Sir aap kafi jada achhe se batate hai✨️✨️✨️👍👍 ...amazing explanation🤗....👌👌👌...Sir please 🙏physical test ko bhi please detail me bata dijiye....🙏🙏🙏.....
Same bhai😂😂😂 mene bhi youtube se dekhkar reasiong ki book li thi pichli diwali par abhi tak aaise hi padi h 1 corner me😂😂😂 saala ek bhi question nahi aa raha h 😅😅 iss liye online pad course lo or ache se padho bhai
Sir kya aap (JAA), (Sr.clerk), (Jr.Clerk), (Account clerk) in post pe joh log hai with 10 year experience kya app unka interview leke channel pr daal sakte hai???
😑😑😑😑Sir jaise post preference me typing wali post pahle dala hai cbt 1 me sabhi ke liye cutoff clear ho but typing test me bahar ho gaya to kya baad me non typing wali post milegi ki nhi😐😐😐😐😐😐 please reply
Sir mera ITI aur graduation ek hi time period ka hai to maine ITI ko ALP vale form me lagaya hai agr mai NTPC graduate level vale me Graduation lagau to form rejecte to nhi ho jayenge ALP ya NTPC ke ?? Sir please reply 🙏🙏
Bhai maine iski latest edition wali book kharidi, magar usme type wise questions nahi hain, sab kuch mixed diya hua hai, purani saari editions me question type wise hi hua karte the😢@@rudra8139
Apne a to bataya hi nehi after promotion konsi level tak pouch satke he... Departmental exam kab kab hote hei, promotion kitni saal me milta he Kindly respond sir My humble request ❤❤
Sir mujhe bhi tyyri krni hai cctc ki lekin sir coaching ka nhi pta achhi kaha melegi ... Books le aay smjh ni aa raha ...sir ap online coaching padhate hai...... Kya
Sir mene RRB technician me form bhara h or aab station master ka form barna chata hu to me form bhar skta hu ky mene iti or graduation dono ek sath kiya h koi problem toh nhi hogi form bharu toh Iti -2017se2020 regular Graduation -2017se2020 non colloge Please sir reply😢😢😢
Nhi, Mumbai Zone mein Mumbai ke alawa Bhusawal, Solapur, Nagpur, aur Pune railway division bhi aate hain. Select hone ke baad aapki posting inme se kisi bhi Division mein ho skti hai according to vacancy at that location.
NR and RCF junior clerk cum typist En dono me se 12 wale kise chune alag alag post dikha r h hai 12 walo ke liye kon sa hai esme NR y RCF plz reply sir ese pr fom ruka hua hai mera 😢😢bhi hai
Chinnu bhaiya Meri age 18 saal hai pr me abhi 12th me hu kya ntpc ka form bhardu kya? kyu ki jab tak cbt-1 Or cbt-2 ka result aaye ga tab tak me 12th pass bhi ho jaunga🤭 Please reply....... 🙏
Kya koi bata sakta hai ki agar hamara marks har post ke liye eligible ho aur hum 1 preference jo select karte hai usme age wale test jaise psycho test mein na select ho to kya hume 2 ya 3 preference mein mauka milega??
Inme se kon kon job profiles me Join krne ke baad bhi internal exam hota hai ?? Like jaise JAA me hota hai 3 year me or clear krna mandatory hi otherwise nikal dete hai
sir ntpc 12th, graduation level ki post ka promotion process like kitne din Bad or max kis post tak promotion etc or baki aap apni traf se, promotion kis post me jaldi ya late hota hai
Sir aap kafi jada achhe se batate hai✨️✨️✨️👍👍 ...amazing explanation🤗....👌👌👌...Sir please 🙏physical test ko bhi please detail me bata dijiye....🙏🙏🙏.....
Thank you so much sir poore youtube per ek aapka hi video sahi laga .
Informative video thank you so much 😀 sir 😁
Amazing content
Sir aaj 4 din se mujhe yahi doubt the , mere dimaag me, aap such me mera saara doubt clear kar dete hai ❤ thank you so much sir 🙏🙏🙏🙏
Bahut badiya Samjaya thanks .
