Sir ji hamare yaha ek Apache 160 bs6 gadi aayi hai jab chalate hai usako to exsiletar daun karne par band ho jati hai aur usaka RPM sahi hai gadi khadi rahati to sahi chalti hai
Bhai bike ekdam sahi chalti he gadi ko update kiya gadi ka light bundh ho ja raha he but vo light kuch samay badh on ho raha he usme throttle body ka problem nhi hoga na
Hello sir Mai ek sal pahle glamour fi liya tha , lekin fuel motor start nhi hota rhta hai, jaise start hua chalta rhta hai aur thori dur jane ke bike band krke start krne ki koshikiya fuel motor band ho jata hai uske bad start nhi hota hai bike ko agency me dikhaya bola fuel motor change krna hoga
Bhaiya Aap kaha rahete ho meri gadi pulser 150 twins disk hai bs6 gadi lamba self leti hai Aur gadi chalu hone ke bad gadi ka chek engine light chalu rahata hai kya problem hai Aur apka mobile no . Sms karo muje
Sir mere pass pulsar 125 usme check engine light problem aa rahi h jab mene obd tool se scan Kiya to cold start injector ka error code show ho raha h mene service centre mai bhi bola but unhone code for remove kr diya or ecu ko update kr diya but problem solve nahi hua sir please help
Sir last me jb bike start krenge toh fhir woh mil light jal hee jayegaa 100 % I know that because I m the mechanic Bajaj agency , Aur p0107 map sensor wala problem aa rha hai aur isko kuch bhi kr rhe hain toh ye error code nhi ja rha hai
@@UlfatAnsariVlogs jee bhaiya lekin throttle body change krna hee iska solution nhi hona chahiye iska kuch aur bhi raasta hoga jisse ye error code jayega .. kyun k new bike 1 se 2 months ki bikes me ye error code aa rha hai toh bataiye k Naya bike ka throttle bode sensor itna jldi kaise kharab ho jayega..
@@UlfatAnsariVlogs achaa bhaiya agar air filter ko petrol se pura clean and dry krke , aur filter pe Mobil lagaye Bina agar filter lgate hai to ye error code jayegaa ... Jis tarah apne bataya ? Please Reply!!
Aisa kuch mat kiya karo vai bajaj service centre pee jao or thorelbody clean karao service center pee boxtols hotate uspe map voltas dakhna hotahe map voltas galat hato tps sancer Cheng karna parta he uske bad problem solved kisibi rode garag pe matjao wharanty nahi malega dhannabad
Do not recommend any person to buy Bajaj bikes,, because all bikes are faulty, after one year bike shows many problems as pickup problem, brake shoe problem as well as braking problem, clutch plate problem( if u set new one then it will be not reliable). After one year you have to change many parts which are not so costly but since the parts got damaged early
Aisa kuch mat kiya karo vai bajaj service centre pee jao or thorelbody clean karao service center pee boxtols hotate uspe map voltas dakhna hotahe map voltas galat hato tps sancer Cheng karna parta he uske bad problem solved kisibi rode garag pe matjao wharanty nahi malega dhannabad
Itna kuch krne ki zarurat nhi thi k petrol ka gauge check kre petrol ki supply check kre .sirf yeh filter saaf krke laga do to wo check engine ki light chali jati he..mujhe to bhut hoti ye dikkat har 15 din me mujhe saaf krna padta usko nikalkar..kuoki wo baar baar ganda ho jata pir eo check engine malfunction wali light dikhata...ye sale bajaj wale jb inko gaidya banana nhi aata to banate kyo he..na inki Avenger thek nhi me usme me preshan ho rha..isme b check engine lagatar jalta rehta or 220f me hi ye filter saaf krte rehne ki dikkat...tang agaya me to is bajaj se... pulsar 220f me to ye filter aafa karke laga deta hu to thek ho jata par is Avenger 160 street ka kya kru...
Bhai bewkoof na banao last me bike start karke dikhate ki engine check light off hua ki nahi.... check engine light to kill switch (red) button off karne se bhi bannd ho jayegi....abki baar goli dedi Bhai apne
Bhai apka samjhane ka tarika mast hai thanks bhai
Apke batane ka tarika sabse best aur sabse achcha h bhai.
Bhai apke vedio se roj kuch na kuch sikne ko mil hi jata hai aayse hi vedio aap hamesa banate rahe ham logo ke liy
Tum great ho bhai aishe hi help ful jaankari dite rahena
sir muje pls batayee ki ns125 bs6 fi 2023 me map and tps sensor kya 36PD0112 hai ??
