Assalamualikum Shaik ek doubt hay abhi apne Bayan me Bola ke jo ek baar "SubhanAllah Alhamdulillah wala ilaha ilalaha Allah Hu akbar" padega to Allah swt uske leye jannat me ek daraqt lagaye ga par my suna tha ke jo shaks ek baar"SubhanAllahi wabi hamdi SubhanAllahi azeem "yeh ek bar padhe to ek jannat me daraqt lagta kounsa sahi hay isme se?
Assalamualikum
Shaik ek doubt hay abhi apne Bayan me Bola ke jo ek baar "SubhanAllah Alhamdulillah wala ilaha ilalaha Allah Hu akbar" padega to Allah swt uske leye jannat me ek daraqt lagaye ga par my suna tha ke jo shaks ek baar"SubhanAllahi wabi hamdi SubhanAllahi azeem "yeh ek bar padhe to ek jannat me daraqt lagta kounsa sahi hay isme se?
Subhanallahi wabi hamdihilee wala kalima meezan me bhaari hai...usme daraqt ka zikar nahi hai