Exposed tvs service centre|| 😱accident Ho Jata service centre Walo ki Waje Sa||

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 7 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 25

  • @pcxxop3543
    @pcxxop3543 5 หลายเดือนก่อน +1

    keep it up bro

  • @trendingashu7507
    @trendingashu7507 2 หลายเดือนก่อน +2

    Mere first service ke hi 1175 rupees kut kr li 😢😥😢

  • @rohitkolse9336
    @rohitkolse9336 25 วันที่ผ่านมา +1

    BHAIII YRR ITNA MAN BNGYA THA ISS BIKE KO LENE KA AB LU YA NHI KUCH SMAJH NHI ARHA

    • @Rishabhvlogs1978
      @Rishabhvlogs1978  25 วันที่ผ่านมา

      La lo yrr
      Insta chalata ho
      Mari id ya ha (Rishabhvlogs.09)
      Is pa follow kar lo fir bat karta ha

    • @Rishabhvlogs1978
      @Rishabhvlogs1978  25 วันที่ผ่านมา

      Thik ha

  • @trendingashu7507
    @trendingashu7507 2 หลายเดือนก่อน +1

    Yr bohot gande hai tvs showroom wale 😢

    • @Rishabhvlogs1978
      @Rishabhvlogs1978  2 หลายเดือนก่อน

      Service experience is very bad from TVS service centre

  • @comefortaste
    @comefortaste 2 หลายเดือนก่อน

    Dost tumhare disk break me koi problem nahi thi uska air screw open karke extra oil nikalta uske baad Naya disk oil bharke pressure banake break fus class ho jata par ye kyu karenge inhone toh dukan khol rakhi hai toh apne saman toh bachenge me toh tension free hu chahe car bike truck buldozer kuch bhi ho me toh gar par hi thik karle ta hu

    • @Rishabhvlogs1978
      @Rishabhvlogs1978  2 หลายเดือนก่อน

      That’s nice bro
      Keep it up 👍

  • @sohompaul158
    @sohompaul158 2 หลายเดือนก่อน

    Sab log bolta hain ki ish bike mein 2/3 log byattha hain toh speedbreaker mein lagte hain. Aur 6 months mein battery damage ho jata hain. Is it true ?

    • @Rishabhvlogs1978
      @Rishabhvlogs1978  2 หลายเดือนก่อน +1

      Ha bhai 2se3 log byatthana ma tho speed breakers pa lagte ha
      Lakin yah mith jhooth hai ki 6 months mein motorcycle ki battery damage Ho jaati hai meri wali ko 8 se 9 mahine hone ja rahe hain abhi tak koi bhi aisi shikayat nahin hai 👍
      Thanks for comment bro 🤠

    • @sohompaul158
      @sohompaul158 2 หลายเดือนก่อน

      @@Rishabhvlogs1978 meter k sab thik thak dikhata hain ?

  • @thaRaider2757
    @thaRaider2757 3 หลายเดือนก่อน

    Bhai bahar kisi dukan me kam karao ok

  • @arunyt15
    @arunyt15 5 หลายเดือนก่อน

    Mar patai kar datte yrr joo hote dhaka jatte ❤❤❤

  • @sohompaul158
    @sohompaul158 2 หลายเดือนก่อน

    Raider longterm k liye best hain ? I mean 8-10 yrs k liye

    • @Rishabhvlogs1978
      @Rishabhvlogs1978  2 หลายเดือนก่อน +1

      Rider long term ke liye best bike hai lekin koi maintain karne wala ho to rash riding se long term ke liye engine capable nahi hai 👍

    • @comefortaste
      @comefortaste 2 หลายเดือนก่อน +1

      @@sohompaul158 nahi dost agar aap jyaada saal ke liye dhekh rahe ho toh galti se bhi tvs ki koi bike mut lena isme engine ka kaam bahut aata hai agar aap jyaada saal ke liye loge toh yamaha fz le sakte woh raider se thodi mehengi par uske Kai fayde hai pahla 155 cc ka refined engine aur best mileage in 160 cc bikes aur yamaha ka ke bharosemand engine ka wada aap isko ladakh le jao moto vlogging ke long trips me use best ever brand hai yamaha bus ek baat dhyan galti se bhi showroom se thik mut karana aur local mechanic se thik karana yamaha me bus ye hi problem hai same as tata after sale dono ki bahut bekaar but tension ki koi baat nahi hai jub aap local mechanic se time gaadi ki service karate rahe kabhi taung nahi karegi

    • @sohompaul158
      @sohompaul158 2 หลายเดือนก่อน

      @@comefortaste bro u have raider 125 ?

    • @sohompaul158
      @sohompaul158 2 หลายเดือนก่อน

      @@Rishabhvlogs1978 kitna saal thik thak chalega ?

    • @comefortaste
      @comefortaste 2 หลายเดือนก่อน +1

      @@sohompaul158 dost mere pass raider nahi but professional all vehicles mechanic hu isliye har gaadi ki achi aur boori cheeje mujhe pata hai isliye two wheeler me hamesha yamaha aur suzuki hi recommend karunga aur car me hyundai