar lena chahiye kyuki 40 year Tak aap teacher ban sakte hai
Mai jis college me hu us college me mere batchmate sab 36 year ke hai aur wo log bhi kar rahe hai
Private school me padha lene ki ability ho to kr sakte ho bhai nhi to koi aur course kr lo qki risk high h aur vaccancy bhi phle ki apeksha km hi ayegi
@@RAHULSINGH-zi6yz ok thanks for suggestion.
Government college is always best
Bhaiya 87 Cml 729 ews se h gov college mil jayega..??
Mil jayega ummid hai
@@ROCKTHEIDEAbhya isme scholarship bhi milta hai kya boys ko
Private college ki feess bahut h,manmani wasooli krta h
Subject combination pe
Pe video plzz
@@raushankumar-th1yd okay
@@ROCKTHEIDEAहाँ सब्जेक्ट कॉम्बिनेशन पर जल्दी वीडियो बनाये sir
Mera 84 number government College mil jayega na OBC se hu
@@mdaabidhusainaarzoo5106 cmL rank kitna hai
CML rank 680 h , category -EBC h government college mil jayega
Government college Mila gyaga
@@Shortvideo-shiva Deled me bhi government college mil gya h admission date 18-23 tak hi h ,kya kre
Privtae collage
बिहार में 🪑 भी कम है लाचारी में प्राइवेट चयन करना होगा
@@mukeshgupta-ki9rj hn
71 number cml rank 28000 hai private college mil jayega
समझा रहा है या डरवा रहा है😂
Aisa hi video dbakar bana lo bhai Must hai ❤
Mera obc 84 rank 1783hai govmilega reply kare
मिल जायेगा कोई दिक्कत नहीं होगा
65 cml 62000 hai kya private clg milega
Yes
pehle jankari thik se le lo uske baad video bnaya kro ...😂😂😂😂
1223 cml obc hai govt college milne ki sambhavna hai sir
Ummid h
Bhai mere aadha adhura gyan mat kiya karo बच्चो को
Bhaiya mujhe 1st round me college nhi mila h..lekin mujhe private patna se karna h plz college badal sakte hai ..pl ek video banaye ...mai bpsc ki prepration sath me karna chati hu. Please help me
Bhai tu snake bate ko kiyo dubara tha hai
I am very confuj no Idiya
@@suwartashirsat1418 why
@@suwartashirsat1418 how can I help you
@@ROCKTHEIDEA Government College ला नंबर लागला परंतू कळत नाही की 2 वर्ष होणारं की नाही up daun I am very confuj
Department of education madhepura kisi ko Mila h
Marks kitna hai
@@consciousias 85
@@SonuKumar-kb4hk mera naam hi nhi aaya deye the bnmu,
TP,
p.s.,
campus.
kisi me nhi aaya, marks 67 bed me, but ab kya kre
Me mp ja raha hu😢😢😢😢😢
Kyu
Mera first round me government college mil skta hai obc girl 85 number cml rank 1362
@@ruchikumari1702 85% chance hai but second round me confirm hai
Hm aur semi government aur private aur name de diye hai ...
@@ruchikumari1702 Jo college allotment hoga usme addmission lena he hoga
100%apka admission ho jayega
Apko government first round me hi mil jayega
Mera CML rank 3520 hai
Aapko ho jayega
43 mark me collage milega sir
Mil jayega cotect karo
Mera 80 h obc cml 5669 kahan admission le bhaiya
Private clg
@@RAHULSINGH-zi6yz yaar semi me lenge
@@OLAEducationchangekoi fayda nhi pvt me lo utna hi lagega aur koi faltu ka bakhera bhi nhi
@@RAHULSINGH-zi6yz 1.10 lac only in semi but private me 2 lac
Bheed to bhut hi😂😂😂
Fir v aapke admission hokar rahega
Jaha ladki dekhi nhi wahi shuru 😅😂are bhai ladka ho ya ladki jo mehnat karega num aayega warna nhi aayega..........
Aap Bihar se kaha se hai???
Aapka graduation ho gya????
150000 मैं नहीं दूँगी
Private ki feee jyada hoti hai itna paisa kiske pass hai 😢
😂😂
Phir kaha se karoge
Only 60000 me ho jayega
@@Vijay_Sharma77 kaha ye Bhai...batao please
Mess ka khana kaisa milta hai
3000 per month mess charge
Khana ka quality achha rahta hai
82EWS male 3440rank, But Sara gov choice kiye.......?
@@omprakash-sz6qq 50% chance hai but aap last tak wait karna spot round me v try karna
Yaha jinda rahne ke liye khane ki uttam vyavastha hai
Sir suna hai maine ki 1st year me hi class ke liye daraya jata hai...2nd year me aao na aao koi fark nahi padta hai...aaplog hi isko bata sakte hain kyunki aaplogo ke liye aam baat ho gayi hogi
@@aapanmati9960 Aisa nhi hai class second year me v karna padta hai but first year ke apeksha thoda छूट मिलता है सैकंड ईयर में
65 % सैकंड ईयर में भी क्लास करना ही पड़ता है
Apki Jankari galt hai ... Mai khud Sarkari college se B.ed kr rha hu aur Minimum attendance 75% 2nd year me chahiye....
@@SUMITKUMAR-vi7qq brother thoda bahut relaxation mil he jata hai
@@ROCKTHEIDEA private college mein kitna lagata hai please reply
@@pushpanjali8118 1L 55k fees hai
Mera marks 79
Cml rank 7701
Hai kya patna , gaya, muzaffarpur me government college milega kya ?
@@Prince-ii2ii ummid Kam hai bro lekin last tak wait karna aap
Category???
Private college ki feess bahut h,manmani wasooli krta h