Bhut accha description batya Apne Mene apni bike me apply Kiya or bhut useful raha.. thanks for this video... I hope aise video aur milte rahenge...😎 Again thank you
Dear Bro Amit, Just a thought / suggestion for you to change your profile pic. It shows you are lying down relaxing. However your videos are about working hard and experimenting with your Motorcycles. Hence your profile pic should feature you with a spanner or a screwdriver around your motorcycle. This type of pic will be more representative and will attract more viewers. All the best with your ventures.
Bhai kya me apni glamour mein 35w ke halogen bulb ke jagah 55/60ka bulb laga sakte he kya aur bhai bulb 60w upgrade karne ke liye kuch changes karne padege kya .Ya fir direct socket me laga dena hai
Hi dear very impressive_. I ve a question, on my 100 cc bikes battery found dead, i check rectifier regulator output found 7 volt!!! In idle rpm and 3 volt when high rpm!! Can u explain me what's wrong here?? Please...
nj8 hhh har har u6 nnk hu h hhhhhhhhhhhh h hhhhh hhhhbhhh hhhhhhhhhhhhhh huh hbuu hhhhhhhhbh hhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh h hhhhhhh h hhh hh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhh h hhhh hhhhhhhhhhhh hhhhh h hhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhh hhhh hhhhhh hhhhhhhhhh hhh hhh hh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhh hh hhhhhhhhhhhh h hhh hbub I'm i89iii g hv ch oomooh h h hhhhh v
nj8 hhh har har u6 nnk hu h hhhhhhhhhhhh h hhhhh hhhhbhhh hhhhhhhhhhhhhh huh hbuu hhhhhhhhbh hhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh h hhhhhhh h hhh hh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhh h hhhh hhhhhhhhhhhh hhhhh h hhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhh hhhh hhhhhh hhhhhhhhhh hhh hhh hh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhh hh hhhhhhhhhhhh h hhh hbub I'm i89iii g hv ch oomoo h h h hhhhh v
Bhai jeshe nai bike me head lamp connection battery se hota he (jar sa accelerator dene pe jada brightness milta he) kya esh wiring juni model bike me ho ga ye nahi
your host Bhai mere pass 2007 model Splendor Plus bike he Jis new Splendor Plus me jar sa accelerator dene se jada Roshni milti he As kay 2007 ki Splendor Plus bike me ho sakta he Q ki is me New bike K Muqabla juni me jada accelerator dene pr bhi Itni Roshni nahi milti
Nice sir kya me meri hero honda splendor 2006 model me 9a ki battery dal sakta hu ? Aur 9a ko charging karne ke liye dc to dc step up conveter modual dal sakta hu ? Jo 3.7 volt ko 24 tak convert kar de ta hai
Bhai Honda livo bike ke headlights ko bright karne ka koi solution hai kya ?? meri bike self starter hai 110cc Or iski battery jaldi down ho jati hai ismein pani sa nikal raha hai Self,horn bhi kam nahi karta Or bike ki chainset jaldi kharab ho jati hai 3 sal mein 4 bar chainset change karva lia par tik- tik ki avaj ati hai. kisi or model ka chainset laga sakte hai kaya??
bhaji. mere kol honda shine a... meri bike ch problm eh a. j bike start v a headlight on te horn blow krda ta headlight dim ho jndi ki reason ho skda ?
भाई आपको कसम है जवाब जरूर देना अगर मै मेरी slender में pluser का रेक्टीफायर और बैटरी लगा दू तो क्या बैटरी जल्दी चार्ज होगी और लाईट में क्या फर्क पड़ेगा क्या वाकई मे यह संभव है मेरी गाड़ी मे मै बड़ी बैटरी लगाना और लाईट तेज करना करना चाहता हूँ मॉडल 2011 है बिना self की है
Sir me bahoot tension me hoo me clutch plates change karvane gaya change karane ke baad muje lagtaa hai ke clutch plates change nahe hoova sir kaise pata karo change huva ya nahi (liked)
Bhai g bettery low or bettery kharab main kya anter hai bohat c bar bettery motercycal chalte chalte full ho jati hai kaise pata kare khrab h ya charge kar k chal sakti hai plz tell me bhai g i am waiting your reply plz
Bhai g mere pas boxer at bike hai 2002 model uska horn thodi race main nahi bajta hai or us time main bike main battery bhi nahi aati thi to main isko kaise use kru ? Kon si wire main cannect karu btao plz.
