Aapka intezaar tha, dost! Nalgondian ho toh apne hi ghar aaye ho. Shukriya support ke liye, aapke suggestions se vlog aur bhi zabardast banega! Milte hain naye video mein, tab tak channel ko subscribe karna aur apne dost ko bhi batana mat bhoolna. 😊
bhaiyya your editing is not just anything. it stands out.its not ordinary👍🏻keep making informative videos.let your channel be known especially for that 👍🏻
@@mominatheblessed2775 Yeh sun kar dil se shukriya ! Aapke comment ne motivation ko aur badha diya. Meri koshish hai ke har video mein kuch naya aur informative leke aaon. Aap jaise viewers ke liye hi yeh mehnat kar raha hoon. Aapka support hi meri taqat hai, aur yeh channel aap sabke pyaar se hi grow karega. Jazakallah, hamesha saath bane rahne ke liye!🙂
Madina masjid ka thoda view karlete toh acha rehta ta, aur lateef shah pahad ki dargah bhi aur kuch khubsurat masjidain bhi ti nalgonda me woh bhi dikhalete toh bahut hota , aur darul uloom bhi dikhate toh aur bhi acha rehta aur pangal ka bhi view thoda video me rakhte toh acha rehta, any how good video, maine toh subscribe bhi Kara aur like bhi kara jazakallah. Kya bolte bhai log sahin bola na Maine ?
@@mohammedkaleemofficial9640 Yeh comment bohot hi constructive aur acha hai! Shukriya aapke feedback aur support ke liye. Nalgonda ke upar yeh video sirf ek short introduction tha, aur aap jaise hi valuable subscribers se milne ke baad, hum plan kar rahe hain ek detailed video banane ka, jisme hum Lateef Shah Pahad ki puri history, Darul Uloom, aur aur bhi Nalgonda ki khubsurat jagahen cover karenge. Aapke suggestions ko zaroor madde nazar rakhenge. Jazakallah for subscribing and liking the video. Aapke comments aur support hi humein aage badhne mein madad karte hain. Aapne bilkul sahi point uthaya hai! Koi aur suggestion ho toh zaroor bataye, aapka response bohot valuable hai. Jazakallah md kaleem sahab 🙃
Mashallah Fantastic Video hai,plz add Dargah / Daru loom / Old City / Hyd & Devarkonda & Miryalguda Road videos Apart from Historic St Alphonsus/Little Flower school/ NG College details & Pangal Reservoir history. Lastly add National Anthem video played every morning in Nalgonda.
Very nice but incomplete episode Make step by step Covering old city Masjid Eid gah, gunj, bakhtavar nowli, mir sarayee ki Masjid, Rahmate Alam High school, two mountains Dargah Lateef Shah wali R.A & fort mountain, Market side , miya Bhai NLG etc Wish you All the Best
@@syedmutiallahhussaini8896 "Thank you so much for your detailed feedback and kind words! I really appreciate your suggestions, and I'll definitely consider covering all these historic and significant spots in the Old City in future episodes. Your support motivates me to explore and share more about our beautiful Nalgonda. Stay tuned for more content, and jazakallah😇 for your encouragement.
"Ji haan, is topic par bhi video zaroor aayega, InshaAllah future mein. Aapka support bahut important hai, isliye bane rahiye hamare channel *Royal Review Hub* ke saath. Shukriya!"
Mashallah acha video hai, Hazrat Lateef sab ke bare me bhi batana tha wo kab aaye kaha se aaye the aur kya paigam leke aaye the...Ek Allah ka paigam lekar aaye the
Mashallah!! Aur places bhai Nalgonda k dikhau..especially colleges and famous college ground..
ji INSHALLAH zaroor
Thanks bhai..great initiative for Nalgonda...Lots of memory with Nalgonda..❤❤
Shukriya bhai! ❤️ Nalgonda ki yaadein hum sab ke liye khaas hain. Aapka pyaar aur support dekh ke bohot khushi hui. Aise hi jude raho, aur hum Nalgonda ki aur bhi yaadein taza karte rahenge! 😊
Mashallah acha hai video
@@syedkaleem9457 jazakallah ☺
Mashallah I Am Also From Nalgonda Editing Is Awesome Keep It Up Nice Intro Overall Good Video Best Of Luck
Thank you so much💝
Zabardast banaye vlog, hum b nalgondian hai, your new guest❤❤❤
Aapka intezaar tha, dost! Nalgondian ho toh apne hi ghar aaye ho. Shukriya support ke liye, aapke suggestions se vlog aur bhi zabardast banega! Milte hain naye video mein, tab tak channel ko subscribe karna aur apne dost ko bhi batana mat bhoolna. 😊
Already subscribed @@VibesByWahab
bhaiyya your editing is not just anything. it stands out.its not ordinary👍🏻keep making informative videos.let your channel be known especially for that 👍🏻
@@mominatheblessed2775 Yeh sun kar dil se shukriya ! Aapke comment ne motivation ko aur badha diya. Meri koshish hai ke har video mein kuch naya aur informative leke aaon. Aap jaise viewers ke liye hi yeh mehnat kar raha hoon. Aapka support hi meri taqat hai, aur yeh channel aap sabke pyaar se hi grow karega. Jazakallah, hamesha saath bane rahne ke liye!🙂
Masha Allah
Jazakallah
🔥🔥🔥🔥
Thanks you😍
Mashallah good nice information... get going.....