बहुत बहुत धन्यवाद भैया जी बहुत महत्वपूर्ण जानकारी देते है
Bhaiya graduation level ki bhi ek informative video bna dejiye please😊😊😊
Thank you so much sir
Itna sahi tarike se batane ke liye❤❤❤❤😊😊😊😊😊
Hello sir aapke 500 subscriber thee tab se follow kar raha hu
किरन बुक ले लिया है सर एक भी सावल नहीं आ रहा है गणित का रीजनिंग का बुक ले लिया है
😂😂
Same bhai😂😂😂 mene bhi youtube se dekhkar reasiong ki book li thi pichli diwali par abhi tak aaise hi padi h 1 corner me😂😂😂 saala ek bhi question nahi aa raha h 😅😅 iss liye online pad course lo or ache se padho bhai
Bhai mat pado😅
😂😂
Agar concept clear nahi hai to Bhai saath mein coaching bhi le lo saath saath book se question lagao
Bhut kuch shikh ne ko milta he dada up se love from wb❤️
Thank you sir for all information
Mai Apki sabhi video dekhta hu or apki video dekh ke bhut maja aata hai ❤
Sir undergraduate ke liye ek vaccancy or cutoff ki video baniye previous year ko analysis karke please bahot help hoga
Thank you so much sir for knowledge 👍👍👏
Apka shorts dekh ke jada maja aata hai. Aapse contact kaise kiya jay. Is samasya ka samadhan bataiye
Thank u so much sir for this information but sir I have one doubt
Cctc ma typing test hota h kya sir
Sir 3 October को भर रहा हूं जैसे आपने बताया है prefance भी वैसे ही भरूंगा 🎉🎉 very very thank you
Kis book se taiyari Kri aap ne
graduation level बाला चारो पोस्ट के बारे में भी बता दीजिए
Sir app hamare bahot madat kar raheho apko bahot punya melege...🙏🏻🥹
Sir PWD Candidates ke liye kon si post achi hai RRB NTPC Me vedio banao please
Sir CCTC me keval day and night duty lagegi, ya day-night ek sath lagegi please give me answer sur😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊
Ya to day ya night
@@railwaywalachinku thankyou sir
Sir eak video just few months 12th pass huwa huu pls make video ki kab exam hoge or kitna time hai or basic to High kaise padhe pls sir rrb nptc
Sir LD PWD graduate kaun si post k liye apply kre ek video iss pr bhi bnna dijiye
Sir please reply me.
Question: Kya sabhi post ko prefrence me dalna hai ya jo pasand nahi ho use chhor sakte hai?
Ek esi hi video graduation level wali bhi chiye.....🎉🎉
Sir station master,loco pilot, train manager ka bhi batadete isme
Bhaiya which one is best for those students who are preparing for other competative exams?
Gjb bro apki achi lagi jaankari
Sir jisme jisme typing wali post hai wo hindi english dono me choice hogi ki
Ya dono sikhna zaruri hai
Aice video Graduation post ka vi leke
Aouu
Thanku sir confused tha ab kl he fill kr lunga
बहुत बहुत धन्यवाद.....सरजी🙏
Bhaiya Graduation wala Video bho banaiye
Zone kis tarah fill Krna hain please btaye ... Uttarakhand se haun mujae zone wise kis tarah preference Deni chaiye... Please reply
Sir kya aap (JAA), (Sr.clerk), (Jr.Clerk), (Account clerk) in post pe joh log hai with 10 year experience kya app unka interview leke channel pr daal sakte hai???