Helo mere splandar me mene sub wire check kee magant rectifier lakin sub wire me karant ata he lakin battery full charje nahi salf nahi lagta or ignition low rheta he thoda sa full ho ke bhi low ho jata he to sir batay battry problem he ya rakufair me problem he low karant ane se esa ho sakta he
Sir bike ki battery khrab ho chuki h to kya capesitor laga sakte h ya battery+capesitor dono laga sakte h isse headlight tej ho jayengi kya Koi nuksaan to nhi hoga
Bai ik help chahidi 4 di battry rkhi a amaron di but ohnu charge ni krdi meri bike solution ds pls dimag khrab kita pya 2014 model splendor a kick start pehla 2.5 battry c
Mera hero honda glamour me bike ki headlight bahut low hai aur acceleration karne par tez hoti hai aur kam speed pe slow....Please aap karan bataye? Thanks in advance
Good one.... Muje jo video ki jarurat होती he na.. Vahi aap banate ho... Thanks to u
welcome bhaii ji
@@yourhostamit bettary new he par headlight slow lagti
sabse best video youtube per es video ka he intzarr tha brother
thankyou bhaii ji
Bhut accha description batya Apne Mene apni bike me apply Kiya or bhut useful raha.. thanks for this video...
I hope aise video aur milte rahenge...😎
Again thank you
thankyou bhaii ji
Bhai phon nbr do apna
Very short and sweet explosion...nice ..go ahead
Sorry explain
Bhai ye sujection dene k liye thanks
Bhai thnk itni achi jankari kya liya
thankyou bhaii ji
Pro'-Bro, best wishes...sir 👌👍👍❤.
Very nice jankari bro
Very nice sir
Bhai jai mataji bahot badhia jankari hai
thankyou bhaii ji
Thanks bhai sahi hai
thankyou bhaii ji
Bahut khub yaar
thankyou bhaii ji
Hi
White wire ko multimeter se Kaisa check kare
Nice video & explanation
Haq he video banane ka
Bhai you are super
thankyou bhaii ji
Bhai thank u so moch
bahut acchi Lage Aur Bhi acchi acchi video bana Karke bhejo
thankyou bhaii ji
good viedeo
Nice information sir
thankyou bhaii ji
Very helpful
Dear Bro Amit,
Just a thought / suggestion for you to change your profile pic.
It shows you are lying down relaxing. However your videos are about working hard and experimenting with your Motorcycles.
Hence your profile pic should feature you with a spanner or a screwdriver around your motorcycle.
This type of pic will be more representative and will attract more viewers.
All the best with your ventures.
very nice
It's nice bro...
Bhai old model splender per new model splender ka rectifier lga skte hai kya?
Point to be noted....
Nhi soket ka fark hai
Nice sir
thankyou bhaii ji
Nice ........
Nice video
Bhai kya me apni glamour mein
35w ke halogen bulb ke jagah 55/60ka bulb laga sakte he kya aur bhai bulb 60w upgrade karne ke liye kuch changes karne padege kya .Ya fir direct socket me laga dena hai
Thanks you
Best video
Good information
thankyou bhaii ji
Tq
Nice
super bro
thankyou bhaii ji
sir 110cc ke baike me 9Ah ki battery lagaya our use jaldi charge karne ke liye 150cc bike ka rectifier laga sakta hu kya
ji bhaii lga skte ho
Hi dear very impressive_. I ve a question, on my 100 cc bikes battery found dead, i check rectifier regulator output found 7 volt!!! In idle rpm and 3 volt when high rpm!! Can u explain me what's wrong here?? Please...
