aapne jo 200 watt kit se inverter banaya thha maine usse manga liya kon sa transforme achhaa rahega and battery jo 2-3 ghante nikal de bas ek ceilling fan and 2 led bulbs chalana h matlab 100 watt load please video banaiye
I mean that every transformer can be in 2 step ..... But at a high level inverter a transformer design becomes special .... Like High ampere for step up SWG matters
Sir ek video 100 watt rps kit ko 300 watt banakar full automatic inverter banaya battery charg automatic auto cut battery full charge hone par or 10 voltage battery hone par inverter of ho Jay kyoki you tube par koi full automatic inverter sahi nahi bataya
Sir ap buhot achche se batate ho sir
Achcha ji 🤔 aise hi support banaye rakhiye 🙏
Happy Diwali 🪔
Bahut badhiya sir video hamare man jo doubt hota hai wo bhi solve ho jata hai
Ye to achchi baat hai 🥰
Thank you so much sar 🙏
Very useful video sir🙏
You are doing good work....plz ek video banao k inverter ka buzzer kesy kaam krta hh ...beep etc...or hum usko kesy mini inverter mai lagain?
Thik hai ispar bhi video banaya jayega 👍👍
Good
ups ka 10amp transformer do laga sakte hai.
Kal ke QNA me jawab Mil jayega 👍
Kya hum 24-0-24 ka tranformer laga sakte hai
Sir ji agar ham 200 watt par 850 va transformar laga de to kya hoga out put ketna watt milega or bina load ke kit ketna Amp lega
Iska jawab 33 qna me dunga 👍
Sir ese use karenge to charger ya light kharab to nhi hoga
Bilkul bhi nahi
Yar 150 watt booster par 2 ampere transformer se inverter ban jayega kya
Nahi ban payega, iska kya karan hai QNA me bataunga 👍👍
aapne jo 200 watt kit se inverter banaya thha maine usse manga liya kon sa transforme achhaa rahega and battery jo 2-3 ghante nikal de bas ek ceilling fan and 2 led bulbs chalana h matlab 100 watt load please video banaiye
@@itshimanshueditor8764 jarur jald hi video launga 👍👍
Sir agar mea 6 0 6 du ga toh kya hoga
Jitne ghar ke appliance use karenge sab kharab ho jayega
25 empier ka transfer kahan per milta hai
Discription me WhatsApp number hai waha milega
@@PrinceRaj-lg2mlkitne ka hai bhai
Kitna back up deta hai yeh kit. Aur transformers
Transformer ke upar nirbhar karta hai backup
Aap battery kitna ah ka laga rahe hain ye bhi matter karta hai
Is kit par battery backup test jarur karenge
12volt 100amp ki battery se 80amp ka transformer kitne ghante chalega
Aapka comment pick kar liya gaya hai jo ki aane wale Q and A me shamil hoga👍👍
Sir ji merko 100 w ka inverter banana hai to 1 Amp Ka transformer laga ke kitna mileage milega
Aapka comment pick kar liya gaya hai, aaj ke Q&A me shamil kiya jayega 👍👍
Sir 1700watt inverter me ketne amp ka transformer lagana chahiye
80A ka
⚘👌👌⚘
There is no step up and step down type transformer.... A single transformer become step up and step down when required depending on circuit and input
Step up and step down transformers are different: I will describe it in details in a video
I mean that every transformer can be in 2 step ..... But at a high level inverter a transformer design becomes special .... Like High ampere for step up SWG matters
Sir ek video 100 watt rps kit ko 300 watt banakar full automatic inverter banaya battery charg automatic auto cut battery full charge hone par or 10 voltage battery hone par inverter of ho Jay kyoki you tube par koi full automatic inverter sahi nahi bataya
Chaliye koshish rahegi ye bhi banane ki 👍