Title wrong show karna band kijiye...... Sirf PG pass Assistant Professor ka form nahi fill kar sakte hai....wo sirf JET ka form fill kar sakte hai. Assistant Professor ka form form sirf NET/Ph.D/JET qualify candidates hi fill kar sakte hai. Misguide n karen candidates ko.
Jisko ye lagta hai kitne me bolega jis din bjp ayegi sara vacancy band hojayega bjp ki jha gov hai waha bolega to pata bhi nahi chalega kyo ki media se insan tak ko bjp kharid lega
@premchandthakur8778 form abhi bharne ka notification nahi aaya hai lekin lag raha hai july 2023 ke baad jo bhi net/jet qualified honge unke liye PhD necessary hoga . according to e prabhat khabar Deoghar date 23 November ka page 8
@@surendrapandit2548woh adha adhura news tha...R.U ka jo notification hum dekhe 22 nov ka uske anusar jo pehle phd ka minimum eligibility criteria tha 2018 ka regulation me usko change kar ke NET/JeT ko minimum eligibility criteria rakha gaya hai ab(jitna hum samajh paye)...baki aap v check kar sakte hain notification
JTET ka kb exam hoga....or assistant professor ke liye syllabus,exam form,exam date sb ka details kb ayega.... assistant professor bane ke liye JET ka exam hoga...agr NET qualify ho to wo bhar sakta h
bhaiya reply jarur de.. maine b.ed aur graduation bihar se kiya per mera 10th aur 12th jharkhand se hua h... abhi central university se pg kar rahi hu 3rd sem ka exam chal raha h... m.ed karne per mujhe 100% scholarship milega.. obc se ???
Age badte jaye aur padai krte rho degree lete rho, 5 pass desh chla rha h, aur Ham ek office baith kr kam krne ke liyee degree lete rhe h sab faltu h, koi dhandha krlo kitna din tak nokri ki entjar kroge
✅CLICK HERE TO JOIN MITHUN SINGH TELEGRAM CHANNEL👇
t.me/Mithun_Singh
Managementwale bhar sakte hai
Hii
भगवान सद्बुद्धि दे सीट बेचकर गरीबों को वंचित कर हम गरीबों का मसीहा कैसे बन सकते हैं। अब भी सुधार हो, ईश्वर और झारखंड अस्मिता के नाम पर।
सीट कितने में बिकेगा ये बताएं
😂😂😂🖐
मुझे लगता है 30 से कम नहीं होना चाहिए 😂
Sahi baat bhaiya jii
25 lakh.. Fixed h...
🤣🤣🤣
Title wrong show karna band kijiye......
Sirf PG pass Assistant Professor ka form nahi fill kar sakte hai....wo sirf JET ka form fill kar sakte hai.
Assistant Professor ka form form sirf NET/Ph.D/JET qualify candidates hi fill kar sakte hai.
Misguide n karen candidates ko.
🤝👍
फॉर्म कब से निकलेगा और अधिकतम आयु सीमा कितनीहै
Exam le kr permanent vacancy nikalni chahiye wo bhi bina dhandhli k nhi to protest hoga khan sir se jyada bhyank wala jharkhand m bhut dhandhli hoti h
Sahi baat h
General Category ko bhi liya jayeyga kya.....?????
Form kab tak ayega sir?
Kuchh nhi hoga...
High court ne PGT political science ke vacancy nikal ne ke liye bola tha 2saal ho gaya abhi tk nhi aaya hai...
Political Science ka students ke saath Jharkhand mein bhed bhaw hota hai.
Last date kb tk h form submit kr ne ka ??
Jharkhand Eligibility Test ka form kab tak aayega ye bataiyye naa aap mahodai??
Humari JSSC inter CKHT kha exam date kab hogha
Whether students from other states can apply?
Jharkhand mai toh bhahali hi nhi aata hai😢😢
बिना सिर पैर की बात मत कीजिए मिथुन भैया, 2 साल से नेट निकाल के बैठे हैं, कहां वैकेंसी आई है जरा हमें भी बताएं
NET Eligibility me nhi hai kya Sir???
Iska form kb aayega sir ?? Aur exam ka syllabus kya h
Apply kon se site se karna hai please full information de dijye
Abhi form nahi aaya hai jab aayega to jpsc ka website mein aayega
Other State apply kr skte h kya?
Nhi tumlogo ne jharkhand ko barbad kr diya other state se hm jharkhandndi barbad ho gye
@@anjalimehta4392mai to bharunga Babu 😢😢
यहाँ other लोग ही allow होते हैं.. कुछ बच जाए तो native लोग बाद में 😂
Jisko ye lagta hai kitne me bolega jis din bjp ayegi sara vacancy band hojayega bjp ki jha gov hai waha bolega to pata bhi nahi chalega kyo ki media se insan tak ko bjp kharid lega
Sir mera sociology sub h,or pg me only 53% h or mai obc se ati hu tu ky mai apply kar Sakti hu
General ews wale ko koi scholarrship dila sakte h
Woh toh Hemant dila sakta hai
Sir 2200 ki bahali kis besis par hogi...agr API par huwa to phir ghise pite gaust faculty wLe hi baji marenge... freshers ko to to moka nhi mile ga??