nj8 hhh har har u6 nnk hu h hhhhhhhhhhhh h hhhhh hhhhbhhh hhhhhhhhhhhhhh huh hbuu hhhhhhhhbh hhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh h hhhhhhh h hhh hh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhh h hhhh hhhhhhhhhhhh hhhhh h hhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhh hhhh hhhhhh hhhhhhhhhh hhh hhh hh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhh hh hhhhhhhhhhhh h hhh hbub I'm i89iii g hv ch oomooh h h hhhhh v
nj8 hhh har har u6 nnk hu h hhhhhhhhhhhh h hhhhh hhhhbhhh hhhhhhhhhhhhhh huh hbuu hhhhhhhhbh hhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh h hhhhhhh h hhh hh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhhhhhh h hhhh hhhhhhhhhhhh hhhhh h hhhhhhhhhhhhhhhh hhhhhhhhhhhhhh hhhh hhhhhh hhhhhhhhhh hhh hhh hh hhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh hhhhh hh hhhhhhhhhhhh h hhh hbub I'm i89iii g hv ch oomoo h h h hhhhh v
Change the engine coil
thanks
welcome bhaii ji
Thanku sir
Bhai bajaj ct100 me bhi regulater rectifier hota hai kya
Bhai jeshe nai bike me head lamp connection battery se hota he (jar sa accelerator dene pe jada brightness milta he) kya esh wiring juni model bike me ho ga ye nahi
juni?model ni smja bhaii ?
your host
Bhai mere pass 2007 model Splendor Plus bike he
Jis new Splendor Plus me jar sa accelerator dene se jada Roshni milti he
As kay 2007 ki Splendor Plus bike me ho sakta he
Q ki is me New bike K Muqabla juni me jada accelerator dene pr bhi Itni Roshni nahi milti
Sir yellow wire ko nikal kr agar white wire se connect krde to light badegi ya sadd jayegi???
Nice sir kya me meri hero honda splendor 2006 model me 9a ki battery dal sakta hu ? Aur 9a ko charging karne ke liye dc to dc step up conveter modual dal sakta hu ? Jo 3.7 volt ko 24 tak convert kar de ta hai
Hero CD Deluxe some problem
Yx bhai apne react kiya comnt pe
kya bhaii ji?
ayse hi cdi ka wairing ka bhi videos banao
Green wali(yellow ke niche wali) wire rectifier me aarahi hai wo konsi hai ...
Thank you sir
welcome bhaii ji
गुड
Good
thankyou bhaii ji
Rectifire sabse achi konsi aati hai
Compny ka name?
Mere pas hai bro
GOOD
good
thankyou bhaii ji
Bhai old platina Bajaj ka video banao...🙏plZ
Thanks 🙏🙇 you bro
Bhai Honda livo bike ke headlights ko bright karne ka koi solution hai kya ??
meri bike self starter hai 110cc
Or iski battery jaldi down ho jati hai ismein pani sa nikal raha hai
Self,horn bhi kam nahi karta
Or bike ki chainset jaldi kharab ho jati hai 3 sal mein 4 bar chainset change karva lia par tik- tik ki avaj ati hai.
kisi or model ka chainset laga sakte hai kaya??
Acha hai
Ac current ki video banaao
Aapki multi miteer kon si company ka h
bhaji. mere kol honda shine a... meri bike ch problm eh a. j bike start v a headlight on te horn blow krda ta headlight dim ho jndi ki reason ho skda ?
Bhai plzz muje y bataye ki splender Plus bike ke shocker ko neeche kaise kare taki mere per pahuch sake plzz reply dena
good jib
thankyou bhaii ji
Bro my splendor plus battery is not charging. I changed wiring. Coil. Cdi. Lock new battery also. But still battery is not charging. Why
Change fuse
Achhhilagi.
Bhai 2010 model ki splendor plus me new model ka charger kese lgae
Please bhai video bnado
sir g agar white taar par jaida 90 /100 vala bulb laga de to fuke ga k nahi
भाई आपको कसम है जवाब जरूर देना
अगर मै मेरी slender में pluser का रेक्टीफायर और बैटरी लगा दू तो क्या बैटरी जल्दी चार्ज होगी और लाईट में क्या फर्क पड़ेगा
क्या वाकई मे यह संभव है
मेरी गाड़ी मे मै बड़ी बैटरी लगाना और लाईट तेज करना करना चाहता हूँ मॉडल 2011 है बिना self की है
Sir me bahoot tension me hoo me clutch plates change karvane gaya change karane ke baad muje lagtaa hai ke clutch plates change nahe hoova sir kaise pata karo change huva ya nahi (liked)
bhaii cluch plates ka pta pickup se lg jata hai.
Bhai meri gadi bettry over charging se ful gai hai kya use gaddi me laga sakte hai kya ..ki vo dikkat kregi.. Pls rply
Super video boss
thankyou bhaii ji
Ye rectifier Sab bikes ka same hoga Kya ? I have hero ignitor and I want to change my charger... kaunsa lagau ?
bhaii shape alag hogi ap apni bike ka he lgao
Bhai g charger new liya h maine bhut lite bhot slow h but phle bhot acchi the lakin phle battre charge nhi hoti the
mine bike is 5 years old battery of splendour? should I change it because it too low light.