"Shukriya bhai! Aapka positive feedback dekh kar bahut khushi hui. Aise hi support karte rahiye, InshaAllah aur bhi accha content le kar aayenge
Nyc keep going
Kya baat hai. Excellent video
Nalgonda Daruloom Madarsa ke Bare Me History Ka Ek Video banauo Ñalgonda Ulma Ekaram Ki Khususiyath Banauo
@@rehankhan-gq1ld 👍🏻
Brilliant
Thank you 🙂
Good Explain about our nalgonda
Thank you ❤
Madina masjid ka thoda view karlete toh acha rehta ta, aur lateef shah pahad ki dargah bhi aur kuch khubsurat masjidain bhi ti nalgonda me woh bhi dikhalete toh bahut hota , aur darul uloom bhi dikhate toh aur bhi acha rehta aur pangal ka bhi view thoda video me rakhte toh acha rehta, any how good video, maine toh subscribe bhi Kara aur like bhi kara jazakallah.
Kya bolte bhai log sahin bola na Maine ?
@@mohammedkaleemofficial9640 Yeh comment bohot hi constructive aur acha hai! Shukriya aapke feedback aur support ke liye. Nalgonda ke upar yeh video sirf ek short introduction tha, aur aap jaise hi valuable subscribers se milne ke baad, hum plan kar rahe hain ek detailed video banane ka, jisme hum Lateef Shah Pahad ki puri history, Darul Uloom, aur aur bhi Nalgonda ki khubsurat jagahen cover karenge. Aapke suggestions ko zaroor madde nazar rakhenge.
Jazakallah for subscribing and liking the video. Aapke comments aur support hi humein aage badhne mein madad karte hain. Aapne bilkul sahi point uthaya hai!
Koi aur suggestion ho toh zaroor bataye, aapka response bohot valuable hai. Jazakallah md kaleem sahab 🙃
Wa alaikum assalam
Masha Allah bahot khoob
Keep it up
Mashallah Fantastic Video hai,plz add Dargah / Daru loom / Old City / Hyd & Devarkonda & Miryalguda Road videos Apart from Historic St Alphonsus/Little Flower school/ NG College details & Pangal Reservoir history.
Lastly add National Anthem video played every morning in Nalgonda.
We will try 👍🏻
Good information regarding Nalgonda
@@mohammednaseemuddin8914 thank you
Mashallah good 👍
Jazakallah bhaiya 😍
Complete city ka banayye video Khaskar Sagar road,pangal,total HYD. road lateet shah hill ka back side
Keep it up, All the best
Thank you so much
👍👍👍👍👍👍👍👍👍❤️
Very nice but incomplete episode
Make step by step
Covering old city
Masjid Eid gah, gunj, bakhtavar nowli, mir sarayee ki Masjid, Rahmate Alam High school, two mountains Dargah Lateef Shah wali R.A & fort mountain, Market side , miya Bhai NLG etc
Wish you All the Best
@@syedmutiallahhussaini8896 "Thank you so much for your detailed feedback and kind words! I really appreciate your suggestions, and I'll definitely consider covering all these historic and significant spots in the Old City in future episodes. Your support motivates me to explore and share more about our beautiful Nalgonda. Stay tuned for more content, and jazakallah😇 for your encouragement.
Ma shaa Allah Barak Allah,dono pahad kay baray bolo zabardast rahta,aur vahaan visit bhi karo
Ji zaroor🙂
Well done keep it up
Aacha try kare aur inform collect kar k explore karo aache se
@@yaseenali4431 shukriya ji zaroor 🙂
Mashallah bro❤ magar nlg ka konsa culture bhai mere ku bi bolo na bhai
Nilagiri, nallagonda ka naam Particular Ek culture Nahin time ke hisab se badal gaya Nalgonda me
Akka chalma Aur konda chalma kay baray may bhi bolo
"Ji haan, is topic par bhi video zaroor aayega, InshaAllah future mein. Aapka support bahut important hai, isliye bane rahiye hamare channel *Royal Review Hub* ke saath. Shukriya!"
Bhai thoda taekwondo 🥋 ka b ek video bannaoona bhai ❤
Mashallah❤❤❤
Jazakallah😍
Mashallah acha video hai, Hazrat Lateef sab ke bare me bhi batana tha wo kab aaye kaha se aaye the aur kya paigam leke aaye the...Ek Allah ka paigam lekar aaye the
@@motaseemzama 👍🏻
Mashallah
Mashallah❤
Shukriya 🤗
🫡🫵 📷
@@ImranImran-ht5kn 🤗😍
🫡🫡🫡
Thodaa Home work karloo
Ji inshallah zaroor 🙂