DESHBANDHU COLLEGE CAMPUS TOUR !! DELHI UNIVERSITY 🤩

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 13 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 34

  • @meenu9855
    @meenu9855 หลายเดือนก่อน +1

    Nostalgia hit me hard watching my college 2 decades later. Minor changes but it’s more or less still the same. Thanks for capturing. Would love to see old block as well

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  หลายเดือนก่อน

      Thanks , means a lot to me that it made you remember your old days . At that time exams were going on so that's why I couldn't enter old block but next time I will make sure to do so. You can Subscribe so you get to see more from college 😌

    • @meenu9855
      @meenu9855 หลายเดือนก่อน +1

      Thanks, subscribed

  • @Rishabh-yt-x3e
    @Rishabh-yt-x3e 11 วันที่ผ่านมา

    Bhai parking ka ky scene

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  11 วันที่ผ่านมา

      College ke samne bahar road pe reserve parking h college walo k liye

  • @AbhisarSrivastava-bk3xv
    @AbhisarSrivastava-bk3xv 4 หลายเดือนก่อน +3

    Nearest metro station?

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  4 หลายเดือนก่อน +1

      Gate no 5 - Nehru enclave ( Magenta line )

    • @sahilbansal6882
      @sahilbansal6882 4 หลายเดือนก่อน +1

      also govindpuri (voilet line)

  • @im_pr45
    @im_pr45 4 หลายเดือนก่อน +4

    Vaibhav vlogs ❎ Vaibhav friend vlogs ✅
    The one who is leading from behind the camera😂

  • @ANKITGUSAIN
    @ANKITGUSAIN 3 หลายเดือนก่อน

    Bhai entry kaise hogi ander😅😅

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  3 หลายเดือนก่อน +1

      Payment slip se , ya I card se , ya entry karke

    • @ANKITGUSAIN
      @ANKITGUSAIN 3 หลายเดือนก่อน +1

      @@vaibhavanandsingh brother i dont have anything

    • @ANKITGUSAIN
      @ANKITGUSAIN 3 หลายเดือนก่อน

      @@vaibhavanandsingh i just want to explore college 😂

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  3 หลายเดือนก่อน +1

      @ANKITGUSAIN college me admission liya hai? Nhi liya no entry 🫠

    • @ANKITGUSAIN
      @ANKITGUSAIN 3 หลายเดือนก่อน

      @@vaibhavanandsingh nahi liya yrr pass out hu

  • @sauravsingh66330
    @sauravsingh66330 3 หลายเดือนก่อน +2

    Bhaiya 🙃 aap kis year me hai
    Mera 22 ko first day hai
    Or waha kaa nature kaisa hai kya bata sakye hai aap please jisse mujhe help ho sake

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  3 หลายเดือนก่อน

      Me 2nd year me hu . Nature and environment acha hai college campus me aur college me kisi ko kisi se jyada matlab nhi rehta apne kaam me mast rho aap bus . Aap kis course se hai depend krta hai uspe ki kitna work load rhega . Baki college me mil sakte ho ap mujhse chaho to for better knowing about any doubt and questions . Reach me out on my insta .

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  3 หลายเดือนก่อน

      Please do subscribe if you found this helpful and I hope will meet there .

  • @reelstudy_27
    @reelstudy_27 3 หลายเดือนก่อน +1

    bhaiya ye bta do mujhe is college me aana chaiye ya upgrade krna chaiye😢😢

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  3 หลายเดือนก่อน

      See , college apna acha hai and kisi bhi college me jaoge padhna apko khud ho and degree har jagah se same hi milegi DU ke nam ki so it's up to you . Baki har college ke apne pros and cons hote hi hai , upgrade kar sakte ho but if you are getting better college than this ranking is college se better ho and jo bhi college mile waha infrastructure aur facilities honi chaiye aur is mamle me college acha hai baki classes and padhai college me kese hoti hai sabko pata hi hai sometimes chize flow me kafi achi chalti hai aur kabhi kabhi nahi to har chiz ke apne different fayde aur nuksan hai . Baki it's upto you, college ana jana easy ho is terms of transportation agal bagal ka area acha ho accessible facilities mil jae aur environment acha hona chahiye aur kya . Aur kisi bhi college me jaoge aap baad me kahoge hi ki kaha aur kyu admission le liya 😂 joki kafi genuine aur natural reaction hota hai sabka

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  3 หลายเดือนก่อน

      Baki college ake dekh lo classes leke dekhlo aur kya esa thodi hai ki classes lene k baad upgrade nhi kr sakte , du me yhi acha hai ki jo college mila hai waha ja sakte ho uske baad upgrade ho gya to waha chale jao

  • @Amaan-en7je
    @Amaan-en7je 4 หลายเดือนก่อน +1

    bhaiya aapko cafeteria pasand hai ya canteen 😂

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  4 หลายเดือนก่อน

      Cafeteria mehngi jagh hai canteen is better or affordable agar kuch khana hua to baki cafeteria side to hum bus thandi me jate hai dhup me baithne k liye 😂

  • @riddhijain2810
    @riddhijain2810 3 หลายเดือนก่อน +1

    Bhaiya attendance issue aata h kya ??

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  3 หลายเดือนก่อน

      First sem me attendance ke liye pareshan krte hai but as such koi issue nahi ati , but ha attendance ka issue labs me hota hai agar science ke student ho toh kyuki lab me nahi aoge to nuksan apka hai baki lecture me bahot jyada issue nhi hoti teacher jyada kuch nahi bolte but ha attendance ke 4 marks hai bus whi nhi milte baki koi jyada issue nahi hoti . Aur koi doubt ho to aap college me mil ke puch sakte ho or you can reach me out on my Instagram.

    • @riddhijain2810
      @riddhijain2810 3 หลายเดือนก่อน

      Ig id

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  3 หลายเดือนก่อน

      @riddhijain2810 vaibhav vlogs,
      description me hai waise

  • @PunitBharatdwaj-j7s
    @PunitBharatdwaj-j7s 4 หลายเดือนก่อน +1

    Bhai 1st day college attend karne ke liye kon kon document lekar jayege ki college me entry mil jayega or college pass ke liye kya karna padta please bta dijiye bhai

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  4 หลายเดือนก่อน +2

      DU ki payment receipt se entry mil jaegi . Baki October last tak I'd card mil jaenge uske baad ID se entry milegi
      College pass jaisa kuch nahi hai your id card will be needed everywhere jab mil jaega, tab tak k liye payment slip se college me entry mil jaega . Ek printout rakh lena aap kyuki pdf se allow nhi krte kabhi kabhi.
      Aur admission process me jo offline document lagte hai wo vary krta hai but only Xerox hi lete hai wo and original sirf verify krne k liye chahiye hoti hai . So your marksheet, character,TC, admission slip, payment slip,anti ragging, yhi sab document chaiye baki sari information college me mil jaegi .
      Baki bus pass k liye process kya hai uspe short video me upload krunga within few days to wha se update mil jaega.
      If you are from my college and have any doubt you can meet me there , just reach me out on my Instagram

  • @Amaan-en7je
    @Amaan-en7je 4 หลายเดือนก่อน +1

    bhaiya aapka course kya hai 🤪
    batau

    • @vaibhavanandsingh
      @vaibhavanandsingh  4 หลายเดือนก่อน

      Mai bsc Life sciences se hu 😜