Ek hi trip me teeno mandir aur Himachal ke 6 shaktipeeth nipat kar aayi hoon Nov 2023 me. 16 day trip kiya. Pehle Mumbai se Pathankot se Kangra. Sham ko Baglamukhi pohonchi. usi raat ko havan karwaya aur ache se sham ki arti aur ache se darshan kar liye. agle din .Jwalaji Chintpurni nipatkar wapas Balamukhi pohonchi. sham ki arti phir se mili. agle subah check out karke Kangra devi mandir aur phir waha se Chandi devi. Waha se Dharamshala sirf 14 km tha to 2 din Dharamshala aur Mcleodganj ghoom liya. return phir Kangra aayi aur waha se Nainadevi chali gayi. Anantpur saheb utarkar kamra liya . Anantpur Saheb Gurudwara me bhi matha tek liya phir Nainadevi ke ache darshan kar liye. sham ki bus lekar Rishikesh nikal gayi. 3 din Rishikesh Haridwar. phir 3re din haridwar se bus lekar Gwalior pohonchi. Datia Pitambara ke darshan kar liye. agle din phir bus lekar pohonchi Ujjain. waha se nalkheda Pitambaraji ke darshan bhi kare aur havan bhi. phir Mahakaal kedarshan kiye sham ko. agle din Indore me Omkareshwar aur mmleshwar ke darshan karke raat ko Mumbai ki bus pakadke wapas. 16 din me itne saare jagah ko ache se ghoomkar ache se darshan kar liye. Bohot acha laga.
Respected sir, Open source media par jo knowledge available hai. Usi ke adhar par yah video banaya gaya hai. Agar koi galat jankari hai to kripya hame bhi awagat karayen. Aap hame mail kar sakte hai business.smarttripwithneelam@gmail.com Thank u for your review Neelam
Ek hi trip me teeno mandir aur Himachal ke 6 shaktipeeth nipat kar aayi hoon Nov 2023 me. 16 day trip kiya. Pehle Mumbai se Pathankot se Kangra. Sham ko Baglamukhi pohonchi. usi raat ko havan karwaya aur ache se sham ki arti aur ache se darshan kar liye. agle din .Jwalaji Chintpurni nipatkar wapas Balamukhi pohonchi. sham ki arti phir se mili. agle subah check out karke Kangra devi mandir aur phir waha se Chandi devi. Waha se Dharamshala sirf 14 km tha to 2 din Dharamshala aur Mcleodganj ghoom liya. return phir Kangra aayi aur waha se Nainadevi chali gayi. Anantpur saheb utarkar kamra liya . Anantpur Saheb Gurudwara me bhi matha tek liya phir Nainadevi ke ache darshan kar liye. sham ki bus lekar Rishikesh nikal gayi. 3 din Rishikesh Haridwar. phir 3re din haridwar se bus lekar Gwalior pohonchi. Datia Pitambara ke darshan kar liye. agle din phir bus lekar pohonchi Ujjain. waha se nalkheda Pitambaraji ke darshan bhi kare aur havan bhi. phir Mahakaal kedarshan kiye sham ko. agle din Indore me Omkareshwar aur mmleshwar ke darshan karke raat ko Mumbai ki bus pakadke wapas. 16 din me itne saare jagah ko ache se ghoomkar ache se darshan kar liye. Bohot acha laga.
Jai maa baglamukhi
❤ Jai Maa Baglamukhi ji ❤
Jai ho maa baglamukhi Parambrata bhagvati
Jai maa baglamukhi ❤❤🎉
I 'm from nalkheda ❤
🌹🌹 Jay Ma baglamukhi mataki jay ho 🌹🌹
Bahut sunder
जय मातादी
Jai Shri Baglamukhi Mata Ji ki Jai ho 🌹🌹🌹🙏🙏
Me nalkheda se hu
Jai matadi
Jay maa Baglamukhi 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
माता बगलामुखी का एक और प्रमुख मंदिर है, डोंगरगढ़ का मंदिर, जिसे bamleshwari माता मंदिर के नाम से भी जानते hai
Jay matadi
Jai Maa Baglamukhi🙏🌹 ❤🌹❤🙏
Jai Mata pitambra
જય માતાજી
Mein Jahan Rehta hoon, Waha par bhi 100 year old Baglamukhi Devi Mata ka mandir hai.
Jay हो माँ भवानी 🙏 माता बांग्ला नहीं माता बगलामुखी 🙏
Why are you saying Baaglamukhi
Thank you
Mataji muje bula lo apke pass
Improve yr comunication skill or see othe r blogger expert video how they present their video,
Thank you, I will trying to improve.
Maa dhumawati 7 wi mahavidya hai na ki 10wi,kripya apni galti sudhar le
Jai maa pitambara 🌹🙏🌼🌹🙏🌼
Jai maa dhumawati 🙏🙏🙏
Aap datiya se ho kya medam ..
Yes
Gyaan ki kami or galat knowledge
Respected sir,
Open source media par jo knowledge available hai. Usi ke adhar par yah video banaya gaya hai.
Agar koi galat jankari hai to kripya hame bhi awagat karayen.
Aap hame mail kar sakte hai
business.smarttripwithneelam@gmail.com
Thank u for your review
Neelam
जय माता दी
Jai mai Baglamukhi
Jai maa pitambara
Thank you