Sir ye sab aapne kai baar bata chuke par aapne ye nahi socha na samjha ki bharat me sabse jyada ghar to hai par ghar ka (zameen) ka kagaz nahi hai ghar hai kachcha hai
पीएम आवास का फॉर्म भूमि के दस्तावेज नहीं हो तो फॉर्म भर सकते है क्या वैसे हम 20 -25 साल से रह रहे है और uit ने जब से नगर निगम में आया है तब से टैक्स का नोटिस भेजा भेजा है 57000 रूपये
चल मेरे फॉर्म में BLC की जगह ISS हो गया है तो कॉलोनी आएगी या नहीं फॉर्म एडिट का ऑप्शन आयेगा की नही plz help me sir
Form print krne ka option h kya agr online krte samay nhi niklta h to kya usko baad m nikala ja skta h
15:25 Aur husband wife apne mata pita ke ghr mai rhte hai aur khudh ka ghr nahi ho to kya option choose karenge
Sir jiska ghar hi nahi hai kya usko milega ghar
Sir rojgar mein women ke liye kya best rahega
Sirji women ke naam se form bharne pe housewife ka aay praman patra upload karna hi ki husband ka aur work mode ky choose karna hai?
Sir female ke naam se kaise apply kre video banao
CLSS, AHP, ISS MEIN KYA FARK HAI??
Print Kaise nikale final wala pls help
If someone already has the plot but buying new flat on loan. Will he/she get this benefit on loan amount?
Sir ye sab aapne kai baar bata chuke par aapne ye nahi socha na samjha ki bharat me sabse jyada ghar to hai par ghar ka (zameen) ka kagaz nahi hai ghar hai kachcha hai
Rural awas yojna kab aayegi
20 May 2024 ko Home loan liya hai kya mai PMAY ke liye apply kr sakta hu?
Ker sakti h,mene bhi may2024 m mkkan liy h,tofoam bharat h online
Isme form bharate time koi galti ho jaye to kese correction kare please btaye
Sir varshik 3 lakh se adhik nahin honi chahie ya FIR 300000 honi chahie
Sir aay prman patr me jetni aay likhi hai Whi dal sakte hai
Sir plzz btaiyena maine form bhara h aur track kar raha hun toh no records found aa rha h sab kuch sahi bharne ke bawjood bhi plzz kuch btaiye
Sir Bank Account mein DBT Anebal hain kaise pata karagi
Sar aay praman Patra mein jitni aay likhi hai why I Dali jayegi na 4:44
AHP ke liye bhi form dikha do please
पीएम आवास का फॉर्म भूमि के दस्तावेज नहीं हो तो फॉर्म भर सकते है क्या वैसे हम 20 -25 साल से रह रहे है और uit ने जब से नगर निगम में आया है तब से टैक्स का नोटिस भेजा भेजा है 57000 रूपये
Form me ARH wala option he nhi hai 😂😂 government bewakoof banati hai sab ko aur ye jo video bana kr bolte haina wo bhi galat batate hai
भूमि दस्तावेज अपलोड नहीं हो रहा है
Sir father's name me kiske father ka naam likhna husband ya wife registration wife ke naam se krna h
@@irfanhussain-xn1ol Jo awas ke liye apply kar raha hai
Meri varsik aay to 30000 hai
Parivar ke sabhi sadasyon ka naam Daalna jaruri hai
Sir varshik aay 3 lakh se andar honi chahie
Jeske Naam land hai why apply kar sakta hai ya FIR Father ka nam house tax Rasheed/ Banama hai to Mata ji apply kar sakte hain
Mera naam Roshan se bol rahi hun Jabalpur se mera naam kab aaega
3:12 sae 3:17
3:12
🎉
प्रधानमंत्री ग्रामीण