Bhai meri bike perrsan pro he usaka r r unit chota he to usako me bada lagau to chalega ye batao
Bhai kya bike m baada ractifire yaa charger lag skta h lya
Bhai g bettery low or bettery kharab main kya anter hai bohat c bar bettery motercycal chalte chalte full ho jati hai kaise pata kare khrab h ya charge kar k chal sakti hai plz tell me bhai g i am waiting your reply plz
bhaii time b niklna chiea charge karke us se pta chlta hai batry ka
Bhai g mere pas boxer at bike hai 2002 model uska horn thodi race main nahi bajta hai or us time main bike main battery bhi nahi aati thi to main isko kaise use kru ? Kon si wire main cannect karu btao plz.
bhaii horn ki setting kar lo ya battry rakh lo
Helo mere splandar me mene sub wire check kee magant rectifier lakin sub wire me karant ata he lakin battery full charje nahi salf nahi lagta or ignition low rheta he thoda sa full ho ke bhi low ho jata he to sir batay battry problem he ya rakufair me problem he low karant ane se esa ho sakta he
Mera bhi aisa hi problem hai.
Rectifier aur CDI bhi change Kiya
CB shine rip
Bhai apane jo Battery gadi me lagai he wo sahi AMP and volt ki lagai he kya wo pahele check karo kam power ki Battery AMP ho to yaisa problem aata he
bhai bike k servi ce ke time per kya kya parts open hone chahiy kya caburator open karna jaruri h full detail
air filter plug chain cover oil filter(paper) carburetor (10000km)
charging km bholtej deta hai to kya chenge karna padega coil ki jo refreter ko
bhaii agar charging me prob. hai tb change krna pdta hai
सर जेसे बैटरी निकाल लेने के बाद मे होरन ओर इंडीकेटर जले बाईक चलने पर तो कया चार्जर सही है ना ओर नहीं जले तो खराब है ना
ji bhaii
Sir bike ki battery khrab ho chuki h to kya capesitor laga sakte h ya battery+capesitor dono laga sakte h isse headlight tej ho jayengi kya
Koi nuksaan to nhi hoga
Bhai app in vedio m konsi gadiyo m konsi type ki rely lagti h in pr vedio banaye to kafi acha hoga bhai pllsssssss
bhaii relay k upr ek poori video hai jisme mene sbi types ka relay k bare btaya hai wo dekh lijiye apko mil jaygi channel pr
Bai ik help chahidi 4 di battry rkhi a amaron di but ohnu charge ni krdi meri bike solution ds pls dimag khrab kita pya 2014 model splendor a kick start pehla 2.5 battry c
acha lagga g
thankyou bhaii ji
Bhai agar battery ki wire disconnect krr di
Toh bike self start kse huii.....
😏😏😏😏😏
My dc out put 3.5v ?
What is this problem
Dear ek or video banain jis men sari color ki wiring k function k leye batain . its a request
bhaii color har bike me diff. hota hai
Mera hero honda glamour me bike ki headlight bahut low hai aur acceleration karne par tez hoti hai aur kam speed pe slow....Please aap karan bataye? Thanks in advance
Coyal se to Yello vaysar bhi aata he to 12volte ka hota yaa jada
Sir self kaam karegi
❤❤❤❤❤❤
yes wala
ji bhaii
Paeson pro 2016 me batry charge nahi hoti 🔋 Naya hi ragguletor Naya dala Whit wayer bhi sahi he please help me
Bhai ya seat ki necha jo aapne dekhaya h vo meri bike m nhi h 2013 Ka model h
Bhai slender puls bike ke break marne par discharge ho rahi iska sulestion bataye
Bhai yr agar humne bike ko 15-20 din kada krna ho to battery ko bahar nikal dena chaiye kya
old bike ki bike ko kaise new model ki light chalaye usme battry slow charge hoti hai to upgred kaise kare new model me battry ko???
Bhai rectifier kitne ka ayega achche quality ka
Sir mere bike spender pro he uske lite kam jalte he lekin kuch indicter chalu karte he or brake dabate he tab jada jalte he piz help sir