Sir form me sabhi job ke liye apply kar sakte he ya sirf 1 ke liye
Bhaiya exam ke baare main baata dijiye jaise ki kahi se bhara to exam vahi ho ki jaha rahte h vaha hoga
Sir graduation level pr bhi post bta dijiye 🙏🙏
Thanks bhaiya its help a lot to me.. Btw like dedo first view and comment h ❤
Bhaiya basic science and engineering ka book btiye
Rukmini ka basic science and engineering book le lo
@@Kartikbaba-kj4fzhindi mein hoga bhai wo english m btaoo
Graduate level ki bhi detailed video bna do bhai
😑😑😑😑Sir jaise post preference me typing wali post pahle dala hai cbt 1 me sabhi ke liye cutoff clear ho but typing test me bahar ho gaya to kya baad me non typing wali post milegi ki nhi😐😐😐😐😐😐 please reply
Nhi milegi bhai notification me bold letters me likha hai
Chinnu bhaiya trainmaneger kase bane prosess bata do
Sir mera ITI aur graduation ek hi time period ka hai to maine ITI ko ALP vale form me lagaya hai agr mai NTPC graduate level vale me Graduation lagau to form rejecte to nhi ho jayenge ALP ya NTPC ke ?? Sir please reply 🙏🙏
Form Reject nahi hoga bhai, lekin apka job lag gaya tah DV me problem ho sakta hai
Bahat Badhiya Chiku Bhaya
Only 12th pass
Percentage. Kitane chaiye 😅😮😊
गणित सवाल बहुत कमजोर है कैसे तेज करे कुछ उपाय बताए सर
goli khao
Kiran publication
@@rudra8139book lene se Math acha nhi hoga, pehle foundation strong Krna hoga
Koi upae nai bhai book le k or fus jaega topper ne tb v mari ab v mar rae behka k😅
Bhai maine iski latest edition wali book kharidi, magar usme type wise questions nahi hain, sab kuch mixed diya hua hai, purani saari editions me question type wise hi hua karte the😢@@rudra8139
Kuch power nhi hoti 😂😂😂😂 rail mantri nahi bana rhe wo😂😂😂
Sir typing test k liye khud ka personal computer chahiye hota hai? Ye typing test mein government pc dite hai test k liye?
Great Explanation
in sabhi 12 th base ki vacancy m writing test same ek jesa hoga ya chsnge h written m v
Sir aapne btaya nhi 10th ke baad diploma wale form fill kr skte h ki nhi btaiyega jrur
Thank you so much sir for this information
Apne a to bataya hi nehi after promotion konsi level tak pouch satke he...
Departmental exam kab kab hote hei, promotion kitni saal me milta he
Kindly respond sir
My humble request ❤❤
Account clerk cum typist ka sir nahi bataye aap.......! ❤
Bhaiya books hindi me hoti hai ya english me
Bhai aise hi graduate wali vacancy prr bhi banao video please
Sir jii Tt or Alp konsa accha job. Haaa or heights promotion ke baad kon sa sallary jayada hota haa please bolo😅😅
sir graduation level pr bhi asi vedio sir
Agre performance ase he de de ho to fir ham change kre skte he ya nhai paper clear hone ke baad
Sir I have cleared UPSC cds 2 2024 exam
If I also attempt rrb ntpc exam
Will I face any difficulty in this examination?
or there will be no change?
Bharde bhai
Sir mujhe bhi tyyri krni hai cctc ki lekin sir coaching ka nhi pta achhi kaha melegi ... Books le aay smjh ni aa raha ...sir ap online coaching padhate hai...... Kya
Bhaiya rrb graduation level job detail bhi banaye❤😊
Sir meri eye weak hai kon sa form fil karna sahi hoga 🙏🙏🙏🙏🙏....please reply kar dijiye please sir 🙏🙏🙏🙏🙏
Konsa fill kra?
Bhaiya iska exam English language me hoga ya hindi me plzz bta dijiye..🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Dono
Jo select krogi
@@railwaywalachinku ok bhaiya
Sir graduation aur 12th ke liye bhi form fill kr sakte hai kya
सर आप लोको पायलट है तो आपका 30 हजार सैलेरी होंगे
Sabhi job ke liye ek hi books hai🙇🙇
CCTC & CCTS ka difference ka video dijiye bhaiya.
Sir mene RRB technician me form bhara h or aab station master ka form barna chata hu to me form bhar skta hu ky mene iti or graduation dono ek sath kiya h koi problem toh nhi hogi form bharu toh
Iti -2017se2020 regular
Graduation -2017se2020 non colloge
Please sir reply😢😢😢
Sir point man aur gate man ki post kab niklegi
Aap Jo book batate Hain CBT 1 CBT 2 donon ke liye hota hai kya
Mumbai zone select Kiya to sirf Mumbai Mai posting milati hai ya dusre cities mai milegi ?
Nhi, Mumbai Zone mein Mumbai ke alawa Bhusawal, Solapur, Nagpur, aur Pune railway division bhi aate hain. Select hone ke baad aapki posting inme se kisi bhi Division mein ho skti hai according to vacancy at that location.
