Q) 52 Po ans kyse ho sakta hai bhai..????? Ncert mei saf saf likha hai ki "Po hardly shows -2 oxidation state"... Har koi is wale question ka ans Po de raha hai.. Ncert nhi padte ho kya!!!!!
Abe gadhe thik se padhle ncert ki line ko .Wo third ionisation energy ke configuration change ki baat kar raha hai naki mn+3\Mn+2 ka .Tujhe kya lagta hai aakash aur allen wale gadhe hai ki d4 to d5 deke baithe hue hai
@@ProdumBrahma Kon sa right hai tere hisab se ?Abe gadha hai kya 1 number ka .Ncert likha hai 3rd ionisation energy high hone ka reason hai d5 to d4 change .Khud bhi dimag chalay ga ya Ncert se chapta rehga .Abe bhai agar e0 positive hai to iska matlab hai configuration aise change ho raha ki stability aa rha hai .d5 to d4 mai kabhi stability aa sakta hai kya 👶.Online ki janta ki sabse badhi negative baat ye hai ki wo bhed chal me chalte rehta hai. D5 me stability ayega isliye to wo d5 me jana chahe ga .Aakash aur Allen wale gadhe lagta hai tujhe ?jo d4 to d5 answer deke baithe hue hai .Padhle bhai .Ncert chapne se kuch nahi hoga.
nahi bhai ncret main d5 to d4 3rd ionization enthalpy more positive hone ke liye bataya hai , Mn+3/Mn+2 ke liye nahi Enot positive hone ke liye stability gain karna padta hai jo ki d4 se d5 main hoga
@@mrtaco5572 Maine bhi d4 to d5 mark kiya hai. And Ncert jo likh raha hai wo sahi to hai lekin yaha pe same chiz nahi puch raha hai .Mere kheyal se aur zyadatar coaching ke hisab se d4 to d5 would be the answer .

Bhai baki toh easily dete hai na
Po hardly shows means DOES NOT show -2
Bruh😂what are you trying to say
Q 94- 4 is right because of backbonding
Bhai pahle aap question padh lo sahi se
Kitne questions sahi gaye sab kai
56- C aave 12th NCERT 8.7 Question
Abe gadhe thik se padhle ncert ki line ko .Wo third ionisation energy ke configuration change ki baat kar raha hai naki mn+3\Mn+2 ka .Tujhe kya lagta hai aakash aur allen wale gadhe hai ki d4 to d5 deke baithe hue hai
100% wrong
It's right read ncert lol lots of teachers are wrong on this one
@@ProdumBrahmatrue
@@ProdumBrahma Kon sa right hai tere hisab se ?Abe gadha hai kya 1 number ka .Ncert likha hai 3rd ionisation energy high hone ka reason hai d5 to d4 change .Khud bhi dimag chalay ga ya Ncert se chapta rehga .Abe bhai agar e0 positive hai to iska matlab hai configuration aise change ho raha ki stability aa rha hai .d5 to d4 mai kabhi stability aa sakta hai kya 👶.Online ki janta ki sabse badhi negative baat ye hai ki wo bhed chal me chalte rehta hai. D5 me stability ayega isliye to wo d5 me jana chahe ga .Aakash aur Allen wale gadhe lagta hai tujhe ?jo d4 to d5 answer deke baithe hue hai .Padhle bhai .Ncert chapne se kuch nahi hoga.
Hindi me chahiye pepper
Too easy yar
Ha bro ques 57 me 3 option aayga
Concept strong karo apne
Bhai tu ratte ja ncert ko. Samajh mat. Kya bol raha hai. D4 to d5 mai stability badh raha hai to wohi to spontaneous hoga aur e0 positive ayega
Questions 57 mai 3rd option aayega
56 or 57?
nahi bhai ncret main d5 to d4 3rd ionization enthalpy more positive hone ke liye bataya hai , Mn+3/Mn+2 ke liye nahi Enot positive hone ke liye stability gain karna padta hai jo ki d4 se d5 main hoga
@@mrtaco5572 Maine bhi d4 to d5 mark kiya hai. And Ncert jo likh raha hai wo sahi to hai lekin yaha pe same chiz nahi puch raha hai .Mere kheyal se aur zyadatar coaching ke hisab se d4 to d5 would be the answer .
Are u sure? d4 to d5 hoga?@@pratyaybhattacharyya3622
@@pratyaybhattacharyya3622ncert me exactly same question line to line