Ajit ji.. mere Rain lily me chote2 kidee lag gaye hai ise kaise hatay.. Phool pate sab kha ja rahi hai.. Neem oil spray kiya hai lakin koi phayda nai hua.. Koi upay bataye plz..
Neem oil se keede nahi bhag rahe hain to aapko koi pesticide ka spray karna padega. Aap Kaka pesticide ka use kar sakte hain. Ya fir koi bhi pesticide jo aapke pass ho.
Bhut hi uttam m bhi y kam karti hu
Dobara phool Khilte hain na. Aapne bhi pattiyan kaat kar dekha hai na.
Well done🎉
Aap sell bhi karte hai kya
Nahi ji, sell to nahi karta hoon.
❤
Rain lily ko barsat me cutting kr skte h jya
Barsat me hi cutting karna hai, basharte us samay mausam saaf ho 2 - 3 dino ke liye.
सर जी नमस्कार सर जी हमारी रेन लिलि मे तो एक वार वी फुल नही आया सयद हमारे यहा पंजाव मे वारिस नही हो रही सर जी किया इसी कारण एक वी फुल नही आया।
Ajit ji.. mere Rain lily me chote2 kidee lag gaye hai ise kaise hatay.. Phool pate sab kha ja rahi hai.. Neem oil spray kiya hai lakin koi phayda nai hua.. Koi upay bataye plz..
Neem oil se keede nahi bhag rahe hain to aapko koi pesticide ka spray karna padega. Aap Kaka pesticide ka use kar sakte hain. Ya fir koi bhi pesticide jo aapke pass ho.
@@feelingsofgardening thank you