Bhai mai marketing ki job karta hu pr Daily 80 to 100km ka run hai. Mai ather rizta ke liye ruka tha but uska 3.7kw model ka price dekh kar maine kal hi ola s1 pro book kar li. Aram se kam bhi ho jayega or jo travel allowance company se milta hai usms pas se kuchh or dalkar emi bhi nikal jayegi. Plus main city me ek hyper charger bhi laga hai ola ka jisse kabhi range kam pade to 15 mint me 50km ki charging bhi kat sakte hai jisse asani se ghar pohancha ka sake. To conclusion ye hai ke range or power ks mamle me ola se best abhi filhal market me kuch nahi.ye mera suggetion hai baki aapki marzi bhai.
Bhai ola S1 x 3kw ka range kitna hai mene Aaj hi book kiya hun
120 Km Normal mode me 👍🏻
Ooh vloginh b krte ho 🎉❤ me olly 👀
Yes 🙌🏻
Mein bhi orber ki hai acha hai kya scooty
Hanji 🙌🏻
Registration ke kitne din bad milli thi❤
1 Month
Bhai mujhe ola aur hero vida me confusion hai batau na konsa lu koi suggestion kyuki dono lagbhag ek hi range me aate hai
Bhai mai marketing ki job karta hu pr Daily 80 to 100km ka run hai. Mai ather rizta ke liye ruka tha but uska 3.7kw model ka price dekh kar maine kal hi ola s1 pro book kar li. Aram se kam bhi ho jayega or jo travel allowance company se milta hai usms pas se kuchh or dalkar emi bhi nikal jayegi. Plus main city me ek hyper charger bhi laga hai ola ka jisse kabhi range kam pade to 15 mint me 50km ki charging bhi kat sakte hai jisse asani se ghar pohancha ka sake. To conclusion ye hai ke range or power ks mamle me ola se best abhi filhal market me kuch nahi.ye mera suggetion hai baki aapki marzi bhai.
Aap dekh lo brother qki mne ola ke aalahwah koi aur use ni ki abhi tak baki ola dekha jaye toh ab thik hai 🙌🏻
@@SAHIL.AJNABIbhai uski jagah s1x 4kw key varient lelo vo shi rahegi
Or usiki ki vajeh se me passcode change nahi kar paarha hu bhai plz help me😢
Passcode toh app se change hota hai brother 👆🏻
5.50 ghante full ho jati hai meri
Apki bhi new hai ?
@@vishu_kvlogs ha bhai 10 din huye hai