@@NarayanSpeaks okay 👍🏻
Sir mene +2 or diploma ki hai kya me cctc ya alp ke liye eligible hun ,,or alp ki notification kab ayegi plzzzzz
sir ek doubt tha
agar hmne jis post ko 1 preference di hai aur uske medical mai humlog fail ho jate hai toh kya dusri kisi post pe selection milega???
Thanks for motivation ❤
SIR TYPING TEST PAHLE HOTA HAI YA BAAD ME ??
Chinku bhaiya mujhe bhi CCTC bana hai per meri date of birth 2/82006 hone ke karan me eligible nahi ho pa Raha hu CHINKU BHAIYA PLEASE hlpe me 😢😢😢😢😢😢😢
Any way suggested me for me
Per meri dream job ALP HAI 😊
Ya 4 type ki post m written test same ek jesa hoga ya alag alag hoga
Bhaiya kya bina graduation ke 12th par join karne ke baad promotion ho sakta hai ya nahi. Please tell me
NR and RCF junior clerk cum typist
En dono me se 12 wale kise chune alag alag post dikha r h hai
12 walo ke liye kon sa hai esme NR y RCF plz reply sir ese pr fom ruka hua hai mera 😢😢bhi hai
Main apna preference nahi fill Kiya hai to nfr ho gaya hai to Kiya main job pa sakta hoon?
Iske liye computer knowledge rahena chahiye kya?
Chinnu bhaiya
Meri age 18 saal hai pr me abhi 12th me hu kya ntpc ka form bhardu kya? kyu ki jab tak cbt-1 Or cbt-2 ka result aaye ga tab tak me 12th pass bhi ho jaunga🤭
Please reply....... 🙏
Sir Ntpc mein
Cbt1 and Cbt2 ke beech kitna time gap hota hai ??
Time me koi gap nhi h same time milega 90 minutes ka
Bhai wo exams dates ke bich ki gap puch rhe h ..@@SakibKhan-cd2hf
@@SakibKhan-cd2hfAbe ek exam dene ke baad kitne din baad cbt 2 hoga wo puch rha hai😂
Pichle bar to 1.5 years tha😂😂😂
@@GulluTheJasoosabe bro usne time gap puccha h ok maine reply sahi kiya hu jis type usne puccha hai usne kitna din baad hota h ye nhi puccha h 😂
Kya koi bata sakta hai ki agar hamara marks har post ke liye eligible ho aur hum 1 preference jo select karte hai usme age wale test jaise psycho test mein na select ho to kya hume 2 ya 3 preference mein mauka milega??
Sir in sab posts mein promotion hoti hai kya?
Sir Book online mil jaegi kya
sir tt ka weekend off hota h kya or aaage pdne ka tym mil jata ?
Brother mujhe computer ki jyada knowledge nahi hai kya mai mai cctc ke liye eligible honge undergraduate pls reply me from assam love u❤
Computer course kr lo ccc ka
Books jo aap bata rahe h wo sahi me jaruri h ya sirf promotion k liye bta rahe h...??
Sirf promotion
Sir mere 12th std. Me 50% se less hai aur main UR me aata hu to me NTPC ke liye apply kar skta hu ?
Inme se kon kon job profiles me Join krne ke baad bhi internal exam hota hai ?? Like jaise JAA me hota hai 3 year me or clear krna mandatory hi otherwise nikal dete hai
Graduation wale ki bhi banao pls
Sir mana railway ntpc m farm bar leya h us m typing nhi aati to dusra cctc k farm bar sakta h abb plz reply ❤🙏🙏🙏
Sir mera aabhi last year chal raha hai TYBA to kya me station master ke liye form bhar skta hu kya sir..
sir ntpc 12th, graduation level ki post ka promotion process like kitne din Bad or max kis post tak promotion etc or baki aap apni traf se, promotion kis post me jaldi ya late hota hai
Sir rrb ki website par registration nahi ho raha hai gmail ki OTP problem aa rahi hai 😢
Sir account clerk cum typist m jo typing ki exam hoti h, usmein kya dekhte h aapke typing speed kitna h ye sbb ya or v kuch????
Typing speed plus accuracy
Sir obc ( ncl) certificate jaruri hai aur documents verification se kitne pahle ka hona chahiye