Sir best scanner konsa h or bajat me bhi ho
Sir which course is best for bike mechanic for new technology bikes and iti best for new bikes or not
Thanks bhai mera same problem
Bhai bahut hi satik jankari
Thank you Bhai jaan app ka bahut bahut dhanayvad
Bhai sabse pehle to ye btao aap ki .
Jo ye tools aap ne OBD cuplar me lgaya he ye khase liya aapne
Right bhai me bhi bhut preshan tha
Roj kuch naya sikho only bhai ke channel pe 🔥🔥
Sir bajaj pulsar 150 sd 2022 me display me mileage aur distance to empty information ni aa rha he kya reason ho sakta he plz reply
Sir ji hamare yaha ek Apache 160 bs6 gadi aayi hai jab chalate hai usako to exsiletar daun karne par band ho jati hai aur usaka RPM sahi hai gadi khadi rahati to sahi chalti hai
Bahut dino se wait kar raha tha is video ka
🙏🙏🙏
Hai bro mera bi yehi problem pulsar 220 bs6 ap thora madaad karsakte ho
Ye online mil rha he ya koi company se milahe
problem tps sensor se hi hota hai , warrenty me tps sensor change karwa lo problem solve ho jaigi
Nice video good sir hai just got 🔙
Bhai bike ekdam sahi chalti he gadi ko update kiya gadi ka light bundh ho ja raha he but vo light kuch samay badh on ho raha he usme throttle body ka problem nhi hoga na
Bro muje obd scraner Lena h konsi company ka lu me apki sari video dekhta hu or kafi kuch sikhta bhi hu apse
WhatsApp 6205896943
Aap to mastermind ho sar
Kattai jehar video hogi bhai 💯
👍Good video 👍, petrol will damage sponge air filter kerosene is ideal & sponge should not be squeezed hard.
Ok ji
Thanks you
Intake manifold pressure jyada ho to kya problem hogi kaise thik kare ??
Sir ap kha se ho
Sar ismein mobile to company se bhi Dal kar aata hai kya filter mobile Nahin Lagana chahie
Video interesting lga bhai
Thanks
Very Nice video sir ji
Bahut Sandaar
Bahut badhiya Sir
jst go expert service center n change tps sensor n do ecu flash update. issue solved!!
ignition on me check engine ligh on rahti hai
gadi start krne pe wo off honi chahea jab koi fault na ho to
Bahai aap kaha se ho mughe aap se bat Karni hai
Bhai bhuta badiya
Bhai workshop toh pura throttle body change karo bolta hai ..
Kya zaroori hai ?
Bahut achcha video hai bhai
Thanks
Please make a vedio on indicators system on pulsar 150twin disc
Sir . Gud information
Bhai MAP sensor kahan milega? Humare yahan sirf MAP SENSOR nhi milta hai, throttle body change karna parta hai. Mere paas 220 bs6 2020 model hai. Plz help karo bhai
Hello sir
Mai ek sal pahle glamour fi liya tha , lekin fuel motor start nhi hota rhta hai, jaise start hua chalta rhta hai aur thori dur jane ke bike band krke start krne ki koshikiya fuel motor band ho jata hai uske bad start nhi hota hai bike ko agency me dikhaya bola fuel motor change krna hoga
Bhai e sub kr liya
Bhaiya Aap kaha rahete ho meri gadi pulser 150 twins disk hai bs6 gadi lamba self leti hai Aur gadi chalu hone ke bad gadi ka chek engine light chalu rahata hai kya problem hai Aur apka mobile no . Sms karo muje
Vai mera dominar me ye problem arahe. Kaise solve kare
Video ke liye thanks
Sir iski wirring ka vedio banaye
Ok
Super vedio ok
Nice video sir 👍
Thanks
Bhai same problem pulsar 150 , 😢
Sir mere pass pulsar 125 usme check engine light problem aa rahi h jab mene obd tool se scan Kiya to cold start injector ka error code show ho raha h mene service centre mai bhi bola but unhone code for remove kr diya or ecu ko update kr diya but problem solve nahi hua sir please help
Le bhayya ommfoo 😀❣️
Mast video
Sir last me jb bike start krenge toh fhir woh mil light jal hee jayegaa 100 % I know that because I m the mechanic Bajaj agency , Aur p0107 map sensor wala problem aa rha hai aur isko kuch bhi kr rhe hain toh ye error code nhi ja rha hai
Yes Tharottal body change karna padta hai
@@UlfatAnsariVlogs jee bhaiya lekin throttle body change krna hee iska solution nhi hona chahiye iska kuch aur bhi raasta hoga jisse ye error code jayega .. kyun k new bike 1 se 2 months ki bikes me ye error code aa rha hai toh bataiye k Naya bike ka throttle bode sensor itna jldi kaise kharab ho jayega..