Bas exam regular ho Jaye yeh badi baat hai
Jet aur PhD dono jaruri hai kya
JET ka form bhara ja chuka hai ya fir bharaya jayga
@premchandthakur8778 form abhi bharne ka notification nahi aaya hai lekin lag raha hai july 2023 ke baad jo bhi net/jet qualified honge unke liye PhD necessary hoga . according to e prabhat khabar Deoghar date 23 November ka page 8
@@surendrapandit2548woh adha adhura news tha...R.U ka jo notification hum dekhe 22 nov ka uske anusar jo pehle phd ka minimum eligibility criteria tha 2018 ka regulation me usko change kar ke NET/JeT ko minimum eligibility criteria rakha gaya hai ab(jitna hum samajh paye)...baki aap v check kar sakte hain notification
@@gautamanand9492 ok thanks Bhai 🙏
K Tet....ka syllabus kab jari hoga .....new wala???
Net qualified hai but phd ni hai,API based hoga ya exam based
only exam ? interview hoga uske baad? plz reply sir🙏
Iska kitna rate jayega ye bhi bta do
हिन्दी वालों के लिए हिन्दी फार्म क्यों नही?
हिन्दी के लिए कितना पद है? कृपया बताएँ ।
JTET ka kb exam hoga....or assistant professor ke liye syllabus,exam form,exam date sb ka details kb ayega.... assistant professor bane ke liye JET ka exam hoga...agr NET qualify ho to wo bhar sakta h
Sir I am history se pg hu godda jharkhand
Other state wale form fill kr skte h kya?
Scholarship ke bare me plz detail bataye .mai medical student hu per pata nai hai ...plz reply thanku
Agriculture prof ka vaccancy hai kya..
Last date
Kb h?? Sir
Can an MA appearing student apply?
Kab tak aya ga sir
bhaiya reply jarur de.. maine b.ed aur graduation bihar se kiya per mera 10th aur 12th jharkhand se hua h... abhi central university se pg kar rahi hu 3rd sem ka exam chal raha h... m.ed karne per mujhe 100% scholarship milega.. obc se ???
Are you married or single?
Your birthplace?
Mai bihar se hun fill kr skti hun kya
Hello sir what is the age limitation for all...can u please tell?
Zoology...mein Odisha se hunnn
Sir btech Mtech wale bhr skte h kya
Education ka v vacancy rhega ky sir
Bihar k log apply kr sakta hai kya
Koun sa scholarship ka baat kr rahe aal....
Form kb se bharaega plz bataiye.
Poltical science ka कितना sit hai🎉
Sahi bola Raha h sir
Other state Eleligible hai kya
Yha bs other state ka hee hoga
Maine already M.Ed kr rakha hai bt abhi tak kuch nahi hua
Physics ka vacancy ayega?
General condidate ko b.ed ka scholarship kese mil sakta hai
@@PriyankaKumari-rt3ek nahi milega
Seat to bikagaga hi sir bata de seat bikne wala link v
Kaun bol diya apko ki sirf pg chahiye...koi aisa notice toh aap dikhaye hi nahi
General ka sit hai ki nhi
Sir JTET kb tk hoga
Age badte jaye aur padai krte rho degree lete rho, 5 pass desh chla rha h, aur Ham ek office baith kr kam krne ke liyee degree lete rhe h sab faltu h, koi dhandha krlo kitna din tak nokri ki entjar kroge
Sir Mai Ranchi se hu plz M Ed ke liye btaiye kh se kru ki scholarship mile or kaise plz details me btaiye
Seat ke deal kitne me hoga
ek sit ka kitna dena hoga
Other states are allowed?
Notification aa gaya kya ?
Sir plant pathology ka seat hai
Sir Education subject tha jharkhand se
Form apply kab hoga
Ugc must stop this advertisement
Ye vacancy kb tk ayega?
IGNOU college ka Manyata hai ya nahin
B ed compulsory hai kya
Net कंपलसरी है या नही
Sir online chl rha h kya?
Exam hoga ? Agar hoga toh paper leak nai hoga na?
Sir ye permanent n hoga ya contract base
Physics ka sit h sir
Sanskrit sub se pG rahne PR hoga Bihar se
Api score based hoga ya exam based
Need based assistant professor ki vacancy me jo pesa liya hai wo sab pesa wapis karo pehle chhatro ka..
Other state bhr skta h BIHAR wala
Philosophy ka kitna sit hai isme
Kab tak death h form
Form kab se fill up hoga
Sir exam based selection hona chahiye
Ekdam sahi👍
Bilkul sahi
Bilkul shi kaha aapne
Form. Aa gye kya
Other state walo ko he ya job v mil jayga jharkhand wale bs exam he dege
All States
Economic se exam dena hai
Education ki bhi seet hai sir ji
Ham log pg ignou se hai ham logo ko scholarship nahi milta hai .
@@nadirakhatun8612 Jharkhand ke university se milega
मेरे पास ₹1,50,000 है। हो पाएगा।
Hindi paper se Open univaresityhai
Aayegi kab?
my subject KHORTHA in PG
Sir me History se hou ma Bihar se
Management, Jarmundi Dumka
JET kab hoga
Kalpana soren ka lepistik ka paisa khatam ho gaya hai
Sir ctet jaruri hai kya
Assistant professor k liye CTET nhi lagta ..
History is bole
Age kitna hai ye bataye
Bahar walo ko kyo????
General walon k liye koi nahi sochta hai