Sir aapki videos dekh kr ek alag hi sukoon milta hai literally… or tareef krna chahunga jis trah aap raaste dikhate ho wo shyd hi koi youtuber dikhaye.. keep it up sir.. rukna nahi bdhte rehna 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻💐💐💐
Mattu bhai, kal hi Manali ghoom ke aya. Luckily kal mosam bana tha to Gulaba side nikal rather jaha snowfall bhi dekhne ko mili life mein oehlo baar. Solang to tourists traffic se chock ho rakha tha. Last year ke floods ne jabardast tabahi machali hai Manali mein to raste mein bhi.
Bhai sahab apni in video m ye bhi btaya kro ki hum kis mahine m ghumne aaye h Jisse ki public ko ye pta chal jaaye ki kis mahine ka kaisa environment h
Dear bro i"m your subscriber from Yamunanagar Haryana, you make very elaborate & informative video covering all facts positive & negative keep going this way . Sir try making vlogs on budget stay hotel as well as restaurants too coz i know u will share genuine information.
Shukriya Bhai is vlog ke liye...is jagah( koksar) ke bare mai pta hi nhi tha..Tuesday Jana ka plan hai..zaroor visit karenge yha pr. Bhai kabhi ho sake to munshiyari (uk) ka bhi vlog banao bahut khoobsurat jagah hai
Uttrakhand me Keval dharmik tourism chalta hai... Mandir ke kapat band, tourism band. Fir log masuri, nainital se aage nahi jate. Aur waise bhi aage hai hi kya, na dhang ki road, na hotel, na restaurant, na achhi facilities..to tourist aisi jagho par kyu aana chahega.. Iske ulat Himachal main pure tourism hai, na koi faltu ke Mandir, na math, ashram, na pavitr Sangam.. hai to sirf development, facilities aur pure tourism. Isliye winter me bhi Himachal tourist se bhara rahta hai aur uttrakhand Khali.
@@vivekbhatt3122 bhai agar aap uttarkhand se ho to is problem ko concer authorities ke samne uthao, main apki baat se puri tarha agree krta hoon nanital se munshiyari jaate hue 3 km ke kanchi dham Wale route ko cross krne main 4 ghante ka time laga or ye jam waha Roz lagta hai..iski koi sunwai nhi, jis wajah se kausani main 1 raat rukna pada baki bageshwar se upar rasta kafi kharab hai... Via Pithoragarh hi sahi rasta hai munshiyari ka
BAHUT SUNDER BHAI BHAUT HI ACHI VIDEO BANAI HAI AAPNE MAINE AAPKI SARI VIDEO DEKHI MAJA AA JATA HAI VESE AAJ YE PAHELI VIDEO HAI JIS M AAP DONO BHAI DIKH RAHE HO VESE TO AAPKI BAS AAWAJ HI AATI HAI MAJA AA GAYA BHAI GOD JOB🙏
Aap meri video dekho Rishikesh se chopta , Chopta vo jagah hai jaha Tak gadi jaati hai uske baad pedal 3 km chalna hota hai , meine best route dikhaya haj Rishikesh to Chopta
Bhai Google map me red colour ho Raha hai Kafi jam hai Manali me aaj Bhai Delhi bikaner cover karo via rohtak -bhiwani -bahal -rajgarh -shri dungergarh -bikaner route par
Sir aapki videos dekh kr ek alag hi sukoon milta hai literally… or tareef krna chahunga jis trah aap raaste dikhate ho wo shyd hi koi youtuber dikhaye.. keep it up sir.. rukna nahi bdhte rehna 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻💐💐💐
Aapke comment se kafi accha or apna pan laga bhai thnku
@@Mattu2664kaafi dino se aapki video dekh ra hu sir.. aapka style kaafi unique lgta h mujhe..
Thnku bhai
🙏🙏🤗🤗🕉️🕉️ God bless you with ALL spritual WORLD ❤️❤️🛐🛐
🙏🙏
Amazing ❤
Thnx
Mattu bhai, kal hi Manali ghoom ke aya. Luckily kal mosam bana tha to Gulaba side nikal rather jaha snowfall bhi dekhne ko mili life mein oehlo baar. Solang to tourists traffic se chock ho rakha tha.
Last year ke floods ne jabardast tabahi machali hai Manali mein to raste mein bhi.
Ji
Finally barf mil hi gai....mehnat safal hui... good efforts both of you keep it up
Ha bhai sabse badi baat barf mil gyi hume finally
Kaafi aacha laga bhaiya , aap sabhi comments pe reply kar rahe hai 😊
Ha bhai hum sabhi comment par jabab dete hai rply krte hai , 🙏🙏🙏
Bhai sahab apni in video m ye bhi btaya kro ki hum kis mahine m ghumne aaye h Jisse ki public ko ye pta chal jaaye ki kis mahine ka kaisa environment h
Bhai ye 3rd part hai jo aapne dekha hai pahle part mei meine date time pura bataya hai
Bhai apki sari video bhut Pasand aati ha or apki hasi makak laga raho bhai
🙏🙏
Very nice bhaiya. ❤️❤️❤️❤️🕉️ god blesss uhhhhh
Thnku bhai
Dear bro i"m your subscriber from Yamunanagar Haryana, you make very elaborate & informative video covering all facts positive & negative keep going this way . Sir try making vlogs on budget stay hotel as well as restaurants too coz i know u will share genuine information.
Thnku brother
Aage se mei hotels ki jankari bhi apko dunga
Nice serial
Thnx
Shukriya Bhai is vlog ke liye...is jagah( koksar) ke bare mai pta hi nhi tha..Tuesday Jana ka plan hai..zaroor visit karenge yha pr.