@@UlfatAnsariVlogs achaa bhaiya agar air filter ko petrol se pura clean and dry krke , aur filter pe Mobil lagaye Bina agar filter lgate hai to ye error code jayegaa ... Jis tarah apne bataya ? Please Reply!!
Nice one
Throttle body ko jo sancor laga use change kro...
Problem solved
Nice video👍👍👍👍👍
Nice 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Don't use petrol in air filter because it's damage sponge internal gaps and elasticity only use kerosene or diesel
Thnc u bro 🤗
Same problem meri pulsar 150 bs6 me ari hai plz reply bhai ☹️
Air Filter washing karye
Supperb bhai 💞
Very helpful
Shi ho jayegi p0107 😄😄😄 20/21 model me jyada dikkat hai
😂
@@UlfatAnsariVlogs bhai what's up no.
Thank you so much sir 👍
Gazabb
Very good
Good jop
Is wala obd me abs chaking hota hai
Last me check engine light ko gadi start kar ne ke baad nahi btaya
Nice information 👍👍👍
Thanks
Maja aa gaya
Best.selusan.sar.🙏😡
बजाज डोमिनार 400cc सेल फ्यूल पंप काम नहीं कर रहा प्रॉब्लम क्या हो सकती है मीटर हारन बज रहा है
Pump hi kharab ho gaya hoga
Great
Mere 220 me bhi same problem hai
Aisa kuch mat kiya karo vai bajaj service centre pee jao or thorelbody clean karao service center pee boxtols hotate uspe map voltas dakhna hotahe map voltas galat hato tps sancer Cheng karna parta he uske bad problem solved kisibi rode garag pe matjao wharanty nahi malega dhannabad
Do not recommend any person to buy Bajaj bikes,, because all bikes are faulty, after one year bike shows many problems as pickup problem, brake shoe problem as well as braking problem, clutch plate problem( if u set new one then it will be not reliable).
After one year you have to change many parts which are not so costly but since the parts got damaged early
Ohh really
OBD kaham milega mujhe ek chahiye
6205896943 WhatsApp
Bajaja ki bike acchi hoti hai
👌
Nic
Nice 👌👌
Bs6 all PDF chahiye
Nice bro
Mil jayega
Mere mein to 106 aur 107 saath main show kar raha hai active status me
Jra btana mujhe
Tvs waiting
Ok
Pr light jati hi nhi showroom wale throttle body badal ne ka bol rhe hy
Warranty mei change krwao.
Bhai aapne WhatsApp p Ripley nhi diya
Hello bhai
Aisa kuch mat kiya karo vai bajaj service centre pee jao or thorelbody clean karao service center pee boxtols hotate uspe map voltas dakhna hotahe map voltas galat hato tps sancer Cheng karna parta he uske bad problem solved kisibi rode garag pe matjao wharanty nahi malega dhannabad
tps sensor kharab q hota hain
tps sensor kharab q hota hain
😘😘😘
Assalamualaikum ❤❤❤❤2024
Hiiii
nice video
Hello
Weste vedio but no use the malfunction light is not going. You are skipping the video you did it.
What is the reason ? Comment me
wrong information kyu de rhe ho sub ko
3in1 sensor free me replace karegi company warrenty me wo batao ,na ki galat jankari batao
Obd.2auto.bs.6.ha
Itna kuch krne ki zarurat nhi thi k petrol ka gauge check kre petrol ki supply check kre .sirf yeh filter saaf krke laga do to wo check engine ki light chali jati he..mujhe to bhut hoti ye dikkat har 15 din me mujhe saaf krna padta usko nikalkar..kuoki wo baar baar ganda ho jata pir eo check engine malfunction wali light dikhata...ye sale bajaj wale jb inko gaidya banana nhi aata to banate kyo he..na inki Avenger thek nhi me usme me preshan ho rha..isme b check engine lagatar jalta rehta or 220f me hi ye filter saaf krte rehne ki dikkat...tang agaya me to is bajaj se... pulsar 220f me to ye filter aafa karke laga deta hu to thek ho jata par is Avenger 160 street ka kya kru...
Bhai bewkoof na banao last me bike start karke dikhate ki engine check light off hua ki nahi.... check engine light to kill switch (red) button off karne se bhi bannd ho jayegi....abki baar goli dedi Bhai apne
तुमरी नकल करने वाले बहुत आचुके है यूट्यूब पर पर कर नही पा रहे है
Apke contact number bhi send krna
Very good video sir ji super video 👌