Bhai kabhi ho sake to munshiyari (uk) ka bhi vlog banao bahut khoobsurat jagah hai
Humara yahi kaam hai ki humare bhai bade Aram se apni car se har jagah acche se travel kr sake or vo bhi Bina dikkat ke ,
Uttrakhand me Keval dharmik tourism chalta hai... Mandir ke kapat band, tourism band. Fir log masuri, nainital se aage nahi jate. Aur waise bhi aage hai hi kya, na dhang ki road, na hotel, na restaurant, na achhi facilities..to tourist aisi jagho par kyu aana chahega..
Iske ulat Himachal main pure tourism hai, na koi faltu ke Mandir, na math, ashram, na pavitr Sangam.. hai to sirf development, facilities aur pure tourism. Isliye winter me bhi Himachal tourist se bhara rahta hai aur uttrakhand Khali.
Ye baat sach hai Himachal bahut jyda develop hai uttrakhand ki तुलना में
@@vivekbhatt3122 bhai agar aap uttarkhand se ho to is problem ko concer authorities ke samne uthao, main apki baat se puri tarha agree krta hoon nanital se munshiyari jaate hue 3 km ke kanchi dham Wale route ko cross krne main 4 ghante ka time laga or ye jam waha Roz lagta hai..iski koi sunwai nhi, jis wajah se kausani main 1 raat rukna pada baki bageshwar se upar rasta kafi kharab hai... Via Pithoragarh hi sahi rasta hai munshiyari ka
👍
Brother aj ap dono bhaiyo ko dekh kar achha laga
Thnku
Purani h video bhai Kal 26 January ko barf pdi h ye pehle ki shoot ki hui h
Ha shyed aapne humari Puri series nahi dekhi bhai
Ye video 19 Jan ka hai humne Delhi se Mandi
Mandi se manali
Or last ye Manali se koksar kiya hai
Bhai ye kis month ka video hai
Jan 2024
Koksar kal hi jakr aye hain koi barf ni hai....hum itni door delhi se aye the...thodi si barf mili is bar😢
Par 26 ko to kafi barf giri hai vaha
BAHUT SUNDER BHAI BHAUT HI ACHI VIDEO BANAI HAI AAPNE MAINE AAPKI SARI VIDEO DEKHI MAJA AA JATA HAI VESE AAJ YE PAHELI VIDEO HAI JIS M AAP DONO BHAI DIKH RAHE HO VESE TO AAPKI BAS AAWAJ HI AATI HAI MAJA AA GAYA BHAI GOD JOB🙏
🙏🙏🙏🙏
Next vlog kab aa rha h🎉
Bahut jabardast pura snow ka kal subah
Mahindra XUV 300 ki testing b dikh gayi 😊
Hanji
Aap pure raste bhar google map par hee chalte ho kyaa
No
@@Mattu2664 toh fir boards by boards chalte ho
Jab pahli baar jaate hai to map mei route study krte hai ,par jab repeat krte h to fir best route show krte hai
Toh tungnath jane ke liya konsa route with achi road condition rahe gaa
from rishikesh
Aap meri video dekho Rishikesh se chopta ,
Chopta vo jagah hai jaha Tak gadi jaati hai uske baad pedal 3 km chalna hota hai , meine best route dikhaya haj
Rishikesh to Chopta
Bhaiya aap haridwar se ho ya delhi se ?
Dono jagah
Bhaut achi video ❤
Best of luck bro
Thnku
Kis date ki video shoot ki hui h
19 Jan
❤
हम 21 अप्रैल को मनाली जा रहे हैं क्या हमको बर्फ देखने को मिलेगी।
Aap Sissu chale jana vaha apko burf milegi or atal Tunnel ke baad bhi milegi
Video bhut achi h. Bhai delhi aagye next vlog kha ka h.
Bus bhai jald batate hai apko
Bhut sunder video h bhi aapki
Thnku
As usual Quite informative.
Thnku
❤❤❤
🙏
🎉🎉🎉
🙏
Do not focus on negative comments, anyone can achieve anything from the peaks of mt everest to the deep mariana trench
🙏🙏
Bhai Google map me red colour ho Raha hai
Kafi jam hai Manali me aaj
Bhai Delhi bikaner cover karo via rohtak -bhiwani -bahal -rajgarh -shri dungergarh -bikaner route par
Ji
Happy video ❤❤🎉
🙏👍
Ji very nice
Thnku
Nice video ❤
Thnku
Nice blog bro.👍🏻
Thnku bhai
Bhaiya ap toh leh ka kr hi nhi rhe bhaiya pls kro na😢
Bhai abhi rasta band hai leh ka humne sissu chakpost pe pucha video mei unhone bola rasta band hai
Bhot achhi series thi.much informative gud job sor
Thnku bhai
Super video
Thnku
Nice big bro ❤❤
Thnku bhai
🔥👍
🙏
Good bhaji
🙏
🙏🙏🙏🙏...
🙏
💐💐👌👌👍👍💐💐💐
🙏
Good work
Thnx
Nice vedio bhai❤❤❤❤
Thankyou Bhai 🙏
Ladakh jaroor jana bhaji
Ji
Main yahin hu aaj itni bhi baraf nahi hai k peg mein daal saku
Par bata rahe hai 26 Jan ko kafi barf giri hai
Nice vlog👌👌👌👌🎉🎉🎉🎉🎉
Thnx
Good vlog
Thnku
English me likho ham Hindi nahi jante hai
Ok bhai
Nice video ❤
Thnku